• last month
Baby Baji Ki Bahuwain Episode 23 - 15 October 2024 (English Subtitles) ARY Digital

Category

📺
TV
Transcript
00:00Oh baby bhajiya aa gayi hai ghar ghar mein Oh baby bhajiya
00:15Are khaun se shopping aur kis ke saath?
00:18Main tumhe bata rahe hoon wo iss waqt na ussi ladki ke saath hai jis ke saath wo jewellery shop pe tha
00:23Acha ek baat batao phir
00:25Agar meni jagah tumhe yeh business idea koi aur pitch karta, tum tab bhi yeh investment kar rahi hoti
00:31Of course not, tumhare saath jo trust ka element jhuda hua hai wo kisi aur ke saath kahaan
00:36Tankha di thi aaj unhone mujhe
00:38Are acha
00:39Aita khush hone ki zaroorat nahi hai, tankha ke naam pe raise ghaari thamadi haath mein
00:43Main bhi iske moonh pe maar kar aayi hoon, galle mein rakh lein boutique ke
00:46Chalo bhai, mar mar ke kuch mila tha, wo bhi wapas lata aayi
00:49Oh baby bhajiya aa gayi ye dhar dhar mein, oh baby bhajiya
01:19Chai banao
01:21Chai banao
01:24Kamal hai
01:26Kuch khaane peene ke liye bhi leya na saath
01:28Leya hungi, khaane peene ke liye bhi leka
01:32Aur haan, moonh theek kar ke aana
01:35Acha, aap jaye
01:50Bhai billon ne toh sachmoch kamar hi thod di
01:53Do bulb aur do pankhon ka itna zyada bill
01:57Jee jee, bilkul, bilkul
02:00Toh aap log solar system kyu nahi lagwa lete
02:03Main toh lagwaana chaha raha hoon
02:05Lekin, permission toh idhar se aayegi na, begum sahiba ki taraf se
02:13Kya ho gaya, maine is mamble mein kya kehna hai, jaise aapko munaasing lage
02:19Ab ijazat mil gayi hai, ab toh lagi jaayega
02:25Are, aap log kuch le nahi re, le na
02:32Azra bhabhi, aap toh badi mashoor hain khaane peene mein
02:36Badi tarif suni hai aapki, aap toh le hain aap
02:39Aise ache nahi lag rahi baithi hoon
02:42Mera khayal hai, jis baare mein baat karne hain, us mudde pe aate
02:50Ab hi mudda kya hai, kya hua, kyu hua, kisliye hua
02:56Aur us par mera radde hain man, un sab ke liye main shahnaaz tumse maafi maagte hain
03:05Haath jod ke maafi maagte hain, is baat ko bhool jao
03:11Dekho, na toh mujhe maafi mangwaane ka shauk hai
03:14Aur na hi mera maqsad, kisi se haath jod baakar, apni anaakon taskeen ponchaana
03:20Maine is maamle mein jo kuch bhi kya, sirf aur sirf apni beti ki izzit-e-nafs ki ifaazat ke liye kya
03:29Tum bhi ek beti ki maa hoon, kal kanha ko apni beti ka kahi rishta tay karogi, toh kya tumhe fikar nahi hogi?
03:40Ke waha tumhari beti ke saath kya solukh kiya jaata hai, batao mujhe
03:44Shahnaaz, Saman bachpan se humare ghar aa rahi hai, aap jaanti hain hum sab usse bahot pyaar karte hain
03:52Aur humne toh kabhi usko apni hone wali devrani ki tarah treat bhi nahi kiya
03:58Aur Azra baa bhi, wo toh usko apni bachon ki tarah samashti hain
04:05Ji bilkul, aur bache jab koi galti kiya karte hain, toh bade unhe daad hai
04:10Naseer bhai, jab rishta taye ho jaye hain, toh saare naatein saanvi ho jaate hain
04:17Agar bainon bainon mein bhi rishta ho jaye hain, toh wo baine kaam, samdhanein zyada ho jaate hain
04:23Aur phir talukaat jo hain, wo ussi tariqe se nimhae jaate hain
04:31Dekhi, kaun kya karte hain, is baat ko chhota hai
04:33Seedhi si baat yeh hain, jo kuch bhi hua, aayinda us ghar mein nahi hua, yeh meri guarantee hain
04:41Acha, toh iss se pehle jo kuch hua, wo aap se pooch kar kiya gaya
04:49Kya matlab, matlab aap yeh samjh rahi hain ki meri ghar mein koi, sehra koi, sehra koi, sehra koi
04:54Aap se pooch kar kiya gaya
04:59Kya matlab, matlab aap yeh samjh rahi hain ki meri ghar mein koi, seh nahi hain, main ghar ka bada hoon, apne ghar ka sarbara hoon, aur main batmach
05:10Agar aap us ghar mein bade hain, toh phir wo phuppo kya hain
