• last year
Baby Baji Ki Bahuwain Episode 25 | 16 October 2024 | Javeria Saud | Sunita Marshall | Tuba Anwar | ARY Digital Drama

Category

😹
Fun
Transcript
00:00Oh baby bhajiya aage ye ghar ghar mein Oh baby bhajiya
00:15Meri ek shard hai ki shaade ke baad
00:20Waleed aur Saman alag ghar mein rehenge
00:24Kya?
00:27Main sahi bata rahi hu yeh sirf bahana hai, bilkul bahana hai
00:32Darasal usne apni demand poori karani hai, lo demand toh dekho
00:36Alag ghar leke do, yeh karke do, woh karke do, wah
00:41Kya aap Saman ke liye naya rishta dhond rahe hain?
00:45Naya matlab?
00:47Pichla toh tumne khatam kar diya na, ab rishta toh dekhna hai
00:51Maine thodi khatam ki hai
00:53Maine toh sirf apni shard batayi aur sochne ka mauka diya tha
00:57Acha?
00:59Unhone toh me jaate huye yeh kaha tha ki hum soch ke jawaab denge
01:03Nahi na?
01:15Arey tumne itni parishani mein mujhe bulaya, koi baat hai?
01:18Haan haan, jab hi toh bulaya hai
01:20Jamal theke?
01:21Haan
01:22Walaikum assalam beta, jeeti roh
01:25Yeh leche ka
01:29Arey beta, beto humare chadh chai piyo
01:34Acha, chalein main bet jaate huye yahaan par
01:38Baatein bhi ho jayenge na
01:41Khaas ji ka sharbat la doge?
01:43Kya hua bhabhi?
01:44Aap betein, main aapke liye syrup leke aati hoke
01:48Kya ho gaye, tum usko kyun bitha rahi ho?
01:51Baat karni hai na mujhe tum se?
01:53Tu bhi na, kya ho jayata agar wo amare saath baith kar, do baatein kar leti?
01:57Hmm, do baatein karti aur chaar jaake lagati phuppo ko
02:01Arey nahi nahi, Farhat aisi nahi hai
02:04Arey acha, Farhat aisi nahi hai, lekin phuppo toh aisi hai na
02:07Tume kya pata, kitni gaadi chhan rahi hai aaj kal dono ki
02:10Besti bani ghoom rahi hai ghar mein
02:12Acha?
02:13Toh tune mujhe phone karke phuppo ki baatein karne bulaya hai?
02:16Arey bhai, apna gham halka karne ke liye bulaya hai
02:19Parishan hoon main bahut, joo kuch hua hai na, sab meri wajah se hua hai
02:23Dekho Azra, yeh chai ka kab haath se chhoot jaye ho
02:27Aur neeche gir jaye toh toot jata hai
02:29Toh phir dubara joda nahi jaa sakta
02:32Aur nahi iska gham manaya jaa sakta
02:35Balke aisa sochna chahiye aur koshish karni chahiye
02:38Ke ainda yeh haath se na chhute aur na gire
02:42Yahaan main apna gham tumhare saamne lekar baithi hui hu
02:45Apne masal leke baithi hui hu
02:47Aur tum hoon ke kitchen se bahar hi nahi aa rahi
02:49Misaal bhi der rahi hoon toh chai ke kab ki
02:51Arey bhai, saare zindagi maine toh kitchen mein guzaari hai
02:54Toh kitchen ki misaal dungi na
02:56Gujreve pe apsoz karne ke bajahe, koshish karo
03:00Ke maamla samal jaye
03:02Wahi toh kar rahi hain, bhabhi
03:04Yeh sirab doon hain aapko?
03:08Aap khaas hi theek ho gayi hai, baad mein peelungi
03:11Chanak, theek hai
03:20Aap log baithe
03:25Haan batao, kya baat karni thi tumhne mujhse?
03:29Kya karun mein? Sabke nazron mein toh main hi boori ban jayi na
03:33Sabko yeh hi lagta hai ki sab kuch meri wajah se hua hai
03:35Aur hua toh meri wajah se hi hai, asal baat toh yeh hi hai
03:38Lekin iske peeche jo dimaag chal raha hai na
03:41Woh phuppo, uski beti aur uski beti ka chal raha hai
03:44Aap kum bhi zate apna dimaag ladao, kuch batao mujhe ke kya karun main
03:49Mausam bada khubsurat hai phuppo
03:53Jamal miya yeh main kya sun rahi hu?
03:57Kya?
03:59Ke Saman aur Waleed miya ko anab kiye jaane ka plan ban raha hai
04:04Yeh aapse kisne ga?
04:06Kya tumhe nahi pata hai?
04:08Main kuch nahi jaanti, yeh toh phir chugli ho jayegi
04:11Jab baat tum tak paunchegi, toh khud hi paunchegi
04:13Main nahi jaanti
04:14Asam lele phuppo, mere toh ilm mein bhi nahi hai baat
04:17Alo, woh toh kirai ka ghar dhoonda jaana hai, zora shor se
04:21Sab kuch mujhe chhupani ki kya zorat thi?
