• last month
Mehfil e Qirat o Naat Ba Silsila Jashn e Ghous ul Wara

#MehfileQiratoNaat #BaSilsilaJashneGhousulWara

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00I am inviting the great personality who has been chosen by Faiz-e-Alam, and I often say
00:28that one cannot go to Madinah without the permission of the master of the air.
00:33He is the one who is devoted to the benefit of the saints.
00:38I have faith that one cannot go to Madinah without the permission of the master of the air.
00:45I have faith that he is the one who sits on the throne of the Creator who is chosen by Faiz-e-Alam.
00:53It is our pleasure to welcome the great scholar of Islam, spiritual, religious scholar,
00:58proud and superbly envied scholar, great mufti of the Sunnah,
01:02Hazrat-e-Alam Maulana Mufti Muhammad R.A.,
01:06the address conferred by Adam Ghatta Darbar.
01:08The speech of our beloved Muftis will bring along joy and relief to our hearts and
01:14deny the distortion of our faiths.
01:23As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
01:28As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
01:33As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
01:38As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
01:43As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
01:48As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
01:53As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
01:58As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:03As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:08As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:13As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:18As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:23As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:28As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:33As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:38As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:43As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:48As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:53As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
02:58As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
03:03As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
03:08As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
03:13As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
03:18As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
03:23As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
03:28As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
03:33As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
03:38As-salamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
03:43Aad ki yeh salana azeem-us-shaam,
03:49maifal-e-qiraat, maifal-e-naat,
03:54aur zikr-e-Huzoor Sayyidi Ghusl-ul-Wara,
03:59poor-e-tuzku-wa-ith-shaam se haqqazeer hai.
04:07Aur is ilaqe ko Misri-shaah ko,
04:13khaas-tor-per-saal-me-ek-martaba,
04:17Quran-e-Paak-ki-tilawat-ke-an-waar-se,
04:22Nabi-Alaih-Salaam-ke-zikr-ki-barakat-se,
04:27aur zikr-e-Huzoor Sayyidi Ghusl-ul-Wara,
04:31aur zikr-e-Huzoor Sayyidi Data-gan-Baksh,
04:35rahmatullah alaih.
04:38In saar-e-azkaar-ke-an-waar-o-tajalli-yaat-se,
04:42munawbar-kar-ne-ki-saadat,
04:45is khidmat-ki,
04:47jis-e-hamare-bhai-poori-muhabbat-se,
04:49naukri-ka-lafaz-istimal-kartein,
04:53paikar-e-muhabbat-o-ikhlaas,
04:55khalil-e-millat,
04:57Saikh-o-ulama,
04:59Mashayikh,
05:01Qurra,
05:03Sana Khan-e-Mustafa-ki,
05:06sar-parasti-kar-ke,
05:08balk-e-agar-me-kahoon-ke,
05:10ungli-pakad-kar,
05:12unhe bolna aur chalna sikhane-wale,
05:17duniya-me unka ta'aruf karane-wale,
05:21unhe aam mahafil-se utha-kar,
05:26ARY-QTV-ka platform muhiyya-kar-ke,
05:29poori duniya-me logon-ko,
05:32unke naam aur unki izzat-ka ta'aruf karane-wale,
05:36mere aapke dilon-ke bohot kareeb,
05:40paikar-e-muhabbat-o-ikhlaas,
05:42mutarm-ul-maqam,
05:44Al-Haj Muhammad Khalil Malik sahab-ko,
05:47ye saadat hasil hoti hai.
05:49Main unhe mubarak pesh karta hun,
05:52unke tamam bhaiyon-ko,
05:55main aaj jo iss program ka pehla hissa,
06:03maifil-e-qiraat hai,
06:05us samale se main kuch aapki khidmat mein arz karta hun.