05:18Phuppo jaan, phuppo jaan iss sab baaton ke beech mein kahan se aagayi hai
05:25Dekhiye, phuppo jaan ki hum log bahot izzat karte hain, wo amre ghar ki badi hain, kin unka in baaton se koi lehna dena nahi hain
05:34Hmm, Bajra, sab kuch aisa hi hain, jaisa Jamal bhai keh rahe hain
05:40Jamal bhai keh rahe hain
05:49Qureshi sahab, iss bahas ka mudda kya hain, masla kya chal raha hai yeh meri samjh mein nahi aara
05:56Hmm, jo hai, jaisa hai, main ne kaha na iss baat pe matri daalo, yeh masla toh kabhi khatam hi nahi honge
06:05Aakay baat karte hain, dekho Shahnaz, tum jaanti ho, ki Allah bafshay, amma ne hi rishta taya kiya tha
06:17Unki bahot khwais thi ke samandh humare ghar bahu ban kar aaye
06:20Aap unki khwais ki adhraam karna hum sab par farz hai, in choti choti baaton ko bhool jao, rishte iss tada thodi khatam kiye jaate
06:31Bulao Samandh ko, main aaj usko ungoti painaoongi, aur shaadi ki tarikh lehkar hi jaoongi
06:36Main aaj usko ungoti painaoongi, aur shaadi ki tarikh lehkar hi jaoongi
06:43Aap, Shahnaz, aap jaane bhi do, chalo
06:52Mujhe pata hai, yeh rishta jo hai, wo bebe baaji karke gayi thi
06:58Toh Samandh jo hai, wo Inshallah, Waleed ki hi dulhan banenge
07:07Inshallah, Inshallah
07:13Bas, meri ek shardh hai
07:26Ki shaadi ke baad, Waleed aur Samandh alag ghar mein rahenge
07:33Kya?
07:36Shahnaz
07:43Shahnaz
07:55Yeh aap, yeh aap kya keh rahein?
07:59Yeh faisla maine bahut soch samajh kar kiye
08:01Aur aamari tarah se yeh final, baaki aap log soch lijiye
08:21Main aa rahi hain thodi de
08:32Waleed
08:40Woh, thodi parishan hai, tension mein
08:45Main karunga baad aap, fikar na karein, sab theek ho jayega
09:01Woh, thodi parishan hai, tension mein
09:09Ayi Farhat, ek cup chai toh pil mao, tumhrukh toh pee ke aaye ho hai, hai na?
09:18Main sab ke liye bana ke laate hain
09:25Dere toh samajh mein nahi aaye, yeh Shahnaz ko bethe bethe hai, hua gaya?
09:31Arey bethe bethe hai nahi hua, pehle se mansooba banaya wa tha usne
09:38Bahut tez hai, yeh aaj kal ki maaon ki yeh hi soch hai
09:42Magar rishta karte waqt toh unhone aisi koi demand nahi ki thi
09:46Yeh rishta karte waqt kaise kar sakti thi, koi paagal hai
09:51Agar karti, toh tumhrukh bhala rishta karte?
09:54Aap kar liya hai, majboor hi hai, maan nahi padheni baate
09:58Kaisi majboor hi hai?
10:02Yeh humne rishta kiya hai, zabardasti thodi hi kiya hai
10:07Agar usko humare handaan se koi masla aaya hai na, toh baat khatam karne humein koi masla nahi
10:11Toh toh kari di usne, aur kya kari ki?
10:16Kya ho gaya hai aap logon ko?
10:22Ghusah mein insaan bahut kuch bol jata hai
10:24Bhai bhai se lad parta hai, toh uska matlab yeh toh nahi hai ki rishta khatam ho jayenge
10:30Arre toh yeh hi toh ho raha hai, kaun mil raha hai, bhai bhai mil hi nahi raha hai, yeh hi toh ho raha hai
10:34Mera khayal hai Azra bhabhi bilkul theek keh rahi hai
10:38Aur Shanaz ka toh humare handaan se hamesha hi bahut achha taluk raha hai
10:42Unko humse bhala kya masla ho?
10:45Mera khayal hai yeh sab bas, waqti ranjish hai
10:55Shahid us waqe ki wajah se
10:58Arre kya waqe ho gaya tha? Humne kya keh diya, kya kar diya?
11:03Usi ki ladki jaake humare maan ko sunaar ke paas bech aayi
11:10Phukat please, yeh purani baaton ko man dhora hai
11:13Arre kyu na dhora hoon, unki toh sui wahi att ki hui hai na, hum chup ho jaye bas
11:18Main sahi bata rahi hoon, yeh sirf bahana hai, bilkul bahana hai
11:22Darasal usne apni demand poori karani hai, lo demand toh dekho
11:27Alak ghar leke do, yeh karke do, woh karke do, wah
11:31Main toh kehti hoon, sakme toh log bhi koi demand daan do
11:39Demand, kaisi demand?