04:23Maine kaunse kisi ke pahar mein bediya daali nahi hai
04:26Cha, toh tum kai ko barham ho rahe ho, chhodo pare
04:29Woh, meri toh khwaish hai ki hum sab bhai saath rahe hain
04:34Agar kisi ko alag hone hain aur alag hoke dakhe kaane ka shaukha tha
04:37Shau, pura karne hain apna
04:38Ab dekha na, isi liye toh main koi baat nahi batati hu, katrati hu
04:41Ki tum phoron ghusay mein aa jaate ho, ab aa gaye hain na ghusay mein
04:44Nahi phuppo, main ghusay mein nahi hu, mujhe dukh hai
04:50Jab se gosh samala hai, aaj tak inhi ki bhalayi ke liye sab kuch karta raho
04:56Koi aisa kaam nahi khiye jo apni zaat ke liye ho
04:59Sab kuch inhi bhalayi ke liye hai
05:01Iske baaujood bhi agar yeh alag hona chahate hai toh, ho jaye phuppo
05:06Khair, tumhari kurbaniyon ko toh koi jhutla nahi sakta bhai
05:12Thag gaya ho phuppo, thag gaya ho main sab cheezon se
05:16Sahi keh rahe ho, aakhan koi kab tak kare
05:19Bas, theek hai
05:21Main aaj hi doh tok baat karunga, main kyu kisi ka mujrim bani hain
05:31Malik
05:45Malik
05:47Aaj hai Jamal bhai
05:51Baith
05:57Kya ho Jamal bhai
05:59Tum alag kar lene chahate hain
06:03Yeh aapse kisne ka?
06:05Yaar jisne bhi ka hai
06:07Tum Saman ko leke alag hona chahate ho, toh mujhe koi itraaz nahi bhai
06:11Tum rahe sakte ho, bhalke tumhe agar mere zarat hai, toh main tumhare saath ho
06:19Jamal bhai, aapse kaha kisne mujhe batayein, jo aap ilzaam naga rahein mujhe
06:29Aaj hai
06:31Shehnaaz
06:33Ji
06:35Saman un logon ko pasanda aagayi hai
06:37Aur maine unhe kal ghar bula liye
06:42Accha toh wo, pehle rishta ke baare mein aapne unse baat
06:45Koi baat nahi karega, khatm ho chuka wo rishta
06:48Samaj aayi
06:50Ladka chutiyon pe aaya hua hai
06:53Agar kal baat ban jati hai toh,
06:55Hum saadhgi se nikah karge, Saman ko rukhsat kar denge
06:59Kya ho gaya Qureshi sir?
07:01Itni jaldi kis baat ki hai?
07:04Na un logon se mulaqat hui hai, na koi baat hui hai, hum unhe jaante nahi aur
07:09Lambi mangani chala ke bhi dekh liya tumne, kya nateeja nikla?
07:14Khair, khal wo log aa rahe hain, unse mil bhi lena
07:18Aur koi sawal jawab ho toh wo bhi pooch lena
07:20Waise, Ahmed sahab ke rishta daar hai, itbaar ka koi masalah nahi
07:29Wa, lekin wo
07:31Kya?
07:33Please, kal nahi bulayeyega
07:35Kal kyun na bulao
07:37Wo, Shakeela ke dol ki hai na
07:40Ab yeh Shakeela kaun hai?
07:42Arre yeh Jaleel sahab ki beti ki shadi hai na, usme jaana hai
07:45Jaleel sahab ka beti ki shadi hai na, usme jaana hai
07:47Arre yeh Jaleel sahab ki beti ki shadi hai na, usme jaana hai
07:51Hadd ho gaya hai, Shehnaaz
07:53Tume apni beti ki shadi ki koi fikar nahi hai
07:56Aur doosron ki shadi pe jaake tappe gaane ka shauk hai
07:59Kya ho gaya Khureshi sahab, kaisi baatein kar rahe hain aap?
08:03Aaj hum unki khushiyon mein shamil honge, toh kal ko wo bhi humari beti ki shadi mein aayenge
08:09Acha, theek hai
08:12Unhone parson bula loonga
08:14Lekin parson ka matlab hai, parson
08:17Ek minute bhi aage peeche, nahi
08:19Jee theek hai
08:21Aur haan, koi aur baat pooshni hai toh abhi poosh lo
08:27Paan khaane ke baad, main koi jawab nahi doonga
08:30Pooshni hai koi baat?
08:33Nahi, kuch nahi kahna
08:40Mangni se lekar ab tak, maine aapse shadi ke matlab koi baat ki, koi pressure dala
08:46Jo bhi aap logon hai faisla kiya, maine usse tasleem kiya
08:49Kuch nahi ka aage se
08:55Mere kahne ke matlab yeh nahi tha
08:57Nahi, agar yeh matlab nahi tha, toh phir aapne yaqeen kaise kar liya is baat pe?
09:02Aapko meri baat pe yaqeen nahi hai?
09:05Nahi hai na yaqeen
09:07Iska aal hai mere paas
09:09Arey Waleed, kya kar rahe ho?
09:11Ek minute, rukhe, rukhe Jawahar bhai
09:13Kya kar rahe ho?
