Kabhi Main Kabhi Tum | Episode 24 | Fahad Mustafa | Hania Aamir | 30 Sep 2024 |
The drama revolves around the concept of ‘Opposites Attract’ where Hania aka Sharjeena will portray the role of a bibliophile, topper and a sorted girl with a practical approach while Fahad’s character is a little laid-back.
Writer: Farhat Ishtiaq
Directed by: Badar Mehmood
Cast:
Fahad Mustafa as Mustafa
Hania Aamir as Sharjeena
Emmad Irfani as Adeel
Javed Sheikh as Iftekhar
Bushra Ansari as Shagufta
Maya Khan as Sidra
Naeema Butt as Rubab
Tauseeq Haider,
Yousuf Bashir Qureshi.
The drama revolves around the concept of ‘Opposites Attract’ where Hania aka Sharjeena will portray the role of a bibliophile, topper and a sorted girl with a practical approach while Fahad’s character is a little laid-back.
Writer: Farhat Ishtiaq
Directed by: Badar Mehmood
Cast:
Fahad Mustafa as Mustafa
Hania Aamir as Sharjeena
Emmad Irfani as Adeel
Javed Sheikh as Iftekhar
Bushra Ansari as Shagufta
Maya Khan as Sidra
Naeema Butt as Rubab
Tauseeq Haider,
Yousuf Bashir Qureshi.
Category
😹
FunTranscript
00:00Phone card dene se na rishtey nahi khatam ho jate hain, theek hai bhen hai tumhari usse
00:20baat karo.
00:21Nahi hai bhen, na koi bhai hai na koi maba, kisi se koi rishta nahi, ab agar koi rishta
00:27hai na toh sirf ek shard hi na aur woh hoon tum.
00:30Meri bachi pe kis tarah ka suloog ho raha hai aur woh akeli hai waha pe, usse toh ussi
00:35raat humare paas aajana chahiye tha.
00:37Mujhe lagta hai ki humein wapas jaana padega.
00:41Haan, theek keh rahi ho.
00:44Humein kisi ko shakka mokah nahi dena chahiye.
00:58Dekh keh, dekh keh bhai, bas yahi rakhne hain, yahi rakhne hain.
01:06Dekh keh, upar dekh keh Mustafa.
01:10Shukr-e-zaroorat ki cheezein toh aa gaye hain, shukr-e-almari aa gaye hain, kapde toh
01:14rakhne ki jagah ho gaye hain.
01:15Acha mainne bhi na ek online store check ki hai, uspe second hand cheezein padi hoon.
01:19Fridge hai, istri hai, lekin is maine nahi, agla maine nahi, theek hai ma?
01:24Shazza.
01:26As-salamu alaikum.
01:27As-salamu alaikum.
01:27Wa alaikum assalam.
01:28Wa alaikum assalam.
01:28Okay, okay, okay, aa toh gaya kya pehte hai?
01:31Mein, wa alaikum assalam.
01:33Main baite hain.
01:34Main baite hain.
01:35Main paani leke raate hain.
01:36Nahi, nahi beta.
01:36Main laate hain.
01:37Nahi, nahi, main leke raate hain.
01:38Beta, please.
01:39Aap baite hain toh.
01:40Baite hain.
01:41Please baite hain.
01:47Andal, baite hain.
01:49Paani.
01:51Nahi, mujhe dete hain.
01:52Mujhe dete hain.
01:52Main cheeke hain.
01:53Tum baite hain.
01:56Sharjeena beta,
01:59tum pe itna kuch guzar gaya
02:00apne baba ko tumne bataya bhi nahi.
02:04Ustafa, main
02:06tumhe aur Sharjeena ko yahan se lejane aaya.
02:08Apna samaan pack karo.
02:14Tum doron hamari taraf shift ho rahe ho.
02:15That's it.
02:20Dekho tumhare ghar mein jo kuch bhi hua na,
02:23mera uspe kuch kehna banta nahi hai.
02:26Yeh tumhara aapas ka maamna hai.
02:29Lekin main tumhe aur Sharjeena ko beta
02:31is haal mein nahi chhod sakta
02:33is kasma pursi ke halat mein.
02:36Yeh jagah rehne ke kaabil nahi hai.
02:39Aapko bahut shukriya, uncle.
02:41Lekin,
02:42I am mutmaeen hoye hain.
02:45Bekaar ki zid mat karo, Mustafa.
02:47Is jagah ko dekho.
02:49Itni zyada seediyan hain,
02:50samaan hain nahi,
02:51koi asaish nahi hain.
02:53Beta, tumhare uncle theek keh rahe hain.
02:56Jab Allah ne hume ghar diya hai,
02:57toh tumhore kyun takleef mein raho?
03:00Ammi, hum bilkul theek hain.
03:02Sach mein baba, hum bilkul theek hain.
03:03Aisa aisa karke hum sab set kar lenge.