06:09Aur ye main aapko arz karne ki koshish karunga,
06:13ki nabi kareem sallallahu alaihi wa sallamah ka jab zikr hota hai,
06:18huzoor alaihi salam ke milad-e-paak ki baat ho,
06:21auliya-e-izaam ki baat ho,
06:23huzoor ghaus-e-paak ki baat ho,
06:25huzoor sayyid-e-taqa-e-baqsh-e-al-hujweri ki baat ho,
06:28ummat-e-muslimah mein jab Quran aur qiraat ki baat ho,
06:32toh ye pahlu bhi mere aqa kareem alaihi salatu-wa-salaam ka,
06:36huzoor alaihi salam ki azmat-o-shaan ka,
06:39ek itna bada pahlu hai.
06:42Ye angle itna bada ejaaz aur ejaaz wala hai,
06:47ki shayad hum uska us haqiqi maanu mein idraaq nahi kar sakin.
06:53Maini Quran-e-Majeed Furqan-e-Hameed ki jo aayat padhi hai,
06:56chod mein paare ki,
06:58Allah Kareem formata,
06:59inna nahlu nazalna zikr,
07:02ki beshak humne hi is zikr ko,
07:05yani Quran-e-Majeed ko,
07:06humne hi nazal kiya hai,
07:09wa inna lahu lahafizoon,
07:12aur beshak iski hifazat karne wale bhi hum hi hai.
07:16Main jo bilkul pin point pe baat hai,
07:19main us pe aata hu.
07:21Allah Rabb-ul-Izzat ne,
07:24Quran-e-Majeed,
07:26jo Allah ki laa raib kitab hai,
07:29isko baqi kitabon se yoon bhi alag rakha hai,
07:33ki baqi tamaam kutub aur suhuf ki hifazat ki zimbadari hai.
07:39Jin nabiyoon par aur jin ummatiyoon ko ata ki gayi,
07:44unke zimme lagayi.
07:47Lekin Quran-e-Majeed ka yeh izaz hai,
07:51ki Allah Rabb-ul-Izzat ne,
07:53iski hifazat ka zimma khud,
07:55apne zimme karam par lehi.
08:01Allah ne chunki duniya ko,
08:07aalam-ul-asbaab banaya hai,
08:11to asbaab ki duniya mein,
08:13main aapko daawat-e-mutala aur daawat-e-fiqr deta hu,
08:19ki aap ghaur karein ki,
08:21Rabb-e-Kainat ne Quran-e-Majeed ki hifazat ko,
08:24aalam-ul-asbaab mein,
08:27iz duniya mein kaise,
08:28uski hifazat ki asbaab peyda pharma hai.
08:32Pin point pe aage chalunga.
08:35Hifazat ki pehli soorat yeh hai,
08:39ki Allah Rabb-ul-Izzat ne yeh karam pharma hai,
08:43aur apne Mehboob alaihis salatu was salam ki,
08:46yeh bhi zimmadaari lagai,
08:48aur Aqa Kareem alaihis salam ne,
08:50ummat par ihsan pharma hai,
08:53ki Quran-e-Majeed ko khud,
08:56apni nigrani mein,
08:58apne saamne,
09:00qatibin-e-wahi ke zariye,
09:02bulaakar, saamne bithaakar,
09:05apni nigrani mein likhwa diya hai.
09:08Subhanallah, subhanallah.
09:11Ek tariqah Quran-e-Majeed ki hifazat ka,
09:14kitabat-e-Quran hai.
09:17Iske saath jo linked,
09:19agli baat hai,
09:21wo yeh hai,
09:22ki is Quran-e-Majeed ki jo likhaai hai,
09:26jo likhne ka khaas tariqah aur style hai,
09:30yeh tawqeefi aur samaai hai.
09:34Iska matlab yeh hai,
09:36ki Nabi Kareem A.S. ne jaise likhwa diya hai,
09:41qiyamat tak ummat usi tarah likhne ki paaband hai.
09:47Ab jumla dara tawajjo se sunna,
09:50duniya ke arabi likhne aur bolne ke qawaid,
09:57baad mein hai, Quran pehle hai,
10:01Quran in likhne aur bolne ke qawaid ka mutaaj nahi hai,
10:07duniya ki lughate aur qawaneen Quran-e-Paq ke mutaaj hai.
10:13Kya matlab?
10:16Hum qawaneen ki roshni mein Quran ko nahi dekhenge,
10:22balke Quran ki roshni mein qawaneen ko dekhenge.
