• last year
Islamic video 786
Transcript
00:00Moula Ali Sher-e-Khuda ne ek din dekha ki kitne din gujar gaye Syeda Fatima ne na khaya kuch nahi
00:05Bachon ne toh kayi Waqfe-Waqfe se voya kuch kha liya hoga
00:09Lekin Moula-e-Kainat ne dekha ki Hazrat Fatima ko toh kitni der ho gayi
00:12Israar kiya ka Fatima
00:14Chalo yaha nahi toh Huzoor ke Kashona-e-Noor pe chali jao
00:18Baab ke ghar ki toh beti malka hoti hai na
00:21Toh wahan chali jao
00:22Hazrat Fatima Huzoor ke Kashona-e-Noor pe aayi
00:26Toh bade hi khubsurat labz hai
00:28Beton ko dekh ke bhi banda jawan hota hai
00:31Par betiyan bhi badi pyaari hoti hai
00:33Hazrat Umm-e-Aman kahti hai
00:34Main Huzoor ke paas baithi thi
00:36Jab Hazrat-e-Fatima ne darwaza pe dastak di
00:38Bahar se dastak di
00:40Aur hadees ke lafz kya hai
00:42Hazrat Fatima ne bahar se dastak di
00:46Toh Mahboob andar se firmane lage
00:48Umm-e-Aman darwaza kholo
00:49Yeh darwaza khat khatane ka andaas toh Fatima ka hai
00:54Toh Fatima hi hai darwaza pe
00:55Yeh Ali ke ghar ki hai
00:56Nabi ke ghar ki hai izzat
00:57Ali se sunte
00:58Nabi ke ghar ki hai izzat
01:00Nabi se sunte
01:02Woh jisne muazzaz kiya gharane ko
01:05Aur Hussain paal ke jisne diya zamane ko
01:10Hazrat-e-Syed-e-Paak ka andaas hai
01:12Darwaza khat khatane ka
01:13Hazrat-e-Umm-e-Aman kahti hai
01:15Main jhad se darwaza khola
01:16Toh Hazrat-e-Fatima ka woh chihra
01:19Jis par shiddat-e-bhoog ke aasaar numayan thi
01:22Huzoor ke saamne gayi toh
01:24Lafz nahi kahe
01:25Par aansuon se aanchal bheeg gaya
01:30Maboob ne dast-e-shafqat rakha
01:33Firmahe putar kya hua
01:34Arz ki Abbaji
01:36Pahut din beet gaye
01:37Kuch khaya nahi
01:39Aaj Sher-e-Khuda ne kaha hai
01:40Ke Huzoor ke ghari chali jao
01:44Toh wahin se kuch kha lo
01:45Tum yahan toh musalsar faqah karti ho
01:48Aur kisi cheez ka sawal nahi karti ho
01:51Toh Nabi-e-Paak a.s. ne kya firmaya
01:53O mere sangiyo
01:55Bachon ko suhulten bhi do
01:57Par inhe jeene ka salika bhi sikhao
02:00Apni aulad ko neemten bhi do
02:02Huzoor ne firmaya
02:03Allah tumhe wusfat de toh gharwalon ko do
02:06Unhe wusfat bhi do
02:07Par sabar ke salike bhi sikhao
02:10Unhe jeene ka dhag bhi sikhao
02:12Nabi-e-Paak a.s. ne firmaya
02:13Fatima beta agar tum kaho
02:15Toh ye paanch bakriyan khadi hai
02:17Main tumhe bakriyan de detaun
02:19Aur agar tum kaho
02:20Toh main tumhe paanch wazife sikha detaun
02:23Aur suno na yaar
02:25Ye bhi ek andaaz hai na
02:27Main tumhe paanch wazife sikha detaun
02:29Toh Syeda firmane lagi
02:30Sone haan bakriyan raane de
02:31Wazife hi sikhaye
02:33Kahi dinon ki bhook
02:35Shiddat-e-bhook
02:36Aur mere bhai iftaar ke waqat
02:38Hala ke soba se sirf roza hota hai
02:40Hafton se nahi hota
02:41Siwa-e-paani ke soojta hi kuch nahi
02:44Kahi ya Rasulullah
02:45Aap na mujhe paanch wazife hi de de
02:48Mere kareem ne paanch wazife bata diye
02:51Hazrat Fatima wazife leke ghar gayi
02:53Toh Hazrat Maula Ali
02:54Sher-e-Khuda firmane lagi
02:55Fatima kuch khaya
02:58Kuch tabiyat asooda hui
03:01Tumhari wo bazaar jo naqahat thi
03:02Usme kuch farak aaya
03:04Toh Hazrat Fatima haske kehne lagi
03:06Haske
03:07Muskuraan ke
03:08Yaha muskurana kamaal hai
03:11Yaha muskurana kamaal hai
03:13Muskuraan ke firmane lagi
03:14Ali
03:15Main huzoor se duniya lene gayi thi
03:17Medine wale ne din ata firma ke beja
03:20Maula Ali kya tabsira karte hai
03:22Firmatein Fatima kamaal ho gayi
03:24Tum toh bada nafe wala soda karke aayi ho
03:27Gayi thi
03:28Yeh ikhlas, yeh lillahiyat, yeh husn, yeh kamaal
03:32Huzoor ne firmaya
03:33Ke tumhe wo izhad asal ho jaye
03:36Ke tumhari ulaton tak yeh baat aaye
03:39Ke duniya ki daulat jholi mein aaye
03:41Toh khush nahi hona
03:42Allah ka Quran seene mein aaye
03:44Toh khush hona
03:45Rasoolullah pe durodo salam pada jaye toh raaz