• last month
Dr Zakir Naik VS Pakistani Pandit | Worth Watching | Express News
Transcript
00:00Charaniye Shram Ke Gauri Narayani Namaste
00:03Sarvadharman Parite Jai Hem Aami Ekam Shadambar Jaha
00:07Aham Tamaam Sarva Paapiye
00:08Bhiyo Mokshe Swami Mahashecharya
00:11Main apne vatan khush gawar mahol mein
00:15sabse pehle meri maatra bumi apne vatan ke liye
00:17dua karna chahunga is moke bal
00:20ke Ishwar Parmatma mere vatan ko hamesha
00:22salamat, shanti ka gahbhara banaye rakhe
00:26khuda kare meri arze paak par utre
00:28wo fasle gul jisse andeshe zawal na ho
00:31aur yaha par jo phool khilein
00:34wo khilta rahein sadiyo
00:36yaha par khiza ko bhi guzarni ki majaal na ho
00:39aur khuda kare, Ishwar kare, Parmatma kare
00:42ham tamaam logon ke liye
00:44hayat jurm na ho, zindagi babaal na ho
00:47main Shreemad Bhagwat Gita ki
00:50ek choti si jo verse hai
00:53wo usse hi sawal karunga
00:56ke Bhagwat Gita insano se kya kehti hai
00:58kyunke jab sanatan dharm tha
01:00to uss waqt ko koi mazah bhi nahi tha
01:02ek arap, chhiyanvey karod, chaar laak
01:04batis azaar saal ka ek era hai sanatan dharm ka
01:07to usme insano se Krishna ne kaha hai
01:10Shreemad Bhagwat Gita mein
01:11kahe insano ye main tusse keh rahoon
01:13ke samaj teri karmabhumi hai
01:15aur tu apni karmabhumi ke maanban se
01:17na pa chayega
01:18isliye tu karmo se bhaagne ka jatan na kar
01:22kyunke tera nishkaam, karmi hi tera kartavi hai
01:24aur tera kartavi hi tera dharm
01:27lekin ye dharm keval tere hit ke liye hai
01:30to wo dharm paap ki aur jane wala maag hai
01:33isliye apno se mukto kar, samaj kalyan ke liye karm kar
01:36ke yehi moksh ka maag hai, jannat ka raastha
01:39ye batana isliye zaruri tha
01:41ke mera jo sawal hai
01:42wo hamari iss verse se hai, iss shlok se hai
01:45ke puri duniya mein
01:46yahan tak ke Mediterranean countries mein bhi
01:48mazhab ke naam par logon ko maara jaara hai
01:51aur usme uss mazhab ka jo mulk hai
01:54wo bhi badnaam hota jaara hai
01:56beesh mein mazhab rakha jaata hai
01:58to mera sawal ye hai
02:00ki ye jo India hai, Bharat hai, Pakistan hai
02:04aur duniya mein kayi aise countries hai
02:06jo mazhab ke naam par firqa awariyat philata hai
02:08to usko rokne ke liye
02:10humein jo strategy banani padegi
02:12uske liye hum kya karenge
02:14ye mera chota sa sawal aap se
02:16aur mera naam batana bhul gaya
02:19mujhe bataya, coordinator ne ke
02:21mera naam Professor Manoj Chauhan hai
02:23main Pakistan ka mazhabi scholar hun
02:25aur senior educationist
02:27gold medallist hun
02:29aur sanatan dharm ka ik daayi hun
02:35Bhai sahab mein bohot ek ahem sawal pucha
02:37ke
02:39hum dekhte hai
02:41ke mazhab ke naam pe
02:43kaafi aapas me jagde hote hai
02:45ek doosre ke
02:47ek doosre katal hota hai
02:49iska solution kya hai
02:51aur
02:53mere takreer khatam hone ke baad
02:55mujhe ek paigam aaya
02:57humare governor sahab se
02:59aur
03:01uski abdul rasheed sahab se
03:03ke aap kuch chand cheez kaho
03:05takabuli adhyaan ki
03:09jo comparative engagement speciality hai
03:11to bhai sahab
03:13ne jo sawal kiya
03:15wo hi chahate the humare mezban
03:17humare governor sahab
03:19aur mufti abdul rasheed
03:21to jo bhai sahab ne sawal
03:23kiya hai
03:25iska hal kya hai
03:27ke aapas me log jagda karte hai
03:29to mere razdi Quran Majeed
03:31ke aayat hai jisse mein kehtao
03:33master ki fa daawa