10:31Aur agar kisi jagah,
10:34bandon ke banaye hui qawaneen mein,
10:39aur Quran-e-Majeed ke likhne mein kahin,
10:42agar koi ikhtilaf nazar aaye,
10:45jo haqiqatan nahi hai,
10:47to hum yeh nahi kehenge,
10:50ki qaida theek hai,
10:52kanoon theek hai,
10:54Quran mein koi kami hai,
10:56hum kehenge,
10:57tere qaide mein kahin kami rahi gayi hai,
10:59Quran kan bhi muqamal tha,
11:01Quran aaj bhi muqamal tha.
11:09Mera usroob chunke muhabbat ki andaaz mein baat karna hai,
11:12naam laayib ghair.
11:14Isli ahl-e-ilm samajh gaye ho gaye,
11:16ki main kya batana chahata hu.
11:21Aur phir,
11:23Quran-e-Majeed ki jis likhaai par ummat ka ittifaq hua,
11:28ummat ne uska naam rasm-e-usmani rakha hai,
11:33kyunke uska ittifaq,
11:35ameer-ul-mumineen khalifa-e-saalif,
11:40janaab-e-sayyiduna hazrat-e-usman-e-khani,
11:43radiallahu ta'ala anhu,
11:44unke zamanah mein hua hai,
11:47isi wajah se usko rasm-e-usmani kayte hai.
11:51Rasm ka matlab,
11:53likhne ka tariqah,
11:56aur ummat ke liye paabandi hai,
11:59ki kyamat tak,
12:01Quran ka jo lafaz,
12:04lambi ta'a ke saath hai,
12:06ummat usse lambi ta'a ke saath likhegi,
12:09jahan gol ta'a hai,
12:11usse gol ta'a ke saath likhegi,
12:13jahan inna maa ke saath akhta hai,
12:16wahan akhta likhegi,
12:18jahan inna alag aur maa alag hai,
12:21ummat kyamat tak usko isi tarah alag likhegi,
12:24ja'al aalameen,
12:26alif ke baghair hai,
12:28ummat Quran mein alif ke baghair likhegi,
12:33aur bismi rabbika alladhi khalaq,
12:36jahan alif ke saath hai,
12:38wahan alif ke saath likhegi,
12:41aur bismillah mein baghair alif ke hai,
12:43ummat kyamat tak baghair alif ke likhegi.
12:49Yeh rasm-e-usmani.
12:50Yeh pehla portion hai,
12:52main ispe hi poori guftagu araz kar sakta hu,
12:55lekin mujhe poori mauzoo ko samjhana hai.
13:00To ek Quran-e-Majeed ki ifaazat
13:02Allah ne kitabat-e-Quran ke dharia se ki hai.
13:07Doosri Rabb-e-Kainat ne karam firmaaya,
13:10Quran-e-Majeed ki ifaazat ka doosra dharia yeh karam firmaaya,
13:15ki ummat-e-Mustafa kareem sallallahu alaihi wa sallam mein se,
13:20khush-naseebo ke seeno ko,
13:24unke quloob, unke azhaam ko,
13:27muntakhab kar liya hai,
13:29ke woh Quran-e-Majeed ko hifaz kar liya.
13:37Ab yeh ek alag poora mauzoo hai,
13:39hifaz-e-Quran,
13:40isko hifaz karna,
13:42yaad karna, aur yaad rakhna.
13:46Yeh alag mauzoo hai.
13:47Hifazat-e-Quran ki doosri surat yeh hai,
13:50ki ummat-e-Mustafa kareem mein,
13:52saikaron nahin,
13:54hazaaron nahin,
13:56poori duniya mein lakon aise khush-naseeb maujood hain,
14:00jo Quran-e-Majeed ko baghar dikhe,
14:03alhamdulillah se shuru karte hain,
14:05aur wa naas pe baghar ghalati ke khatam karte hain.
14:11Yeh bhi Allah Rabb-ul-Izzat ne Quran-e-Majeed ki hifazat ka ek dharia rakha hai.
14:16Ab mein uske fazail par uski tafseel mein nahin jaata hai.
