बागेश्वर धाम पीठाधीश्वर का दशहरे पर खास संदेश

  • 12 hours ago

Category

🗞
News
Transcript
00:00Ram Ram Dashera ki Jai Shri Aram. Dashera hai aaj. Ramadh jal gaya?
00:07Arre wo ground wala nahi hum keh rahe hain. Tumhare bheeter wala pooch rahe hain.
00:12Jal gaya? Ki bacha hai?
00:14Agar bacha hai toh ramadh abhi tak nahi jala toh pe koi matlab nahi hai Dashera ka.
00:18Sach bole?
00:20Sahi maine mein Dashera ko wohi manayenge jo apne andar ka ramadh jalaayenge.
00:27Keh tumhare andar ka ramadh mara?
00:29Log kehte hain ki ramadh ko jalao maro. Burai ko khatam karo.
00:34Amara sochana thoda alag hai. Aap logon se bahot alag hai.
00:37Hum kehte hain ramadh ko mat maro. Ram ko jagao. Ram ko jagao. Ramadh apne aap mar jayega.
00:45Andhera ko bhagane ke liye prakaas ko lana padta hai. Burai ko bhagane ke liye achhai ko lana padta hai.
00:51Aur gunon ko mitane ke liye sadgun ko lana padta hai. Asat ko hatane ke liye satt ko lana padta hai.
00:56Adharm ko mitane ke liye dharm ko lana padta hai. Ram ke gunon ko jeevan mein lao. Ramadh apne aap bhag jayega.
01:03Kisi ki chaar line yaad aati hain. Nazar badlo. To nazare badl jate hain.
01:08Soch badlo. To sitare badl jate hain. Kastiyan badlne ki jarurat nahi hain yaaro.
01:16Jisaon ko badlo. To kinari khudwa khud badl jate hain.
01:21Isi ke saath Vijaya Dashami ki subh kaam hai.

Recommended