• last year
Mehfil e Milad e Mustafa (SAWW)

#MehfileMilad #aryqtv #MiladeMustafa

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Allahumma Salli ala Sayyidina wa Mawlana Muhammadin
00:19wa ala alihi wa sahbihi wa barik wa sallim
00:29kaaf aur mazbi umoor, hukumte Punjab aur Athar Associates ki ishtaraak se ARYQ TV par jo
00:52mehfil nashar ho rahi hai, ispar Mian Muhammad Athar sahab ko khairaj-e-tahseen peshkarta
01:05ho aur saath Bahriyatong ke jo Ghansi head hain Shahid Mahmood Qureshi sahab jo sarparsi
01:14kar rahi hain aapko bhi khairaj-e-tahseen peshkarta ho, ish mehfil-e-paat mein nigrani
01:23ke taur par Mian Ahmed Hassan, Rana Muhammad Bilal aur Athar Associates ki poori team
01:33ish waqt apni khidmat sar-anjam de rahi hain, jaha mashayikh, ulama, qurra hazarat aur shahna
01:44khan maujood hain, waha humare intihai muhtaram advocate hain Supreme Court ke Muhammad Arif
01:55Awan sahab, aap tashreef rakhte hain, main aapse muhtamish hoon, hadiya-e-aqeedat, barigah-e-husn-e-kainat
02:05jaan-e-kainat, azmat-e-kainat, aakaon maula ki bargah mein, aqeedat ke pool nishawar karne ki
02:14aap bhi saadat haseen karenge, aane wale jitne mehman hain, main unko khushaam-under peshkarta ho
02:22aap do sehbab agar thoda sa kareeb a jaayen, taake kuch faasla jo hai, yeh jo darmian mein khala nazara raha hain
02:33yeh pur ho jaayen, do do chaar chaar kadab, khaas kar ke jo peeshe hibab baith hain, badi nawazish aap
02:40ek mil ke nara lagayen, aur yeh jo khaali jagah hain, yeh ko aap pur karte jaayen, jaisa ki aapko ish baat ka bhi
02:47kaafi bhi ilm hai ki har saal tarah, Mian Muhammad Athar sahab, umre ke ticket jo hain, unka bhi ilan karte hain
02:56quran daazi hoti hain, inshaallah is saal bhi aakhir mein quran daazi ki jaayegi
03:03aur iska sawab aapke baalide ki Rami, Mahar Muhammad Ashiq marhoom, unki rooh ko peshkiya jaayega
03:12mil ke ek mohabbat bara nara lagayen, aur humare muhtarab bhai jo ke advocate hain, supreme court
03:20wo hadiya-e-mohabbat peshkatne ki saad tha saagat
03:23nara-e-takbeer, ek haath utha ke zara nara-e-tauheed par
03:31nara-e-takbeer, ab dono haath bhole, nara-e-nishan
03:39nara-e-nishan
04:09Aaj ki mehfil ki timing, taarikh aur yeh lamhaat ka chunao
04:22intahai ehmiyat ka haamil hain, aur main Mian Muhammad Athar sahab ko khasusi mubarak baat peshkatna chahata hoon
04:36ki jinho ne ek badi mazboot tradition qaim karti hain
04:46ki har martaba niya saal aane pe huzoor alaihi salatu wassalam ki shaan mein mehfil sajate hain
04:55aur yeh mehfil sajane ka maqsad darasal yeh hota hain
04:59ki hum apne dilon ko paak kar sakein, apne zobanon ko paak kar sakein, apne kaanon ko paak kar sakein
05:07aur agar aap dictionary mein lafz Athar ka maana dekhenge
05:13to iska maana hi paak ke hain
05:17iska maana paakeeza ke hain
05:21balki agar isko aur zyada grammatically dekhenge
05:26to iska maana hai bohot paak, zyada paakeeza kaha jaata hai
05:31hazrat Ibrahim alaihi salam ne
05:35Allah kareem se jahan pe doosri dua mein maangi
05:39to yeh dua bhi maangi
05:42wa naa wabas feehim rasoolam minhum yatloo alihim aajaati ka
05:48wa yuallimuhumul kitaba wal hikmata wa yuzzakkeehim
05:53innaka antal azizul haqeen
05:56aur chothay paare mein aap
05:59yeh mashoor aayat aapne sun rakhi hai
