• 10 hours ago
ARY News 12 AM Bulletin | 19th Oct 2024 | PTI delgation reached Maulana's house
Transcript
00:00PTI Waft Maulana Fazlur Rehman ki rehashga pohnch gaya hai, PTI Waft me Baristar Gauhar,
00:11Salman Akram Raja, Asad Qaisar aur Ali Zafar shamil hain, kya tafseelat hain Deputy Bureau
00:15Chief Islamabad Azhar Parooq se jaante hain, batayi hain Azhar, Azhar.
00:18Yeh mulaqat iss waqt Maulana Fazlur Rehman ke saath ho rahi hain, People's Party ka waft
00:24yeh bhojood hain, in mein Baristar Gauhar hain, Ali Zafar hain, Salman Akram Raja hain,
00:30aur uske saath taft Hamid Raza hain, Asad Qaisar hain, yeh mulaqat Maulana Fazlur Rehman ke
00:35saath iss waqt jaari hain, aaj PTI ne ijaadat le rakhi thi Pakistan Tariq-e-Insaf ke Bani
00:40Chairman Imran Khan se Adiala Jail me mulaqat ke hawali se, lekin wo mulaqat nahin ho sakhi
00:45hai, iski wajwaat to abhi kuch hi der baad saamne aayegi, PTI raanamaon ka yeh muqaf
00:53hai, ke paanch arkaan ko ijaadat maangi gayi thi, lekin baad mein Salman Akram Raja aur
00:58Hamid Raza ko ijaadat nahin di gayi, jiski wajwaat se yeh mulaqat nahin ho sakhi, ab
01:03iss waqt mulaqat jaari hai Maulana Fazlur Rehman ke saath aur PTI ka yeh waft hai, apni
01:07iss tamam tar Soorat-e-Ilaal ke hawali se Maulana Fazlur Rehman ko yeh aga kar raha hai, aur
01:11mustaqbil ke hawali se jo bhi faisal ho gaye, wo iss intiayi aham tarih mulaqat mein saamne
01:15aayegi.
01:16Achha Azhar, Ijlaason ke aqaat-e-kaar baar-baar tabdeel ho raha hai, batayiye gaa ki ab Kabina
01:21ka Ijlaas, Qaumi Assembly ka Ijlaas, Senate ka Ijlaas ab kap-kap taye hai?
01:27Jee, Wafaaqi Kabina ke Ijlaas 12 bhaji taye tha, lekin usme bhi tabdeeli ki gayi hai,
01:30aur ab 12.30 bhaji Wafaaqi Kabina ke Ijlaas shuru hoga, yeh 12.30 bhaji ka time abhi
01:36hathmi bataya gaya hai, Senate ka Ijlaas jo ke pehle bhi do dafa, ek dafa time uska
01:41tabdeel hua hai, ab ek marda phir Senate ka Ijlaas bhi tabdeeli hua hai, 3.00 bhaji
01:44Senate ka Ijlaas hai, Qaumi Assembly ka Ijlaas abhi badastoor 3.00 bhaji ta ki hai, chuke
01:48saari nazre jo hai, wo yahan pe Maulana Fazlur Rahman ki rehshikaar par lagi hui hai, ke
01:52Maulana Fazlur Rahman ab iss hawaalat se hathmi taur par kya faisal kar lete hain, kyonki
01:57PTI ki jo mulaqat nahi ho sakhi hai, yeh isi bhaja se yeh tamam tarh jo se schedule hai,
02:02wo isme tahkheer ho rahi hai, isme raddabadalat saamne aa raha hai, to ab yeh jo mulaqat
02:06khatam hogi, aur Maulana Fazlur Rahman saab ka jo muqab saamne aayega, JUI ka, to uske
02:11baad is baat ka imkaan hai, ke maumlaat aage chalenge, lekin phir bhaat yeh bataaya gaya
02:15hai, ke Wafaaqi Kabina ka Ijlaas, 3.30 bhaji ab hoga, aur Wafaaqi Kabina ka Ijlaas mein
02:20yeh 26 Mayani Tarmiyun ka masawda jo hai, wo pesh kiya jaayega, doosri taraf Qaumi
02:24Assembly secretariat ko bhi hadayat jari kar di gayi hai, yeh Qaumi Assembly bhi bhi aaj
02:2826 Mayani Tarmiyun bil jo hai, wo pesh kiya jaayega mazuri ke liye, taam usse pehle Senate
02:32mein is bil ko pesh karne ka faisla hua hai.
