• last year
Transcript
00:00Ibtadaayi daur hai, bilkul bachha bhi hai, khel, bas laib, iske shiva usse koi zindagi
00:16se sarokhaari nahi, zindagi ke tal haqaai kabhi usse malum nahi, bhoog lagi toh roh
00:22kare, maa ne dood pilana hai, khilana hai, unse toh kuch nahi karna usse, woh laib, khel,
00:30dekin thoda se aage chalte hain, teen ager stage mein jab daakhil hota hai aadmi, toh
00:38ab woh nira khel, masoomana khel nahi rehta, usme talazuz, sensual gratification ka, unse
00:45par shamil ho jaa, ab iske kahaan lahav, e laboo annabal hayatun duniya laibun wa lahvun,
00:55thoda aage badhiye toh insaan par sabse zyada dhun sawaar ho jaati hai, banao singhaar,
01:03mera libaas fashion ke mutaabik hoon, kahi aisa nao mazaak wade, apne libaas ke baare
01:10bohot conscious hoga, apne hair cut ke baare bohot conscious hoga, har cheez ke baare bohot
01:15conscious, zeenatun, banao singhaar, aaraish, jabaish, iss se zara aage gaye, takasurun
01:28fil amwaali wal lahu, tafakurun mainakum, yeh samajhiye ke takreeman 30 baras ke umar
01:34jab insaan ki hoti hai, ab fakr, tafakur, yaa daulat par fakr hoga, yaa nasab par fakr
01:42hoga, yaa apne kisi siyasi hasiyat par fakr hoga, apne chaudrahat par fakr hoga, tafakurun
01:51mainakum, jisme jaan me chuke tawanaai hoti hai, kumwat hoti hai, dekin iske baad jab
02:00umar dhali, bada realistic ho jata hai insaan phir, yeh jo chauthi stage thi, isme toh
02:08yeh ke mooch neechi na ho, chahe sab kuch main apna farsh kar doon, dao pe laga doon,
02:14lekin mooch neechi nahi hogi, aakhari stage wo hoti hai, ke phir hoka lag jata hai aadmi
02:20ko, takasurun fil amwaali wal aulat, maal aur aulat ki kasrat kasrat kasrat, ab yeh
02:27hota hai ke mooch neechi kya, moond bhi di jaye toh koi haraj nahi, maal aana chahiye,
02:33very realistic, aur isi haal mein insaan hota hai, aakhari paare ke surat ne phir isme
02:39aad karke, iske upar mohor laga gyi, al haatum takasur hatta zurtumul maqaabir, yeh takasur
02:50joh hai speech peechha nahi chhorta, itni daunat bhi hai ke aapki das dasle kha sakhi
02:56itminan se baith ke tab bhi sabar nahi, bade mian ki taange jo hai wo kabar me latki hui
03:03hai, lekin takasurun jo hai, takasur maal, wo peechha nahi chhorta, hatta zurtumul maqaabir,
03:11yahan tak ke kabar utar jaaye, kabar me utar diya jaaye, jab tak taange sirf latki hui
03:17hai, us waqt tak nahi, iske baad tashbeeh di hai, yeh hayat-e-duniyawi ka jo ek cycle
03:24aalamu annamal hayat-e-duniya la'ibun wa lahbun wa zeenatun wa tafakhurun bainakum
03:30wa takasurun fil amwale wal aulatun, ab kis ko compare kiya hai, plant kingdom me jo cycle
03:37chal raha hai, yeh hamara cycle hai saadh saptar baras ka, bacha peyda hua, khushiya
03:45manayi gayi, fir wo ladakpan se, fir teenager stage se, fir jawani hai, fir adhed umar hai
03:53fir burhapa hai fir kabar me utar a jaana hai, dekin yeh ki plant kingdom me cycle chalti
04:00hai, ka masal-e-ghaisin a'jabal kuffaran abatuhu, summa yaheej, fataraahu musfarran, summa
04:10yakoolu khutaba, yeh chaar stage hai, jaise barish barasti hai, toh sabza namudar kota
04:20hai, aur kashkar ko bada achha lakta hai, usne beed boya tha, usne meinat ki thi, usne
04:26hal chalaya tha, a'jabal kuffaran abatuhu, usko bada achha lakta hai, dil maag maag
04:32ho jata hai, jaise aap kiyaan beta hua, pota hua, khushiya manate hai yaar, ka masal-e-ghaisin