11:41Arre ladke wali hoon, kuch bhi maang lo, kuch bhi kehto
11:44Nahi nahi nahi, jahez-jahez nahi maangenge
11:47Woh bata hai, ammi-abbu bahut khalaaf the iske
11:49Arre nahi, main sajhpooj thodi keh rahi hoon, main toh shahnaaz ko tang karne ke liye keh rahi hoon
11:53Zara bata toh chalein, ladke wali kya kya demande kar sakte hain
12:00Arre isse kya hua, yeh kuch chale gayi, aisa kya keh diya main ne
12:04Mera khayal hai ke, is masle ko na abhi yeh hi rop de
12:08Bas kuch waqt de, Allah behtar karega
12:11Arre chai maangi thi, ek kap, hadd ho gayi, ek chai ka kap na mila is ghar mein
12:16Tawba
12:24Tawba
12:26Tawba
12:28Tawba
12:30Tawba
12:32Tawba
12:34Tawba
12:36Tawba
12:38Tawba
12:40Hmm, bas ek baar aise website ban jaye na, toh phir baaki ke naam toh doghoz hone lag rahe hain
12:46Lekin inventory, uska bandobas kaun karega
12:49Wo main dekh loongi, tumne bas kuch waqt lagana hai, okay
12:53Isme main poora time doonga apna, kyunki mujhe pata hai online mein hum log bohot kuch kar sakte
12:58Exactly, acche suno, mere paas aaj ki premiere ke passes hain
13:03Kis hiske passes?
13:04Kis hiske passes?
13:06Tumne suna nahi, aaj is saal is sabse badi movie release ho rahi hai
13:10Toh, maine suncha hum saath nahi sarte hain
13:13Haan, zaroor, nahi wo, actually
13:22Are you okay?
13:24Rehne do, main samajh gayi
13:28Kya samajh gayi tum?
13:30Ye hi ki tum mere saath time spend karne mein bilkul bhi interested nahi ho
13:33Nahi nahi, aisi baat nahi hai, wo asal mein ghar mein sab jama ho rahe hain aaj, isli mujhe jaana hai
13:39Tum log kya har waqt ghar mein jama ho ke halla gulla karte rehte ho?
13:43Nahi, wo aaj Saman aur Waleed ki shah...
13:48Nahi, leave it, bas main aaj busy hun thoda
13:52Oho, toh bas pehle hi itna sa jawab de de the, itna hitch ki chaah kyu rahe ho?
13:58Leave it, main Sophie ki saath chale jaaungi
14:01Acha sunu Wasif, main tumhe batana bhool gayi ki humare online...
14:05Mera matlab hai, tumhare online store ke liye mein ek desirer se baat hoi hai
14:10Aur maine socha hai ki hum best graphic design banayenge
14:13Hmm?
14:15Rameen, main tumhara shukriya da kaise kar sakta ho?
14:19Waise toh iski koi zarurat nahi hai, but if you insist toh aaj ki coffee ka bill tum de dena
14:25Haan, for sure, why not?
14:27Excuse me?
14:30Kya kiya tumne?
14:33Maine jo kuch bhi kiya hai na, apni beti ki bhalayi ke liye kiya hai
14:38Is ghar mein jo bhi hona hai, wo tumne karna hai, is gadde ka koi kirdaar nahi hai is ghar mein
14:43Mana kiya tha, mana kiya tha rishta karne se, nahi maani, jeete nikaabi
14:48Mangani kaafi, mangani kaafi, mangani kaafi
14:52Maan kiya tha, maan kiya tha rishta karne se, nahi maani, jeete nikaabi
14:57Par ke dam liya tumne, phir wo log yaha shift hua
15:01Dono maa beti ko samjhaya tha, zyada aana jaana mat rakho, faasla rakho, nahi maani
15:07Roz koi na koi bahana karke beti ko leke jaake maa baith jati thi
15:11Kabhi barsi hai, kabhi saalgir hai, kabhi kuch hai, kabhi kuch hai
15:15Aglo ne bitha ke jab zalil kiya na, tab maa beti ko samjh aayi
15:20Koteshi saab, aapko ye baate sunane ke liye koi aur waqt nahi bila?
15:23Kyu? Is waqt mein kya hai?