03:35surah limran ki surah no. 3
03:37aayat no. 64 me Allah ta'la farmate
03:39kul yahle kitab
03:41yeh ahle kitab
03:43yawda nasara
03:45aaw hum usbaat ki taraf
03:47jo aap aur humme yaqsa hai
03:51Allah na'udha illallah
03:53ki hum sirif ek
03:55Allah ki ibadat karein
03:57kiya Quran Majeed
03:59me Allah subhana wa ta'ala
04:01is aayat me farmate hai
04:03surah limran surah no. 3 aayat no. 64 me
04:05kul yahle kitab
04:07kaho ahle kitab se
04:09khususan yahood aur nasara
04:11ke baare mein muqatib hote hain
04:13lekin isse extend
04:15karke koi bhi digar
04:17maza'ib se aap baat kar sakte hain
04:19koi bhi digar maza'ib se
04:21chaye
04:23hindu ho, krishan,
04:25hud, jews
04:29aur ismein Allah ta'la kehte hai
04:31ki kaho
04:35in
04:37gher muslimon se
04:39taalaw ila kalimatin
04:41kawa sawa'im
04:43bainan o bainakum
04:45aao hum us baat ki taraf
04:47jo aap aur hum mein yaqsa hai
04:49hum iqsaniyat pe baat karein
04:51iqtilaaf ki baat na karein
04:53iqtilaaf hai, isi liya
04:55agar mere lecture sunenge
04:57aksar lecture ka mera mauzoo hai
04:59similarities between Islam
05:01and Hinduism
05:03Islam aur Hinduism mein yaqsaniyat
05:05Islam aur Isaiyat
05:07mein yaqsaniyat
05:09mere
05:11mere taqreer ka mauzoo
05:13kabhi iqtilaaf hi nahi hota hai
05:15unless
05:17koi gher muslim
05:19kuraan ko attack karta hai
05:21aur usmein galtiyan nikalta hai
05:23misal ke taur pe
05:25Dr. William Campbell
05:27jisko PhD usne
05:29hasil ki kuraan ke khilaf kitab likne ke liye
05:33Kuraan and the Bible and the Night of Science
05:35aur unne 38 galtiyan nikale kuraan mein
05:37nauz billah, scientific
05:39aur 8 saal tak ke
05:41koi bhi muslim uska jawab nahi diya
05:43toh America mein
05:45students ne mujhe
05:47bulaaya, ki aap bhi doctor hai
05:49aap usse debate kar sakte
05:51maine ka ahlan wa sahlan
05:53ye 2000 ki baat hai
05:55jab mein daawati meydan mein
05:59chand saal hua the
06:01aur Allah ki madad thi
06:03sirf Allah ki madad thi
06:05ki Allah subhana wa ta'ala
06:07ne is
06:09debate ya dialogue jo Chicago mein hua tha
06:112000
06:13saal 2000 mein
06:151st April mein
06:17mashallah us debate ki andar
06:19wo Dr. William Campbell
06:21ki jo
06:23unne jo objection
06:25nikale the, maine saare
06:27objection ka jawab diya
06:29aur jab maine nikali
06:31unke Bible mein
06:33scientific error jo main aam toor pe nahi karta hu
06:35kyunki ye aam toor pe nahi
06:37karna chahiye, lekin jab munasara
06:39ho raha hai aur wo attack kar raha hai
06:41toh mujhe jawab dene padta hai
06:43toh Alhamdulillah ussi manch pe
06:45Dr. William Campbell ne kaha
06:47Dr. Zakir Naik has raised
06:49serious questions against the Bible
06:51I'll have to read it again
06:53matlab ussi stage pe unne ikraal kar liya
06:57ki jo kitab likhi thi wo ghalat hai
06:59aur
07:01unko firse Bible padne padega
07:03lekin
07:05Allah Subhanaw Taala farmate hai
07:07the master kifur daawa
07:09taalau ila kalimatin sawa im baina bainakum
07:11aao aam uss baat ki taraf
07:13jo aap aur aam mein yakhsa hai
07:15sabse bhaitreen baat
07:17Allah farmate hai
07:19Allah naabuda illallah
07:21ki aam sirf Allah ki ibadat karein
07:23aur agar
07:25aap
07:27study karte hain
07:29comparative religion
07:31taqabul-e-adhyan
07:33ki aap study karte hain
07:35toh aapko pata chalenga
07:37saare mazhab mein
07:39guniyadi baat
07:41ek hi hai
07:43tawhid ki Allah ek hai
07:45lekin