09:15Saman, main tum se shadi nahi kar sakta
09:18Arey Waleed
09:21Tume jo bhi acha rishta mil raha hai, tum uske liye haan keh do
09:24Kyuki main bhi ek jega haan keh chuka hoon
09:26Aur sobha main unghuti tumhare ghare bhijwa doonga
09:30Waleed yeh, yeh kya keh tumne yaar?
09:35Maine saara chakda hi khatam kar diya Jamal bhai
09:38Aap toh hosh hai na aap
09:43Waleed, Waleed
09:45Waleed
09:49Waleed
10:03Saman, Saman bahut gadbad ho gaye
10:06Tumhare abba ne mujh se puche bagayar tumhara rishta tay kar diya
10:09Aur shadi bhi jaldi karne ka keh rahe hain
10:11Ladka mulk se bahar hota hai aur
10:12Ab wo beya kar tumhe hum se saath samandar door le kar chala jayega
10:18Tum, kuch bol kyu nahi rahi ho?
10:21Tum jaldi se Waleed ko call karo, usse koh ke apne gharwalon ko beje
10:25Jaldi karo
10:29Saman
10:31Main tum se shadi nahi kar sakta
10:38Tume jo bhi acha rishta mil raha hai, tum uske liye haan keh do
10:40Kyun ke main bhi ek jega haan keh chuka ho
10:43Aur sobha main ungoti tumhare ghar bhijwa doonga
11:10Azra
11:23Azra
11:30Ammi
11:32Azra
11:34Ammi
11:41Azra
11:44Ammi
11:47Ammi
11:53Ammi
11:58Azra
11:59Ammi
12:06Ammi
12:11Ammi
12:13Aap yaha baithi hain
12:15Ammi thodi dair pahal tumhe dekh kar nahi aap yaha nahi thi
12:18Yahi toh tumhara masla hai Azra
12:20Tum dhyan nahi deti ho
12:22Sab kuch tumhare saamne hota hai, lekin tumhe nazar nahi aata
12:26Aise kyu keh rahi hain
12:28Ab toh main har kaam dhyan se kar rahi hain, achche dil ke saath
12:31Tumhara dil agar achcha ho gaya hai, toh iska ye matlab har kez nahi hai
12:36Ke tumhare aas paas jo log hai, un sab ke dil achche ho gaye hain
12:39Paheliyan kyu gujwa rahi hain, saaf saaf bol nahi kya kehna hai
12:43Main toh tumhe bas yeh kehna chahati hoon, ki kabhi kabhi saamne walon ko aayna dikhana padta hai
12:48Aur ab, Shehnaaz ko aayna dikhane ki zarurat hai
12:52Aur usse humein kya milega?
12:54Khushiya
12:58Mujhe kuch bhi samajh mein nahi aara, kyu uljha rahe hain baaton mein
13:01Seedhi seedhi baat karein
13:02Seedhi se baat hai, koi bhi maa apni beti ki bani banai baat ko kharab hone nahi deti
13:10Wahin yeh sab kuch toh humein pata hai, aur hum yeh hi samjhane ki koshish kar rahe hain Shehnaaz ko, ismein kaun si nahi baat hai?
13:17Nahi baat hai Shehnaaz ka hussa, jo uski akal par haavi ho gaya hai
13:23Ek tarah se dekha jaye, toh Shehnaaz bilkul theek kar rahi hai
13:27Main uski jagah hoti na, toh main bhi yeh hi karti
13:30Haan, waise tum bhi toh
13:33Mera matlab hai, ki tum bhi toh usse ki tez ho na
13:39Mehraal, humne jitna samjhana tha Shehnaaz ko, wo samjha liya
13:44Har tarah se koshish kar ke dekh liye
13:46Aur jo rahi sahi kasar thi na, wo Waleed ne poori kar di, magar uski samajh mein hi nahi aara
13:52Azra, abhi bhi dedh nahi hui
13:55Main toh aaj kal jitna bhi achha karne ki koshish kar rahi ho na, ulta mere gale mein hi padhna hai wo
13:59Aaj shaam ko, Raheela ke haan sab jama hunge, sab khush hunge
14:04Wahat achha mauka hoga, Shehnaaz ko aisaas dilanega
14:08Shehnaaz toh pehle hi khush hai, beti bahar chali jaayegi, uske baad yeh khud bhi bahar chali jaayegi
14:14Koi bhi maa, apni beti ko apni aankhon se door karna nahi chahati
14:18Woh yeh hi chahati hai, ki uski beti uskar mein jaye, jahaan par woh bachpan se aati jaati ho, sab log jaanne wale hu
14:26Khaun si maa hoge, jo apni beti ko samandar paar bhej kar khush hoge
14:33Ma'am, yeh mashwara toh bahut achha diya aapne waise
14:41Ab zara ek dart ot ke aur bata de na, iss phuppo ke liye, iska kya karun
14:51Hai
14:55Chalenge?
15:25Chalenge?