02:34Acha Azhar, Wafaaqi Kabina ka Ijlaas kal bhi hua tha, aur aaj bhi Ijlaas hona hai,
02:39kal jab tamaam shikon par ittafaq ho gaya tha, toh phir aaj Wafaaqi Kabina ki Ijlaas
02:44ki wajah aur agenda kya hai?
02:48Dekhi ji, kal jo Wafaaqi Kabina ka Ijlaas hua tha, wo usmein koi faisla nahi hua tha,
02:52uski bunyadi wajah yeh thi, ke Jamiat-ul-Ulema-e-Islam, bil khusus Maulana Fazlur Rahman ka yeh
02:56muqaf tha, ke hukumat wo jalzabadi nahi na kare, jab tak Pakistan Tariq-e-Insaaf ki
03:01yeh jo leadership hai, iski mulaqat Bani Chairman ke saath Adiala Jail mein nahi ho jaati, aur
03:05wahan se koi faisla saamne aayega, toh uske baad hukumat wo apni hikmatamli ke taht aage
03:10bade.
03:11Chunachi, isliye raat ko Wafaaqi Kabina ka Ijlaas wo muakhar kiya gaya, aur aaj sobho
03:15pehle 9 baje ka time rakha gaya, aur ab Wafaaqi Kabina ka Ijlaas 12.30 baaja hoga.
03:21Theek hai, aap se update aise lete rahenge, filhal aapka shukriya Azhar.
03:26Chhabis bhi aayini tarmeem ka maamla hai, shehre iktida mein Maulana Fazlur Rehman ka
03:30ghar phir siyasi sargarmion ka markaz.
03:33Siyasi rahnumaon ki Maulana Fazlur Rehman se mulaqaton ka zilsira bichari hai.
03:37Chairman People's Party Bilawal Bhutto ne raat kai Maulana Fazlur Rehman ki rehaish
03:40ka pohansh kar unse mulaqat ki.
03:42Bilawal Bhutto aur Maulana Fazlur Rehman ke damyan mul ki siyasi surat-e-hal par baadsheet
03:45ki gayi.
03:46Mulaqat mein mujawidah Chhabis bhi aayini tarmeem ke hawale se tabadlahi khayal kiya
03:50gaya.
03:52Bilawal Bhutto ke hamra Syed Naveer Qamar, Murtaza Wahab aur Jamil Sumro maujood the.
03:57Maulana Fazlur Rehman ke hamra Maulana Lutfur Rehman, Asad Mahmood aur Kamra Murtaza maujood
04:01the.
04:02Iss se pehle PTI ke waqt ki Maulana Fazlur Rehman se mulaqat hui aur mulaqat ke dauran
04:06hukumati waqt bhi Maulana ki ghar par maujood tha.
04:12Bilawal Bhutto kehte hai aayini bench banwakar hi Islamabad se wapas aonga.
04:17Chahata hu aayini tarmeem opposition ke saath mel kar laayen.
04:20Opposition ko qayal karne ki aakhari koshish karunga.
04:22Maulana se kahunga aaj ki siyasat bhool jaayen, saath aayen, vote daalayen.
04:26Apni koshish me naakam hua toh phir jamhooriyat aur wifaq ke liye dua karni chahiye.
04:31Hyderabad me Sania Karsas ki yaad me jalsa se khitab me kaha, barabari ki adalat banana
04:35padegi.
04:36Humne PTI ki aaj Bani se mulaqat ka bandobast kara diya tha.
04:41Aapko hamara mutalba maana parega.
04:44Wafaqi, aayini, jo adalat hoga usme barabari ka namayndagi hoga.
04:49Inhone kaha ki adalat nahi hoga, bench hoga.
04:53Maine kaha chale bench banayen.
04:55Mutalba tha ki Justice Faiz Issa nahi raay sakta, toh Justice Faiz Issa bhi nahi raayega.
05:02Magar ye aayin saazi main akela nahi karna chahara hu.
05:05Main ye aayin saazi, Maulana Fazlur Rahman saab aur tamaam siyasi jamaate jo uss parlaman
05:12me baithe hain, unke saath hi kaam karna chahara hu.
05:15Inka mutalba tha, Tariq-e-Insaaf walo ke jaazat diya jaye.