03:06Kya set ho jayega, Sharjeena?
03:08Gandhagi ka dher hai yeh poora alaka.
03:11Jagah dekho yeh kya hai.
03:13Kitna bhi set kar logi,
03:15yeh kuda ka dher hi rahega.
03:18Sahi keh rahe hain, uncle.
03:22Mujhe lagta hai aap Sharjeena ko le jaye hain, uncle.
03:26Jab uske kaabil kuch banane ke ho gaya,
03:28main toh phir le jaaunga usse.
03:29Kya ki baatein kahe rahe hain?
03:30Tum jao.
03:31Kya bola?
03:31Hum bilkul theek hain yaha pe,
03:32hum bahot khush hain.
03:34Bekaar ki zid mat karo, Sharjeena.
03:36Chalo beta,
03:37jaise tumhore ki khushi.
03:40Allah taala tum dono ko
03:41hamesha khush ho, phul ram rakhe.
03:44Hum toh bas yeh batana chahate hain,
03:46ke kabhi bhi koi mushkin,
03:48koi museebat aaye,
03:49apne aap ko tanha mat samajhna.
03:52Hum hain tumhare saab.
03:55Usma, chai?
03:56Arre nahi beta.
03:57Nahi, chai maini, bilkul.
03:58Usma, chai?
03:59Chahenge?
03:59Piye kya?
04:00Doh minute lagenge aunty,
04:01main liya hoon.
04:01Dahi.
04:02Chalain?
04:04Acha beta.
04:15Khush rao, maharaj.
04:20Acha beta, khuda hafiz.
04:22Rahat hain.
04:25Rahat hain.
04:50Aaiye aaiye Adil saab.
04:53Aaiye baithiye.
04:54Tashreef hain.
04:56Aaiye.
05:00Adil saab, mujhe bahut khush hui
05:02ke aap hamari daawat pe mere farmhouse tashreef laaye.
05:05Usma saab, hamara business ek hai,
05:07toh talukaat hona zaroori hain.
05:10Arre waise bhi,
05:11since kaam ek hai,
05:12toh main isme rivalries nahi,
05:15ek doosre ko faida paunchane mein yakeen rakhta hoon.
05:19Aur hum bhi dosti par hi yakeen rakhte hain,
05:21Adil saab.
05:22Waise, bad kismati se,
05:24Mansoor Khan aur Madam Rubab
05:26is baat pe yakeen nahi rakhte hain.
05:27Jab yeh aaj tak unke aur hamare talukaat
05:29behtar nahi ho sakein.
05:33Magar ab company ke zyadatar maamlaat
05:35Adil saab ke hi haath mein.
05:37Aur yeh badi flexibility rakhne wale aadmi hain.
05:40Hum kaam ki baat kar sakte hain.
05:42Jee jee, bilkul.
05:43I'm sure Wajahat saab ne
05:45aap tak hamari offer pauncha di ho gayi.
05:48Jee bilkul paunch gayi.
05:49Aur uski baniyat pe
05:50main apni soya been ki shipment ko delay karwa dunga.
05:53Aur aapki shipment Pakistan mein
05:54hum se pehle pahun jayegi.
05:56Toh hamari shipment pehle aane se
05:58humein kitna faida ho jayega?
06:01Aapko bahut zyada faida ho.
06:20Aapne distributor ko aaga kar dunga
06:21ke hamari shipment mein kaafi der hai.
06:23Woh market mein second option ke taur par
06:25aap se raju karega.
06:27Aur phir,
06:28main aapko aur apne distributor ko
06:30introduce karwa dunga aur
06:33aap phir aage soch sakte hain
06:34kitna faida ho gaye.
06:42Mustafa?
06:43Musta...
06:44Musta...
06:45Mustafa?
06:46Bangin na?
06:47Mustafa?
06:48Bangin banaya hain.
06:49Khana bana di aaja.
06:51Mujhe mook mein hi hain.
06:54Bahut maze ki hai.
06:57Main ne kaha na mujhe nahi khana.
06:58Mera sar mat khao.
06:59Tum jaa ke kha lo.
07:05Baba ki baaton ki waise naraz ho.
07:07Main kisi baat se naagte hain.
07:09Baap hain wo mere.
07:10Khayal karte hain hum dono ka.
07:12Kyaar mein emotional hoke
07:13unhe thoda zyada keh diya.
07:15I'm sorry.
07:15Main...
07:15Main unki taraf se maafi maangte hain.
07:17Main zabardasti laaya tha tumhe hain.
07:19Mainne tumhe kaha tha yaaha jao.
07:22Tumse main kehta rahe gaya.
07:23Ki jab tak kisi dhanki jagah ka bandobas nahi hota
07:25tum apne maabaap ke ghar jaao.
07:26Lekin tum zabardasti, zid karke
07:28tum aayi yahaan par.
07:29Ki nahi, jahaan tum raoge main mahaan ho.
