• last year
#ImranKhan #PTI #FawadChaudhry #BarristerGoharAliKhan #SheikhWaqasAkram #BreakingNews #PTILeaders #AitreazHai #AniqaNisar

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Official Facebook: https://www.fb.com/arynewsasia

Official Twitter: https://www.twitter.com/arynewsofficial

Official Instagram: https://instagram.com/arynewstv

Website: https://arynews.tv

Watch ARY NEWS LIVE: http://live.arynews.tv

Listen Live: http://live.arynews.tv/audio

Listen Top of the hour Headlines, Bulletins & Programs: https://soundcloud.com/arynewsofficial
#ARYNews

ARY News Official YouTube Channel.
For more videos, subscribe to our channel and for suggestions please use the comment section.
Transcript
00:00Aapko pata hai, ISPR ki jo press release aayi ho, usme bade wazir taur par kaha hai,
00:04ki masterminds ko jab tak kaifur-e-kirdar tak nahi pohnchaya jaayega,
00:09tab tak wo pawns ko kaifur-e-kirdar tak pohnchana toh koi tariqa nahi.
00:13Aur aapko pata hai, ki yeh direct ilzaam hai Bani Pakistan Tehreek-e-Insaf Imran Khan sahab par.
00:19Pata nahi, hum toh kyunki Bani ko nahi mastermind samajhte hain, toh yaar toh unka wo naam le dete.
00:23Main toh unko mastermind nahi samajhta hu, toh isliye main nahi samajhta hain ki Imran Khan sahab ke baare mein.
00:27Acha chalein, thodi de baad mere saath barrister raqeel honge,
00:30main unse pooch loongi, ki hukumat kisko mastermind samajhta hain.
00:32Obviously, aur tusi saate mukhalwaate koi reports ke saate hota hai,
00:34toh mere bhi aur toh.
00:35Main aapki baat bhi sunni hai, main unki bhi sunni hai,
00:37mujhe toh neutral rehne de na, aapko.
00:38Sir, aap neutral hai, aap neutral hai, I'm with you on that.
00:41Acha, chalein mujhe yeh bata dijega,
00:44Sheikh sahab, ki agar toh Khan sahab ka naam aajata hai,
00:46toh ek taraf muzaqaraat ho rahe hain,
00:48aur aap keh rahe hain,
00:48yeh wala faisala muzaqaraat ke upar kisi tariqah se impact nahi hoga.
00:53Lekin, agar Khan sahab ka naam aajata hai,
00:55aur Khan sahab ke khilaf bhi istara ka military trial shuru ho jata hai,
00:58aur Faisal Wada sahab mere apne program mein keh chuke hain,
01:00ki main surprise nahi honga,
01:02agar Imran Khan ko military adalaton ke andar unka trial kiya jaye,
01:07toh then what?
01:08I don't know.
01:10Faisal Wada sahab ko khamarein milti hongi,
01:12koi andar ki dete hongi,
01:13jo phir unko faisale bhi bata dete hongi,
01:16aur unko miltry trial ka bhi bata dete hongi,
01:18mere ilm mein aisi koi cheez nahi hain,
01:20na main samajhta hongi ke Khan sahab ka trial hona chahiye,
01:22main toh ek worker ke trial ke bhi civilian ke khilaf hongi,
01:26wo military court mein ho,
01:27toh phir toh aap maare qaid ki baat kar rahi hain,
01:29but again, let me come back to your question,
01:32wo yeh hai,
01:33ke will it have impact on the ongoing muzaqaraat,
01:39if at all that dialogue starts?
01:41Theek hai ji.
01:42Asaar, agar wo shuru hota hai,
01:44toh isi mulk mein maazi mein,
01:46aisi misaale nahi hain,
01:47ke sazaa yafta log mein hain,
01:49wo adalat log mein pehsh hui bagayar bhi,
01:51unki sazaaye khatam hongi hain,
01:53sazaaye samayat log yahan sa mulk se baayar chale gaye hain,
01:56yeh hamara bada yeh,
02:00ki kahna chahiye da hai,
02:01is mulk mein sab kuch mungkin hain,
02:03toh aap uski fikar na karein,
02:05agar cheezein cheek ho jati hain,
02:07aur dialogue koi meaningful hote hain,
02:11aapko bata aapke program mein,
02:12poore saal se yeh nafs istamal karta aayam,
02:15meaningful dialogue and meaningful,
02:17if this becomes a meaningful dialogue,
02:19toh don't worry,
02:21Allah taala behtar karega.
02:22Acha, yeh bhi bata di jayega,
02:23ki PTI ne Fawad Chaudhary sahab se
02:25complete la taaluki ka izhaar kar diya,
02:27thode arse pehle Imran Khan sahab se mulaqat hui thi unki,
02:30aur usse pehle bhi wo PTI ko represent karte the,
02:34apni taraf se uske baad bhi yeh tha,
02:35ki wo PTI ko represent kar rahe hain,
02:37PTI ne la taaluki ka izhaar kyun kar diya,
02:39Fawad Chaudhary sahab se,
02:40kya hua aisa?
02:41Mekin mai aapko bata deta ho iska,
02:43Fawad Chaudhary sahab mere dost nahi hain,
02:46mera bada taaluk hain,
02:47atraam hain,
02:47magar obviously,
02:49jo meri ek qaid ka hukam hain,
02:50ya jo party politics hain,
02:52wo apni jagah pe hain,
