• 3 months ago
Woh Ziddi Si - Episode 03 - 28th September 2024 [ Aina Asif & Ali Abbas ] -HUM TV
Woh Ziddi Si - Episode 03 - 28th September 2024 [ Aina Asif & Ali Abbas ] -HUM TV

Watch as fate intertwines with love in ‘Woh Ziddi Si,’ a drama serial filled with intense and emotional moments. Featuring Ali Abbas, Shazeal Shaukat, Aina Asif, and Danial Afzal Khan.


Writer : Sidra Tul Muntaha Jilani
Director : Nadeem Siddiqui
Producer : Momina Duraid Productions

Cast:
Ali Abbas, Shazil Shaukat, Ana Asif, Danyal Afzal Khan, Waseem Abbas, Farah Sadia, Ghazala Butt, Mahnoor Malik, Abbas Ashraf & Others.


#WohZiddiSi #HUMTV #AliAbbas #ShazealShaukat #AinaAsif #DanialAfzalKhan #WaseemAbbas #FarahSadia #GhazalaButt #MahnoorMalik #abbasashraf


#WohZiddiSiep03
#humtv
#pakistanidrama

Category

📺
TV
Transcript
00:00Assalam-o-Alaikum everyone, this is Hania Amir.
00:02You don't want to miss the biggest night of the year on the 28th of September at OVO Arena Wembley.
00:07I'll be there performing live and you know what? I'm nominated too, so it's gonna be pretty fun.
00:12So stop whatever you're doing and get your tickets right now at www.hum.tv.
00:17Trust me, it's gonna be an unforgettable night full of fun, music and surprises.
00:21Daniel Properties Dubai presents Kashmir 9th Hum Awards at the OVO Arena Wembley on Saturday, 28th September 2024.
00:32Book your tickets now.
00:34www.hum.tv
00:38www.axs.com
00:41forward slash UK
00:43See you there.
00:44Jo tha kabhi silf mera, ab meri sunta nahi
00:50Amreen se milna gaye the.
00:52Aur wo bhi raat ke iss waqt, sharm nahi aayi tumhe?
00:56Aur usko sharm nahi aati, ke raat ke iss waqt tumhe bulati hai?
00:59Nahi nahi, usne kahaan bulaya iss waqt mujhe.
01:02Ammi, naukri ki khushkabri deni thi na, isliye gaya tha bas.
01:05Khushkabri dene ka koi behtar waqt hota hai.
01:08Shareef log raat ke iss pahar khushkabriya nahi baadte phirte.
01:11Shadi toh pehle bade ki honi chahiye.
01:14Isliye pehle bete ki shadi karenge, uske baad beti ki shadi kardenge.
01:20Isme kya diqat kya?
01:22Tum apne mashfare apne paas hi rakho miyan.
01:25Ye baad 100% tai hai.
01:28Raheel naukri kare ya na kare.
01:31Pehle Mehreen ki shadi hogi.
01:33Kab tak tumhare kartuton pe parda daalte rehenge Raheel?
01:35Thodi si toh sharam kar lo.
01:37Toh mat daalo parda.
01:39Kar lo police ko phone.
01:40Ye shauk bhi pura kar lo tum.
01:42Waise bhi tumse is ghar mein mera sakoon kahaan bardasht hota hai.
01:44Haan, police ko toh phone karungi main zarur.
01:46Jab tak tum jail ki hawaan hi khaalete na,
01:47tumhara damaag theekhane pe nahi aane wala hai.
01:49Maa choti thi wo jab uski maa usse chhod kar chali gayi thi.
01:54Tab se leh ke aaj tak,
01:58jaise taise maina hi paala hai usse.
02:01Isliye bigad di hai ya shayad.
02:04Maa ka pyaar kya hota hai ye toh wo jaante hi nahi hai.
02:11Hello.
02:12Ji.
02:14Teacher Ambreen ko mere office bhejiyega.
02:18Aapki complaint pohanchiye.
02:20Students pe aap dominant ho jaate hain.
02:22Maine unhe madmin karni ki koshish kiye.
02:24Aap bhi zara aithyaat kijiyega.
02:26Kyunki aaj kal ke students aur Puneyan students mein bahut thark hai.
02:32Din kaise gujra bhai?
02:44Din bahut acha gujra.
02:46Tum batao kya kar rahi thi?
02:47Aapka intazaar.
02:49Mera intazaar?
02:50Kya khaas baat hai bhai?
02:52Acha khaan.
02:54Ammi kaha hai?
02:56Nazar nahi aa rahi hai.
02:57Ammi bas abhi nikliye hain aapke aane se 10 min pehle.
03:00Bazaar gayi hai?
03:02Nahi.
03:02Woh khaala ke ghar gayi hai.
03:04Allah Khairo Nisa ke?
03:06Ya Allah Khair.
03:08Woh pata hai amma toh kuch bhi kahe ke aa jayenge.
03:11Haala baisi upset hai apne bimari ki wajah se.
