• 2 days ago
ARY News 8 AM Headlines | 31st Dec 2024 | MWM protests in Karachi
Transcript
00:00Karachi wale jayen toh jayen kahan, kuram tanaze par karachi mein dharne chhate rose
00:08mein daakhil.
00:09Shehar ki badi-badi sarkon par dharna campon ki waras se poora nizam darham-barham hai.
00:14Kahin camp logon se bhare hua hai toh kahin 10-15 logon se zyada nahi hai.
00:18Kuch jagon par toh tent bilkul khaali hai.
00:21Baas makamat par tent laga kar aur paani ki tanker khade kar kar sadak band kar di
00:25gayi.
00:26Aayogar ke neeche muzahireen, dariyan bichha kar baith gaye, police afsaraan ne bhi sadak
00:30kinare kurseeyan daal li.
00:32Mobile van bhi taikunaat kar di gayi, kahin rose se sadakon ki bandish ke baaye shehri
00:36rol gaye.
00:37Shahra-e-Faisal par dharna khatn, Qaidabad jaane wala track khul gaya, Johar mein bhi
00:41ek track khulwa diya gaya.
00:43Subhai Wazir Saeed Ghani, Mayor Murtaza Wahab, Waqar Mehdi aur additional IG, Javed Ala
00:48Modho namay sharangi pohonch gaye, dharna shurka se muzakiraat.
01:06Karachi police sadke na khulwa sakhi, MWM ka dharne khatn karne se inkaar, Police Chief
01:11Javed Ala Modho ne Hasan Zafar Naqvi same dharna qayarat se mulaqat ki aur daawa kiya
01:17ki maghrib tak masala hal ho jayega.
01:19Afsaron ko hidayat kardi, dharna khatn na hua toh kanoon apna raasta lega, lekin deadline
01:24guzar gayi.
01:25Dharne khatn nahi hua, police ke tarjuman ne apne chief ke bayaan ki wazaahat kar di,
01:29kaha police chief ne dharne khatn karane ka koi hukm nahi diya.
01:33Police chief ka bayaan dharno ke khatme se munzalik karna galat fahmi hai, police chief
01:38ne kaha tha dharne istarhan diye jayen ki traffic ke rabani mein khalal na pade.
01:53Karachi ke shehriyon ka jeena mushkil na kare, koi fasaat nahi chahate, riyasat ko action
01:57lene me ek minute lakega.
01:59Tarjuman sindh hukumat Sadia Javed ka kahna hai, MWM Waziryala KP ka gherao kare, kisi
02:05ko mazhab ki aad mein siyasat karne ki ijaasat nahi de sakte, hukumat ko sakt action lene
02:09par majboor na kiya jaye.
02:11Wazir-e-Ittalaat Punjab Azma Bukhari ne kaha, MWM ne sewaay Khyber Pakhtunkhanke poori
02:15Pakistan mein ihtijaj kiya.
02:17Raja Nasir Abbas Bani PTI ki jail ke phatak khulwane ke liye bitaab hai, unse guzaarish
02:22hai Bani PTI se Paada Chanaar par bhi baat karne.
02:25Zilla Kuram mein sadkein khulwana, security yakini banana, Ali Amin Gandapur aur unke jail
02:30mein baithe leader ka kaam hai.
02:47Aslaha jama karane tak Puram ki sadke nahi khulenge, KP ke Mushire-e-Ittalaat ka ailaan,
02:51Baristro Saif ne kaha, muahede mein aslaha jama karana zaruri hai, Fariqain ke haath
02:56mein aslaha ho toh mumkin hi nahi ke riyasat andh qaim kar lede.
02:59Paada Chanaar ka masala 130 saal purana hai, is tanaze ko ab mustakil taur par hal karenge.
03:04EPICS committee baa ikhtiyar hai, faislon par amal daramat hoga, muahede par Mangal
03:09tak dastakat ho jayenge.