14:21Teesra dharia,
14:24Rabb-e-Kainat ne Quran-e-Majeed ki hifazat ka,
14:28aur yeh yaad rahein,
14:30main alfaz ki baat kar raha hun,
14:32maani aur matalib ki baat nahin kar raha,
14:35tafaseer ki baat nahin kar raha,
14:38yu'allimuhumul kitaaba wal hikmah ko zair-e-mauzoo nahin la raha,
14:42yu'sasakeehim ko zair-e-mauzoo nahin la raha,
14:45main pehla muqadima yatloo alaihim ayatihi,
14:48main sirf iski baat kar raha hun.
14:52Isliyeh ki Quran,
14:53maani ka,
14:54matalib ka,
14:56irfan ka,
14:57maarifat ka,
14:58islah ka,
14:59inqilab ka,
15:00balke agar main kahun,
15:02medical ka,
15:03science ka,
15:04duniya ke har ilam ka,
15:06wo azeem sar jashma hai,
15:08ki kiyamat tak kainat isi se barkat hasil karti rahi.
15:13To Quran-e-Majeed ki ifazat,
15:16kitabat ke zariye,
15:18fir hifz ke zariye,
15:21aur teesra Quran-e-Majeed ki ifazat,
15:24qiraat ke zariye se hoi.
15:26Jisko aam log qirat bolte hain,
15:29iski correct pronunciation,
15:31qiraatun hai,
15:33iski jama qiraat hai.
15:36Acha isme fir do cheezein hain,
15:42ek tajweed hain,
15:44aur ek qiraat hain.
15:47Yeh do alag alag cheezein hain.
15:51Tajweed ka matlab hain,
15:54huroof ko khubsoorti ke saath ada karna.
15:59Iska taaluk makhaarij-e-huroof se hain,
16:04sifaat-e-huroof se hain,
16:06qawaneen-e-tajweed se hain,
16:08awqaf ke saath hain,
16:10uske qawaneen ke saath yeh saari cheezein.
16:13Jab ko shaks Quran acha pade,
16:15Arab wale kahte hain,
16:17iski tajweed bahut achi hain.
16:22Kya matlab yeh huroof ko,
16:24Quran-e-Majeed ke jo huroof hain,
16:26unko poore talafuz aur sahi adaigi ke saath pada hai.
16:30Iski tajweed achi hain.
16:34Fir,
16:37qiraat jo hain,
16:39wo fir,
16:40ek alag poori tafseel hain,
16:42wo Quran-e-Majeed,
16:44jin sabah ahroof par,
16:47Huzoor-Alaihis-Salaam ne padhne ki ijazat firmahi hain,
16:50jiski tafseel mein qurra-e-ashara hain,
16:53jiski tafseel mein qiraat-e-sabah hain,
16:56jiski tafseel mein qiraat-e-mutawatira hain,
16:59jiski tafseel mein qiraat-e-shaza hain,
17:02wo poori ki poori tafseel,
17:04wo qiraat ke saath taaluk rakhti hain,
17:07jiski jama qiraat hain.
17:13Aur ye saare chashmein,
17:15wo kitabat-e-Quran ke hoon,
17:17wo hifz-e-Quran ke hoon,
17:19wo tajweed-e-Quran ke hoon,
17:21wo tarteel-e-Quran ke hoon,
17:23wo tadweer-e-Quran ke hoon,
17:25wo qiraat-e-maidaan ki hoon,
17:27wo sabah-e-qiraat ke hoon,
17:29wo ashar-e-qiraat ke hoon,
17:31ye saare chashmein,
17:33jis zaat se abootte hain,
17:35us zaat ko zaat-e-Mustafa ke.
17:41Us-e-zaat-e-Mustafa-e-Kareem,
17:43Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam hain.
17:45Yeh maine ik
17:47taarufi aur
17:49introductive
17:51maine baat ki hain,
17:53is hifazat-e-Quran ko samjhani ke liye.
17:56Agal-e-maral-e-par aayiye,
17:59Nabi-e-Kareem, Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam hain,
18:04Ummat ko ijazat di hain,
18:07ke woh Quran-e-Majeed ko
18:09saat qiraat par padh sakte hain.