05:20Woh Qaidi, number jo bhi hai, usse milne ki jaazat diya jaye.
05:25Us mulaqat kabhi aaj, humne bandobast kiya tha.
05:29Maulana Fazlur Rahman saab, ek aakhri darkhwaas karunga.
05:33Aayin, hamare saath aayin, aur kal, parzon, iss vote pe, aap apna vote taale.
05:40Ghar mera yeh koshish naakaam rahta hai, toh hum sabko phir Pakistan ki jumhuriyat ke liye
05:47dua maangna chahiye.
05:49Ghar opposition, aaj bhi hamare saath nahi de sakte hain, toh main majboor honga.
05:55Majbooran, Muslim League Nawaz, aur unke extra members ke saath milke,
06:01brute aksariyat pe kaanun saazi, aayin saazi karna parunga.
06:08Jo mutnaaza raasta hai, ussi raasta pe chalna parega.
06:12Ab hum mazeed imtizaar nahi kar sakte.
06:15Jo Pakistan People's Party ka aayin saazi ke hawale se draft hai,
06:21main khud wo draft National Assembly mein pesh karunga.
06:26Iss aayin saazi ka process ko makamal karun na kar saka,
06:31toh main hukumat ki do dahai aksariyat ke saath milke yeh kaam karke dekhaunga.
06:37Aayini tarameem par mushabrat ke liye Tehreek-e-Insaaf ka waqt aaj Bani PTI se mulaqat karega.
06:42Chairman PTI Barrister Gauhar kehte hain ki abhi mulaqat ka waqt aayin nahi hua,
06:46nahi hume mulaqat ke waqt se mutaalik aagah kiya gaya hai.
06:49Tehreek-e-Insaaf ke Secretary talaaj Sheikh Fakas Akram kehte hain ki
06:52Adiala Jail hukam Salman Akram Raja ko Bani PTI se minne ki ijazat nahi de rahe.
06:56Barrister Gauhar, Ali Zafar aur Asad Qaisar ko clearance deti gayi hai.
07:00Barrister Gauhar ne faisa kiya hai ki jab tak diye ke tamam naam clear nahi hote,
07:04mulaqat nahi karenge.
07:05Barrister Gauhar jail ke bahar khare hain.
07:07Sahibzada Hamid Raza bhi maujood hain.
07:09PTI rahnamao ne aayini tarameem ka musawadah par rahanamai ke liye
07:12Bani se mulaqat karane ki darkhwas ki thi.
07:18Aur khabar hai Rawalpindi se.
07:20Adiala mein khaidiyon se mulaqatopar pabandi mein do rost ki tausi kar di gayi hai.
07:24Punjab hukumat ne security khadshanat ke baayis pabandi mein tausi ki.
07:28Babar Malik se tafseelat jante hain.
07:29Bataye Babar.
07:34Ji Babar.
07:37Babar se raapta karenge.
07:38Update karein aapko.
07:39Punjab hukumat ne security khadshanat ke baayis pabandi mein tausi ki hai.
07:43Pabandi ka itlaat siyasi khaidiyon samayat aam khaidiyon par bhi hoga.
07:46Punjab hukumat ne 18 October tak Adiala mein mulaqatopar pabandi aayit ki thi.
07:50Aur security khadshanat par pabandi mein do rost se zayad ki tausi bhi ki jaa sakti hai.
07:55Yeh kaha gaya tha aur Punjab hukumat ne security khadshanat ke baayis
07:58pabandi mein mazee do rost ki tausi kar di hai.
08:03Khel ab shuru ho gaya hai aur phir yeh kahenge mujhe kyu nikaala.
08:07Sheikh Rasheed ki in Sadaad-e-Dahshid Ghadiya Daalat ke bahar media se waqt ko kaha.
08:11Aayin hi tarah meme ke mawablah par keh diya ki yeh Samiullah aur Kaleemullah ka mukablah hai.
08:16Maulana ko salaam pesh karta hu.
08:18Aaj Maulana Fazlur Rehman ka awam mein behtar aur uncha maqam hai.
08:22Kisi zind Maulana Fazlur Rehman se mulaqat karne chaunga.
08:26Meme ke baare mein maine kah diya Samiullah aur Kaleemullah ka mukablah.
08:29Maulana Fazlur Rehman ko mai salaam pesh karta hu.
08:32Aaj Maulana Fazlur Rehman ka awam mein bahar behtar maqam hai.