07:31Ab kya?
07:31Kya karu main?
07:32Haan, main hi zid karke aayi thi.
07:34Lekin haala chahe jaise bhi ho
07:35main tumhe chod ke nahi jana chahati.
07:36Toh tumhari zid ki waise
07:37main kyu zalil ho raha ho yaar?
07:39Jisko dekho, sir utha ke mujhe zalil kar deta hai.
07:41Kabhi mere maabaap, kabhi tumhare maabaap.
07:44Aur wo kachra iss hilaake ko nahi kahe raha tha, Shahji na.
07:46Wo mujhe kahe raha tha.
07:47Main beboob nahi hoon, sab samajhta hoon.
07:51Ab tum jaao.
07:52Tumhe jana chahiye.
07:54They're waiting for you.
08:09Achhi meeting gayi Asad Malik ke saath.
08:13Bahut hi achhi offer diye usne humein.
08:15Deni bhi chahiye thi.
08:17Apni company ka compromise karke
08:19usse croreon ka fayadah de raha hoon.
08:23Plus, madam Rubab ko toh
08:25kuch shak nahi ho jayega.
08:29Abhi toh wo yahan hai nahi.
08:31Aur jab tak wapas aayenge
08:32ye game khatam ho chuki hongi.
08:36Ab hi toh wo yahan hai nahi.
08:38Aur waise bhi Brazil mein
08:39humara jo export hai,
08:40wo bahut pakka banda hai mera.
08:42Shipment delay hone ki wajah
08:43wo paperwork ke saath tayaar ke raha hai.
08:47Bajaj sahab, aap se hi discuss kar roon,
08:48lekin Rubab jitni chalak apne aapko
08:51samajhti hai, utni hain nahi.
08:53Bas uski tarife karte ro,
08:55kusha mat karte ro, toh khush rehti hai.
08:57Usko pata chalne ka sawal hi baida nahi hota.
08:59Aur nahi uske arrogant, mahroor baap ko.
09:05Excuse me.
09:07Ji ammi.
09:08Haan Adil, kaha hoon beta?
09:11Kya hua?
09:12Woh tumhari abu ki bahut tabiat kharab hai.
09:15Haan, kushaas bhi ruk ruk ke aa raha hai.
09:18Bata nahi kya hora unko,
09:19ikdum haathon mein aa gaye.
09:21Haan beta, jaldi aao.
09:22Ammi, aap please hosra rakhe hain.
09:23Main ambulance ko call kar rahe hoon,
09:25aap woh leke hospital paunche,
09:26main aapko wahi milunga.
09:27Haan, jaldi pauncho.
09:29Aur jab tak ambulance nahi aati,
09:30aap foran abba ko unki dawaai den.
09:33Main jaa rahi hunke paas.
09:37Kya hari hai?
09:39Jee, abba ki koi tabiat kharab hai.
09:40Main ambulance ko call kaha hoon.
09:47Ammi, bhai, kya hua ba?
09:49Abba bata usnahi.
09:50Kya?
09:52Kyaise hai abba?
09:53Fikar na karo, abba stable na.
09:56Doctor ne itni baatein sunaayi mujhe.
09:59Kaise gharwale hain,
09:59aap log khayal nahi rakhte hain.
10:00Main kya karo?
10:01Woh kuch khaate hain, na peete hain.
10:02Mera kya kasoor?
10:04Dekh sakte hain.
10:05Woh abhi yaar,
10:06main kisi ko jaan nahi dekh rahe hain.
10:07Thodi dewa wait kar lo,
10:08abba ke doodheen test karenge,
10:09pehle discharge kar doon.
10:11Fikar na karo,
10:12Inshallah sab thik ho jayega.
10:13Paata nahi kya ho gaya tha.
10:15Sabak bujhe bujhe se,
10:16khafa khafa se rahate the mujhe.
10:18Main khaane ko deri the to
10:19khaana nahi khaare the,
10:20dawaai deri the to
10:21dawaai nahi le re the.
10:22Paata nahi mujhe to,
10:24aisa lagta tha,
10:25meri saari khidmat bekaar chali gayi.
10:27Aaj jaise wo mujhe zimmedaar samajh rahe hain,
10:35toh meri wajah se wo gaya ho.
10:37Sab zimmedaari meri hai jaise.
10:39Ammi please,
10:41please aap hosla karenge.
10:43Koi aapko ghalat nahi keh raha.
10:45Ab ab is bimari ki wajah se
10:46thoda hisaas ho gaye the,
10:48isliye,
10:49thoda waqt kusar waqt
10:50theek ho jayenge,
10:51please.
11:03Abha aaraam se.
11:05Aaraam se.
11:06Aaraam se.
11:13Aaraam se please.
11:15Aaraam se.
11:17Haiye.
11:20Idha rahe hain aaraam se.
11:21Sit.
11:32Aap comfortable hai Abha?