15:24Kyu ki is waqt mein bahot pareshaan ho
15:27Apni hargaton ki maja se, ek waqya ho gaya tha, sab kya rahe the, chhodo jaane do, nahi, dabaab mein gaas mani hui thi
15:35Babhi sit laga li, itni ache hain wo log, phud chalke humare ghar aaye, maafiyan maangi, aaj jod ke, aur wo bhi asra nahi
15:45Lekin tumne nahi item shuru kar di
15:47Khuda ke liye koteshi saab, khuda ke liye
15:50Is waqt na, main bahot zaini tanaon ka shikar, aisa nahi ho ki aapkin baaton ki wajah se na, mere dimaag ki nas phad jaye
15:56Kitne zaini dubaon mein, koi bartan nahi dho sakta
15:59Aapke liye dho rahi hu, kyu ki subha subha uthke na, aapne chilana shuru karna hai, naastha de do, naastha de do, naastha de do
16:05Is liye dho rahi hu, kamas kam bartan to dhole huye honge
16:08Bolo
16:09Shahnaaz aunty ko kya sooji thi, yeh ekdum se ghar alaida karne baat kaan se aagayi
16:13Waleed, trust me, mujhe kuch bhi nahi baata hai
16:17Unhone to yeh bali baat, abbu se bhi discuss nahi ki hai, abhi isi baat pe jagda ho raha hun dono ka
16:22Saman, tum yeh baat jaanti hoon na, ke ghar bhej kar alaida hona ke baat, humara kya hasher hua tha
16:27Kya aafatein aayi thi hum par
16:29Waleed, toh kya aafatein aayi thi hum par
16:32Waleed, toh kya aafatein aayi thi hum par
16:34Waleed, toh kya aafatein aayi thi hum par
16:37Waleed, tumhe mujhe yeh sab kuch bataane ki zaraat nahi hai, main saari cheezon ke khud witness hun
16:41Toh phir Shahnaaz aunty ne kya soojh kar yeh shard rakhi hai
16:45Unhone na dasabur bhi kaise kar liye, ki itna sab kuch ho jaane ke baat, main ghar alaida karne baat maan jaoonga
16:50Waleed, mujhe sach meh kuch bhi nahi baata hai, tum mujhe trust kar sakte ho please
16:54Saman, mai tumhe call karta hu
17:05Jee bhabhi
17:08Saman ka phone tha
17:15Waleed, mujhe maaf kar do, yeh sab kuch meri wajah se hua hai, mujhe maaf kar do please
17:24Bhabhi ab kyon kuto kasurwa dhera rahi hai
17:27Shahnaaz aunty ne jo shard rakhi hai na, usse saaf zahir hai ke wo is shadi se raazi nahi hai
17:31Haan, lekin yeh sab hua toh meri wajah se hai na
17:35Agar main uss waqt mein ghusah pe kaabu kar leti, na ladti usse, ghusah na hoti, toh woh hi shard bhi na rakhti
17:41Bhabhi please, aapko khud ko kasurwa dhera rahi hai, aur nahi kisi se mazeed maafi maangani ki zarurat hai
17:49Jo mere naseeb mein hoga na, woh hi hoga
17:51Walke hum sab ke haq mein jo betar hoga, inshallah woh hi hoga
17:55Aap jaake annaam kare
18:01Chalo kuli karo, matlab kya gandh bhala khaate rahte ho
18:29Haan
18:35Idhar khadhe ho, tum beta chatora, upar se baap aisa, jo beta kahta hai, foran locker de dete hain
18:43Chalo
18:45Asma, Wasif keh raha hai Shahzaib ko bhej, toh isko kya hua hai?
18:50Kata nahi kya gandh bhala khaali hai isne, um ultiyon pe ultiyon kiye jara hai
18:54Mera khayal hai yeh toh school nahi jaa sakega, aap please Wasif se keh deyen ke baaki bachan ko school chhoda aayen
18:59Acha thik hai, tum uska khyaan rakho
19:01Chalo
19:07Ambar Ashi
19:10Ambar, jaldi karo, late ho raha hai
19:13Aaye woh
19:15Aaya rahi hai, tani kab aayegi yeh
19:16Aayegi
19:20Main ghaadi mein wait kar leta hu iska
19:23Ashi
19:25Ji
19:27Woh de sahi keh rahi hai
19:33Mujhe un baaton ko pee jaana chahiye tha, parna keda damasha na hoda
19:37Baaki rishte bachane ke liye kuch baaton ko nazar andaas karna padta hai
19:41Kuch baaton ko pee jaana betar hai
19:44Wasif mamu, sach kahun toh aap mujhe bhi ab di galti ka isaas ho raha hai
19:52Maine sirf Saman ki help karne ki koshish ki thi
19:58Mujhe nahi pata toh ulta itna bada nuksaan ho jayega
20:01Sare gharwale mein mujhe ghalat samjhenge
20:03Jabki meri niyat aisi nahi thi
20:08Akshar aisa hota hai Ashi
20:11Mare niyat kharab nahi hoti
20:13Wagar hamara amal doosron ke liye mashpoob ho jata hai
20:20Doosron ko judge karne mein itni jaldi nahi karni chahiye
20:23Tum jao mein aara ho
20:30Ambar, jaldi aao
20:32Late ho rahe hain
20:35Jaldi aao
20:41Ambar, jaldi aao
20:43Late ho rahe hain
20:46Jaldi aao
20:53Kya aap Saman ke liye naya rishta dhoond rahe hain?
20:58Naya matlab?
21:00Pichla toh tumne khatam kar diya na
21:02Ab rishta toh dekhna hai
21:04Maine thodi khatam ki hai
21:06Maine toh sirf apni sharp batayi aur sochne ka mauka diya tha
21:10Acha?
21:12Unhone tumhe jaate hue yeh kaha tha
21:14Ke ham soch ke jawab denge
21:16Nahi na?
