#fazalurrehman #headlines #asifalizardari #pti #imrankhan #pmshehbazsharif #faisalvawda
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Official Facebook: https://www.fb.com/arynewsasia
Official Twitter: https://www.twitter.com/arynewsofficial
Official Instagram: https://instagram.com/arynewstv
Website: https://arynews.tv
Watch ARY NEWS LIVE: http://live.arynews.tv
Listen Live: http://live.arynews.tv/audio
Listen Top of the hour Headlines, Bulletins & Programs: https://soundcloud.com/arynewsofficial
#ARYNews
ARY News Official YouTube Channel.
For more videos, subscribe to our channel and for suggestions please use the comment section.
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Official Facebook: https://www.fb.com/arynewsasia
Official Twitter: https://www.twitter.com/arynewsofficial
Official Instagram: https://instagram.com/arynewstv
Website: https://arynews.tv
Watch ARY NEWS LIVE: http://live.arynews.tv
Listen Live: http://live.arynews.tv/audio
Listen Top of the hour Headlines, Bulletins & Programs: https://soundcloud.com/arynewsofficial
#ARYNews
ARY News Official YouTube Channel.
For more videos, subscribe to our channel and for suggestions please use the comment section.
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Bani PTI, Maujooda Party, leadership se naraaz, Bani ne shikwa kiya ki akhbar ki khabron se
00:08aisa taasur mil raha hai jaise bahar dostana mahal hai, Adiyara jail ki adalat mein sahafiyon
00:13se guftagoon mein sahab-e-quzeer-e-azam ne kaha, Qayyadat par adam mein timad zahir nahin
00:17kar raha, lekin hairani hain bahar sab khushi khushi reh rahe hain, mujhe malumat mili hain,
00:23bahar sab gudi gudi chal raha hai.
00:30Faiz Hameed ne Bani PTI ke khilaf shawahat, suboot aur devices de di hain. Bani aur unke
00:39hawariyon ke liye mushkilat badhne wali hain. Senator Faisal Wawda kehte hain, Faiz Hameed
00:43trial ke baad se wahna farmani ki call se bhi hawa nikal gayi. PTI ki jaanib se ek nai
00:48social media muhim chalahi jaayegi. Shyam ke qaidiyon ki footage dikha kar Pakistan
00:52ka zikr kiya jaayega.
01:00Hukumat muzakarat par na maani to hogi civil na farmani. PTI ne khabardaar kar diya.
01:09Shaukat Yusuf Zahir ne kaha, hukumat ne muzakarat na kiye to hafte se civil na farmani ka aagaz
01:14ho jaayega. Karkun charge hain, Bani ne call di to phir Islamabad jaayenge. Ali Ma Khan
01:20kehte hain, mutalib-e na maane to Pakistaniyon ko call de chuke, bairun-e-mulk se dollar
01:24bhejna band kar denge.
01:35Aapne civil na farmani ki call di hai, kaise baat karne? PTI ne riyasat par hamla kiya.
01:40Aapne dekha, ki kahin aur se faiz yaab nahi ho sakte, to nazar aagaya ki siyasat ka qibla
01:45parleman hain. Sherry Rehman PTI qayadat par baras padi. Talal Chaudhry ne kaha, muzakarat
01:51ka dhong faiz Hameed ko bachane ke liye hai. Aise muzakarat nahi honge, jisse faiz aur
01:55Bani ka ihtisab na ho.
02:05Madaraz registration bill pass na hone ka zimmedaar Aiman-e-Sadr hai. Shikayat Sadr
02:10Mamlikat se hai. Murama se koi ikhtaraf nahi. Maulana Fazlur Rehman ki D.I. Khan me media
02:14se kuftuku kaha, bill hukumat ne tayyar kiya tha, hukumat ke manzoor karda bill par Sadr
02:20ne aitaraaz kyun kiya.
02:30Aur Aqib Javed, Red Ball team ke oboori head coach mukarrat. PCB ne Red Ball head coach
02:34Jason Gillespie ka istifa manzoor kar diya. Aqib Javed ka pehla assignment, Junoobi Afrika
02:38ke khilaf test series hogi. Gillespie apne assistant, Tim Nelson ke muahede me tausina
02:43diye jaane par naala tha.
02:46Abhi muzaakrat shuru nahi hua, qawaid aur zawaab-e tay ho rahe hain, Asad Qaisar ne bata diya.
02:51Kaha baat cheet jab bhi hogi, sab ke saamne hogi, khufiya muzaakrat nahi karenge. Umar
02:56Ayub ne kaha, muzaakrat ke liye tayyar bhi hain aur dastiaab bhi, muzaakrat karne wala
03:01ba ikhtyaar hona chahiye. Speaker se koi baat nahi hoi, wo muzaakrat karane me mazbat kirdar
03:06ada karen to achi baat hai. Sabiq Sadr Aarif Alvi ne kaha, hamesha se muzaakrat ka haami
03:12hoon. Ye dheet log hain, shayad muzaakrat nateeja khez na hoon. Achi baat hai, Faiz Hameed
03:17par siyasat me hisa lene par muqaddima chal raha hai.