03:14Aur Ambreen ke aane ka bhi waqt hon chuka.
03:17Thakiyaari aayegi upar se amma.
03:19Unki baatein toh accha kaase bande ko thakka deti hai.
03:21Ambreen.
03:23Roka nahi tumne?
03:24Aapko itna fikarman hone ki zarurat nahi hai.
03:27Ambreen bhaaji hai na.
03:28Woh sambhal nengi.
03:29Bas aap unko call karke bole.
03:31Ki zarah narmi se baat karein.
03:32Hmm.
03:33Theek kahari hai.
03:34Ambreen se baat karni chahiye.
03:36Lekin Ambreen ka bhi toh masla hai na.
03:37Uska bhi wohi mizaaj hai amma jaisa.
03:39Sawa nizhe pe sawa.
03:42Khair, tum chai leyaon main room mein.
03:44Okay.
03:46Bohot accha kiya.
03:48Ki principal ke paas khud chalegi.
03:50Yeh hi confidence se aata hoon main tum mein.
03:51Aapi.
03:52Exactly dad.
03:53Aur unko aap pata chalega.
03:55Ki students ke saath kaise deal karta.
03:57She should know that it's a high educational
03:59private institute.
04:00Koi sarkari college thodi na.
04:01True.
04:02Aur waise bhi.
04:03Aap wo kisi student ke saath
04:04aap battameezi nahi karenge.
04:06Hmm.
04:07Aaj ek student ne awaaz utha hi hai.
04:08Aur is cheez ka impact zarur hoga.
04:10I am telling you.
04:11Impact toh us baat ka bhi hota bita ki.
04:13Student ne misbehave kiya.
04:16Teachers par bhi, students par bhi.
04:18Pura ke pura environment par.
04:27Toh aap kya keh rahi hai?
04:29Maine us teacher ke saath misbehave kiya tha?
04:35Nahi.
04:36Mera yeh matlab bilkul nahi hai.
04:37Nahi maini yeh kaha hai.
04:39Main toh sirf yeh keh rahi hoon ki.
04:41Teacher se seekhna hota hai.
04:43Toh jisse seekhna hoon
04:44uski respect karni chahiye.
04:46Toh seekhne ka matlab yeh hai.
04:47Ke main wahan jaake.
04:48Ya koi bhi student wahan jaake
04:49apni insult kar paaye.
04:51Students ki bhi toh ek self respect hoti hai na.
04:53Aur agar koi teacher
04:54kisi se aise baat kare.
04:55Toh wo harassment ki cases
04:57main bhi aa sakta hai.
04:59Bita harassment toh
05:01teachers ki bhi ho sakti hai na.
05:02Agar students istana se behave karenge.
05:04Aur koi bahas thodi kar rahe hain hum.
05:07Main toh sirf yeh bata rahi hoon ki
05:08har rishte ki ek due respect
05:10and place hoti hai na.
05:11Usko wo deni chahiye.
05:16Bas bahut khaana kha liya maine.
05:18Rida, Rida khaana khao.
05:19Please.
05:19Nahi kapa hai mujhe dad.
05:20Rida.
05:21Rida kya kar rahi ho?
05:24Apni kya zaroorat thi
05:25aapko usse yeh sab baat karne ki.
05:27Aapko achi tarah pata tha
05:28ke wo bada mana rahi hai.
05:29Chhod deti baat ko.
05:30Ab khaana chhod kar chali gayi hai wo.
05:33Raat tak kuch bhi nahi khaayegi.
05:37Zaviyar, maine kuch khalat kaha hai?
05:39Maine toh usse wo hi samjhaane ki koshish ki hai
05:42toh darasal tumhe samjhaana chahiye tha.
05:43Aap kyu nahi samjhti hai?
05:45Maine aapko kitni baar samjhaaya hai.
05:47Woh ek normal bachi nahi hai.
05:48Normal circumstances me padhi nahi hui.
05:50Aap jaanti hai.
05:51Sensitive hai bahot zyada.
05:54Aur usme kuch khalat nahi kaha.
05:56Main jaanta hu.
05:56Woh khalat nahi hai.
05:57Zaviyar, yeh tumhari ghalat fahmi hai
05:59aur tum excuses dhundh rahe hain
06:01uske bad behaviour ke.
06:03Zaviyar, tumhe usse compromise karna
06:06sikhana padega.
06:07Yeh zindagi hai.
06:08Sab kuch uski pasand ke mutaabik nahi hoga.
06:11Aur agar isse tum yeh nahi samjhaage
06:13toh usse zindagi mein dikkat hogi,
06:15parishani hogi,
06:15tumhe takleef hogi.
06:17Allah na kare aisa kabhi hua.
06:18Aap aisi baatein kyun kar rahi hai
06:20meri beti ke baare mein?
06:21Jab kal yeh baat ho gayi thi,
06:23toh aaj yeh sab kuch karne ki
06:24kya zoorat thi, aapi?