15:34Hadd ho gayi hai, aadeh gante ke liye kya gaye hain, cash mein gadbad ho gayi na
15:39Ma'am, aapko pakka yaad hai ke amount yeh hi thi
15:43Ladki, yeh dekho saari entry, yeh dekho, main jood bol rahi hoon, sab likha mein hai isme
15:49Arre nahi, mera matlab hai ke aap log material ka order dene gaye the, toh shayad kuch cash waha
15:55Nahi, woh humne credit pe liye
15:57Nahi nahi Asma, isse yakeen nahi aayega, ek kaam karo, yeh mera bag hai, isme tum paise dekhlo kahi maine toh nahi chori kar liye
16:03Nahi nahi, tum dekho, please dekho Asma
16:05Arre, aap itna hyper kyon ho rahi hain, aap relax karein, tabiyat bigad jayegi
16:09Hyper toh yeh mujhe kar rahi hain, pay pay karke hum jod rahe hain isko
16:13Aur upar se iske laab par bhaji ke wajah se kitna hazaaron ka nukhsaan ho gaya hamara
16:16Ma'am, aap mere yekeen karein, aap ke peeche bhootik mein koi mashkoot banda bhi nahi aaya
16:21Haan, ek do client aaye the, jinko maine dressings diye aur cash receive kiya tha, jiska hisaab main aapko de chuki ho
16:27Agar aapko phir bhi lagta hai ke meri wajah se nukhsaan hua hai, toh ma'am, aap please meri salary se kaat le
16:33Asi baatein kar rahi ho, tumhe lagta hai main tum par shak karungi
16:36Dekho, hum tumhe chor nahi keh rahe hain, sirf laab par bha keh rahe hain
16:40Kyunki jo chori karta hai na, uske tankhaan nahi kaati jaati, isse seeda police ke hawale kiya jaata hai
16:46Nahi, nahi, aisi baat nahi hai, dekho tu please relax karo aur jao jaakar paani piyo
16:53Ma'am, main aapko keh rahi thi na, ke bhootik mein security cameras lagwaa lein
16:57Suno, usne jo karna hoga na, wo kar legi, usko mashware mat do
17:01Jao jao ke apna huliya durust karo, clients aayenge toh kya sochenge
17:05Hum khud pehsala kar lenge, kya lagwaa na hai, kya nahi haan
17:09Aap bhi thoda relax kare na, dekhi business mein aise chhote mote nukhsanaat toh hote rehte hain
17:17Bas chhode hain, Allah khair karega
17:20Chai mangwaa hoon aapke liye?
17:22Nahi bas, thanda mangwaa do, sar chikra rahe hain mera bohot
17:29Main kehte hain
17:38Main kehte hain
18:06Assalamwalekum
18:09Walekumassalam
18:24Yaar mujhe na, is store pe chhode de hora
18:28Bro tum ek baat batao, jis kaam ke liye tum masjid ke andar gaye the, wo poora karke kyu nahi aaya darwaze pe
18:34Kya matlab?
18:35Nisaan kis maqsat se jaata hai masjid mein, namaas padhne ke liye gaya tha?
18:39Beta waise toh hum namaas padhne hi jaata hain, lekin tum aaj kal jo yeh masjid ke chakkar laga rahe hain
18:44Aur sajda mein jaa kar ghirrda kar kya maang rahe hain, wo sab maalum hain
18:50Kya maanga jaa rahe hain?
18:52Saman ke saath shaadi ke muamlaat mein progress, yeh maanga jaa rahe hain
18:56Main tujhe pehle bhi bol chuka tha, ke Saman ke chapter close ho chuka hai
19:00Hum uss baar mein baat nahi kare toh betar hain
19:01Beta mera hai tumhara dost ho, yeh toh tumhare chehre pe sab likhaawa hai
19:05Ke kaunsi kahaani khatam ho chuki aur kaunsi kahaani khatam nahi hui hain
19:08Aur aise hi kahaaniya jo hai na, yun hi khatam nahi ho jaati hain
19:11Ho gaya tere lecture?
19:13Nahi, abhi thoda baaki hai
19:15Aur mujhe maalum hai yaar, tujhe har waqt iss cheez ko dekhte bhi neglect ki jaata hai
19:19Ke tu chhota hai, tu bachcha hai
19:21Lekin voice lead wala karnaama jo tumne kiya hai na, usse toh yeh baat confirm ho jaati hain
19:26Phir tu kya chahata hai, main kya karo?
19:28Phir meri yaan, tumne itna achcha mauka tha, wo gawa diya
19:31Arre yaar, uske abba akele the, direct jaake baat karte hain unse, kya problem thi isme?
19:36Amaare aaya yeh baatein bade karte hain, bachche nahi karte
19:39Beta, jin do chhoto ne, poori zindagi bade bade faisle karne hain na
19:43Agar wo iss waqt apne badon se achche faisle nahi karwaayenge, hum deserve karte hi shaadi karna hai kya?
19:48Toh phir kya karo?