03:27Shah Khana case 2 me Bani PTI aur Bushra Bibi par fard-e-jurmaid kar di gayi. Bani PTI aur
03:32Bushra Bibi ka sehat-e-jurm se inkar. Adiala jail me samaat ke dauran, Special Court Central
03:371 me fard-e-jurmaid ki, case NAB se FIA ko muntakhil kiya gaya tha. Bani PTI aur Bushra
03:43Bibi par ikhtyaarat ke najaiz istimaal ka ilzaam hai. Reference ke mutaabir, Saudi
03:48Wali Ahad ke diye gaye Bulgari jewellery set ke qeemat uski maaliyat se kam lagayi gayi.
03:53Bani PTI ne Wizarat-e-Uzma ke dauraan 108 me se 58 tahaif apne paas rakhe. Set ki kam
03:59qeemat lagwa kar qaumi khazane ko 3 crore 28 lakh rupaih se zahid ka nukhsaan pohnchaya
04:04gaya. D-Chalk jaane ka faisla aap ka tha ya Ali Ameen Gandapur ka? Kya Bani PTI ki
04:10ijazat se siyasi faisle kiye the? Aapke aur Ali Maa Khan ke darmian ikhtilafat ki khabron
04:15me kitni sadaqat hai? Bushra Bibi ki Islamabad High Court aamat ke maukhe par sahafiyon ke
04:20sawala. Bushra Bibi ne kisi sawal ka jawab na diya. Wazir-e-Tilat Punjab ne tanz ke teer
04:25chala diye. Asma Bukhari ne kaha, 24 aur 26 November ko joshir-e-khitab karnewali inkalabi
04:31bhaashan Peshawar chhod aayin. Aaj qaum ko batatiin D-Chalk se daud kyun lagayi thi?
04:45Thana shadman jalao gherao ke muqaddimein Shah Mehmood Qureshi, Yasmeen Rashid samayat
04:50deegar par fard-e-jurm aaye. Mulzamaan ne sihate-e-jurm se imtaar kar diya. Lahore ki
04:54insidad-e-dehshatgardi adalat ne aayinda samaat par gawahon ko talab kar liya. Samaat 19 December
05:00tak multabi. ATC ke judge Manzar Ali ne court lakbat jail mein samaat ki. Askari tower jalao
05:06gherao samayat deegar muqaddimaat ki kaarrawaai 23 December tak multabi.
05:17Supreme Court ke aayini bench ne wifaqi hukumat se 9 aur 10 Mai ki FIRs aur deegar
05:22tafseerat talab karli. Aayini bench ne military court mein trial ke rules bhi maang liye.
05:27Daraan-e-samaat Justice Jamal Bandokhel ne istifsaar kiya, jo shakhs armed forces mein nahin
05:32wo uske discipline ke neeche kaise aasakta hai? Kya gher mutaalika shakhs ko discipline ke neeche
05:37laana article 8 ki khilafarzi nahin hogi? Isthara toh koi uksane ka soche uspar bhi Army Act ka
05:44ittilak hoga. Mulk mein sabse bada uhda Sadr-e-Pakistan ka hai. Awaan-e-Sadr par hamla ho to
05:50trial ATC mein hota hai. Jo shakhs Army Act ka subject nahin usko bunyadi hukum se kaise
05:55mehrum kiya jaa sakta hai.
07:26Dono mulko ke awaam bil khusus sarmayakaaron ke darmeyan rawaab-eid badhaana honge.
07:31Sadr Asif Ali Zardari ki Bilawal House Karachi mein Chini karubari waft se mulaqat mein guft
07:36hu. Chini waft ne Medical City ke qayam ke liye 1 arab dollar ki sarmayakaari mein
07:41dilchast bhi ka izhaar kiya. Sadr ne kaha, Pakistan Chini sarmayakaaron ko har mumkin
07:46sahulat faraham karne ke liye puraazun hai.
07:49Cheen mein badi tezi se taraki ki. Cheen ke tajerbaat se istifada karna chahte hain?
07:54Wazir-e-Ala Punjab Mariam Nawaz ka Shanghai mein mausamyati tabdili se mutaallak conference
07:59se khitab. Kaha Pakistan ko mausamyati tabdili ke challenges ka saamna hai. Mauhalyati challenge
08:04se nimatne ke liye Cheen ke saath milkar ikhtamaat kar rahein hain.
08:10Police chief ka charged parking maaf kiya kiya khilaf ka rawaay ka ayalaan. Javed Alam
08:14Urdoh ne kaha, Shehriyon se charged parking ke naam par bhatta nahi lene denge. Koi badmashi
08:19karta hai toh police se zyada badmash koi nahi. Shehr bhar mein charged parking board
08:24awaiza kiye jaayenge. Mutaallaka idara yeh kaam nahi karta toh police khud banners lagayegi.