06:25Main nahi chahati, Zaviyar,
06:27ke usse koi dukh uthana pade,
06:29aur tumhe bhi koi takleef hu.
06:30Mujhe pata hai,
06:32ke usko compromise karne ki
06:33zara si aadat nahi hai.
06:34Choti si baat pe,
06:35wo itna react karte hai,
06:36bhalke over-react karte hai.
06:38Kal ko yeh rabaiya,
06:39uske liye bahot se mushkilat
06:40paida kar rahi hai.
06:40Yeh aap kaise kaise kehti hai?
06:42Woh bahot intelligent hai,
06:44bahot zamindaar hai
06:45aur mujhe usme poora bharosa hai.
06:51Please aaj ke baad
06:52Ridha ke maamlaat mein
06:53interfere mat karein.
06:55Woh jo bhi karegi na,
06:56main handle kar loonga, aapi.
06:58Please.
07:00Aap dikhe,
07:01aap apni bhari bhi plate
07:02chhod kar chali gayi hai.
07:03Main kaise khaana khaan sakta hoon,
07:05jo meri beti bhooki hogi?
07:21AAPI
07:23AAPI
07:25AAPI
07:27AAPI
07:29AAPI
07:31AAPI
07:33AAPI
07:35AAPI
07:37AAPI
07:39AAPI
07:41AAPI
07:43AAPI
07:45AAPI
07:47AAPI
07:49AAPI
07:51AAPI
07:53AAPI
07:55AAPI
07:57AAPI
07:59AAPI
08:01AAPI
08:03AAPI
08:05AAPI
08:07AAPI
08:09AAPI
08:11AAPI
08:13AAPI
08:15AAPI
08:17AAPI
08:19AAPI
08:21Kab se khadi hoon Suraiyya,
08:23baith jao na.
08:25Baith jaati hoon Khairun Nisa,
08:27baith jaati hoon.
08:29Zara dekh toh lene do,
08:31kitna fark aaya hai is ghar mein.
08:33Ghar toh wohi hai,
08:35magar waqt
08:37bahut badal kya.
08:39Waqt kabhi bhi
08:41kisi par ek jaisa nahi rehta, Suraiyya.
08:43Iska toh kaam hai badal la.
08:45Kya naqreh
08:47the is ghar mein?
08:49Kya decoration
08:51aur shaan aur shaukat
08:53thi? Aur aaj?
08:57Hum samajhte hain
08:59hum hamesha raaj karenge.
09:01Ab kise malom tha
09:03ke bhai sahab
09:05ke jaane ke baad aapka
09:07yeh haal ho jayega?
09:11Khala agar
09:13humari kismat aur halaat ka audit ho gaya
09:15toh aap please wo baad kare na
09:17jo yahan pe karne aayi hain.
09:19Aur dekhiye
09:21waqt ka toh nahi pata na.
09:23Waqt kab, kis pe kaise badal jaye.
09:25Insaan ko thodi pata hota hai.
09:37Tume toh malom hi hoga
09:39ke mai kya baad karne aayi ho.
09:43Tumhare toh raabte hain na
09:47din aur raat ke?
09:49Ji khala malom hai.
09:51Lekin jis bhaitar
09:53andaaz se aap baad kar sakte hai
09:55wo andaaz mai kahan se laun.
09:57Kya hogi Ambree?
09:59Suraiyya badi hain, unhe baad karne do.
10:01Tum khamosh ro.
10:07Chalo.
10:09Theek hai.
10:13Main saaf saaf baad karungi.
10:15Dekho khairon Nisa.
10:17Agar toh tum chahti ho
10:19ke Ambreen aur
10:21Zain ki shaadi ho,
10:23toh pehle Mehreen
10:25aur Raheel ki shaadi karne hogi.
10:29Khala, aapko yeh ghalat fahmi kyun ho gaye
10:31ke hum chahti hain ke meri aur Zain ki shaadi ho?
10:33Nahi nahi, hum chahti hain.
10:35Lekin
10:37Raheel pehle apne pehron par toh
10:39khada ho jaye.
10:43Main yeh jo baad karni thi wo karti.
10:45Aage aap logon ki marzi.
10:47Wanna yeh samjho
10:49ke inn rishton ki koi haqiqati nahi hain.
10:51Humne dusre ko zabaan de thi Suraiyya.
10:53Zabaan ghair haqiqi
10:55nahi hoti.
10:57Zabaan sabse badi haqiqat hai.
10:59Isi zabaan ka paas rakhne
11:01toh main aayi ho.
11:07Magar mujhe lagta hai ke tumhari beti ko
11:09iski koi parwa nahi hain.
11:13Tum mujhe se baad karo.
11:15Isko chhodo
11:17yeh zara
11:19jazbaati hai.
11:21Aisa nahi ho sakta.
11:23Hala rishte
11:25istana nahi hote hain.
11:27Acha?
11:29Toh tum yeh dono rishte
11:31khatam karne ki baat kar rahe hain.
11:33Nahi nahi, Suraiyya.