19:50Akli namaz mein, full chaap, aapko bachcha banke jaao
19:53Akli namaz mein, full chaap, aapko bachcha banke jaao
19:57Theek hai, aur koshish karna hai ki, uncle ke saath wali sabh jo hai na, ussi mein barabar mein namaz par
20:03Jaise hi uncle salaam phere, tum bhi unko wahan se assalamualaikum kahe ke jo na, baat shuru karte hai na, khatam baat se upar
20:12Yaar, wo main toh iss wajah se keh raha hoon, kyunki wohi ek waqt hai, jab uncle ke moong mein paan nahi hoga
20:18Warna, arre waqt unke moong mein paan hi hoga
20:23Tumhara
20:45Ammi, yeh biryani masala mein pekh rahe hoon
20:48Kyun?
20:49Bhai, packet ke upar likha hai, ki packet ke khulne ke ek hafte ke andar andar istamaal kar rahe hain
20:55Arre beta, masaale thodi kharab hote hain, rakh do, istamaal kar lenge
20:59Arre, company wale bewaqoof hain kya?
21:01Nahi, laal chahiye, pati nahi se aaj, itna kaam ka shauk kahan se pad gaya
21:06Yeh dekho, yahan laga doon, acchi lagegi?
21:11Haan? Tumhne phek diya?
21:14Haan, haan, toh jo kiya, sahi kiya na
21:20Accha, chalo yeh sab chhodo aur jaake tayyaar ho jao
21:24Kisle?
21:26Wo, Ishqila ke tolki mein jaana hai na
21:29Mujhe bata hai beta, tumhara dil nahi chahe rahe hoga
21:32Lekin, maine woh, tumhare abba se bahana kiya hai, nahi jayenge toh main jyoti par jaunge
21:37Bahana karne ka fayda kya hua?
21:49Jab yeh pupo accha bole, nau lakha dilwa dungi
22:07Jab yeh pupo kare ladayi, faansi pe chadwa dungi
22:25Aapne bila baje Sadia ko itna daant diya
22:29Lahaaz mein maine sab usse daant aayi hai, warna harkat toh usse police ke jaane wale ki thi
22:35Arre nahi nahi, kisi baatein kar rahi hai aap?
22:39Bahot arse se mere saath hai, bharose wali ladki hai
22:43Aur yeh chhoti chhoti baat par, uski self respect ko hurt nahi kar sakte hain
22:49Toh theek hai phir, nukhsaan uthao tum
22:54Ek kaam karte hain, boutique mein na camera laga dete hain
22:59Phir aisa masla ho gayi nahi, hai na?
23:01Aap bhedi ne agar nukhsaan pauchane ki thaan liye, toh amma camera rokh sakta hai kya usse? Khud batao?
23:09Mummy, chale?
23:11Haan baba ko bolo, gadi start karein, main aati ho haan
23:17Aam, woh usko ghumane lekar jaa rahe hain, zit kar raha tha
23:23Aap bhi is baat ko bhool chahein aur woh theek kar rahi
23:26Theek hai, tum kehti ho toh kar leti ho
23:29Magar agli dafa usne aisa hi kiya na, toh mai chhodungi nahi usse haan, bata rahi ho amma
23:35Khuda hafiz
23:37Khuda hafiz
23:39Aati meinat se paisa bana rahi hai, aisa thodi ki koi bhi utha kar le jaa
23:43Toh nahi kiya hai na?
23:44Haan na
23:46Kitna maa, aisa aata nahi maamo aisa
23:49Loh bhala batao, yeh kya baat ho, yeh toh wohi hua, gulah-e-bil-izzat
23:51Arey amma, har cheez ka fayda foran nazar nahi aata, antazaar karna padhta hai, sambar karun
23:58Phir dekho kya hota hai
24:08Dekho toh, kitna pyaara lag raha hai, yeh loh yeh bhi paid ho
24:12Ammi bas na
24:14Bita aap jaa hi rahi ho toh thoda dhang se tayyaar ho kar chale jao, yeh loh
24:22Waha thodi day ke liye jaa kar baithenge, but zyada dil nahi lakaenge, please
24:27Haan haan, aisa hi karenge
24:29Woh, suno beta, agar koi maha rishte ke baare mein koi sawaal karena toh
24:37Ammi, aap fikar nahi karen, mai koi aisi baat nahi karungi, jisse log hamaare baare mein baatein banaya
24:43Good
24:45Aur, thodi chehre pe muskaan bhi rakh lena
24:47Woh, pata hai, aurte jo hai na, woh, chehre aap pad kar andaaza laga letein
24:52Ammi, utse yeh nahi hoga, aapko pata hai
24:55Poshish kar lena
24:57Achha, chalo, yeh toh paindho na
24:59Ammi, chodiyan
25:01Ammi bas, mujhe chodiyan nahi paindhi aap
25:03Kyu?
25:05Please, haan
25:07Are?
25:09Tum log gaye nahi abhi tak?
25:11Bas jaane lagein, dupahar mein thodi jaana tha
25:13Woh, khaana waana toh khaage aaoge na?
25:16Khureshi saahab, dhol ki yeh waleema thodi hai, ghar aakar khaenge, aur aapke liye na banaakar rath diya, bhook lage toh khaali jiyega
25:22Mujhe abhi bhook nahi hai, thodi der baad mai bhi baar jaaunga, doston ke saath ek program hai, khaana baar hi khaunga
25:28Achha?