21:22Unhone tumhe jaate hue yeh kaha tha
21:23Ke ham soch ke jawab denge
21:24Unhone tumhe jaate hue yeh kaha tha
21:28Nahi mama, nahi pee jaa rahi
21:30Chup chaap dawa peelo, wanna main tumhe smoke...
21:32Bahot sarbi hoti hai
21:33Piyo, shabash
21:34Kaisi tabiat hai Shahzaib mian ki?
21:37Waise ka waise hi hai
21:44Asma, tumhare liye nashta yadar hi leya hu
21:47Are please, aap zara Saadiya ko phone kar ke keh de
21:49Ke hum log boutique ke liye late ho jayenge aaj
21:51Tu bazaar jaakhar na khud hi samaan kharit le
21:53Toh tum ghar par hi rukho na
21:55Kaise rukho? Itna kaam jo hai waha
21:59Tumne iski chhuti kar aayi hai
22:01Iski tabiat theek nahi hai
22:03Kaam ka kya hai?
22:04Boutique toh chalti rahegi
22:06Main dekh lungi peeche
22:07Aisa koi masla toh nahi hai
22:10Lekin...
22:11Meri salayaton pe koi shaq hai tumhe?
22:16Toh phir
22:18Main dekh leti huna
22:19Tum isko sambhalo
22:20Iski tabiat theek nahi hai
22:21Theek hai?
22:23Koi masla nahi hai
22:24Yeh tray leke jaani hai
22:25Ya yahan hi chhodu?
22:27Nahi, main rakh tundi khud hi
22:29Chalo
22:44Yeh kya samaan?
22:45Tumhare imtehaan toh khatam ho chuke hai na?
22:49Par...
22:50Ammi abhi result toh nahi aaya na
22:53Toh khudaan o khasna
22:54Meri beti fail thodi ho jayegi
22:59Kya baat hai samaan?
23:00Ammi...
23:01Woh...
23:02Mera maths ka paper
23:06Bohot...
23:07Bohot bura hua hai
23:09Kaise beta
23:10Tumne toh din raat par high ki thi
23:14Tayari toh ki thi
23:15Lekin...
23:16Pata nahi paper mein
23:17Meri itni tabat kharab ho gayi
23:18Kuch samajh hi nahi aara tha
23:20Chha...
23:22Lekin yeh baat
23:23Tumne pehle toh nahi bata hai
23:25Haan us waqt
23:26Tum mentally settled
23:27Feel nahi kar rahi thi
23:28Isliye kuch bola nahi
23:34Acha...
23:35Chalo koi baat nahi
23:37Ab is baat ko
23:38Apne upar sawaar mat karna
23:40Ab hi nateeja aane do
23:41Ho sakta hai waisa na ho
23:42Jaisa tum soch rahi ho
23:45Ammi time zahir karne ka
23:46Kya faida
23:47Aur waise bhi
23:48Kaunsa kuch karne ko hai
24:14Ma'am cash se pay karenge
24:15Ya card...
24:16Card
24:32Sorry ma'am
24:33Ab card toh nahi chandra
24:35Cash hoga aapke paas
24:37Cash?
24:38Okay let me check
24:40Agar aap cash denge
24:41Ma'am ko discount de toh hi
24:46Any problem ma'am?
24:47Aapke card machine hi nahi chal rahi hai
24:49Machine nahi chal rahi hai?
24:50Haan nahi chal rahi hai
24:51Tum dekho kya pata
24:52Tumse chal jaye
24:57Chal toh rahi hai
24:59Chal rahi hai
25:00Mujhse nahi chal rahi thi
25:01Isliye lao
25:02Main phirse try karte ho
25:03Teeke tum jo
25:04Apna kaam karo
25:05Main dekh lungi
25:06Ma'am jaate waqt
25:07Receipt le liye chega
25:08Taake changing mein
25:09Koi issue nahi ho
25:10Okay thank you
25:16Ho gaya?
25:17Yeh le
25:22Thank you
25:23Aapka card
25:30Acha pupo iska kya karna hai?
25:31Dafa kar de do
25:32Kisi ko
25:33Aisa ganda rang hai
25:34De de
25:35Acha
25:36Aur
25:37Yeh pakha yeh pakha
25:38Pyjama bhi yeh saath mein
25:39Haan yeh mujhe de de
25:40Acha yeh wala joda bata hai
25:41Iska kya karun
25:42Yeh rakh lung kya?
25:43Haan
25:44Yeh
25:45Nahi nahi yeh wala toh de do
25:46Aur yeh wala jo yeh na
25:47Yeh itna ganda hai
25:48Iske pehsi se bhatawa hai
25:49Iska toh pocha bana lo
25:50Yeh toh kisi ko dene ke laayik bhi nahi hai
25:51Aur kya?