18:14Main ispar hadith-e-paak aapko arz kar dita hoon,
18:17jis-e-Bukhari aur Muslim
18:19ne riwayat farmaya hain,
18:21Hazrat Umar bin Khattab,
18:23radhi-Allah-u-taalaan hu,
18:25iske raabi-Allah.
18:27Hazrat Umar bin Khattab farmate hain,
18:29ke maine Hisham bin Hakeem ko,
18:31Huzoor-e-Alaihi-Wa-Sallam ki zindagi mein,
18:33Surat-ul-Furqan ki tilawat karte hui suna.
18:39Farmate hain,
18:40maine ghaur se jab suna,
18:42toh woh aisi qiraat padh par rahe the,
18:45jo Huzoor-e-Alaihi-Wa-Sallam ne mujhe nahin sikhayin thi.
18:49Hazrat Umar farmate hain.
18:52Hazrat Umar radhi-Allah-u-taalaan hu farmate hain,
18:54ke kareeb tha,
18:56ke main apne upar control nahin rakh sakta,
18:59aur main namaz mein hi unpar jabbat padhta,
19:02lekan maine unke namaz mukumbal karne ka intazaar kiya.
19:08Jab unhone namaz ka salaam phira,
19:10maine chaadar unke gale mein dali,
19:14aur poochha,
19:16yeh jaise tum padh rahe the,
19:18Surat-ul-Furqan,
19:20yeh tumhe kisne sikhayi hai?
19:23Unhone kaha mujhe Nabi Kareem-ul-Islaam ne sikhayi hai?
19:31Maine kaha tu ghalat bayani toh nahin kar rahe hai?
19:36Unhone kaha Allah ki kasam,
19:38mujhe yeh surat Nabi Baak-ul-Islaam ne aise hi sikhayi hai.
19:43Allah-o-Akbar.
19:44Hazrat-e-Umar radhi-Allah-u-taalaan unhe unko pakda,
19:47aur Huzoor-ul-Islaam ki khidmat mein lekar aaye,
19:49ki ya Rasool-Allah-sall-Allahu-wa-sallam,
19:51maine Surah-ul-Furqan unhe ko kisi aur tariqah se padhte huye suna hai,
19:55haala ke aapne mujhe jis tarah padhaya hai,
19:58wo aur tariqah se hai,
20:00toh Nabi Kareem-ul-Islaam ne firmaaya,
20:02Umar daahu, isse chhod do.
20:06Isse chhod do,
20:07phir Hazrat-e-Hisham se Huzoor-ul-Islaam ne firmaaya,
20:10padho,
20:13zarah padh ke sunao.
20:15Toh Hazrat-e-Hisham ne,
20:17jis tarah Huzoor se seekha hua tha,
20:19uss tarah sun kar padha,
20:22khamosh rahe,
20:23phir Nabi Kareem-ul-Islaam ne,
20:25Hazrat-e-Umar se firmaaya,
20:27chal Surah-ul-Furqan tum padho.
20:31Hazrat-e-Umar firmaate,
20:32maine Huzoor-ul-Islaam ki khidmat mein,
20:34jab padh kar sunaaya,
20:35toh Huzoor-ul-Islaam ne firmaaya,
20:38inna haadhal qur'aan,
20:40unzila ala sabati ahrufin,
20:43fa qara'oo ma ta yassara min.
20:47Rabb-e-Kainat mein,
20:48qur'aan-e-Majeed ko,
20:50saath harfoon par,
20:52saath lughaat par,
20:54saath qira'aat par,
20:56yeh mein aapko samjhane ke liye arz kar raha hoon,
20:58naazil firmaaya hai,
21:00tumhe issme se jo aasaan lage,
21:02tum uske mudaabik badh diya.