25:30Junu, theek hai, darwaze achche se band karke jaiye
25:33Chalo, aajo beta, der ho rahi aajo, phone toh lelo apna
25:37Isko kya hua hai?
25:39Kuch nahi, kuch nahi hua
25:40Kuch nahi, kuch nahi hua
26:02Mashallah, accha lag raha hai na?
26:05Haan, kaafi log aa gaye, hum late ho gaye, nag raha hai
26:08Arey, aao, Azra
26:09Assalamwalekum
26:10Mubarak Bopi Rai na, mubarak
26:12Khair, mubarak
26:14Achcha, haan, mujhe tumse ek baat karne, ishta toh za side
26:16Nahi, nahi, Azra, aaj baat nahi ho sakte, aaj bohot kaam hai, aaj koi baat nahi ho sakte
26:19Zaroori baat hai, samjha karo na
26:21Kin, kya baat hai, aaj mein tumhe ek minute bhi nahi de sakte
26:24Achcha, jau, jau tum dhushan ke paas jau, shabash
26:27Dekho, jau na
26:28Dekho, main ye baat kiye bagar reh nahi sakti tumse, bohot important baat hai
26:31Azra, baat baad mein kar le na
26:33Tumhare screw tight kar dungi main, agar nahi suni meri baat, chalo
26:35Achcha, sorry
26:37Arey, chalo toh sahi meri baat suno, dekho please
26:39Kya hu mo Azra?
26:41Tumhne mere ek kaam karna hai aaj
26:43Tumhne Shehnaaz ko daavat di hai?
26:45Haan, haan, milkul bulaya hai usse
26:47Achcha, bas tum ek kaam karna
26:49Jab Shehnaaz aaye na, usko bilkul mere saath bithana
26:52Aur Samman ko meri devrani kehke yaa, mujhe tumhne kaam karna
26:55Achcha, toh tuwara kaam ho jayega?
26:58Dekho, zarur karna
27:00Main chahate hu ke, toote huye rishte dubara jor jaye
27:03Kyu? Woh rishta toot gaya kya?
27:06Bas yehi samjho, baad mein bataungi tumhe sab kuch
27:09Jo kaha hai bas waisa karna
27:11Dekho, agar tumhne aaj mere saath nahi diya na
27:13Toh humare ghar ki fushiyon roop jayenge
27:15Bahut teer ho jayegi
27:17Achcha, toh fikar nahi karu
27:19Arey, woh phopo bhi toh aa rahe hai na
27:21Arey, woh phopo bhi toh aa rahe hai na
27:22Arey, woh phopo bhi toh aa rahe hai na
27:24Phopo kaun?
27:26Arey, wohi
27:28Phopo, Jamal ki phopo
27:30Phone kab kyu bula liya?
27:32Arey, woh humare mohle ki badi hai bhai
27:34Kisne kaha tha unko bulaane ko hai?
27:36Badi hai bhai, tumhari kaunsi ko lagti hai kya?
27:39Aayi badi kahi se
27:41Arey, ek number ki kutni aurat hai woh, bila waja bula liya uss museevat ko
27:44Kya hua Azra, aisa kya kar diya unhone?
27:48Mujhe lagta hai ke usne aur uski cheliyon nahi na
27:50Waleed aur Saman ka rishta khatam kar waya
27:53Hain?
27:57Kya waqet?
27:59Hmm
28:01Chalo bas tum mera yeh kaam kar de na
28:03Haan hum tumhara kaam kar tum
28:05Thank you, shukriya
28:07Chalo aasa, mehman rahte hai
28:09Aayi tum toh badi leh shikare maa rahi ho aaj
28:11Yeh bhi maine ka mauka hai, tachar ho jaati ho
28:13Phir kahaan, roz-roz mauka aata hai
28:15Main kisi lag rahi hai?
28:17Tu toh phopat lag rahi hai
28:18Assalamwalekum
28:20Walekumassalam mita
28:22Arey amma, tumne toh kaata Raheela ne sab khas-khas log bulaaye hain
28:25Toh yeh koon hai?
28:27Arey, log jab gadi sharit the tab bhi toh gadi pe kaala kapda lagate hi
28:30Ke nazar na lagaya
28:32Raheela, jino ne aaj tak cycle nahi gharidi
28:35Woh gadi ki baatein kar rahe hain
28:37Jee baat hai, kya hogaya?
28:39Ab kyu cycle aur gadi ke chakron mein pad gaye?
28:41Chale na, aayi bete hain
28:43Aayi hain, aayi hain
28:45Dekh inn dono maa betiyon ko
28:46Kaise ek dis se kaan mein khusar-khusar kar rahi hain
28:49Yeh dono jo hain na, khadi ho ke hamare khilaf koi na
28:52Koi saajish planning kar rahi hain, kisi saajish ki
28:55Aayi, aam bas karte na, har waqt shakkyon karte rehti ho
28:58Har koi Azra jaisa nahi hota
29:00Main bataado tumhi, mujhe 100% yaqeen hain
29:03Ke tumhara yeh event na, kharaap karne ki scheme bana rahi hain
29:06Kya hogaya Azra?
29:08Kyu sooch rahi ho aise?