25:52Rakh deti ho
25:53Allah kar deti ho
25:55Yeh chaadre
25:56Yeh chaadre matre
25:57Rakh do sab
25:58Ab nahi lungi mein chaadre
25:59Mujhe ghafrat hoti hai bhai
26:00Acha chale
26:01Main ache se karke rakh deti ho
26:02Nahi
26:03Rakh do ya de do kisi ko
26:04Mujhe reji
26:05Yeh
26:06Acha pupo
26:07Waise aap
26:08Kya lagta hai?
26:09Kya hoga?
26:11Waleed aur Saman ke waamle mein
26:12Baat aage hi nahi padh rahi hai
26:14Aapko kya lag raha hai?
26:15Kyunke
26:16Mujhe toh nahi lagta
26:17Ke Saman ki ammi
26:18Apti baat se peeche hatne wali hai
26:20Aur hamare ghar wale bhi
26:21Unki shart nahi maanenge
26:24Hmm
26:25Yeh toh hai
26:26Lekin waise
26:27Aapas ki baat hai
26:28Yeh Shainaaz ki demand
26:29Koi aisi bhi nahi
26:30Ke poori na ho sake
26:31Arre peh
26:32Kya hogaya?
26:33Saans toh nahi band karna na
26:34Har kisi ka til karta hai
26:35Uski bachi
26:36Apne ghar mein
26:37Azaadi se ghoome phire
26:38Khushi se rahe
26:39Saans le
26:40Kisi ka dabao na
26:41Aur isme aisi kaunse baat hai
26:42Lekin Phoppo
26:43Hum bhi toh
26:44Is ghar ki bahu hai
26:45Hamare bhi toh
26:46Maabap ne
26:47Humme isi ghar mein
26:48Rukhsat kiya tha
26:49Arre woh
26:50Anjaan log the
26:51Masoom the
26:52Unhe kya pata
26:53Ladkiyaan kahaan
26:54Bej rahe hai woh
26:55Yeh toh bhedi hai
26:56Har waqt yehi rahti hai
26:57Aati hai
26:58Ghar ke har
26:59Farth ka mizaad
27:00Jaanti hai
27:01Sab masale
27:02Masaale
27:03Jagre
27:04Sat ko
27:05Isi nahi keh rahi hai
27:06Toh
27:07Mujhe toh samajh jaate
27:08Hai ki koi hal nahi hai
27:09Sab ka
27:10Hal hai toh si
27:11Ghar koi karna chahe
27:12Toh
27:13Woh kaise hai?
27:14Yeh jo nukkad mein
27:15Makaan hai na
27:16Gali ke nukkad pe
27:17Dekha hai na
27:18Jahaan pe
27:19Woh suna rahte hai
27:20Karai ka ghar tha na
27:21Khaali ho raha hai
27:22Main toh kehti ho
27:23Ke Waleed
27:24Aur Saman po
27:25Woh karai pe
27:26Le lena chahiye
27:27Bhi saath rehne ka
27:28Matlab yeh thodi
27:29Ki ek dusre ka galay
27:30Pakar lo
27:31Saans na lene
27:32Toh ek sir ko
27:33Zindagi haram kar do
27:34Bhi paas paas ghar hai
27:35Do bhi chaad ghar
27:36Main toh kehti ho
27:37Yeh kar lena chahiye
27:38Istra
27:39Shehnaaz ke zid bhi
27:40Puri ho jayegi
27:41Aur bacche bhi khush rehenge
27:42Lekin dekhna padega na
27:43Ke baaki sabki
27:44Kya raahe hai
27:45Isbaare mein
27:46Arre yeh kaagas ka
27:47Suit nikaal
27:48Mujhe nahi pahenna yeh
27:49Naam bura
27:50Reshmeen suit toh pakal
27:51Acha
27:52Iske alawa toh bhaiya
27:53Koi chahana nazar nahi
27:54aata ho
27:55Yeh rang kitta accha hai na
27:56Acha Puppo
27:57Saari zaldi zaldi
27:58Jodhe bataye
27:59Taake main rag do
28:00Yeh toh bhaiye
28:01Yeh veer accha raha hai
28:03Arre aap nahi karein main
28:05Arre yeh daagru
28:06Isko reshmeen jodhe ko
28:07Mujhe nahi pasan
28:08Acha sahi hai
28:09Mujhe kaagas ka
28:10Sanak kar rahein
28:11Sanak kar rahein
28:12Khelo khelo khelo
28:13Humahi toh abitak start bhi nahi
28:14Chhe chhe chaar hai
28:15Jaldi khelo tumhare chhe chaar
28:16Arre nahi bhai
28:17Meri baari kya
28:18Unki baari
28:19Kya ho gaya
28:20Kya ho gaya bhai
28:21Kyu cheating karein
28:22Meri turn hai
28:23Toh main hi khelungi na
28:24Bhai main nahi khela
28:25Ja yaar se nahi khelo
28:26Aarhi mere yaar se
28:32Arre arre arre
28:33Kya ho raha hai
28:34Kyu rooh la rahe ho Umar ko
28:35Asma maami
28:36Aap bilkur bhi
28:37Umar ki side mat nahi chahiyega
28:40Achha
28:41Kyuki aap jab bhi
