• last month
Welcome to Urdu Bible Study Official, your source for profound and inspiring Bible teachings in Urdu. In today's episode, we will explore the Psalms: Songs of David, focusing on one of the most beloved and powerful chapters, Psalm 112.

The Psalms, especially Psalm 112, reflect King David’s intimate relationship with God, capturing his emotions of trust, gratitude, and hope. Psalm 112, often referred to as "The Lord is my Shepherd," is a beautiful reminder of God’s guidance, protection, and care in our lives. Whether you are seeking peace in troubled times or comfort in moments of uncertainty, this Psalm offers timeless wisdom and strength.

Join us as we delve deeper into the meaning of Psalm 112, uncovering its spiritual significance and how it continues to provide hope and encouragement for believers today.

Don't forget to subscribe to Urdu Bible Study Official for more enriching Bible study sessions, exploring Psalms and other Scriptures in Urdu, bringing you closer to God's Word.

#Psalms#Psalm112 #urdubiblestudy #songsofdavid #bibleinurdu #zaboor112 #zaboorgeet #zaboor #zaboorandgeet #masihigheet #masihizaboor

Category

📚
Learning
Transcript
00:00Zaboor 112 Raast baaz aadmi ki mubarak khali
00:14Khudavand ki hamd karo Mubarak hai wo aadmi jo khudavand se darta
00:23hai Aur uske hukmome khub masroor rehta hai
00:28Uski nasl zameen par zorawar hogi Raast baazon ki ulad mubarak hogi
00:38Maal o dolat uske ghar mein hai Aur uski sadakat abad tak qaim hai
00:48Raast baazon ke liye tariki mein noor chamakta hai
00:55Wo rahim aur kareem aur sadiq hai Rehm dil aur karz denewala aadmi saadat
01:04mand hai Wo apna karobar raasti se karega
01:12Usse kabhi jumbash na hogi Saadiq ki yaadgaar hamesha rahegi
01:21Wo buri habar se na darega Khudavand par tawakkul karne se uska dil
01:30qaim hai Uska dil barkaraar hai wo darne ka nahi
01:37Yaha tak ke wo apne mukhalifon ko dekh lega Usne banta aur mukhtajon ko diya
01:48Uski sadakat hamesha qaim rahegi Uska singh izzat ke saath buland kiya jaayega
01:59Shareer yeh dekhega aur kudega Wo daant pisega aur gulega
02:10Shareeron ki murad nabood hogi Ameen

Recommended