02:54inhone 22 June aur 2023 ko,
03:00jo hai Umar Ayub Khan sahab ne,
03:02inko party se terminate kiya tha,
03:03nakala tha usme,
03:04unhone kaha tha,
03:05ki aapne party se la taaluki ka izhaar kiya hain,
03:07aapne kaun party jayan kar liyo,
03:08pura ek letter hain,
03:09agar aapke paas hoga,
03:10aap dekhi dekha,
03:12toh wo nakala gaya tha,
03:13uske baad Khan sahab ne,
03:14inki waapsi ka koi faisla saadat nahi farna,
03:17Khan sahab ne kisi ko bhi nahi kaha,
03:19aaj tak na aapke media mein kisi dost ko kaha,
03:22aapke log maa hote hain,
03:23regular hote hain,
03:24daily hote hain,
03:25na party me se kisi ko kaha,
03:28aur na party ke kisi aadmi ne,
03:30aaj tak aake kaha,
03:31ke humare bhaiye Chaudhary Fawad sahab ko,
03:33wapas le liya gaya hai,
03:34na Jyoti sahab ne ko waapsi ki,
03:36koi press conference ki,
03:37kyunki Khan ne kaha hi nahi,
03:38yeh faisla Khan ne kaha na,
03:39party Imran Khan ki hai,
03:41toh kaun uski party mein rahega,
03:42kaun wapas aayega,
03:43iska faisla wo karenge,
03:44aaj jis khabar ki aap,
03:46taftiq lehna chahiye hain,
03:47wo Barrister Gauhar sahab ne,
03:48jo alamiya jari kiya hai,
03:51aaj vukla mile,
03:53unke bhai bhi usme the,
03:55jo vukla mile,
03:57usme Khan sahab ko,
03:58logon ne jo sari situation thi,
04:00wo bata hi hogi vukla ne,
04:01hamari toh mulaqatein,
04:02banday siyasiyon ki vakil hi milte hain,
04:05uspe Khan sahab ne,
04:06bilkul yeh wazir kar diya,
04:07ki ji unka jo taluk hai,
04:10wo nahi hain,
04:11aur aap bhi unse latalki ka alaan karein,
04:13aur unhe kisi bhi platform pe,
04:15chahe aapka TV hain,
04:16chahe social media hain,
04:17chahe hamara ko narrative hain,
04:19chahe mustakbil ki hikmat-e-amli hain,
04:21usse unka koi taluk nahi hoga,
04:22NPTI has got nothing to do with it.
04:24Aisa hi written message,
04:25Gauhar sahab ko mila hain,
04:27aur Gauhar sahab ko direction thi,
04:29ki aap usko share karengi,
04:31toh wo unhone kar diya hain,
04:32jo Khan sahab se mulaqat ki,
04:33aapne baat ki,
04:35wo kyunke co-accused hain,
04:36there was no ever,
04:38there was no special mulaqat ever arranged,
04:41between Khan sahab and Shoaib sahab.
04:44So, co-accused hain,
04:46ek hi case mein hain,
04:47Adiala mein trial shuru hu hain,
04:48sirf toh Fawad sahab nahi,
04:49Sheikh Rasheedi wahan pe jaate hain,
04:51bahot se log jaate hain,
04:52ab ek chote se kabra mein,
04:53100 aamni hain,
04:54wo milte hain,
04:55ko kaam mein baat karta hain,
04:55ko udhar karta hain,
04:56fir baad aake,
04:57toh ussi bhi media le,
04:58jo marzi baad kahte hain,
04:59wo ussi tarah,
05:00janaab bilkul labdaan nahi kar sakte hain.
05:02So, you are saying,
05:03wo aise mulaqat ho gayi,
05:04case mein co-accused hone ki tarah sirf.
05:05Right.
05:06Aleema Khan sahiba ne,
05:06ek bayan diya hai,
05:08Sheikh sahab,
05:09zara uski tasdiq,
05:09tardeed,
05:10kya hai,
05:11kya nahi,
05:12uske muharikat pe bhi baat karte hain,
05:13Aleema Khan sahiba ka bayan.
05:18Kal itwar ke din,
05:19remittances Pakistan mein,
05:21na bhejne ki tahreek ka aghaaz kar bhiya jaayega.
05:24Haan,
05:25adhar yeh do mutaalbaat ke baare mein,
05:27baat karne aayenge,
05:28fir Imran Khan kahte hain,
05:30ke main yeh remittances na bhejne ki,
05:32Pakistan ki call,
05:34withdraw kar loga.
05:35Sheikh sahab,
05:36yeh shuru ho gayi phir,
05:38civil na firmani wali baat?
05:39Ji bilkul,
05:40ji bilkul,
05:41iski bilkul tasdiq hai,
05:42obviously,
05:43unki,
05:44wo andar se unko mil ke aayi hain,
05:45unki direction pe hi unke yeh pehnaam diya hai,
05:48aur,
05:49pehle bhi yeh hi tha,
05:50kyunki koi serious nahi,
05:51nazar nahi aa rahi thi government ki taraf se,
05:52mat unhone phir bhi,
05:53agar aap dekhen to,
05:54ek question chhoda hai,
05:55unhone kaya ki,
05:56kal tak phir bhi,
05:57agar usme sanjeed ki zahir hoti hai,
05:59to,
05:59haan sahab isko revise kar denge,
06:00that's what PTI's position is.
06:03To wo 16 December ko nahi ho sakha,
06:06phir delay hua,
06:07to ab iske delay ke imkaanat,
06:08sirf baatcheed ke baad hi hai.
06:10Dekh hai,
06:10party ki apni strategies hain,
06:12party phir variables hote hain,
06:14party uske upar baith ke decide karte hain,
06:15kis cheez ko aage karte hain,
06:17kis ko kar dete hain,
06:17to that's,
06:18party's internal decision making.
06:20Right.

Recommended