28:42Umar ki side se khelti na
28:43Hum hamisha aal jaate hain
28:45Bhai smart move se hi
28:46Insaan jeetta hai
28:47Smart move
28:48Smart move
28:49Smart move
28:50Smart move
28:51Smart move
28:52Smart move
28:53Smart move
28:54Smart move
28:55Smart move
28:56Smart move
28:57Smart move
28:58Smart move
28:59Smart move
29:00Arre Waleed
29:01Kahaan chale
29:03Main upar jaa rahoon bhabhi
29:06Arre yahaan betho na aamare saath
29:07Ludo khelte
29:09Nahi bhabhi mera dil nahi hai
29:10Bas aap log khelne
29:12Kya ho gaya
29:13Pehle toh har cheez mein
29:14Aage aage hote the
29:15Aaj kya hua
29:17Aisi baat nahi hai
29:18Bas mood nahi hai mera
29:19Aap log khelne na
29:20Arre chalo betho na
29:21Sab milke saath khelenge
29:22Maza aayega
29:23Main Farhad ko bula kar lata
29:25Aau betho betho
29:26Chalo
29:27Toh 5-5 toh aaya na
29:28Farhad
29:29Chalo bhai
29:30Neha game start karenge
29:32Apni baari nahi
29:33Neha game
29:34Ek bhi nahi bale
29:35Koi baat nahi
29:36Aap neha game start karenge
29:44Yeh maine skill chalayi hai
29:45Good
29:46Chalo bhai
29:47Oh
29:486-5
29:496-5
29:506-5
29:51Kaan karwa
29:52Oh
29:531-2-3-4-5-6
29:541-2-3-4-5
29:555
29:57Nahi ab toh 6 le hi aao tum
29:59Tumhara toh aayi nahi raachi
30:00Ab aayega
30:02Aau
30:03Koi baat nahi
30:04Aagli baari mein aayega
30:05Chalo Farhad
30:07Inshallah
30:08Waleed ki goat
30:09Main zarur peet
30:10Aau
30:14Ab meri baari hai
30:19Yeh mantar karne se
30:20Kuch nahi hoga
30:21Arre bohot kuch hoga
30:22Aap dekhen toh sahi
30:23Chalo
30:245 lekar aao
30:255
30:30Bhaiya peeti toh padhegi na
30:32Yeh aapki goat gayi
30:33I'm so sorry
30:34Game chahiye
30:35Yes
30:36Abhi bhi Farhad bhabi
30:37Yeh goat baari hai maine
30:39Lekin tum dekhne
30:40Mera ikdaf acche yaan hai
30:41Toh main isko thodungi nahi
30:42Main bhi khelunga
30:43Thank you
30:44Tumhari toh saadi andar hai
30:46Main aage hoon na
30:47Aap jeet ke dikhayenge
30:48Chalo
30:50Chalo
30:52Achha
30:535, 2
30:541, 2, 3, 4
30:555, 1, 2
30:57Yeh
30:59Yeh tumhari yeh hai
31:00Chalo
31:01Yeh
31:026, 6, 6, 6
31:04Yeh
31:066
31:12Arre waah
31:13Yaha toh bada shor hua
31:14Weh kya khel
31:15Luddo
31:16Main bhi khelungi
31:17Arre assalamu alaikum
31:18Kaisi aap?
31:19Kaisa raha boutique pe din?
31:20Din toh bohot accha gujra
31:21Nahi poochho
31:23Pooch bhi nahi raha hai
31:28Achha mere liye jagah banao
31:30Saira aunty yaha pe jagah nahi hai
31:34Arre nahi nahi
31:35Tum thoda se idhar ho jao na
31:36Jagah ban jayegi
31:38Ek second
31:39Ek call hai yeh
31:41Hello
31:42Jagah ban gayi?
31:44Ya nahi
31:45Ab main haal jaoonga
31:49Yeh dekho
31:50Yeh paanch se
31:52Tum mare
31:53Aur yeh do se
31:54Home
31:55Aur doosri baari
31:56Yeh
31:57Kacchi goliyan nahi khelte hain hum
32:00Apt well
32:01Very bad yeh
32:03Yeh goti peetungi main
32:06Yes
32:08Bhabhi aap toh bohot accha khel rahi hai
32:21Bhabhi aap toh bohot accha khel rahi hai
32:33Jaha hua?
32:35Wo
32:36Samband ka number chahiye
32:38Kyon?
32:40Koi kasar reh gayi hai?
32:42Koi neya karnamaan jaan dene?
32:44Nahi
32:45Bas
32:46Usse maafi maanguni
32:47Koi zarurat nahi hai
32:50Yeh rechhe
33:21Shehnaaz
33:23Ji
33:25Mujhe samand ki koi achi si tasveer whatsapp karo
33:28Kyon?
33:29Wo daftar mein hai na Ahmed bhai
33:32Unhone apne saale ke bete ki tasveer mujhe dikhayi hai
33:39Unse rishte ki baat chal rahi hai
33:51Kya aap samand ke liye neya rishta dhoond rahe hain?
