• 2 days ago
অৰুণাচলৰ সংস্কৃতি, পৰম্পৰা আৰু মাটিৰ সোৱাদযুক্ত পৰম্পৰাগত সুৰা 'আদি আপং'ক বিশ্বমুখী কৰাৰ স্বপ্নত বিভোৰ এগৰাকী উদ্যোগী মহিলা ।

Category

🗞
News
Transcript
00:00Namaskar. Mera naam After Living Time hai. Mera company ka naam hai Siam Beverages Private Limited.
00:17Siam Beverages Private Limited ka main product hai Apong. Apong Arunachal Pradesh ka heritage alcoholic beverage hai.
00:28Apong ala ala prakaar ke hote hai. Abhi mera product mein Poro Apong, Pujan Apong, Milung Apong hai.
00:37Milung Apong Marwa Millet se banate hai. Pujan Apong Black Rice aur Sticky Rice se banate hai.
00:47Poro Apong White Rice aur Smoked Baby Heart se banate hai.
00:53Poro Apong bahut interesting aur unique hai. Iska banane ka tarika bhi alak hai aur isne mehnat bhi jaada lagta hai.
01:03Poro Apong ka taste bhi alak hota hai aur iska taste bhi bahut bariya hota hai.
01:11Apong energy drink hai. Purani zamane mein yeh ek health drink ka roop mein upahit kiya jata tha.
01:21Purani zamane mein nahi cold drink hoti the, nahi chai, nahi chini aur nahi bitesi sharab.
01:29Yeh ek matra energy boostar hua karta tha aur isme medicinal beju bhi hota hai.
01:36Yeh baat aaj bhi koi sansanon ke survey aur research mein bataya gaya hai medicinal beju hone ki baat.
01:47Apong hamare liye bahut important cuisine hai. Apong ek sirf pene ki sis nahi hai. Yeh hamare diwasat hai.
01:56Apong ko har jagah samil kiya jaata hai. Jaise festival, picnic, saadi ya koi bhi important occasion hai usme apong ko bahut important data hai.
02:09Apong har jagah jarurat hota hai. Apong ka har jagah jarurat ko dekh kar manage hota hai ki usko bottling aur packaging karke market mein laya jaye.
02:21Yeh commercial hi hone se hamare local area ke wine artisan, local farmers ko economic upliftment ke liye matak milega aur tourism ko bhi labh milega.
02:37Abhi recently Adivane Anekavang, Adivane Kavang aur Arunachal government ke saheb se apong ko ziyadik mila hai.
02:50Mene Siam Beggarage ko commercial bensar ke roop mein nahi dikha hai.
02:57Apong Arunachal Pradesh ke bahut purani aur traditional drink hai.
03:04Apong hamari sanskriti ka mahtapun hisa hai.
03:09Ab dheere dheere logon ki nazar se door hote ja rahi hai.
03:14Is pran ke peethe mera maqsatskrit beverage banana nahi hai.
03:18Balki hamari sanskriti, hamari parampara aur hamari mitti ki swath ko logon ke leas le jaana hai.
03:27Arunachal government ne bhi local for local initiative ki tehad hame support diya hai.
03:34Abhi product market mein available nahi hai, jab available hoga main aap sabhi ko jaroor jankari dame.

Recommended