21:08Yeh saathon do tariqah hain,
21:11yeh qur'aan-e-Majeed ki,
21:13Arab ki saath lughaat hain,
21:16sabati ahruf se muraad,
21:18saath lughaat hain,
21:20wo lughaat kaun siye hain,
21:22aksar yeh firmaate hain,
21:24ek lughaat-e-Quraish hain,
21:26doosri lughaat-e-Huzain hain,
21:28teesri lughaat-e-Tameen hain,
21:30chauthi lughaat-e-Azad hain,
21:33paanchmi lughaat-e-Rabiya hain,
21:36chhati lughaat-e-Hawazin hain,
21:38aur saathmi lughaat-e-Saad bin Abi Bakr hain,
21:42Saad bin Bakr hain,
21:44in saath ahruf se muraad,
21:46in saath qabeelon ki lughaat hain,
21:50ki Nabi Karim A.S. ne in par qur'aan-e-Majeed
21:52padne ki ijazat diye.
21:55Ab suniye,
21:59Imam-e-Jazreer A.S. jo iss fahn ke imam hain,
22:04Aap firmaatein hain,
22:05ki maine jab qur'aan-e-Majeed ki in lughaat ki chhaan bhi nahi ki na,
22:10saathon ki,
22:11toh mujhe inka khulasa teen cheezein mili nahi.
22:15Kaun kaun se hain?
22:17Pehli cheeze yeh hain,
22:19ki qur'aan-e-Majeed ke lafz ki haraqaat mein tabdeeli ho jaye,
22:24lekan lafaz aur maana ki soorat mein koi tabdeeli nahi ho.
22:30Sirf lafaz badal jaye,
22:32misaal ke taur par,
22:36qur'aan-e-Majeed mein lafaz hain,
22:40bukhl,
22:42bil bukhl,
22:44toh yeh lafaz wohi rahega,
22:46lekan isko bil bakhl,
22:48bil bukhl,
22:49bil bukhul,
22:51bil bikhl,
22:53chaaron tariqah se padna Huzoor A.S.
22:55Allahu Akbar
22:59Lekan isme teesri aur chauthi wajah shahaz hain,
23:02bil bakhl aur bil bukhul padna,
23:04yeh qiraat-e-mutawatira
23:06aur qiraat-e-sahiyya mein se hain.
23:09Doosri,
23:11harqaat aur maana badal jaye,
23:13lekan lafaz ki soorat tabdeeli nahi ho.
23:16Woh kya hain?
23:18Fata laqaa Adamu mir-Rabbihi kalimaatin
23:22Isko fata laqaa Adamu mir-Rabbihi kalimaatun
23:28Yeh badna bhi theek hai.
23:32Wadkur ba'da ummatin
23:35Iski jagah wadkur ba'da amatin
23:38Dono tara padna theek hai.
23:40Teesra, haraf aur maana badal jaye,
23:42lekan quran ke lafaz ki soorat wohi rahe,
23:45jaise tabloo aur tatloo
23:48Dono tara padh sakte hain.
23:51Quran-e-Majeed
23:53Yeh soorah Yunus mein hain.
23:55Toh yeh saad qiraat jo hain,
23:57in ka buniyat yeh khulasa yeh hain.
23:59Jo Quran-e-Majeed mein jaari hoti hain.
24:02Ab aakhri baat.
24:04Hamare stage chunke
24:07umumi taur par in baaton se khali hain.
24:11Toh,
24:12aapki malumaat mein izafa yakeenan ho raha hai
24:14aur yeh batana zaruri hai.
24:18Choti soorat yeh hai ki
24:20haraf aur soorat mein
24:23tabdeeli ho lekan maana tabdeel na ho
24:26jaise bas qatan
24:29saad ke saad aur bas qatan
24:31seen ke saad.
24:37Ihdin as-siraat al-mustaqeem
24:41saad ke saad aur bas qatan
24:43seen ke saad.
24:45Ihdin as-siraat al-mustaqeem
24:48seen ke saad aur bas qatan
24:50seen ke saad.
24:52Maana mein koh farg nahi aayega.