08:36Uncha maqam hai.
08:37Mai bhi kisi zind maulaqat karne chaunga.
08:39Inshallah taala halat theek honge.
08:43Halat behtri ki tarah jayenge.
08:46Aur yeh log apne apne ghar jayenge.
08:48Jamaat-e-Islami ke Naib Ameer Liaqat Baloch kehte hai
08:51Aayin hi tarah meme par parlemani jamaaton ne kheesh hatani ka nair record kaim kar diya hai.
08:55Aayin hi tarah meme par kanun saazi ke liye poora amal mutnaaze aur sharmnaak hai.
09:00Tehreek-e-Insaf aur Jamiat-ul-Maislam mutnaaze aayin hi tarah meme ka hisa na banein.
09:04Waqsoos nashast ne mazaak bana di gayi.
09:06Election Act me tarah meme bad niyati par mabni thi.
09:09Supreme Court ke faisle par amal kiya jaye.
09:11Punjab hukumat ne fareekh band kar talba case kharab kiya.
09:14Case ke haqaaiq High Court ke full bench samaad se milenge.
09:23Election Act me tarah meme se Supreme Court ka 12 July ka faisla ghar mausar nahi ho sakta.
09:28Election Commission faisle par amal dharamat ka paband hai.
09:31Act me tarah meme ka maazi se itlaq nahi ho sakta.
09:34Waqsoos nashast ke case me Supreme Court ke aksaryati 8 judges ne doosri wazaahat jari kar di.
09:40Election Act me tarah meme ki hasiyat nahi.
09:43Waqsoos nashast ne PTI ko hi di jaye.
09:45Supreme Court ke 8 judges ki doosri wazaahat.
09:48Election Commission ki darkhaus par aksaryati judges ne wazaahat me kaha.
09:51Tafseeri faisle me tamam sawalon ke jawab diye gaye hai.
09:5573 ke aayin ke tehad faisle par amal dharamat ho jana chahiye tha.
09:58Article 189 ke tehad Supreme Court ke faisle par amal dharamat laazim hai.
10:03Election Commission mazeed koi wazaahat maange bagayar faisle par amal dharamat ka paband hai.
10:08PTI judges ne karar diya Election Act me tarah meme se 12 July ka faisla ghar mausar nahi ho sakta.
10:14Supreme Court ke faisle ke baad ki jaanewali Election Act me tarah meme ki koi hasiyat nahi.
10:19Supreme Court ne voters ke hukook ki amaldaari ke liye relief diya.
10:23Tehati hukum me judges ne kaha humne tamam aayini sawalon ka baghaur jaizah liya.
10:27Ab koi wazaahat nahi di jayegi.
10:29Wazaahat Supreme Court ki website par shaya ki jaye.
10:31Aur copy Election Commission ko bhi bheji jaye.
10:34Election Commission maqsoos nashiston ki allotment se mutaalik jalt faisla karega.
10:38Zira Election Commission ka batana hai Parliament ki kanun saazi ko Supreme Court par baddari hasil hai.
10:43Supreme Court khud keh chuki hai kanun saazi ko adalati faislon par fauqiyat hasil hai.
10:48Adalat ye bhi keh chuki hai adalati faislo aur kanun saazi me Parliament ki kanun saazi ko maana jaye.
10:53Election Commission aayini daara hai.
10:55Aayin ke mutaabik apna kaam karta rahega.
10:57Maqsoos nashiston ki allotment ka maamla Election Commission ne hi hal karna hai.
11:02Subahi Assamblyan, Qaumi Assamblyan aur Senate abhi naamukamal hai.
11:05Election Commission nahi apna aayini ikhtiyar istamal karke naamukamal House ko mukamal karna hai.
11:10Mazeed kabro ko bulletin ka hisa banayenge is break ke baad.
11:17Humare saath rahe hain.
11:22Aur yahaan par aapko bataye ke BNP Sarbara Akhtar Mengal Maulana Fazlur Rehman ki rehaish ka pohosh gaye hain.
11:28Akhtar Mengal Maulana Fazlur Rehman se mulaqat karenge.
11:31Mazeed kya tafsilat hai jaane ke Hussain Ahmed Chaudhary se.
11:34Bataye ka Hussain.
11:36BNP ke Sarbara Akhtar Mengal Maulana Fazlur Rehman ke ghar pohosh gaye hain.