33:55Neya matlab?
33:57Pichla toh tumne khatam kar diya na
34:00Ab rishta toh dekhna hai
34:01Maine thodi khatam ki hai
34:03Maine toh sirf apni sharp batayi
34:05Aur sochne ka mauka diya tha
34:07Achcha?
34:09Unhone tumhe jaate hue yeh kaha tha
34:10Ke hum soch ke jawab denge
34:13Nahi na
34:17Ghor se dekh lo
34:18Shakla surat ka achcha hai
34:21UK mein masters ki degree le rahe hain
34:24Aur phir shayad nokri bhi iski wahi lag jaye
34:28Toh kya wo hamari samand ko bhi dekha chala jayega?
34:32Zahir si baat hai bhai
34:42Kya hua?
34:44Ek iklauti beti po
34:45Ek iklauti beti po
34:47Itna door bhejne ka sojhkar
34:50Dil bandh sa ho raha hai
34:53Door bhejna nahi hain
34:55Jo rishta nazdeek hai wo pasand nahi hain
34:58Tum chahti kya ho?
35:00Kyu apni bachi ki zindagi ko mazaad bana rahi ho?
35:45Itna door bhejna ka sojhkar
36:04Aise aise design laahi hoon na
36:06Dekh ke tame mazaa jaayega
36:08Nahi aur nahi nikalo
36:10Ane dekh toh lo
36:12Dekho yeh bhi na maine tuhari wajah se khare de
36:13Otherwise, you know I don't wear such clothes or designs.
36:15Look, Shehnaaz, you can say whatever you want to Kaaliti, I'll listen to it.
36:21But don't say anything about the design.
36:22Even Azra didn't say anything about the design.
36:25She also liked it a lot.
36:28What's wrong with Azra?
36:30By the way, Shehnaaz, Azra is changing a lot.
36:33Otherwise, if Azra apologises to someone else,
36:37he wouldn't have been born.
36:40So, you've come here as Azra's lawyer.
36:42No, Shehnaaz, it's nothing like that.
36:45I didn't come here on anyone's request.
36:47And as far as my relationship is concerned,
36:49it's like my daughter's relationship.
36:52But you know, I'm very sad about whatever happened.
36:57That's why I came here.
36:59By the way, Gulshanara, what do you think?
37:01Have I done anything wrong?
37:02I don't know what's right or wrong.
37:05But whatever happened, it happened so suddenly.
37:08And no one expected the demand you've put.
37:11Yes.
37:14Even I had never thought that I would say something like this.
37:18Then why did you do this?
37:20I had given this proposal to sister-in-law Baby.
37:24They have come to this house, but this house is not like before.
37:29And on top of that, the witch called Phoppo has come and settled here.
37:33Because of her, the atmosphere of the house will be ruined.
37:36Yes, that's true.
37:38The old woman is very cunning.
37:41She has kept an eye on the whole house.
37:43She is sitting like a serpent.
37:45What guarantee do you have that if you marry your daughter somewhere else,
37:49there won't be such a serpent-like old woman there?
37:51Yes.
37:52And sister, the English proposal that you were talking about,
37:55that will take the girl out of the country.
37:58If something bad happens to the girl,
38:02then what will you do?
38:03You can't even reach there so soon.
38:06What?
38:08Just thinking about this relationship,
38:12I feel very sad.
38:13Look, Shehnaaz, if there is a single woman in that house,
38:19then there are many people to take care of her.
38:21And with a separate house, the children will be saved from Phoppo's curse.
38:24But they will also be deprived of everyone's love.
38:27Being separate.
38:28Look, Gulshanara.
38:29Today's girls like this very much.
38:31That they have their own house.
38:33That there is no one to stop them.
38:35And that house?
38:36That house has become a zoo now.
38:38Sister, these demands are not of today's girls.
38:42They have been there from the beginning.
38:44And it is not necessary that you get what you want immediately.
38:48And these things have to happen one day.
38:50No one has parents or siblings.
38:54Now see for yourself.
38:55Brother, when you married Mr. Qureshi and came,
38:58how many people were there in the house?
39:0013. 13 people were there. 13.
39:02And today, you are not alone.
39:04It is not necessary that everyone starts like this.
39:07Now see for yourself.
39:09By the grace of God, you are living a life of freedom.
39:11And your husband?
39:12He shifted to a separate house with you in the first week.
39:16Yes, Shehnaaz. You are right.
39:18I have a lot of freedom.
39:19What will be cooked in the house, that is also my responsibility.
39:22And from where it will come, how it will be arranged,
39:24that is also my responsibility.
39:27You are right, Shehnaaz.
39:29To pay the price of this freedom,
39:32I keep roaming around here and there for two days.
39:36Do you know?
39:38Fate does not give everyone an equal chance.
39:41Don't cause any loss just because of my bad opinion.
39:47May God bless everyone with good fate.
39:51Amen.
39:56♪♪

Recommended