11:35Mujhe Mehreen ko bahu banane
11:37par koi itraaz nahi hain.
11:39Raheel ko bas rozgaar mil jaye na.
11:43Hala agar
11:45aapne apni saari baatein kar liye ho toh
11:47thodi isi hamari bhi sun le hain aap.
11:51Hala main Raheel ke baarein
11:53aapko kisi bhi dhoke mein nahi rakhna chahti.
11:55Wo islaayik nahi hua
11:57kiski shaadi ki jaye.
11:59Haan jis din wo laayik ho gaya toh
12:01main khud aapke ghar aungi, aapse taarikh lungi.
12:03Lekin wo waqt kab aayega,
12:05is waari mein toh hum kuch nahi kya sakte hain na.
12:07Maaf karna Khairon Nisa.
12:09Main is aasre pe apni beti ko ghar
12:11karne waali nahi hoon.
12:13Meri beti ke liye hazaaro rishte hain
12:15aur ek se ek acha rishta hain.
12:17Dikhe yeh toh bahut achi baat hain.
12:19Toh aap bismillah karen usme se koi bhi
12:21ek rishta choose karne hain.
12:25Istha toh tumhara rishta bhi khatam ho jayega.
12:27Ammi meri liye bachpan ke kiye hua
12:29faisalon ke koi ahamiyat nahi hain.
12:33Aur wo faisal hai joke
12:35sirf wo sirf blackmailing ke hu.
12:37Chalo.
12:39Theek hai.
12:43Jaise tum logon ki marzi hai.
12:55Aur haan.
12:57Meri ek aaur baat sun raha ho.
13:01Tum apna koi bandobaz kar lene.
13:03Mere zain se kisi kisam ki
13:05mere zain se kisi kisam ki
13:07koi umeed mat rakhna.
13:09Hala umeed toh mujhe pehli bhi nahi thi.
13:11Ab bhi nahi hai aur baat ke toh
13:13bahut door ki baat hai.
13:15Aap na bilkul befikar raha hai.
13:17Achha.
13:19Agar umeed nahi lagayi thi
13:21toh mere masoom bache ko
13:23phasane ki kya tukh banti thi?
13:25Kya ho gaya aapke?
13:27Kis kisam ki baate kar rahi hain?
13:29Maine aapki bete ko nahi phasaya.
13:31Achha.
13:33Main kya nahi jaanti?
13:35Hala, bhaitar yeh ke doosron pe
13:37inzaam lagane se pehle na apne bete ko dekhen.
13:39Aur agar aap se apna beta nahi samhala jaana
13:41toh kisi aur ki betiyon pe istana taumat na lagayen aap.
13:43Ab iss se zyada wazaahat hai
13:45main aapko nahi de sakti hoon.
13:47Mujhe lagta hai bhaitar yeh ke
13:49aap yahan se chale jaayen kyunki
13:51yahan pe khade hai aap simpah apna waqt zaya kar rahi hain aur kuch bhi nahi.
13:53Waah Khair unde sahab, waah.
13:55Yeh tarbiyat ki yeh tumne
13:57apni beti ki.
13:59Yeh tarbiyat ki yeh tumne
14:01apni beti ki.
14:03Yeh tarbiyat ki yeh tumne
14:05apni beti ki.
14:07Yeh tarbiyat ki yeh tumne
14:09apni beti ki.
14:11Yeh tarbiyat ki yeh tumne
14:13apni beti ki.
14:15Yeh tarbiyat ki yeh tumne
14:17apni beti ki.
14:19Yeh tarbiyat ki yeh tumne
14:21apni beti ki.
14:23Yeh tarbiyat ki yeh tumne
14:25apni beti ki.
14:27Yeh dil se sochon
14:29hum nibhayenge apni zabaan
14:31tum hasla rakhon.
14:33Waah, waah, waah.
14:35Tumhari beti
14:37khatam karne ki baat kar rahi hai
14:39aur tum nibhane ki baat
14:41kar rahi hai. Pehle
14:43apni aulad ko lekar
14:45ek taraf holo, phir
14:47mujh se baat karna.
14:49Chalti hain.
14:57Chalti hain.
14:59Chalti hain.
15:01Munki, mujhe lagta hai ki
15:03hum dono ko akele hi ice-cream khaane jaana padega
15:05kyunki yahan par toh logon ko
15:07bahot khussa aaya hua hai. Itne
15:09saru log hai yeh ki...
15:11Not funny, dad.
15:15Aapko pata hai mai upset ho.
15:17Bahot khussa aaya hua hai?
15:19Ji.
15:21Khussa toh nahi aana chahiye.
15:23Khussa toh nahi aana chahiye.
15:25Shraddha, kya hon kya hai?
15:27Kyun chhoti-chhoti baaton pe upset ho jaati ho?
15:29Itni isi baaton ka stress
15:31nahi lena chahiye, beta.
15:33Dad, wo hamesha se aise karti aa rahi hai.