11:40Kuch der kab bhi Akhtar Mengal yahaan Maulana Fazlur Rehman ki rehaish gah par pohosh gaye hain.
11:45Aur wo kuch der baad hi Maulana Fazlur Rehman se mulaqat karenge.
11:48BNP ke Sarbara Akhtar Mengal jo ke bairun-e-mun se guzishta raat ko hi vatan wapas pohosh gaye the wo.
11:54Aur abh kuch der kab bhi unki aamad hui hain yahaan Maulana Fazlur Rehman ke ghar pe.
11:58Iss se kabla yahaan PTI ka paanch hukmi waqt bhi yahaan par maujood hain.
12:02Jismein Barista Salman Akram Raja-e-Sabzada Hamid Raza, Barista Ghor aur Deegat jo yahaan par shamil hain.
12:08Wo bhi Maulana se mulaqat jo yahaan par jari rakhe hui hain.
12:11Iss doraan aam desh ghaftu yahaan ke BNP ke Sarbara Akhtar Mengal bhi yahaan pohosh gaye hain.
12:15Aur wo bhi aap Maulana Fazlur Rehman se mulaqat karenge.
12:18Bahut shukriya Hussain tafsilat ke liye.
12:23Maulana Fazlur Rehman se ittafaq na bhi hua toh bhi number poore hain.
12:26Yeh kehate hain Muslim League Noon ke rehnuma Khawaja Asif.
12:29Aur sahabi ne Khawaja Asif se sawal kiya ke baar baar izlaas mein taakhir kyu ho rahi hain.
12:34Toh Khawaja Asif kehate hain ke tafaq-e-raaye paida karne ki koshish ki za rahi hain.
12:38JUI ya PTI ki lachak ke baare mein kuch kehna qabal az waqt hoga.
12:42Maulana Fazlur Rehman se ittafaq na bhi hua toh bhi number poore hain.
12:46Yeh kehate hain Khawaja Asif.
12:49Consensus create karne hi kosh kar rahe hain.
12:52Baqi tada toh Maulana Fazlur Rehman se ittafaq na bhi hua toh bhi number poore hain.
12:54Yeh kehate hain Khawaja Asif se ittafaq na bhi hua toh bhi number poore hain.
13:04JUI aur PTI ne koi lachak dikhayi hain ya unki taraf se koi jawab aaya hain?
13:08Mere liye premature hoga koi baat kehna.
13:12Khawaja Asif agar koi consensus develop nahi ho sakta Maulana Fazlur Rehman se ittafaq na bhi hua toh bhi number poore hain.
13:18Alhamdulillah Maulana Fazlur Rehman se ittafaq na bhi hua toh bhi number poore hain.
13:21Muslim League Noon ke Senator Irfan Siddiqui ne bhi sahafiyon se guftuku ki hain aur kaha hain ki ayni musawwada tayyar hain.
13:26Wifaa ki kabina ne manzoor karna hain.
13:28Musawwada wifaa ki kabina se manzoor ho jaye toh Senate pe aa jayega.
13:32Tervi tarmeem ke baad riwayat rahi hain ki ayni tarameem tamam jamaat ke ittifaq-e-raay se ho.
13:37Una ne mazeed kaha ki mera khayal hain ki ittifaq-e-raay ki aakhri koshishiyon ho rahi hain.
13:41Thodi day tak tamam surat-e-haal wazir ho jayegi.
13:44Fazl-ur-Rehman ki ittifaq-e-raay se asal musawwada mein tarmeem ki gayi.
13:48Musawwada tayyar hain.
13:50Kabinet ne approve karna hain.
13:52Hopefully uske baad Senate pe aa jayega.
13:55Sir, yeh tawqeeri kyun aa rahi hain?
13:57Waseetar consensus ki koshishiyon ho rahi hain.
14:00Us ittifaq-e-raay ke liye mera khayal hain aakhri koshishiyon ho rahi hain.
14:04Un koshishiyon ka samar abhi thodi dayr baad tak humein pata chal jayega.
14:08Uske baad Inshallah aayini tarameem hain.
14:13Maulana Fazl-ur-Rehman sahab ki jamaat consensus hain uska humare saath.
14:18Unki marzi, unki khaish ke mataabik bahusi cheezon mein original draft hain.
14:23Uska tarameem ki gayi.
14:25Wo on board hain poori tarah.