24:57Paanchmaan
24:59huroof, maana aur seerat
25:01teenon mein tabdeeli ho jaye
25:03jaise fas aau ila dhikrillah
25:07Chhata, taqdeem aur taakhir ka
25:09ikhtilaf ho
25:11fa yuqtuloon wa yuqtanoon
25:13padein
25:15fa yuqtaloon wa yuqtanoon
25:17padein
25:19Saatwaan ke harif ki
25:21zyaatee aur kamee ka ikhtilaf ho jaye
25:23wo kya hai
25:25wa maa khalaqa zakaura wal-unsa
25:27aur
25:29wa zakaura wal-unsa
25:31dono tariqah se Quran mein
25:33pada gaya hai
25:35ye saad
25:37tabdeeliyan hain jo saad qiraat mein
25:39Quran-e-Majeed ki andar
25:41ummat mein maujood hain
25:43aur jaise mein
25:45arz kiya aakhri baat
25:47Allah Rabbul Izzat ne ye karam
25:49firmaaya
25:53ki Huzoor-e-Alaihi-Salaam ki ummat mein
25:55ye saadoon ki saadoon qiraat maujood hain
25:59lekan hamara ye jo qitta-e-Hindustan hain
26:01jo aaj India
26:03Pakistan, Bangladesh
26:05sub-continent jitna hai
26:07balki agar mein kahoon ko poori duniyaan
26:09mein
26:11un saad qiraat mein se
26:13qiraat-e-Imam-e-Asim hain
26:15un me se jo sabse zyada qiraat
26:17padi jane wali hai
26:19wo qiraat-e-Imam-e-Asim hain
26:21iske do raavi hain
26:23Hazrat-e-Imam-e-Hafs
26:25aur Hazrat-e-Imam-e-Shoba
26:27Arab mein rivayat-e-Shoba
26:29padi jati hai
26:31aur hamare haan ajam mein rivayat-e-Hafs
26:33padi jati hai
26:35jis tariqah se main aur aap Quran-e-Majeed padte hain
26:37lekan agar aap Malaysia mein
26:39Malaysia mein, Misr mein
26:41balki
26:43chale jaye Al-Jazair mein
26:45aur in khiton mein chale jaye
26:47toh wo is tariqah se Quran-e-Majeed ki tilawat
26:49yaani is qiraat mein nahi karte
26:51balki kisi aur qiraat
26:53mein ya kisi aur rivayat
26:55mein Quran-e-Majeed ki tilawat karte hain
26:57main barkat ke liye sirf
26:59un qariyon ke naam aapko suna deta hoon
27:01qiraat-e-Imam-e-Nafi
27:03al-Madani
27:05qiraat-e-Imam-e-Abdullah
27:07bin-Kaseer Maki
27:09qiraat-e-Imam-e-Abu-Amr Basri
27:11qiraat-e-Imam-e-Ibn-e-Aamir Dimashqi
27:13qiraat-e-Imam-e-Asim Al-Kufi
27:15qiraat-e-Imam-e-Hamza
27:17Az-Ziyad Al-Kufi
27:19qiraat-e-Imam-e-Al-Qasai
27:21qiraat-e-Imam-e-Abu-Jafar Al-Madani
27:23qiraat-e-Imam-e-Yaqub Al-Hadrani
27:25aur qiraat-e-Imam-e-Khalf-ul-Ashir
27:31fir in ke do-do raavi hain
27:33jo us aage aur fir aage
27:35har raavi ke do tariq hain
27:39jaise
27:41riwayat-e-Imam-e-Hafs hain
27:43qiraat-e-Imam-e-Asim hain
27:45riwayat-e-Imam-e-Hafs hain
27:47fir iske aage do tariq hain
27:49ek tariq-e-Jazari hain
27:51ek tariq-e-Shatibi hain
27:53tariq-e-Jazari ke mutaabik hum pardhe hain
27:55tariq-e-Shatibi ke mutaabik Ahl-e-Arab pardhe hain
27:59to yeh saare Allah Rabbul-Izzat ne
28:01Quran-e-Majeed ki aasani ke liye
28:03aur nazareen ki malumat me izafe ke liye
28:05ek baat
28:07is waqat jo rasm-e-usmani hain
28:09Quran-e-Majeed ke jo alfaz likhe hua hain
28:11us par zabar zair pes
28:13jazam shadmad auqaf
28:15yeh
28:17qiraat-e-Imam-e-Asim
28:19aur riwayat-e-Imam-e-Hafs ke mutaabik hain
28:21agar
28:23agar samajhne ke liye
28:25yeh zabar zair pes
28:27shadmad yeh
28:29balke nukte tak hata diye jaayen
28:31to baaki sirf Quran-e-Huroof raajate hain