15:35Main aapko shuru se bol rahi hu.
15:37Wo jab se yahan aayi hai, wo tab se yahi kar rahi hai.
15:39Aap yaqeen nahi karte meri baaton ka?
15:41Aap aapko dekh raha hai na?
15:43Aap khud dekh sakta hai na?
15:45Relax. Relax. Calm down.
15:47Dekh raha hu.
15:49Tabhi toh yahan par aakar baith kya hu.
15:51Samjhaunga hone.
15:53Badi hai, daant nahi sakta.
15:55Aur samjh bhi jayenge.
15:57Lekin Shraddha, wo itni buri nahi hai
15:59jatna bura tum hone samjhti ho.
16:01Theek hai.
16:03Wo buri nahi hai, lekin wo sahi bhi nahi hai.
16:05Wo jo kar rahi hai, wo galat hai.
16:07Aise bhi unko bahat complex hai.
16:09Kis baat ka complex?
16:13Yeh unki ulaad nahi hai yahaan pe.
16:15Kitni buri baat hai.
16:17Aise baat nahi karte hain.
16:19Aise baat nahi karte hain.
16:21Bita,
16:23Ahsan gaya hu hai baahar padhne ke liye.
16:25Chal wapas aa jayega.
16:27You know that, right?
16:29Aur wok yeh
16:31mentality ko samjhne ke kohshish karo.
16:33Old school of thought hain wo yaar.
16:35Hamare jaisi thodi hai ki
16:37nahi baaton ko samjh lenge.
16:39Please.
16:41Ignore karo unko.
16:43Wahi toh kar rahi ho.
16:45Kya karoon mai dad?
16:47Aur yeh karo
16:49ke apna mood achcha karo.
16:51Mujhe tum bilkul aise hi nahi achchi lagti ho.
16:53Come on, Rida.
16:55You know you're my best friend,
16:57right?
16:59Aur zuniya mein tumhara ilawa mera koi dost nahi.
17:01Meri khaatir.
17:03For my peace of mind.
17:07Unki baaton ko itna serious mat lo.
17:09Waqt ke saath me khud samjh jayenge.
17:15Fine.
17:17But only because I love you.
17:19I love you more.
17:23He's mine.
17:31Accha yeh baatein kar lijiyega na baad mein.
17:33Abhi sirf itna bata deyen ke wahaan kya baat hoi.
17:37Bata rahi hoon
17:39ke saaf inkar kar diya.
17:41Bas. Itni si baat hai.
17:43Inkar kaise kar sakti hai, ammi?
17:45Kya baat kar rahi hain aap?
17:47Kyu?
17:49Inkar kyu nahi kar sakti wo?
17:51Itna andha itamaat to tumhe kabhi
17:53apne maabaap par nahi hua.
17:55Maabaap ka itamaat kahan se beech mein aagaya?
17:57Udar kya baat hui hai?
17:59Usne kya baat ki? Aapne kya baat ki?
18:01Please bata deyen. Request kar rahi hain aap se.
18:03Betaan,
18:05tumhari waalda sahiba ne
18:07aaj tak kabhi koi baat
18:09seedhi tarah ki hai?
18:11Aapka farz hai
18:13ke aap unki baat ko ghaur se suniye
18:15aur uske baad
18:17aap apni marzi ka matlab nikaal lijiye.
18:19Woh apni marzi ka matlab nikaal lingi.
18:21Tumhari to saari
18:23zindagi meri buraiya karne mein guzar jayegi.
18:25Inshallah.
18:27Ameen.
18:29Aap dono yeh ros karte hain, baat mein kar lijiyega.
18:31Kya baat hui hai? Please bata deyen. Request kar rahi hain.
18:35Bata rahi hoon tumhe
18:37ke usne saaf inkar kar diya hai.
18:39Usne saaf saaf mukar gayi hai.
18:41Woh kisi rishte ki zimmedaari nahi lehna chahti.
18:43Mujhe yaqeen hai usne
18:45aisa kuch nahi kaha hoga.
18:47Zimmedaari usne Raheel ki nahi lehi hogi.
18:49Inkaar kyu karegi ammi?
18:51Acha?
18:53Tumhe agar itna hi pata hai,
18:55toh khud kyun nahi pooch lete jaake?
18:59Inkaar kar diya usne.
19:01Yeh kahkar
19:03ke Zain ki kahin aur shadi kar deyen.
19:05Usne nahi yeh rishta karna.
19:07Zain miyan mujhe lagta hai
19:09ke baazi palat gayi hai.
19:11Raheel ke shakkar me
19:13tumhara chance bhi gaya.
19:15Baazi usne palti hai.
19:17Main toh baat banane gayi thi.
19:19Jaise main toh yeh jaanta hi nahi hoon
19:21ke aapne kitni baat bigaadi hogi aur kitni banayi hogi.
19:23Pata nahi kaunsi maaen hoti hain
19:25jin ke liye aulaad ki khushi matter karti hai.
19:27Ek yaha hai.