07:47waqt jaane ke wajah se
07:49ye unke maanne wale
07:51kuch log maanne lage, kuch log bhulge
07:53toh aaj ki tarikh
07:55me agar aap
07:57koi mazhab ko samajhna hai
07:59toh uske maanne wale ko mat dekho
08:01agar
08:03aapko Islam samajhna hai toh
08:05musalman ko mat dekho
08:07Quran aur sahih hadith ko padho
08:09aur fir aapko samajh mein aayega
08:11Islam mazhab kaisa hai
08:13ussi tarikhe se
08:15agar aapko Isaiyah samajhna hai
08:17toh Christian ko mat dekho
08:19Bible ko padho
08:21aapko agar Hinduism
08:23samajhna hai
08:25you mat dekhiye
08:27aap Ved ko padhiye, Bhagwat Gita ko padhiye
08:29Upanishad ko padhiye
08:31agar aapko
08:33koi mazhab samajhna hai
08:35toh us mazhab ki
08:37mazhabi kitab
08:39jo mazhab ke
08:41followers usko maante hai
08:43usko samjho
08:45fir aapko unka mazhab
08:47sahih tarikhe se samajh mein aayega
08:49main ek
08:51takreer ki hai
08:53the concept of God
08:55in major world religions
08:57wo takreer ban der ghande ki takreer hai
08:59ek Khuda ka tasawwur
09:01digar mazahib
09:03mein
09:05aur maine
09:07ahem mazhab ka hawala diya
09:09aur
09:11bhai sahab kyuki Hindu mazhab se hai
09:13aur
09:15unhe koi
09:17shlok padhi thi
09:19Bhagwat Gita se
09:21sabse
09:23highest Hinduism mein Veda aata hai
09:25Ved
09:27aur Ved ka nichod
09:29hai Bhagwat Gita
09:31aur Ved ke baad upanishad ise kehte hai
09:33Shruti
09:35Hindu mazhabi kitab ko
09:37do kisam mein
09:39takseem ki jaate hai, eko kehte hai Shruti
09:41eko kehte hai Smriti
09:43Shruti wo kitab hoti hai
09:45jo aasmani kitab hoti hai
09:47Khuda ke taraf se
09:49aur Smriti
09:51wo kitab hai jo insaan hone likhi
09:55Shruti mein aata hai
09:57Ved aur Upanishad
10:01aap agar Chandogya Upanishad padhenge
10:05chapter number 6
10:09shlok number
10:112
10:13mantra number 1
10:15ekam evidityam
10:17yeh sanskrit word hai
10:19ekam evidityam means
10:21Khuda ek hai
10:23doosra nahi hai
10:29aap agar
10:31swetha swetha Upanishad padhenge
10:33chapter number 4
10:35shloka number 19
10:37usmein likha hai
10:39na tash sir patima asti
10:41patima ke maani hoti hai
10:43image
10:45painting, photograph, sculpture
10:47idol
10:49na tash sir patima asti
10:51us khuda ki koi pratima nahi
10:53koi photograph nahi
10:55koi painting nahi, koi idol nahi
10:57koi statue nahi
10:59aur yeh cheez
11:01dorayi gayi hai
11:03yajurved mein
11:05chapter number
11:0732
11:09shloka number 2
11:11na tash sir patima asti
11:13us khuda ki
11:15us bhagwan ki
11:17koi pratima nahi
11:19koi photograph nahi, koi painting nahi
11:21koi idol nahi, koi sculpture nahi
11:23koi tasveer nahi
11:27aur
11:29hinduism ka brahma sutra
11:31hinduism mein
11:33ekam braham
11:35jyotya naste, nena naste kinchan
11:37bhagwan ek hai, doosra nahi hai
11:39nahi hai, nahi hai, zara bhi nahi hai
11:41there is only one god, not a second one
11:43not at all, not at all, not in the least bit
11:49toh agar aap
11:51hindu ki mazhabi kitab
11:53padeyenge
11:55chahe ved ho, chahe upanishad ho
11:57usmein likha hua hai kya bhagwan ek hi hai
11:59uska koi aks nahi
12:01yehi agar aap
12:09padeyenge
12:11yahudi ki kitab
12:13tohra mein
12:15ya old testament mein
12:17usmein likha hai bukov deutonomy
12:19chapter number 6
12:21verse number 14
12:23Musa alaihissalaam kahte
12:25shama izraelo
12:27yeh hebrew quotation hai
12:29yor o izrael
12:31the lord, our god is one
12:33o izrael suno