11:35Chalo shukr hai sab khairiyat rahi
11:36aur uncle ghar aa gaye tha uska.
11:39Haan, thank God.
11:42Abha apne pachon ki taan
11:43mera zid bilkul nahi karni.
11:45Sidra, inki diet ka
11:46aur medicine ka
11:47khaas kyaar latna hain.
11:49Sidra, hum ghar chalein?
11:50Hamza ammi ke paas hai na,
11:51unhe tang kar raha hoga.
11:52Kaise jaa sakti ho?
11:54Dil kaise maanega mera?
11:55Dawaon ka bhi toh khyaar latna hain.
11:57Haan jee, rukh jaun please.
11:58Chalo, tun aaraam se
11:59MP ke paas rukho,
12:00kal aajana hai.
12:00Theek hai?
12:01Main aaj chalein jaunga.
12:03Abha ke liye paani mumbo.
12:05Zubaida!
12:07Zubaida, aaj chalein
12:07jaldi se paani lekar aao, please.
12:32Khaana khaale?
12:36Kab tak aise moh sujaye
12:37baithi rahoge?
12:40Ho gaya na?
12:46Chhod do na.
12:47Khaalo khaana.
12:52Bhoot nahi hai.
12:54Tum nahi khaogi
12:55toh main bhi nahi khao.
12:56Aur mujhe toh badi bhoot lagi.
12:58Mujhe baar baar kyun kahte ho
12:59ke ammi baba ke ghar chali rao?
13:01Mujhe khud se door karna chahate ho
13:03toh yeh kahe do.
13:06Main tumhare bagay nahi reh sakti.
13:07Bhi shakto
13:08kyun mere bagay reh sakti ho.
13:12Reh toh main bhi nahi shakto.
13:16Nahi chod sakti main tumhe.
13:20Kya karo tumhe?
13:21Woh zindagi bhi toh
13:22nahi dey paa rahe hoon
13:22aashraj ji na.
13:31Nahi chod sakti.
13:33Jaanta hoon.
13:35Yeh tumhi toh hoon
13:36jo musse sachhi mohabbat hoon toh.
13:41Baaki toh sabne dikha gaya hoon usse.
13:44Toh pur mujhe kehna ban kar do na.
13:46Pus aaj ke baad
13:47please nahi kehna
13:48ke ammi baba ke chali rao.
13:49Mujhe nahi tumhe
13:49chhod ke kahin bhi jaana.
13:52Theek hai paise nahi hai.
13:53Bhooke rehenge theek hai.
13:54Ikhathe bhooke rehenge.
13:55Baithreen zindagi hoon
13:56toh ikhathe guzaar lenge.
13:58Achhe halaat hoonge
13:59yeh burre
13:59bas ikhathe rehenge na.
14:00Yeh chhod ke nahi rao.
14:01Nahi bol runga hai.
14:05Baadah karta hunge bhi.
14:10Aur bhoote kyu rehenge bhai?
14:12Matlab.
14:12Aaloo bhai na chalte.
14:17Sorry.
14:30Sorry.
14:54Kuna tha baap
14:55jannat ka darwasa hota.
14:57Yehkin mai aisa majboor
14:59hoon bebas baap hoon.
15:02Jisne apni aulahat ko
15:03jahannum ki chowkot
15:05pe laagura diya.
15:06Sorry Mustafa.
15:08Tumhara gunaabaar hoon.
15:10Abba.
15:10Assalam o alaikum.
15:12Bhul gaye aap.
15:13Wa alaikum assalam beta.
15:16Tum ghar mein gayi?
15:17Main tum sabko
15:19parishan kar di.
15:22Kisi ko parishan nahi kiya.
15:24Achha bata hai
15:25naashta kya karenge?
15:26Main apne haath se
15:26bana ke laatein.
15:29Bhoog nahi hai mujhe.
15:31Abba, istara
15:32aapki tabaat kharaab ho jayegi.
15:34Aap na karein
15:35istara apne saath.
15:37Parishan hai.
15:39Mustafa ko lekar.
15:56Bata hai na Abba.
16:00Pata nahi kis haal mein
16:01hoga bad bakht.
16:04Usse nikaala toh nikaala.
16:07Shahjeena ko bhi
16:08beyaasra kar diya.
16:10Kitni maan se
16:11main usse bahu bana kar laaya tha.
16:13Toh phir kyu nikaala aap?
16:16Itni badi saza ka mustahik
16:18tha kyu ustad?
16:19Beta, agar main usse na nikaalta
16:21toh bho police ko bula leti.
16:23Usse ghariftaar karwa leti.
16:25Aur meri toh itni bhi haisiyat nahi
16:27ke main uski damaanat karwa sakti.
16:30Usne hamare upar
16:31kitne paise kharj kiye hain.
16:32Aur hamare hi ghar se
16:34uske paise chori ho gayi.