19:37Ammi, main yeh aapka doodh
19:39yaha pe rakh rahe hoon, pee ke soh jayayega. Theek hai aap?
19:41Neend ab kisko aani hai?
19:43Peri toh neend hi od gayi.
19:45Aap apne neend na haraam karein.
19:47Sobha uthenge na saara din hai aapke paas.
19:49Sobha uthe ke aap apni saari sochhe continue kar liyejega.
19:51Raat na sohne ke liye hoti hai.
19:53Tum itni beparwa kaise ho sakti hoon?
19:55Beparwa nahi ho rahi hoon, Ammi.
19:57Hakikat pasand ho rahi hoon.
19:59Aisi bhi kya hakikat pasand hi?
20:03Kya ho jata agar tum
20:05Surya se moh na ladhati?
20:07Kehne deti usse jo kehti hai.
20:09Hum sunh lete na.
20:11Bata nahi aap isse ek baat ko leke
20:13mujhse aur kitni bhais karenge.
20:15Aapne khala ko nahi dekha?
20:17Wo kis tarah mujhse baat kari thi?
20:19Kitni bezati kar rahi thi wo meri?
20:21Haan.
20:23Surya toh hamesha zahir
20:25ugal ke jati hai.
20:27Wo din bhool gayi,
20:29jab har choti badi parishani
20:31lekar wo mere paas aati thi.
20:33Hamesha uska saath diya.
20:35Moon bhooli behen hai.
20:37Magar saghi behen se zyada
20:39pyaar diya.
20:41Aur aap dekho, jab aati hai,
20:43moon ko aati.
20:45Ammi, guzra baat na kisi ko bhi yaad nahi rehta.
20:47Baithar yeh ke,
20:49aap bhi bas purani baaton ko na chherein.
20:51So jayein.
20:53Karke ek kaam karte hoon,
20:55main yahan pe aaj aapke saath sote hoon.
20:57Amreen,
20:59main toh shukar karte hoon,
21:01tum hoon.
21:03Tum na hoti hai,
21:05mera kya haal hota.
21:07Raheel ko dekho,
21:09kitna laaparwaar.
21:11Fata toh karo,
21:13kidar hai wo?
21:15Sohne ke liye aata hai na,
21:17aaj aayega wo.
21:19Fikar na karein aap uske.
21:21Dawazi ki chaabi hai uske paas.
21:23Uchhe nai,
21:25doodh bhi hai,
21:27please.
21:29Tum?
21:31Jee main.
21:33Mujhe pata tha ki tumhe chai ki talab ho rahi hogi.
21:39Andhar baith ke baat karein?
21:41Baahar chalte hain yaar,
21:43waisi badi ghutton feel kar rahi hoon.
21:45Yeh ghutton na,
21:47tumhare andar ki hai.
21:49Yaadha na, badi mat bana karo.
21:51Chalo, amrita ghutton andar ki.
21:53Zaviyar?
21:55Zaviyar?
21:59Zaviyar?
22:01Zaviyar?
22:27Tum ab tak usa nahi bhoole.
22:31Ab tak usa nahi bhoole.
23:01Ab tak usa nahi bhoole.
23:31Khatam toh usne ki hai na.
23:33Ek message, ek call, kuch bhi nahi hai mere phone par.
23:35Ek message, ek call, kuch bhi nahi hai mere phone par.
23:37Koi gila kar le, shikwa kar le, ghusa kar le,
23:39kuch toh kahe na. Itni khamoshi?
23:41Koi gila kar le, shikwa kar le, ghusa kar le, kuch toh kahe na. Itni khamoshi?
23:43Woh sakta hai ki woh tumhari tarah hi
23:45confusion ka shikar ho.
23:47Dekho Zayn,
23:49tumhe na khulke baat karni padegi.
23:51Tabhi yeh galat fahmi door hoge.
23:53Koi galat fahmi nahi hai meri.
23:55Seedhi-seedhi laparwai.
23:57Ammi ke baare mein hum dono jaante hain.
23:59Aur ammi jab wahan par jaa rahi thi,
24:01mujhe pata tha ki wo baat bigaadne chaah rahi hain.
24:03Yeh baat maine usse batai thi.
24:05Uske baawajood,
24:07maine usse keh diya tha,
24:09ki ammi baat bigaadne aa rahi hain, tum ladna mat.
24:11Koshish karna ke baat ko suljha lena.
24:13Lekin nahi, result kya hua?
24:15Yeh baat sirf ek cheez show karti hai,
24:17ke usse iss relation mein koi interest nahi hai.
24:19Koi parwa nahi ho sa.
24:21Wo karti hai parwa,
24:23bas zahir nahi karti.
24:25Main nahi ho.
24:27Main bhi ek ladki hain.
24:29Aur jab bachpan se ek hi naam suna ho,
24:31tha feeling apne aap develop ho jaate hain.
24:35Main tum
24:39tum Raheel ko lekar serious ho?
24:43Tume kya lagta hai?