04:39a'jabal kuffaran abatuhu, summa yaheej, fir wo fasal apni poori quwwat ko pohoti hai,
04:45fasal lahdaha rahi hai, fataraahu musfarran, fir wo zard ho jati hai, wo haryawal ab khatab
04:53hoi hai, ab fasal pak gayi hai, ab wo zardi par aa gayi hai, summa yakoolu khutaba, fir
05:02waqt aata hai, agar wo khudro ghaas hai, fir wo chura chura ho kar, fir wo mitti me mil
05:08jati hai, aur agar fasal hai toh kheti kat gayi, uske baad kya rahe gaya, wo chura hi
05:13hai baqi, yeh life ka cycle chal raha hai, teen maheene ka ho, chaar maheene ka ho, yeh
05:20hai plant kingdom ka, wo hai cycle, insani zindagi, ab firmahi teep ki baad jo hai,
05:27wa fil aakhirati a'zaabun sadeedun wa maghfiratun min allahi waridwan, dekho duniya ki zindagi
05:34toh in stage se hokar gudari jaani hai, jo paida hua hai, uspar murhaapa bhi aayega,
05:41kullu nafsin zaayiqatul maudhu, surah aal-e-imran ki 155 aayat ka paila gulza tha, har insaan
05:47ko jo paida hua, maudh aangi hai, ab yeh hai ki woh kahi aapne mahal mein gudar li zindagi,
05:53kisi kutiya mein gudar li zindagi, kisi ki footpath par gudar gayi zindagi, zindagi gudar
05:58jati, gudarti hai, aur un paanch stage se hokar gudarti hai, aap gandi galiyon mein bachon
06:05ko khilte hua dekhte hai, wo bhi khil raha hote hai, naliyon ke paani ke indak khil raha
06:11hote hai, unka bhi khil raha hote hai, dande jodh mein khil raha hote hai, wo toh hai,
06:16zindagi ki woh stage jo hai, khil ki hai, kisi ke paal bade qeemti khilone hai, unse
06:20khil raha hai, koi isitra guli danda khil raha hai, koi kuch aur khil raha hai, lekin
06:25wo paanch stage toh aayegi, a'lamu annamal hayatul duniya, la'ibun wa lahvun wa zeenatun
06:31wa tafakurun baidakun wa takasunun fil awale wal aulat, kamasa li ghaisin ajamal kuffaran
06:37nabatuhu, summa yahiju fataraahu musfarran, summa yakunuhu hutama, wa fil aakhirati azaabun
06:43shadeedun wa maghfuratun min Allahi wa rizwan, aakhirat mein jaakar yeh bifurcation ho jaani
06:49hai, ya toh shadeed azaab, aur ya Allah ki maghfurat aur raza, now the choice is yours,
07:00imma shaakirun wa imma kafura, faisla tum khud kar loon, bimal hayatul duniya illa mata'ul
07:09ghuroor, yahan bhi aakhri alfaz woh hai duniya ki zindagi dhokay ke sewa kuch nahi, kyun?
07:15agar toh duniya ki zindagi mein gum ho gaye, jaisi ki Iqbal ne kaha hai kaafir ki yeh
07:20pehchaan ke aafaak mein gum hai, aur momin ki yeh pehchaan ke gum usmein aafaak, duniya
07:28mein raho, taalib-e-duniya na bano, taalib-e-uqba, taalib-e-aakhira, duniya mein raho, barto
07:35istimal karo, tumhare liye payda kiya gaya, bai barto, mata hai, bartne ki sheh hai,
07:43haa halal aur haram ki pabandiya saamne rakho, baaki barto, matloob yeh na ho, maqsoob
07:51yeh na ho, matloob aakhira ho, innama duniya khuliqat lakum wal tul khuliqtun lil aakhira
07:57ho, manzil woh rahe, mustahzad rahe, saamne rahe, ki main toh ajnabi hoon yahan, yeh
08:04mera watan nahi hai, ad-duniya sijnul momineh wa jannatul kaafir, jaisi kisi parinde ko
08:11kisi finjre mein band kar diya gaya ho, us tarah mein is duniya mein bhej diya gaya,
08:17Allah ki marzi hai usne bheja hai, jab tak woh chahata hum rahenge yahan, lekin hamara
08:21dil yahan nahi lagega, bazaar se gudra hoon, kharidaar nahi hoon, talib-e-duniya nahi hoon,
08:31tab toh yeh koi dhoke ka fada nahi, patan nahi, bilkul nahi.

Recommended