06:01ki huzoor alaihi salatu wassalam ki besat ki
06:04laqad manna allahu alal mu'mineena id baatha feehim rasoolam minhum yatloo alihim aajaati hi
06:12wa yuzzakkeehim wa yuallimuhumul kitaba wal hikmata
06:17ab dekhin Ibrahim alaihi salam ne bhi Allah se dua ki
06:20ki maulaa
06:22meri olaad misi aisa rasool peyda farmaa
06:27jo teri aayat padh padh ke logon ko paak karne waal hai
06:34aur chothay paare mein
06:36Allah kareem jahan pe mu'mineen ko khushkhabri suna raha hai
06:41ki mera sabse bada ihsaan tum pe yeh hai
06:44ki mene apna pyaara rasool tumme maboos farmaa diya
06:49toh us rasool ki besat ka purpose hi yeh hi rakha gaya
06:54ki wo Allah ki aayat ko padhta hai
06:58aur logon ko paak karta hai, paakeeza karta hai
07:02toh Mian Atahar sahab ne
07:05aaj ki maifil
07:07dekhena saari duniya mein west se leh ke
07:10mashrik se leh ke maghrib tak
07:13sarkari, ghair sarkari sata pe
07:17logon ko na paak karne ki intazaam un saraam ki yeh huve hi hai
07:22kahin pe sharaab hai, kahin pe dance hai
07:25kahin pe singing hai, naach gaanein ho rahein hai
07:30aur Mian Atahar sahab ne
07:33yeh maifil ke ihtamaam sirf isi leh kiya
07:37taake jab huzoor ka zikr sunenge toh automatically
07:41inke quloob paak se paak tar hote jayein
07:47aur in mahaafil mein huzoor ki maifil mein
07:51aakar hamare vihm-o-guman mein ek lamha ke liye bhi yeh khayal nahi aana chahiye
07:57ki goya hamne huzoor ki maifil mein aakar huzoor par maazallah koi ihsaan kar diya hai
08:04balke apni mahaafil mein bulwaakar huzoor ham par ihsaan firmaate hai
08:11aur wo zaat-e-garami toh pehle hi un bulandiyon pe hai
08:15ki Allah kareem ne irshaad firmaaya
08:20goya isaaya kareema ki roshni mein firmaa diya
08:23Habib, hamne aapki zaat ko in mahaafil ki haajaton se maa waraa kar diya
08:30aapki zaat-e-garami ko in programon ki haajaton se maa waraa kar diya
08:36mehboob, ham chahhte hain
08:38ki teri shohrat kisi musannef ki muhtaaj na rahe
08:43teri shohrat kisi tasneef ki muhtaaj na rahe
08:48teri shaan kisi beyaan, zubaan aur nisaan ki muhtaaj na rahe
08:54mehboob, hamne tujhe mufassiron aur mukarriron se be niyaaz kar diya
09:00hamne tujhe musannefeen aur tasneefaat se be niyaaz kar diya
09:05hamne tujhe afsaano aur taraano se be niyaaz kar diya
09:10mehboob, ham toh yeh chahhte hain
09:13ki sooraj roshni paye toh tere dum se
09:17zindagi bate toh tere dum se
09:20ujaale chhute toh tere dum se
09:23mehboob, sadka tera ho aur bantne wale ham ho
09:29aur ham tere hi sadke mein
09:31gulo ko tabassum de
09:33parendon ko tarannum de
09:36aabisharon ko nagme de
09:38baharon ko zamzame de
09:41sooraj ko roshni de
09:44chaand ko chaandni de
09:46sitaaron ko zindagi de
09:48murdoon ko zindagi de
09:51kainat ko wujood de
09:54wujood ko sajood de
09:56sajoodon ko lazzat de
09:58lazzaton ko halawat de
10:01mehboob, jalwe mere
10:04dikhaye toh tu
10:06peghaam mera
10:08bataye toh tu
10:09kosar meri
10:11pilaye toh tu
10:13khazaane mere
10:15lutaye toh tu
10:17arsh mera
10:18sajaye toh tu
10:20farsh mera
10:22basaye toh tu
10:24bichhde huve mere
10:25milaye toh tu
10:27gire huve mere
10:29uthaye toh tu
10:31mehboob, meri tushte commitment hai
10:35warafana laka zikra
10:37ab qiyamatak insaan
10:40chidar niga uthaega