24:47Mujhe lagta hai ke ho.
24:51Jab bachpan se hi minzil ka pata ho,
24:53tha us tak pohnchne ke jahat
24:55ho hi jaate hain.
25:19Assalamwalekum.
25:21Walekumassalam,
25:23betho.
25:25Chai ki talab to ho rahi ho bhi to.
25:27Nahi aapi,
25:29aapko amesha pata chal jata hai.
25:31Haan, mujhe pata chal jata hai.
25:33Main bhen ho tumhari.
25:35Aur itna arsa guzra hai mera tumhare saath.
25:37Jee samjhta ho.
25:41Aapi, I am sorry.
25:43Us wak kuch
25:45khas achche tariqah se baat nahi ki
25:47maine aapse.
25:49Zaviyar,
25:51ab iss umar mein hum ek dusri ko
25:53kitni wazaatein dete pherenge.
25:55Jo hua se hua.
25:59Pata nahi aapi kya ho gaya,
26:01aise lagta hai jisse
26:03zandagi haath se pisalte jaa rahi hai.
26:05Tum bahot achche ho, Zaviyar.
26:09Sabko khush rakhna chahate ho.
26:11Aur khush rakhna jaante bhi ho.
26:13Aap meri behen hai,
26:15isliye keh rahi hain aisa mere baare mein.
26:17Farna, main toh humesha naakam raha hoon kabhi.
26:19Kabhi kisi ko khush kar hi nahi saka.
26:21Aisa mat koho.
26:23Bas ab
26:25tumhe khushi ki zarurat hai.
26:27Tumhe zarurat hai kisi ki saath.
26:29Minche kisi ki zarurat nahi hai.
26:31Aap aur Rida
26:33meri zindagi ka hisa hai, bas
26:35yehi kaafi hai mere liye.
26:39Kitna chhupa ke rakte ho
26:41tum khud ko, Zaviyar.
26:43Kabhi zahir nahi hone diya.
26:45Itna baag guzar gaya,
26:47itne saal,
26:49abhi tak yaad
26:51rakha hai usse.
26:53Abhi tak nahi bula sake usse.
26:55Abhi tak uski
26:57tasbeer rakhi hai apne paas.
26:59Ab tak toh sab tasbeeren jala
27:01deni chahiye thi.
27:05Kis kisi aat ko jala honga main.
27:09Chhodi
27:11rehne dijiye.
27:13Thandi ho rahi hai.
27:33Salaam sahib.
27:37Begum saab, aap hi ka intazaar kar rahi thi.
27:43Abhi wo apne kamre mein
27:45hai, aaraam kar rahi hai.
27:47Aur shayad bade phone ki hai unhone aapko.
27:51Thi.
28:13Salaam sahib.
28:43Salaam sahib.
29:13Salaam sahib.
29:37Bibi ji, shishay ki tarah
29:39chamka diya bathroom maine.
29:41Acha kiya zeenat.
29:45Aisa karo ki
29:47Raheel ka kamra bhi zara achi tarah saaf kar dena.
29:49Hmm?
29:51Ji, karti ho abhi jaa kar.
29:53Paison ki fikar mat karo,
29:55mil jayenge tumhe.
29:57Bibi ji, paison ki khaate
29:59poori duniya aadi paagal ho gayi hai.
30:01Yeh zeenat hi hai,
30:03jo roti aur do kapdo ke ilawa
30:05apne rab se aur kuch nahi manga.
30:07Acha acha, shukar karo Allah ka
30:09zeenat,
30:11wo dekho almari ki daraz me
30:13batwa pada hoga,
30:15mujhe nikaal ke do.
30:17Ji, ji.
30:19Yeh laaj ke liye paise rakhe the,
30:21tumhe nikaal deti ho.
30:23Main abhi dhoon ke deti bibi ji.
30:25Kapdo ke neeche pada hoga,
30:27neeche dekho.
30:29Mila?
30:31Ji, ji.
30:39Mere paise?
30:41Zeenat,
30:43maine 20,000 rupiah rakha tha yahaan.
30:45Paise kahaan chale gaye?
30:47Mere,
30:49mere paise kidar chale gaye?
30:51Bibi ji, zara seete ho check karein.
30:53Toh khaali batwa hai.
30:55Paise kahaan chale gaye?
30:57Mere Allah.
31:01Shukar,
31:03khaali batwa hai.
31:05Paise kahaan chale gaye?
31:07Shuk nahi hai.
31:09Balke mujhe is baat ka yaqeen hai,
31:11ke aapke wallet se paise na,
31:13Raheel ne churahein aur kisi ne nahi.
31:15Nahi beta, nahi.
31:17Mera dil nahi maanta.
31:19Raheel bhala kyun
31:21chori karega?
31:23Ammi, jab wo nasha kar sakta hai,
31:25toh chori karna uske liye kaunsi badi baat hai?
31:27Kitni hakkarat se baat kar rahi ho tum.
31:29Saga bhai hai wo tumhara.