03:10Chairman Pakistan Ulma Council Tahir Ashrafi kehte hai, masaal ka hal taakat nahi muzaakeraat
03:15mein hota hai.
03:16Dharanon ke baiz Karachi aur deegar jagah par raaste band hai, logon ki mushkilat ka
03:20ihsaas kiya jaye.
03:21Hukumat aur PTI ke muzaakeraat ka agla daur, muzaakeraati committee ka ijlaas jumraat ko
03:41talab.
03:42PTI apne mutalibaat ki fahris pesh karegi, committee arakeen ko ijlaas ke notice jaari
03:47kar diye gaye.
03:48Hukumati committee ke rukun Khalid Maqbool Siddiqi ka kehna hai, waqt bada keemati hai,
03:52muzaakeraat laazmi hai, muzaakeraat ke sewa doosra koi raasta nahi, minus toh koi bhi
03:57nahi ho saka, jo log faansi ghaat tak gaye, wo bhi minus nahi hua, koi tabdili lani hai
04:02toh evance lai jaye.
04:04Chairman Senate Yusuf Raza Gilani ne kaha, siyaasi istahkam se hi, mawashi istahkam
04:08aayega.
04:09Koi masalah aisa nahi jiska hal na ho, mulk aur awam ke liye soch na hoga, aisa nahi
04:14hona chahiye, ke main hoon toh sab theek hai, aur main nahi toh mulk aur riyasat ki zaroorat
04:18hi nahi hai.
04:37Opposition ki muzaakeraati committee ke tamaam arakeen 2 January ke ijlaas me sharik honge,
04:42Chairman PTI Barrister Gauhar kehte hain, muzaakeraat ki kaamiaabi Pakistan ki kaamiaabi hogi, pur
04:47umeed hain ki muzaakeraati committees kaam baqt me koi hal nikaal lenge.
04:51Salman Akram Raza ne kaha, 2 January ko baith kar dekhenge ke tehlili mutaalabat dene hain
04:55ya nahi, ye hamaari muzaakeraati committee ka androoni maamla hai, ke tehlili mutaalabat
05:00pesh karne hain ya nahi.
05:01Judicial Commission ki tashkeel aur qaediyon ki rehai, kaanoon-in-jais mutaalabat hain.
05:06Hum chahate hain ki ainda election jaldi aur shapaab hai.
05:12700 aise log giraftar kiye gaye, jinka PTI se taaluk nahi, dekhna hain hukumat muzaakeraat
05:24ki baad unhe reha karte hai ya nahi.
05:26Wifaqi Wazir Fawad Chaudhry kehte hain, log vote dene ki had tak bani ke saath hain, sadko
05:32par nahi aana chahte hain.
05:34Wifaqi Wazir Musaddiq Malik bole, jinn logon ne askari tansibaat par hamla kiya, shohda
05:38ke mujjasme giraaye, unko sazaa toh deni hain.
05:42Bani ka kehna hai, deal kar raha hu, na bairun-e-mulk se koi reha kar raha hai.
05:52Aleema Khanam ki Adiala jail ke bahar media se guft gu, bataya Bani ne kaha hai, establishment
05:57se bhi koi deal nahi karni, muqaddam-e khatm ho rahi hain, deal kyun karunga?
06:01Bani muqaddam-on ka saamna karenge, nazarbandi ke liye banigala nahi jaayenge.
06:05Aleema Khanam ne sawal uthaya, jinhone PTI chhod di, unhe kaise muqaddam-on me maaf kar
06:10diya gaya?
06:11Unhone 9 Mai aur 26 November waqe ki tehkikat ke liye, Supreme Court ke judges par mujhtamil
06:15commission banane ka mutaliba bhi daur aaya, Tosha Khana case 2 ka haal bhi Tosha Khana
06:20case 1 jaisa hoga.