10:42zara zara
10:44teri hi taas taan sunaye
10:47abad
10:49abad
10:51allahu akbar
10:54ya rasoolallah
10:57allahu akbar
11:00masha'Allah
11:07zindabad
11:13allahu akbar
11:15allahu akbar
11:23baat ye hai
11:25ki jab aap
11:27duniyaan ke bade
11:29jagon pe goomte hai
11:31aur Allah ka Quran mein
11:33direct hukam hai
11:35aur aap mujhe bade se bade aalim
11:37koi bhi aisa mufakar nahin
11:39dikha sakenge ki jisne duniyaan dekhi na ho
11:41duniyaan mein sehro siyahat na ki ho
11:43jab aap
11:45Amerika mein jaatein hai
11:47Washington DC jahan pe unka
11:49bahot bada ajayib gar hai, museum hai
11:51toh museum mein juhi enter ho
11:53toh jo sabse
11:55saamne cheez aapko nazar aayegi
11:57unke science daan
11:59jab 1969 me
12:011969 me Neil Armstrong
12:03waghaira
12:05teen science daan chaand pe gaye the
12:07toh chaand ki matti ko
12:09goom pe leke aaye
12:11aur unhone aaj tak apne museum mein
12:13matti rakhi hoi hai
12:15usme unhone bade tajarbaat kiye
12:17bade experiments kiye
12:19apni labs magara mein leke gaye
12:21ki hum dekh sakenge
12:23ki insaan ka chaand pe
12:25wajood qaim re sakta hai
12:27waha pe fasal ho sakti hai
12:29anaaj ho sakta hai
12:31wo kitne temperature pe hai
12:33aur waha pe kya kya fruits ho sakte hai
12:35ye saare tajarbaat unhone kiye
12:37main aapko sirf ek point
12:39aras karke toh ijazat chahunga
12:411969 me
12:43aur 1960 me
12:45is waqat duniya ke andar
12:47dodh lagi hoi thi do mulkon ki
12:49roos ki aur amerika ki
12:51ke chaand pe kaun pohoshta hai
12:53toh jab amerika ka president
12:55John Kennedy aaya
12:57toh usne elan kar diya
12:59hum chaand pe ja rahe hai
13:011961 me
13:031960 me elan kiya
13:05toh 1969
13:07wo saal aa gaya
13:09ki jab unke teen science daan
13:11chaand pe jaane ke liye
13:15chaand gaadi
13:17ya space craft jisse kaha jaata hai
13:19khalai jahas kaha jaata hai
13:21zameen se utte hain aur chaand pe pohoshte hain
13:23unme se
13:25do science daan aise the jinho ne
13:27chaand ke
13:29kadam rakhe aur ek
13:31apni khalai jahas ki andar hi
13:33raha aur zameen pe
13:35hazaaron unke science daan
13:37aise the jo unho ne
13:39apna houston ek
13:41state ka naam hai houston ki andar
13:43kontrol room kaim kiya
13:45aur wahaan se unhe hadayat
13:47di ja rahi thi ultimately
13:49hua kya ki 1969 me
13:51neil armstrong
13:53wa gaira chaand pe
13:55pohonche lekin unhe hadayat
13:57zameen ke kontrol room
13:59se di ja rahi thi sahi
14:01wapis aage unhone
14:03kaha wapis aane ki waja
14:05sirf yehi thi ki
14:07kontrol room se unka raapta
14:09kaim raha tha
14:11phir uske 50 saal guzarne ke baad
14:13israeel insaniyat
14:15ke kaatil ne bhi
14:17chaand pe apne science daan
14:19ko bhajwaya
14:212019 ke andar
14:23wo bhi chaand pe pohnche
14:25lekin unke
14:27kontrol room ke saath
14:29ka raapta toot jata hai
14:31aur wo wahi pe tabaho
14:33barbaad ho jati hai
14:35baat aur peghaam
14:37dena yeh hai
14:39ke 1969 me
14:41science
14:43Allahuma
14:45salli ala
14:47sayyidina
14:49wa maulana
14:51muhammadin
14:53Allahuma
14:55salli ala
14:57sayyidina
14:59wa maulana
15:01muhammadin
15:03Allahuma
15:05salli ala
15:07sayyidina
15:09wa maulana
15:11muhammadin
15:13Allahuma
15:15salli ala
15:17sayyidina
15:19wa maulana
15:21muhammadin
15:23Allahuma

Recommended