31:31Ilzaam par ilzaam
31:33diye jaa rahi ho.
31:37Theek hai.
31:39Jab aapka beta aaye na,
31:41uska girebaan pakdiyega aur usse poochiyega,
31:43ke chori usne kiye ke nahi.
31:47Agar aankhon mein aankhe daalke
31:49aapko jawaab bhiye dekha, toh
31:51is baat ka yaqeen ho jayega, ke
31:53mujhe sirf khalat fahimi ho rahi hai aur
31:55wo sajh keh raha hai.
32:01Ruku!
32:03Kahan jaa rahi ho?
32:05Idhar, idhar, idhar, idhar kade ho.
32:07Kahan jaa rahi ho? Paise kahan?
32:09Kaunse paise?
32:11Acha?
32:13Ek toh chori karte ho aur upar se
32:15mujhse pooch raha ho kaunse paise haan?
32:17Tumhare paas bakwaas karne ka time hoga.
32:19Lekin mere paas zara bhi time nahi hai.
32:21Kya baat hai?
32:23Kitni achi acting kar lote ho tum.
32:25Pehle nashe kiye, upar se chori kiye
32:27aur aap itni ghatai se jhoot boh rahi ho
32:29ke kaunse paise haan?
32:31Zara se bhi sharm hai?
32:33Koi sharm mein chori karli kumne?
32:35Koi chori nahi ki maine.
32:37Tum jab bhi dekho mujh par koi na koi
32:39inzaam lagati rehti ho.
32:41Is ghar mein kadam rakhne ke dehr hoti hai,
32:43mera jeena haraam kar deti ho.
32:45Had ho gayi Raheel.
32:47Yeh chehra dekho apna.
32:49Tumhari zubaan ki na chugli kha raha hai.
32:51Tumhare chehra pe saaf saaf likha ho hai
32:53ke chori tumne kiye.
32:55Mujhe batao paise kahan hai?
32:57Mujhe paise chahiye. Jaldi karo.
32:59Amreen, tum chup ho jao.
33:01Mere taraf dekh kar koho
33:03ke tumne chori nahi ki.
33:05Haan, jaise mere kehne se toh yakeen
33:07aa jayega na aapko.
33:09Bek liya aapne?
33:11Isi baat ka aapko baith tha na?
33:15Tumhi zara bhi khayal nahi aaya.
33:17Na apni maa ka.
33:19Na is ghar ka.
33:21Khayal toh aap dono ko bhi nahi hai mera.
33:23Yeh sirf paise kamaati hai
33:25aur rob daalti hai.
33:27Tum bhi kama lo.
33:29Rob daal lo.
33:31Nahi hoti mujhe kisi ki naukri.
33:33Haan, zahir si baat hai.
33:35Kaise hogi tum se naukri?
33:37Chori karke apne sare kharchi poore jo kar rahe ho.
33:39Tum hai na? Tumhe kya suroorat hai naukri karne ki?
33:41Bakwaas ban karo tum.
33:43Main abhi isi baat
33:45is ghar ko chhod kar jaa raho.
33:47Jahaan har roz nahi baat ko pakar ke tazleel hoti hai.
33:51Raheel, Raheel meri baat suno.
33:53Amreen,
33:55kya keh diya tumne?
33:57Abhijeet, kya ghar chhod kar toh phir?
33:59Jaane de ammi.
34:01Aisi shorshe chhod hai.
34:03Thamkaar hai, aapko kahi nahi jaane wala yeh.
34:05Thamkaar nahi raha main.
34:07Main jaa raho.
34:09Aaj mujh par chori ka azaam lagaya hai.
34:11Kal pata nahi mujh par kaun se naiya azaam lag jayega.
34:13Allah!
34:15Raheel beta, Raheel.
34:17Meri baat suno beta.
34:19Apni maa ki baat suno.
34:21Amreen,
34:23agar usne waqe ghar chhod diya toh?
34:25Toh jaata hai, jaaye ammi.
34:27Humme kaunsa kanda de ke baitha hua hai yeh?
34:29Jab dekho iske drama khatami nahi hota hai.
34:31Jeena haraam kiya hua hai.
34:33Paise kamaati ho, uska roob hum sab pe jhaarti hai.
34:39Jaa raho main.
34:41Ab raho tum yaha sakoon se.
34:43Raheel, aisa mat karo beta.
34:45Kahan jaa raho hume chhod kar?
34:47Na jaao.
34:49Jaane de ammi.
34:51Do chaar thokre khayega na khud wapas aa jayega.
34:53Marte dam tak wapas nahi aahunga.
34:55Raho ab tum dono aurte akeli.
34:59Yeh hi khaish thi na tumhari.
35:01Toh lo.
35:03Ho gayi poori.
35:05Raheel, Raheel beta.
35:07Ammi, wapas aa jayega.
35:09Wapas aa jayega, aapko pata nahi hai uska?
35:19Sab kuch hai lekin yaha
35:21Kuch apna lagta nahi

Recommended