14:27Humein yakeen hain inshallah usko support ki.
14:29PTI mein inkal kar diya?
14:31PTI mein humein koi pation koi nahi kar sakte. Khud PTI bhi nahi kar sakte.
14:34GHQ hamla case mein police ne chaalan ATC mein pesh kar diya.
14:38Adalat ne mulzimaan ko chaalan naqool ki kaupiyan takseem kar di.
14:42Ainda samaat par mulzimaan par pardaj aur maid hone ka imkaan hain.
14:45Rawalpindi ki insadaad-e-daishatgardi adalat ne samaat 30 October tak multavi kar di.
14:49Muqaddame mein 15 naamzad aur 200 naamaloon mulzimaan shamil hain.
14:53Naamzad mulzimaan mein Bani PTI, Shah Mehmood, Raja Basharat, Sheikh Rashid,
14:57Ali Ameen, Gandapur, Wasiq Qayyum Abbasi, Sadaqat Abbasi aur deegar shamil hain.
15:05Islamabad High Court ne Intizaar Panjotha ki baaziabi se mutaalik samaat ka tehriri hukam naam chari kar diya.
15:10Adalat mein report pesh ki gayi jis mein likha ki Intizaar Hussain Panjotha khufiya idari ki taiweer mein nahi.
15:16SSP Investigation ki sehbarahi mein khususi team tashqeer di gayi.
15:19SSP Investigation is case mein police ke focal person muqarar kiya gaya hai.
15:23SSP focal person Faisal Chaudhry advocate ke saath raapte mein rahenge.
15:28Adalat ne Intizaar Hussain Panjotha ki footages waqeel darqaaz kazaar ke saath share karne ki hidayat ki hai.
15:33Adalat ko bataya gaya ki Intizaar Panjotha ki location trace karne ke liye bhi IB ko khat likha gaya hai.
15:42PMA Passing Out Parade 2024.
15:45Pakistan Military Academy Kakul mein mukhtalaf tarbiyati courses mukamal karne wale cadets ki shandaar passing out parade hui.
15:52Parade mein pass out hone wale cadets ne furjosh andaaz mein drill maharat ka muzahara kiya.
15:57ISPR ke mutaabik mehman-e-khususi Chairman Joint Chiefs of Staff Committee General Sahil Shamshad Mirza ne cadets mein aiza-zaar tafseem kiye.
16:05150 PMA long course, 69 integrated aur 24 mein lady cadet ke shura ka pass out huye.
16:13Iraq, Urdan, Maldives, Sri Lanka, Palestine aur digar dost momaale ke cadet bhi shamil the.
16:19I have been awarded with a sword of honour for being the best gentleman cadet of my course.
16:24Every moment spent at the academy is of value and significance to me.
16:28It has not only transformed me as a person but has also given me the true sense of purpose in life.
16:34Today is a memorable day in my life since I have been awarded with the President's Gold Medal for being the overall second best cadet of my course.
16:42Every moment in the academy is of immense importance and great significance to me.
16:46It has given me a purpose in life which is to serve my nation to the best of my abilities.
16:51After one year of intense and challenging training at Pakistan Military Academy,
16:55I now am fully equipped to take on future challenges with utmost determination and drive.
17:01I am a friendly country senior under officer Chittis from Nepal.
17:04After spending two years, I can surely say that it is through the exceptional training and grooming I received in Pakistan Military Academy that I stand here to receive this award.
17:13Pakistan Zindabad, Pakistan Army Paindabad.
17:16I am a friendly country cadet from Palestine. I have completed my two years training at PMA with 150 long course.
17:21By the grace of Almighty Allah and the effort of my instructors, I have learned a lot.
17:25Pakistan-Palestine Dosti Zindabad, long life Pakistan-Palestinian friendship.
17:29It is a matter of great pride for me that I have been awarded Commander-in-Scene for being the overall best lady cadet of my course.
17:36Inshallah, I shall continue to work with the same zeal and enthusiasm and I would endeavor to be a role model for young women.
17:43Today, I have been awarded with Commander-in-Scene for being the overall best cadet of my course.
17:47Pakistan Military Academy plays a critical role in ensuring the safety and security of our country by training the future leaders of Pakistan Army.
17:55Pakistan Army Zindabad, Pakistan Paindabad.
17:57We have more news to share.