06:32Tosha Khana case 2 ki Adiala jail me samaat, Bushra Bibi Adalat pahunchi, Bani PTI ko bhi
06:38Gawah ne Bani aur Ehliya ki jaanib se wasool Tahaif ki tafsilat peshki, Tosha Khana Tahaif
06:44ki registration ka registered bhi Adalat me peshkiya, Bushra Bibi ke waqeel ne gawah par
06:49iptadai jirah ki, samaat 2 January tak mul tabi.
06:59Noon League ne apni siyasat kurban karke maheeshat aur salamati ko tarji di, party ne aamiron
07:04ke saamne nara-e-haq balan kiya, qaid-o-band ki saobat-e-bardash ki, magar awam ko takseen
07:09karne ki siyasat nahi ki.
07:11Wazir-e-Azam Shahbaz Sharif ka Noon League ke yaum-e-taaseez par pegham, kaha Nawaz Sharif
07:15ko siyasat se minus karne ki saazishe hui, siyasi baseerat aur awam ki khaatir kurbani
07:20ke jasme ne unhe surkhu roop hiya.
07:22Noon League aaj bhi mulki taameer aur tarakki ke liye masroof-e-amal hai.
07:26Wazir-e-Azam ne New Gwadar International Airport se mutaalik ijlaas me guftabu karte
07:30hui, kaha, Gwadar ka naya bayan-ul-akmaami Hawa-e-Adda-China aur Pakistan ki azeem dosti
07:35ki limaya misaal hai.
07:36Aalmi mayaar aur jadeed sahulaton se aaraasta airport taameer karne par China ke shukr guzar
07:41hai.
07:42Airport faal hone se khushali aur rozgaar ke mawaake pehda honge, raabata, sadke behtar
07:46banane aur fool-proof security intizamaat ki hidayat, Gwadar se Muscat ke liye parwaazon
07:51ka aagaas 10 January se hoga.
08:00Wifaki aur subahi hukumaton ke mushtarika laah-e-amal se matlooba iqtasadi tarakki haasal
08:15ki jaa sakti hai.
08:17Sindh hukumat ne maqami aur gair-mulki sarmaaykaaron me itemaat pehda karne ke liye ikhtamaat kiye
08:21hai.
08:22Wazir-e-Ala Sindh Murad Ali Shaikh ka Gair-Mulki Sarmaaykaari Award ki takreeb se khitab, kaha,
08:27Gair-Mulki Sarmaaykaaro ne Pakistan ki iqtasadi tarakki mein aham kirdaar ada kiya hai.
08:31Behtar Sarmaaykaari policies par amal-daraamat jaari rakhenge, Doing Business Reform Strategy
08:37sarmaaykaari ke liye qaumi road-map ka kaam karte hai, chahte hain kaarobar shuru karne
08:41aur chalane mein shamil tariqa-e-kaar ko aasan banaya jaye.
08:56Karachi Airport ke International Departure Lounge mein chhattein tapakne lagi.
09:01Fire-fighting ki pipe-line thakne se boarding aur immigration counter ke saamne paani jama
09:05ho gaya.
09:06Musaafiron ko mushkilat, intazamiyan ne paani ka rassao rokhne ke liye baaltiyan rakhi.
09:11Amla baaltiyon aur by-court se paani nikaalne mein masroor.
09:19Karachi ke alaake Gulistan-e-Johar, Kamran, Chaurangi mein Furniture Market mein aat-e-sat
09:23ki.
09:24Furniture Officer ke mutaabik market mein 35 se zayad dukhaane thi, purana furniture
09:28farookht hota tha.
09:29Aag se 50% purana furniture jalkar khakistar ho gaya, KMC ke 6 aur 112 ke ek fight tender
09:36ne aag bhujayi, aag lagne ki wajah malung na ho sakhi.
09:52Karachi mein Abul Hassan Esfahani road par murgiyon ka bipari katl, police ke mutaabik
09:57chaar hamlaavro ne Maktool Allah-e-Yahar ko nishana bana kar firing ki.
10:00Maktool murgiyon ka supplier tha, rakam wasool karne aaya tha.