12:35ke hamara khuda, ek khuda hai
12:39likha hai bukov izaiah mein
12:41chapter number 42
12:43verse number 11
12:45i, even i am god
12:47and besides me there is no other saviour
12:49mai khuda hu
12:51aur mere ilawa koi bhi bachane wala nahi hai
12:55agar aap padeyenge bukov deutonomy
12:59chapter number 5
13:01verse number 7 to 9
13:03at bukov exodus chapter number 20
13:05verse number 3 to 5
13:07ismein likha hai
13:09thou shall not
13:11make any image
13:13of anything, of any likeness
13:15of anything in heaven above
13:17in the earth beneath, in the water beneath the earth
13:19thou shall not bow down to them
13:21nor serve them, for i thy god
13:23thy lord is a jealous god
13:25ab deutonomy
13:27of exodus padayi usmein likha hai
13:29ke aap koi bhi aks
13:33khuda ke mutalik
13:35is duniya mein nahi bana sakte
13:37chaye koi bhi cheez asmaan ki ho
13:39ya dharti pe ho
13:41ya niche samundar me ho
13:43aap khuda ka aks
13:45nahi bana sakte
13:51isi tariqe se agar aap
13:53mere poori takreer sunenge
13:55aur
13:57aap agar guru
13:59grant sahib padenge
14:01jo maare sikh bhai maujood
14:03hai, andar unne
14:05grant padi
14:07aur jo unne
14:09grant padi unne, lecture mein aani ke
14:11pehle, aksar
14:13wo tauheed
14:15ka zikar kar rahi the
14:17sikh mazhab hai
14:19unki mazhibi kitab hai
14:21guru grant sahib, jo guru nanak
14:23ne likhi thi
14:25aur uske pehle chapter
14:27pehle kitab number one
14:29chapter number one, verse number one
14:31mein likha hoa hai
14:33ki khuda ek hai
14:35wo khalik hai
14:41uski paidaish nahi hai
14:43uska ant nahi hai
14:45wo dayalu hai
14:47aap dekhenge
14:49jo
14:51islam mein likha uske baad
14:53mein baad mein kaunga
14:55aur
14:57sikhism mein
14:59ek ko
15:01kehte, khuda jo manifest
15:03form mein hai, aur
15:05unmanifest form mein hai
15:07unmanifest form mein kehte hai
15:09ek omkara
15:11aur manifest form mein kehte
15:13omkara, aur agar aap
15:15guru grant mein padenge
15:17usko jo
15:19attributes diye gaye
15:21ya
15:23attributes, jo Allah ke naam
15:25diye gaye, usme sat nama
15:27the holy name
15:31usse kaha gaya parvardhigar
15:35aur uske maani parvardhigar hai
15:37urdu mein bhi
15:39the cherished, the sustainer
15:41usse kaha gaya
15:43khalik
15:45khalik, jo arbi mein bhi
15:47khalik hai, to kahi maani
15:49arbi aur
15:53arbi aur urdu ke lafz hai
15:55isme kaha gaya
15:57wahid guru
15:59ek khuda
16:01aur aap agar
16:03tehkik karenge, tehkik
16:05karna aaj ki tarikh pe bohot aasaan hai
16:07aap puch sakte
16:09shake google ko, shake google
16:11matlab, type karo aapko mil jayenge
16:13abhi aagaya shake AI
16:15Artificial Intelligence
16:19waqt ki qillat hone ke wajah se
16:21aap agar mein takreer sunenge, isi tariqah se
16:23Allah ka
16:25agar aap puchenge koi musalman se
16:27ki Allah kaun hai
16:29sabse baitreen jawab ho de sakta hai
16:31tore ikhlaas
16:33surah number 112
16:35ayat number 104
16:37qul huwa allahu ahad, kahu ke Allah ik hai
16:39allahu samad
16:41la mulad wa la mulad
16:43he begets not noise he begotten
16:45na wo janta hai na kisi se jana hai
16:47wa lam ya kullahu kuffa an ahad
16:49uske jaisa is duniya mein koi bhi nahi
16:51yeh chaat line ka definition hai
16:53Allah subhanaw taala ke liye
16:55agar koi bhi shaks kaita hai
16:57ke wo jiski ibadat karta hai
16:59wo jiski
17:01ibadat karta hai
17:03wo jiski
17:05ibadat karta hai
17:07wo jiski

Recommended