17:59Pakistan Army Zindabad plays a critical role in ensuring the safety and security of our country by training the future leaders of Pakistan Army.
18:03We have more news to share.
18:04Barrister Ali Zafar says that the meeting with Bani PTI has been finalized and they are going to Adyala.
18:09Earlier, two people were not allowed to meet. Now, they are allowed to meet and they are going to Adyala.
18:15Ali Zafar said while talking that he has met Akhtar Mengal as well.
18:19PTI has departed from Maulana Fazlur Rehman's house and is now going to Adyala jail.
18:24The meeting with Bani PTI has been finalized and they are going to Adyala.
18:28Barrister Ali Zafar says that earlier, two people were not allowed to meet. Now, they are allowed to meet and they are going to Adyala.
18:35The stand that we took was that there were five of us and we had to meet all five of them.
18:41None of them can be a minus.
18:43So, when we rejected this minus one formula, they agreed.
18:48Now, we will see what Mr. Khan says.
18:51At what time did the tap come?
18:52Right now. We are going straight there.
18:54And here, let me tell you that under the leadership of Chairman People's Party Bilawal Bhutto Zardari,
18:57the People's Party delegation has reached the Prime Minister's house to meet the Prime Minister.
19:02The Prime Minister will meet the People's Party delegation.
19:04We will discuss the political situation.
19:06In this meeting, Azam Nazeer Tarar, Sherry Rehman and Diga are present.
19:11We will take further details from Azhar Farooq.
19:13Azhar will tell us.
19:15Right now, the most important meeting of the People's Party delegation has begun with the Prime Minister Shabashi.
19:21Syed Naveed Qamar, Murtaza Wahab are present with Bilawal Bhutto Zardari.
19:25Azhar Azam Nazeer Tarar and Ishaq Tarar are present from the side of Prime Minister Shabashi in this meeting.
19:31Bilawal Bhutto Zardari met with Maulana Fazl Rehman at night.
19:36He will now brief the Prime Minister in detail.
19:41In this regard, the wisdom of the future will also be taken care of in detail.
19:47So, this meeting is of great importance to them.
19:49There is a strong possibility that the government will take the next step in terms of the acceptance of the international agreement.
19:54Okay.
19:55Azam Farooq, please inform us.
19:57You should know that the People's Party delegation led by Bilawal Bhutto has reached the Prime Minister's house to meet him.
20:02In this meeting, we will discuss the political situation.
20:05In this meeting, Ishaq Tarar, Azam Nazeer Tarar, Sherry Rehman, Naveed Qamar and Murtaza Wahab are present.
20:12A drone was fired at the Prime Minister's residence in Qaisariya.
20:17The Prime Minister and his family were not present at the time of the attack.
20:20There were no injuries in the attack.
20:22The Prime Minister said that a drone entering the city from Lebanon has hit the city of Qaisariya.
20:28Two drones were shot down.
20:30After the attack, a siren was heard in Tel Aviv.
20:32The Prime Minister said that a drone entering the city from Lebanon has hit the city of Qaisariya.
20:38After the attack, a siren was heard in Tel Aviv.
20:40After the meeting with Prime Minister Shahbaz Sharif, the People's Party delegation led by Bilawal Bhutto has reached Maulana Fazlur Rehman's house.
20:47You are watching Manazir.
20:49What are the details?
20:50Hussain Ahmed from Chaudhary.
20:51Tell us, Hussain.
20:52As soon as the delegation of the PTI has left Maulana's house for Adela Jail,
20:58Bilawal Bhutto has reached Maulana Fazlur Rehman's house.
21:02Bilawal Bhutto has entered Maulana's house under strict security.
21:07His meeting has begun.
21:09Before this, only three of the five members of the PTI who were allowed to go to Adela Jail at night were allowed to meet today.
21:18Two were not allowed.
21:20Because of this, the five members came to Maulana's house.
21:23They met Maulana here.
21:25A little while ago, they left Adela Jail.
21:28Asad Qaiser, Barrister Gaur Ali Zafar, his son Hamid Raza and Salman Akram Raja met Maulana Fazlur Rehman.
21:35Meanwhile, Akhtar Mengal had also reached here.
21:38Maulana has also met him.
21:40Barrister Ali Zafar said that two people were not allowed to meet.
21:46Hussain, we are updating you on this. Thank you.
21:50That's all from News Bulletin.
21:52Keep watching ARY News.

Recommended