16:36Abba, aapne usdan
16:37bhabhi ko dekha tha?
16:39Inki aankhe maathe par thi.
16:41Cheech cheeke poore ghar
16:42ko sar par utha liya tha.
16:44Police mein jaane ki
16:45dhamki deri thi aur
16:46aap kuch bhi nahi bole.
16:48Abba, aap ghar ke bade hai.
16:50Sarbar Aayab ko
16:51unko rukh na chahiye tha.
16:53Beta, maangne wale ke paas
16:56bolne ka aur aitraaz
16:57uthane ka koi haq nahi hota.
16:59Saara kusoor mere hai beta.
17:02Tumhari maa ka kya ilzaab?
17:04Khairaat mein minhi aayi zindhi.
17:07Agar usne mere ilaaj pa
17:0830-40 lakh rupey
17:09na kharj ki hote.
17:12Toh haaj mein
17:13nazre utha kar
17:14usse baat kar sakta tha.
17:17Kaash,
17:19unzin mujhe
17:21maut ka khauf na aata.
17:22Usse
17:24zindagi ki laalish na hoti.
17:27Abba,
17:29kya aapko bhi
17:30ammi, bhai aur bhabhi ki tarah
17:31lagta hai ke
17:32Mustafa chori kar sakta hai?
17:35Aapka dil maanta hai
17:36ki wo chor ho sakta hai?
17:38Nahi.
17:41Mera dil nahi maanta ke
17:43Mustafa chori kar sakta hai.
17:46Kyu nikaala usse?
17:47Kyu kya usse dar badar?
17:50Beta, uss waqt
17:50bebasi ki haalat mein
17:52yeh hi samajh mein aaye
17:53ke usko
17:54kisi tariqa se
17:54police se bachalo aur
17:57phir Rubab ka
17:58ussa thanda ho jaye.
18:00Baharan,
18:01paise toh chori hua hai na.
18:02Uska ussa jaaiz hai.
18:06Kisi ne toh
18:06paise chori kiye na.
18:21Aaye, naashta kar liye.
18:36Mood nahi hai.
18:38Mood theek ka leh
18:39itna kya ho gaya aapko?
18:43Dekha toh tumne
18:45meri phool jaise bachchi ko
18:47is Mustafa ne
18:48kis jagah pe jaa ke daala hai?
18:50Khud toh kisi qaabil hai nahi.
18:52Meri beti ko bhi
18:53khawar kar ke rakh diya hai.
18:55Wo jagah?
18:56Wo jagah hai
18:57Sharjeena ke rehne ke qaabil?
18:59Salma,
19:00bohot badi ghalati hui mujhse.
19:02Bohot badi ghalati hui mujhse
19:03jo maine apni
19:04heera jaisi beti
19:05is shaks ke saath beha diye.
19:06Please,
19:07please mujhse
19:08apna jasbaat aur ghusah ko
19:09qaabu mein rakhein.
19:11Mat phulein,
19:12Sharjeena Mustafa ki beevi hai
19:14aur wo usse bohot chahti hai.
19:17Wo usse
19:18wo usse jahan bhi rakhega
19:20wo khush rehegi.
19:21Agar uske khilaf
19:22ek baat bhi gayi
19:23toh Sharjeena ko
19:24pasand nahi aayegi ye baat.
19:27Mustafa ke saath rehna chahti hai.
19:29Wo khush hai.
19:31Aur Muzza,
19:32dikhein jab betion ko
19:33beha dete na,
19:34toh unki life mein
19:35ghai zaroori
19:36interference nahi karte hain.
19:39Salma,
19:39Salma,
19:40beti beha diye hai,
19:41usse rishte,
19:42naate,
19:42taaluk khat nahi
19:43kar diye maine.
19:44Main nahi bardaash
19:45kar sakta meri bachi pe.
19:47Meri bachi pe itna zulm ho,
19:48itne takleef se guzre hai woh.
19:51Mujhse yeh bardaash nahi ho sakta.
19:55Acha ek minute,
19:56aap jayiyega nahi.
19:57Yahan hi rookiyega.
20:09Paon hai bhai?
20:12Mustafa,
20:13Assalamwalekum.
20:17Chal diye tum kahan pe,
20:21dekho yahan ke raston mein.
20:36Tumhari un dono se baat hui?
20:39Kahan hai wo?
20:42Mursa da ki tarah?
20:43Mustafa toh mera phone hi nahi utha raha abba.
20:46Sharjeena se baat hui thi,
20:48reh rahein kahin,
20:50flat karahe pe liya hai.
20:51Flat?
20:53Kirahe ka?
20:59Na unke paas paise hai,
21:00na sauman hai,
21:02wo kaise guzara kar rahe honga?
21:05Bhai bhi yahi soch rahi thi,
21:07kaise kiya hoga sab un logon ne.
21:10Shahid Murtaza uncle na,
21:12Shahid Murtaza uncle na kiya ho,
21:13financially koi help.
