• 4 days ago
default
Transcript
00:00Toh kul mila karke Jharkhand ki sarkar ko kisan apne pairon par khada ho, uske liye sarkar
00:09ko sochna chahiye, tar uske liye vishay jo dhyan de karke sarkar ko khariddari karne
00:14chahiye thi.
00:16Lekin sarkar ne is kaam ko kiya nahi.
00:19Balki oolte unhone 800 rupiah ki katoti kar di.
00:25Toh kisan kaise protshayit honge aur kisan kaise aagey badhenge aur kisan kheti ke prati
00:33kaise agrishar honge.
00:39Toh yeh sarkar ne kisanon ke saath ek toh pharjiwada kiya, nahi wada khilapi kiya.
00:48Aur doosra kisanon ko ek toh bilam se khariddari bhi prarayam kiya, wo bhi din din bar kisanon
00:57ko khade rahna padhta hai, waha bhi koi dukaan khula nahi raha tha hai.
01:01Jo sikaite aayiye jagah jagah se.
01:04Ta ki kisan har maar kadh ke kahin onyatra badar mein 1800-1900 rupiah kuntal daam bechne
01:11ko mazboor hai.
01:14Yeh sab jagah ki yeh hi sikaite aayiye.
01:18Phir kisanon ki bhi dhaan ko pratek kuntal, maustar ke naam par 10-15 kilo bhajan mein
01:28sideh usko bhi katoti kar rahi hai.
01:31Yani ek toh unhone keemat mein unke katoti ki jo unhone ghosna ke anusaar nahi diya.
01:38Hakikat mein kya tha ki Heman Soren ko kisanon ko protsahit karne ke liye dena chahiye.
01:43Ta hi toh kisan, balki yahan toh ek hi fasal log kisan lagate hain, aur protsahit hote.
01:49Yahan toh kisanon ko adik laab de karke aur paidawar ko badane ke liye,
01:54sarkaar ko pahal karne chahiye thi.
01:57Lekin sarkaar ne jis prakaar se, pichle saal, ya usse por bhi bhi aap sab logon ne dekha
02:04hoga ki pehle ek do mausham mein toh fasal theek se nahi hua, jitna hua bhi,
02:10toh ek ek saal mein paisa logon ko diya tha.
02:13Yani Jharkhand mein kis prakaar se, kisanon ke saath sarkaar nahinsaabhi karti hai,
02:19toh Jharkhand kaise aage badega, kaise tarah ki hoga, kisan kaise aatmirbhar honge.
02:26Des ki jaise Kendra ki sarkaar ne kaha toh ki saal mein 6,000 rupiah unke khate mein bhej rahi hai.
02:34Abhi aapne dekha ki ek tarikh ko hi Desh ke Pradhan Mantri Aadarmi Narendra Modi ji,
02:39jo duniya ki bazaaro mein, jab URIA, DAP, yaani khad ki keemte badi,
02:45toh yahan subsidy unhone bada di, taaki kisanon ko maar nahi pade.
02:50Kisanon ko laab kaise mile, uske liye Desh ke Pradhan Mantri Aadarmi Narendra Modi ji,
02:57chinta kar rahi hai.
03:00Aur aaj bhi jo Bharati Janta Party ka jo bagal mein padosh se Odisha Raj hai,
03:07wahaan 3,100 rupiah prati kuntal dhaan kharid rahi hai,
03:14manne bonus ko jod karke.
03:17Aur ussi prakaar se Chhattisgarh mein bhi sarkaar khariddari kar rahi hai.
03:23Aur wahaan toh 15 November se hi khariddari bhi praaram kiye hai.
03:29Toh abhi tak ki wahaan ki jaankari le rahe the toh unhone kaafi badi sankhya mein dhaan ki khariddari ki.
03:38Aur Jharkhand mein toh matra 15 pratishat jo lakh ke tohla mein unhone khariddari ki.
03:45Aur isliye hum sarkaar se phir se hum maang karenge,
03:51ki sarkaar jo unhone ghosna kiya tha chunao ke samay jo wada kiya tha,
04:02ki 3200 rupiah prati kuntal dhaan ki khariddari kare sarkaar,
04:08aur packs aur lamps ki kendron par jo katoti kar raha hai kisanon ki dhaan ki,
04:15usko bhi tadkaal sarkaar bandh kare, usko transparency usko par laave sarkaar,
04:22taaki kisanon ko koi muksan nahi do.
04:25Aur yahi kahenge ki kisanon ko insaaf daye sarkaar,
04:32aur 3200 rupiah MSP jo unhone kaha tha usko sarkaar lagu kare.
04:38Toh aaj mukhi roop se kisanon ki samasyaon ko le karke,
04:44chunki samay paar ho raha hai,
04:46aur sarkaar ki wo gatit deekh nahi rahi hai,
04:49aur sarkaar ne jis pakar se wada khilafi kiya hai,
04:53sarkaar hum usi ko yaad kara rahe hain.
04:56Aur ye bhi main isliye yaad kara rahe hain,
04:59chunki jahaan...