28:33wo rasm-e-usmani raajata hain
28:35wo rasm-e-usmani raajata hain
28:37is rasm-e-usmani ka ejaaz yeh hain
28:39ke aap is rasam ke upar
28:41in saat qiraat me se
28:43ashrah qiraat me se
28:45mutawaatira me se
28:47jis qiraat ke mutaabik padhna jaayenge
28:49rasm-e-usmani nahi badlega
28:51aap har qiraat ko uske mutaabik
28:53upar fit karke padh sakte hain
28:59aur laakhon
29:01Allah ki rahmat-e-hum
29:03Allah ki jaanib se barakaat
29:05ka nuzool ho
29:07Nabi-e-Alaih-e-Salaam ke sahaba
29:09Ahle-Baith par
29:11aage Huzoor ki ummat ke untamaam
29:13khush naseebon quraa par
29:15jino ne apni zindagiyan
29:17Quran-e-Majeed ke
29:19ek-ek haraf, ek-ek lafz
29:21ko samarne me guzaar diya
29:23aaj qari ko pata hain
29:25ke maine isko seen padhna hain
29:27ya saa padhna hain
29:29ya sawd padhna hain
29:31maine isko baad padhna hain
29:33ya daal padhna hain
29:35maine isko taa padhna hain
29:37ya qaaf padhna hain
29:39maine isko qaaf padhna hain
29:41ya qaaf padhna hain
29:49ye Quran-e-Majeed
29:51ke quraa ka isaaz hain
29:53jo apni poori zindagiyan
29:55iskaam ke liye wakaf kar dete hain
29:57aur phir uske mukaabik
29:59ya dekho
30:01kidar
30:03mashallah
30:05ye humare mashallah
30:07ustaaz-ul quraa
30:09fakhr-ul quraa, najm-ul quraa
30:11Allah-ur-Rabbu-l-Izzat ne
30:13inko ye izaaz aur izaaz baksha hain
30:15ke ye apni zindagi Quran-e-Majeed
30:17ke padhte padhate huye guzaar rahe hain
30:19aur ye aapko sunayenge
30:21aapka zauq ijazat dete
30:23main jitni takreer keeti main
30:25padh ke bhi suna dena
30:29jee
30:31aa jee bismillah
30:33ye jo kuch main aapko takreer me sunaya hain na
30:35ab main aapko practically
30:37kar ke bhi dikhaate hain
30:39ye mere data huzoor garee-nawaz
30:41ki karam-nawazi hain
30:43ye unka karam hain
30:45ye unka apna intikhaab hain
30:47ye unke apni birbani hain
30:49a'udhu billahi
30:51minash shaitanir
30:53rajeem
30:55a'udhu
30:57bismillah
30:59bismillah
31:01minash shaitanir
31:03rajeem
31:05rajeem
31:07a'udhu
31:09billahi minash shaitanir
31:11rajeem
31:13a'udhu
31:15bismillah
31:17minash shaitanir
31:19rajeem
31:21a'udhu
31:23bismillah
31:25Recite in the name of your Lord, who created man from a clinging substance.
31:45Recite in the name of your Lord, who created man from a clinging substance.
32:05Recite in the name of your Lord, who created man from a clinging substance.
32:35Indeed, to your Lord is the return.
33:06Recite in the name of your Lord, who created man from a clinging substance.
33:20Recite in the name of your Lord, who created man from a clinging substance.
33:41Recite in the name of your Lord, who created man from a clinging substance.
33:53Recite in the name of your Lord, who created man from a clinging substance.
34:23Man has been taught that which he did not know.
34:52Verily, man has no equal.
35:05Verily, man has no equal.
35:23Allah is the Greatest.
35:43Indeed, to your Lord is the return.
35:53Indeed, to your Lord is the return.
36:01Allah is the Greatest.
36:23Allah is the Greatest.
36:53Allah is the Greatest.
37:23Allah is the Greatest.

Recommended