29:10Chur ho rehne do, kuch nahi hoga
29:12Yeh Azra jo hain na, yeh woh kharboza hai
29:13Yeh woh kharboza hai, yeh ko dekh ke na, doosra sarboza rang pakad leta hain
29:17Aay hai, kharboza ka ihtimaan bhi hai kya?
29:20Yeh toh mujhe nahi pata, dekin yeh bata hai ki
29:23Yahaan par doosron ki baatein sunne ka koi ihtimaan nahi hain
29:26Aarey, tum toh burahi man aa gayi
29:28Main toh aise yeh ek baat kar di thi
29:30Abhi badi amma kah rahi thi na
29:32Badi amma hogi teri maa
29:34Aarey, main toh bas sawal kiya hai
29:36Aap khandaan pe kyu ja rahi hain?
29:38Aarey bhai, kya hogaya
29:40Inki toh purani aadat hai, khandaan tak pohoshne ke
29:43Aarey, inka abhi tumhe pata nahi hai
29:45In logon ko, inke khandaan mein kisi ne moon nahi lagaya
29:49Toh phir yeh na, soomti-soomti, dhoonti-dhoonti, khandaan tak pohosh gayi
29:53Aur na sirf us khandaan ke logon pe
29:55Balki unke ghar pe, unki cheezon pe, unki jagon pe bhi kabza kar liya
29:59Shukar hai, tum saste mein choot gayi
30:01Yeh Azra, bas, bohot ho gaya hai
30:03Chup kar jaa meri bachi, chup kar jaa
30:06Azra pichari ko yeh nahi pata na
30:08Ki jab parinde shakoon se baith ke khaana kha rahe hain
30:10Aur saam ghosle mein ghuske khaana kha le
30:13Toh bhai, doosra saap toh rakhna padta hai na, rakhwali ke liye
30:16Haan, aur wo jo doosra saap rakhwali ke liye aata hai na
30:19Ek din unhe das ke hi jaata hai, kyuki wo hota hai asteen ka saap
30:23Lekin be fikaro, mujhe saapon ke sar kuchalne na bohot achi tarah aate hain
30:27Aakhar Azra champion hoon mein
30:29Zahir hai, ek saap hi doosre saam ki pitrat jaanta hai na
30:33Arey bhai, kya ho gaya aap logon ko
30:35Khushi ke maukhi pe, kya aapne saapon ki baatein shuru kar di
30:37Bhai, hum toh yahan aaraam se baithe the, saam ko toh tumne hi bulaya hai
30:40Singh, arey bhai, agar mukaabla karne hi hai
30:43Toh koi sangeet ka mukaabla karo, koi dhol dhammaka karo
30:46Aajo filmdaan mein
30:48Arey haan, yeh toh khub hoga
30:50Waise bhi, amari Azra har dholki ki jaan hoti hai
30:53Arey, yeh tumhari Azra jab paida bhi nahi hoi thi na
30:56Tab se yeh phuppo jo hai, yeh shaan hoti thi har dholki ki
30:59Phuppo, shaan toh tum abhi bhi ho
31:02Lekin, chalakiyon ki
31:04Dholki ki nahi
31:05Arey, toh bhi ho de, do do haath
31:07Bilkho, chalo bhai, chalo chalo
31:09Bhai, jisne jeetna hai na, wo hamari taraf aaja hai
31:11Aur jisne haarna hai, usko toh bata hai kaan jaana hai
31:13Sab idhar hi aayenge phippo
31:15Chalo bhai, chalo bhai, Azra ki team aaja hai
31:20Banalo team
31:22Hamari team toh wahin baithi hai bhai
31:36Bano tere, abba ki unchi haveli
31:40Bano tere, abba ki unchi haveli
31:44Bano main, dhond ta jalna aaya
31:48Bano main, dhond ta jalna aaya
31:52Bano tere, mathe ki bindiyan jo chamki
31:56Bano tere, mathe ki bindiyan jo chamki
32:00Bano main, kirne dhunda aaya
32:03Bano main, kirne dhunda aaya
32:07Bano tere, payal ki cham cham chunke
32:11Bano tere, payal ki cham cham chunke
32:15Bano main, gungroo chunda aaya
32:19Bano main, gungroo chunda aaya
32:23Bano tere, abba ki unchi haveli
32:27Bano tere, abba ki unchi haveli
32:30Bano tere, abba ki unchi haveli
32:34Bano main, dhond ta jalna aaya
32:38Bano main, dhond ta jalna aaya
32:44Peetal ke do teen gungroo, nain se naind mila doongi
32:48Peetal ke do teen gungroo, nain se naind mila doongi
32:52Tab mera tohar acha bole
32:55Tab mera tohar acha bole, ghar ko jannat bana doongi
32:58Tab mera tohar acha bole, ghar ko jannat bana doongi
33:02Tab mera tohar kare larai
33:06Jab mera tohar kare larai, tohzakh ki sehar kara doongi
33:10Tab mera tohar kare larai, tohzakh ki sehar kara doongi
33:14Peetal ke do teen gungroo, nain se naind mila doongi
33:18Jab yeh puko acha bole
33:22Jab yeh puko acha bole, nau lakha dilwa doongi
33:25I'll get you 9 lakhs.