21:15Aapko toh pata hai,
21:16Mustafa ke paas paise nahi hota hai.
21:20Beta tum mera ek kaam karo.
21:22Kum karein abba.
21:25Dekho beta,
21:25mera paas zyada paise toh nahi hai,
21:27ek lakh rupiah hai.
21:29Main chahata hu,
21:30tum wo Mustafa ko de do,
21:32uske kaam aa jayenge.
21:33Lekin,
21:35lekin ye baat kisi ko batana nahi.
21:39Khas dot par rahe baap se.
21:41Theek hai.
21:43Be fikar rahe hain,
21:44nahi pata chal netun ki kisi.
21:46Sharjeena se meri taraf se maafi maanglana beta.
21:50Ji.
21:51Bahut zulm ki hai main.
21:54Kuchh khaenge ab,
21:56taashta liya hoon aankh liye.
22:41Yeh kya hai?
22:42Sunein aap.
22:42Ammi, please baba ko samjhaye,
22:44wo istara Mustafa ki insult na karein.
22:46Agar zindagi mein zarasi mushkilin aagayi hain,
22:48toh iska kya matlab hai ke main Mustafa ko chod doon?
22:51Main achhe, burhe, har halaat mein
22:52Mustafa ke hi saath rehna chahti hoon ammi.
22:55Aap logon ko toh khush hona chahiye,
22:56ke aapke damad mein khuddaari hai,
22:58gharatmandi hai,
22:59aur izzat-e-nafs hai.
23:00Wo aap logon ki madad ki baghar,
23:02hamari zindagi behtar banane ki jaddo jahat kar raha hai.
23:05Wo aap logon ki madad ki baghar,
23:06hamari zindagi behtar banane ki jaddo jahat kar raha hai.
23:09Isme problem kya hai?
23:10Hum iksaad bohot khush hai mera,
23:12yaqeen karein.
23:13Aap aap batayin, kya kahenge?
23:16Yeh note mujhe Sharjeena ne raat hi ko send kiya hai.
23:20Murtaza, wo bohot khush hai.
23:21Mustafa usse jahan rakhega,
23:23wo uske saath hi rahegi,
23:24aur khush rahegi.
23:26Aapko yeh baat samjhni chahiye.
23:29Agar is maamle mein aapne koi bhi baat ki,
23:31toh bohot garbar ho jayegi rishte mein.
23:34Accha, accha meri baat sunayin.
23:36Fars karein,
23:37mera aur aapke rishte ke beech mein
23:39agar koi teesra aa jaye,
23:40aur wo hame bataye ki
23:41hame zindagi kaise guzarni hai,
23:43yeh rishta kaise nibhana hai,
23:44aapko kaisa lagega?
23:46Isi tarah hamari interference,
23:48wo dono ko bhi bohot buri lagegi.
23:53Please try to understand.
23:56Accha chalein,
23:57abhi toh aap naashta karein.
23:58Uthein.
23:59Uthein na, aayiye.
24:03Tupatta toh sambhalo.
24:10Pehle do do gante paani aata tha
24:12is building mein,
24:13ab toh aadha gante paani aara.
24:14Is peh kya karein?
24:15Aadha gante aara.
24:16Aadha gante hi aara?
24:17Bas aadha gante.
24:18Aadha gante mein kya karenge hum log?
24:59Sharjeena?
25:03Sharjeena?
25:30Sharjeena?
25:32Idhar hoon.
25:36Kidar?
25:37Idhar.
25:38Arey wahaan kya kar rahi ho yaar?
25:40Kya kar rahi hoon?
25:41Jaldi idhar aao.
25:43Arey chhode isko.
25:44Mustafa yeh karne do na.
25:45Chalo na.
25:47Tanna maza aane wala hai na tumko aaj.
25:49Surprise, surprise.
25:57Yeh kya hai?
25:58Beef aur chicken.
25:59Paise mein laane wala toh mutton tha.
26:01Lekin aapne aise adjust kar liye.
26:03Beef aur chicken kaun se susta aata hai?
26:05Kya zaroor thi fuzool gharchi karne ki?
26:06Choti baat hi nahi karo yaar.
26:07Dekho.
26:08Tum pata hai ab ameer aadmi ki bibi hone wali hai.
26:10Ameer bibi.
26:11Acha, lottery nikal gayi hai?
26:13Ma'am ka idea approve ho gaya.
26:15Yeh Joseph ki call aayi thi.
26:16CEO ne go ahead de diya.
26:17Unko, they loved it so much.
26:19Seriously?
26:21Sabhi achhe se execute ho jaye na,
26:23toh company mein meri position bahut acchi ho gayi.
26:25Aat se das lakh toh kahi nahi gaye maini.
26:27Inshallah.
26:29Lekin paison se daada mujhe is baat hi khushi hogi
26:31ki tum career mein apne kaam raab hogi.