10:05Maktool ka security guard saath tha, firing se mehsooz raha, waqia zaati dushmani ka lagta
10:10hai.
10:11Mulziman ne loot maar nahi ki, Landi Kotil Chaurangi par shahri ki firing, Mubayana daakoo
10:15halaag, saathi parar.
10:17Police ke mutaabik firing ke tabadle mein ek rahagir bhi zakhni hua, firing ka waqia
10:20daaketi ke dauraan pehshaaya.
10:29Punjab ke Wazir Vaithul Mal Bijli Chori mein mulawas nikle, Lahore ke Nawahe Gaon, Bhasin
10:34mein Bijli Chori ki badi waardaat, Subhay Wazir Sohail Shaukat Butt ke ghar bhi kunde
10:39ki Bijli ka istimaar, Bhasin gaon mein khule aam Bijli Chori ki ja rahi hai, program Saryam
10:44ke anchor person Ikrar-ul-Hassan ne Bijli Chori ka raaz faash kiya, Wazir se sawal hua
10:49toh bole mujhe toh pata hi nahi.
11:00Mulk mein poliovirus ka ek aur case saamne aagaya.
11:03Polio case KPK Zilla D.I. Khan se report hua, Mutasara Bachhe mein wild poliovirus type
11:091 ki tasteek hui, rava saal poliovirus cases ki majmooi taadaad ar-sat hu gayi.
11:13D.I.
11:14Khan se 10 polio case report ho chuke, Zeli Insadade Poliomohim ka doosra marhala shuru,
11:19Saat Roza Mohim ke dauran Balochistan mein 27 lakh se zahid bachon ko polio se bajao ki
11:24vaccine philai jaayegi.
11:41Wazir-e-Azam se Insadade Polio team ki mulaqat, Shehbaz Sharif ne kaha Pakistan se polio ke
11:46aajme ke liye mushtarka kaushishe ki jaa rahi hain.
11:49Chairman Bill and Melinda Gates Foundation ne khat likha.
11:53Bill Gates ne Insadade Poliomohim aur tamaam workers ki shabana rahat mehnat taarif ki.
11:58Poliovirus ki security ko kisi surat par azar-andaas nahi kiya jaa sakta.
12:05Edinburgh mein Pakistani squash khiladiyon ki dhoom, Mahnoor Ali aur Azan Ali Scottish
12:09Junior Open ke champion ban gaye.
12:11Mahnoor ne under 13 category ke final mein Bharati Harif ko shikasti.
12:15Azan Ali ne under 17 ke final mein Switzerland ke khiladi ko maati.
12:19Azan event mein naqabil hai shikast rahe.
12:29Mulk ke bala ilaakon aur Balochistan mein shadeed sardi.
12:32Skardu mein vakpe vakpe se bark baari, para manfi 13 degree tak gir gaya.
12:37Gilgit mein manfi 7, Astore aur Hunza manfi 6.
12:40Kalam, Quetta aur Kallag mein manfi 5 degree centigrade record.
12:44Karachi mein bhi sardi ki leher barkarar, darja hararat 11 degree raha.
12:48Lahore samayet Punjab mein dhoom ke baayis, motorways ko mukhtalif maqamat se band kiya gaya.
13:01Pakistan mein 2024 ka aakhri surat, stalk aur shiri yaadon ke saath tulu.
13:05Saale 9 ka agaas New Zealand se Pakistani vakte modaabik, shaam 4 baje kuka.
13:11Chine mein saale 9 ke istaqbaal ki zabardast tayariyan.
13:15Liyuang shahar mein shandaar aatish bazi se faza jagmaga uthi.
13:19Aasman se girpe, shararaton se mahal sehrangez hu gaya.
13:23Drone show ne bhi khub rang jamaya.
13:25Ek laak ke kareeb afraat rangon bhare, dilfareb nazare dekhne ke liye jamaa hua.

Recommended