33:26When this auntie speaks well, I'll get you 9 lakhs.
33:30When this auntie fights, I'll get her hanged.
33:38When this auntie fights, I'll get her hanged.
33:41I'll melt her and mix 2-3 eggs with her eyes.
33:45I'll melt her and mix 2-3 eggs with her eyes.
33:49When this auntie speaks well, I'll get her hanged.
34:01When this auntie fights, I'll get her hanged.
34:09When this auntie fights, I'll get her hanged.
34:12I'll melt her and mix 2-3 eggs with her eyes.
34:24My aunt's parrots have flown away.
34:38I'll fly kites on the roof, but I can't see the greenery.
34:55She fights with her sister-in-law.
35:07Let me read, let me go.
35:12I'll fly kites on the roof, but I can't see the greenery.
35:20She fights with her sister-in-law.
35:32Let me read, let me go.
35:35I'll fly kites on the roof, but I can't see the greenery.
35:42The train was moving.
35:49My mother-in-law was sitting in the first compartment.
35:56The train was moving.
36:03The train was moving.
36:11The train was moving.
36:18The train was moving.
36:25The train was moving.
36:33The train was moving.
36:40The train was moving.
36:49Did you see them fighting?
36:53I'll go and ask them.
36:55How will you go?
36:56They don't know you.
36:57You won't know.
36:59This is the job of a third person.
37:01Who is it?
37:04Listen.
37:05Yes?
37:06Do you need anything?
37:07Yes, I do need something.
37:11What?
37:11Should I get you some tea in water?
37:13No, actually, I need information.
37:17Yes, tell me.
37:19Raheela and Azra have tried to trick us.
37:24I think they are planning to trick us with something else.
37:29Find out.
37:30Can you find out?
37:31Yes, don't worry.
37:33I've heard that Raheela has made a lot of discounts for the wedding.
37:39Yes.
37:40I don't know what you're talking about.
37:42I'll go and find out.
37:43Yes, find out where the discounts are.
37:45We'll go there.
37:46Yes, I'll go and find out.
38:00Where are you guys going?
38:02We're going home.
38:03It's getting late.
38:04Actually, mom is very worried about her family.
38:07Really?
38:08Which family?
38:10Our family.
38:11Who else?
38:12Our kids.
38:13Family?
38:14You don't care.
38:15I do.
38:16I'm an adult.
38:17Mom only cares about Jamal and no one else.
38:22Yes, that's true.
38:23What will he eat?
38:24He's alone at home.
38:25He won't eat anything.
38:26He won't eat anything.
38:27He won't eat anything.
38:28He's alone at home.
38:29Mom will give him something to eat.
38:31To take care of Jamal or to fill Jamal's ears?
38:35Okay, I understand that Phoppo is worrying about her nephew.
38:40Why are you going with her?
38:42I...
38:43What's wrong with you?
38:45Let her go.
38:46Someone or the other should be with Rizwana.
38:49Yes, dear.
38:50Go.
38:51You're not well.
38:52I'll take mom there.
38:53She's already out of breath.
38:54So, take it easy.
38:55Take it easy, mom.
38:57You go and eat.
38:58I'll take it.
38:59Eat well.
39:00Thank you, dear.
39:01What's wrong with you?
39:02She's a very cunning woman.
39:03You don't know.
39:04She's a drama queen.
39:05She must be filling Jamal's ears now.
39:06By the way, I think Saira is very innocent.
39:07Yes, because you're innocent yourself.
39:08That's why you think she's like a mother and a child.
39:09Come on.
39:10Okay, let's go.
39:11It's not good.
39:12I don't know what to do.
39:13I don't know what to do.
39:14I don't know what to do.
39:15I don't know what to do.
39:16I don't know what to do.
39:17I don't know what to do.
39:18I don't know what to do.
39:19I don't know what to do.
39:20I don't know what to do.
39:21Okay, come home.
39:22Alright.
39:27Look like that Pulusu is not coming.
39:31Hello.
39:32Hello.
39:33Hello, dear.
39:36How are you?
39:39You took too long.
39:40I thought you guys won't come.
39:42It's strange that we don't miss our daughter's wedding and you want to apologise for coming late.
39:45It's okay.
39:47Come in.
39:48Okay.
39:49Come in, dear.
39:51Mom, we will get uncle's wedding decorated exactly like this.
39:56Come, sit here with your sister-in-law.
40:00Sit.
40:02You also sit.
40:05Wow, Raheela.
40:06You have invited the entire locality today.
40:09All the relatives live in the other city.
40:12Everyone will come for the wedding.
40:15Obviously, on such a short notice.
40:17They can't come so soon.
40:20Yes, but the proposal was good.
40:22That's why I didn't think it was appropriate to give time.
40:26This is what a sensible mother is.
40:29If a good proposal comes, she immediately gets her daughter married.
40:34Instead of getting greedy and looking for a better proposal than that.
40:37Or by making unnecessary excuses and betting,
40:39let that proposal go away.
40:41Nowadays, girls are sitting at home.
40:43If you go for a boy, then see four girls and come.
40:49Okay.

Recommended