26:36Mujhe pehle se pata tha,
26:37tum kitne bade genius hoon.
26:40Ab jo kumara game kaamyaab hoga,
26:42toh baaki baat koi bata chal jaa raha hai.
26:45No secret.
26:48Khaana pakao.
26:49Aur woh na, chicken karahi manana hai,
26:51chicken ki aur beef biryani bhoti.
26:52Main help karunga tumhara.
26:53Acha.
26:54Karahi manana.
26:54Yeah, okay.
26:56Main yeh karti hoon,
26:57tum jaa ke wo kapde taar pe daal.
26:58Tuk tuk tuk tuk tuk.
27:00Jee.
27:02Kaun hai bhai?
27:04Arey?
27:05Mustafa.
27:06Assalamualaikum.
27:10Kyun aayi ho yahan se na?
27:12Tum se aur Shajina se milne aayi hoon.
27:15Block kar diya mujhe.
27:17Behen hoon tumhari.
27:19Rishta toh nahi khatam ho sakta na?
27:20Sir, aur gharwalon se na,
27:21ab koi rishta hai nahi meri.
27:23Isliye better hai ki dubhara nahi aana hai.
27:27Kamal hai Mustafa.
27:32Utha hi nahi raha phone.
27:36Itni mushkil se tum logon ka pata liya hai.
27:37Main ne kasme de de ki Ali ko.
27:39Block karne ka matlab samajhti ho na?
27:43Mattamizhi mein majboor mat karna.
27:46Aaj aagayi ho,
27:46dubhara nahi aana,
27:47phir nahi kaunga Sidra.
27:50Mustafa.
27:53Itna naraaz hai Shajina.
28:05Baat bhi nahi ki.
28:09Uski self-respect bahut hurt hi hoon.
28:16Maa asak toh?
28:18Sure.
28:18Aao Basit.
28:20Woh Adeel main yeh poochna chaha raha tha,
28:23ke hamaari imports mein kya delay ho raha hai?
28:28Aisa kuch nahi ho raha hai.
28:29Main manage kar loonga.
28:29Tum fikar mat karo.
28:31Main sirf isliye bata raha tha,
28:32ke aapko annaaz nahi hai na,
28:33ke agar shipment delay ho gayi,
28:35toh galbad ho sakta hai.
28:44You know last time I checked,
28:45tum is company ke operations magazine
28:48senior position pe kaam kar rahe the.
28:50Right?
28:52Tumne kab se iski import ho export ko
28:54dekhna shuru kar liya?
28:56Nahi nahi,
28:56asal mein woh Wajahat sahab kya rahe the,
28:58toh maine unko...
28:58Agar har banda is organization mein,
29:00poori dedication ke saath kaam karega,
29:04toh kaafi acha rahega.
29:07Just kar rahe hain.
29:08Apne domain mein focus kiya jaye,
29:10aur apne department mein kaam kiya jaye,
29:12and not minding their own business.
29:15I think kisi bhi employee organization
29:17ke liye achcha toh nahi hoga.
29:20Kya kehate hain aap?
29:23Sohi keh rahe hain.
29:28Anything else?
29:32Nahi sir,
29:32thank you.
29:35Aur please jaate hoye
29:36mere secretary ko kaafi ka kehde na.
29:47Yeh Shahzad sahab ko kye
30:04mujhe aa ke mile.
30:05Naraz toh theek hai wo,
30:07hum sab se,
30:08apni family se,
30:09maine kya kiya hai.
30:10Abba kaise hai?
30:17Theek hain,
30:20tum dono ko bahut yaad karte hain,
30:23aur unhone mujhe bhejaya aaj yahaan.
30:26Pane bhejaya?
30:26Hum,
30:27tum dono ko kuch dene ke liye.
30:30Shajan?
30:31Yeh unhone kaha ki,
30:34tum dono ko main jaakar deh doon,
30:37bhaage tum dono ka haath tang na ho,
30:41yeh bhabhi ke paise nahi hain,
30:45yeh abba ne apne paison me se bhej hain,
30:48taake,
30:50pata nahi,
30:50wo bahut parishan hain,
30:52dono ke liye.
30:56Yeh Sidra,
30:57tumhara aur abba ka bahut bahut shukriya,
31:00lekin hum yeh paise accept nahi kar skit ho.
31:03Please.
31:05Sidra,
31:05abba ne bahut maan se bhej hain.
31:07Tum abba ko yeh paise,
31:08bahut mahubat,
31:10pyaar aur shukriya ke saath wapas dekho.
31:14Please.
31:15Please.
31:21Yeh wapas dhruk ho,
31:22man waani chai leke laate hain.
31:41Kya kaam main kaha raha tha,
31:41yaad hi nahi raha.
31:45Idiot.
31:46Yeh wapas dhruk ho,
31:47maan chai leke laate hain.
31:48Kya kaam main kaha raha tha,
31:50yaad hi nahi raha.
31:53Idiot.
32:15Hello.
32:32Kya kah rahi ho?
32:35Milna chahate hain,
32:35please aa jao.
32:37Iswa,
32:38Salman ghar aane wala hai ji.
32:40Kal ka rakh le?
32:41Usse deal khana tumhari liye kaunsa mushkil hai?
32:45Keh toh kisi dost ke ghar jaa rahi ho tum.
32:48Waise bhi apne ishaaron mein nachaati ho se.
32:51Aage peeche pirta hai wo tumhara hai.
32:53Toh kya usse nahi naachna chahiye?
32:55Tumhari jaise khubsurat nidki ka saath ho,
32:58toh bande ko ghulami karni chahiye infact.
33:00Chalo,
33:01aati ho phir main.
33:03See you there.
33:03Chalo,
33:04aati ho phir main.
33:06See you there.
33:34Kaun?
33:35Shajeena main hoon,
33:36kholo.
33:40Kaha rahe gaye the,
33:40itin dehr laga di?
33:42Kaam tha,
33:42aayi saram.
33:45Iswa,
33:46Shatrughan humare ghar aayi thi,
33:47toh usse baat toh kar lete at least.
33:49Kaam kha liya?
33:52Nahi.
33:54Baga toh food lagiye mujhe.
34:03Baga toh food lagiye mujhe.
34:33Baga toh food lagiye mujhe.
35:04Did Sidra call?
35:06No.
35:09Why are you asking? Is everything okay?
35:12No, I was just asking.
35:16You've asked three times since yesterday.
35:19Yes, everything is fine.
35:23I was just missing her.
35:25I don't know, she's not answering her phone.
35:27I tried calling her a couple of times.
35:29She's making a sweater for Hamza.
35:32I had to check the measurements.
35:34She's not answering.
36:00Hmm.
36:25Why did you get up?
36:26Why did you get up?
36:28I didn't even close the door so that you'd wake up.
36:37Go to sleep.
36:41I'm not disturbed by anything.
36:43But why are you working so late, Mustafa?
36:46It's 3 in the morning.
36:47I have a lot of work.
36:52Joseph didn't hire five people for this game.
36:54True.
36:55Then why are you doing the work for the other four?
36:57Because it's my idea.
37:00It's my concept.
37:01So I'll do the work.
37:03When it becomes successful, I'll get the reward.
37:07God willing.
37:08It's going to be very famous, I'm telling you.
37:10God willing.
37:12Look at this.
37:14Harry Kane now.
37:15His character.
37:16He's a superhero.
37:18He can defeat all the obstacles, all the enemies.
37:21The only condition is that you reach the third level.
37:23That's trick one.
37:25Interesting.
37:26Isn't it?
37:29Look at this.
37:30These trees are a little boring.
37:34We need to change them a little.
37:36It's not difficult.
37:37Coding is not easy.
37:41Didn't anyone else do this work?
37:44This one with the objects.
37:46We're a little different.
37:47We do it well.
37:49You go to sleep.
37:51Close the door.
37:56I don't think you're in the mood to sleep.
38:02I'll make tea for you.
38:04You won't stop, will you?
38:09Make it sweet.
38:26Listen, the bread is lying around.
38:36I don't want to work.
38:37Don't you have bread?
38:38This bread is a little...
38:40I'll take it out.
38:55Hello, Dad.
38:56Hello, dear.
39:00Sit.
39:01How are you?
39:03I've been waiting for you for a long time.
39:07Did you go to Mustafa?
39:11I went there a week ago.
39:14I just happened to be there.
39:17But I didn't have the courage to talk to you.
39:21Dad, he doesn't want to meet any of us.
39:26He clearly refused to come to his house.
39:31Dad, our Mustafa has changed.
39:34It feels like he's meeting a stranger.
39:40He doesn't want to keep any contact with any of us.
39:45Sidra, you didn't tell him that I don't think of him as a thief.
39:50I was weak.
39:51I was forced to do all this.
39:54Dad, at least he would have agreed to listen to us.
39:59It doesn't matter to him if we think of him as a criminal or innocent.
40:04He doesn't want to keep any contact with any of us.
40:11You can keep this money.
40:15Laila...
40:17Mustafa said no, but Shajeena said no too.
40:24Both my children are upset with me.
40:31And they should be upset too.
Recommended
Kabhi Main Kabhi Tum Episode 31 - Fahad Mustafa - Hania Aamir - 22 Oct 2024 - ARY Digital
Waqas Malik
Kabhi Main Kabhi Tum Episode 33 - Fahad Mustafa - Hania Aamir - 29 Oct 2024 - ARY Digital
Waqas Malik
Kabhi Main Kabhi Tum Episode 21 - Fahad Mustafa - Hania Aamir - 16 Sep 2024 - ARY Digital
Waqas Malik