સપ્તક સંગીત મહોત્સવના ચોથા દિવસે કલા જગતના બે સ્વર્ગીય દિગ્ગજોનો પોતાની કળા દ્વારા સ્વરાંજલિ અર્પાઈ. જુઓ સપ્તકના ચોથા દિવસની મહત્વની ઝલક...
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Bharatiya Shastri Sangeet main ek sakhs, lekin bahut baijaan.
00:05Pandit Vishwamohan Bhatt, jinnu ne Mohan Vina ka toh avishkar kiya,
00:10saath mein, saptak, aur bahut saare sangeet ke saath juduve hai.
00:15Grammy award vijayata hai, Padma Shree bhi hai, Padma Bhushan bhi hai.
00:20Aur aaj baat karenge unki behen, Manju behen, jo 45 saalon se saptak,
00:25ka jo sabse longest karakaram hai, classical, Bharatiya Shastri Sangeet mein,
00:30uska, unhone suru kiya, toh aaj bhi chal raha hai,
00:32aur aaj Pandit Vishwamohan Bhatt ji amar saath hai.
00:36Pandit Vishwamohan Bhatt ji, pehle toh, aapka swagat hai, ETV Bharat mein.
00:41Aur, aap, Manju behen,
00:45ne aapko prehna di thi, Germany mein karakaram kiya tha,
00:49kya tha, wo puri, pura maamla?
00:51Namaskar, aur sabhi darshakon ko mera pranaam.
00:57Toh yeh kahani 1968-69 ki hai,
01:02jab Manju behen Germany gayi thi,
01:05toh unhone, jo, jis program se unko jitne paise mile the,
01:09sab ke sab unhone laga diya, mere liye ek naya instrument,
01:13kharid diya, guitar.
01:15Kyunki main guitar mein interested tha,
01:17Braj Bhushan Kavra ji se prehna li thi maine,
01:21toh 1969 mein jab wo leke aagi, mehga tha,
01:24bahut mehga guitar leke aagi,
01:27phir maini guitar ko Veena mein parivartit karne ki jo prakriya,
01:31usme shuru ki,
01:348 taar maine aur jod diye, usme 14 taar ho gaye, alag tareek se,
01:38phir dheere dheere dheere aur badte gaye, phir Mohan Veena,
01:4120 string ho gaya,
01:43toh isme yeh hai ki, unka yogdaan isliye,
01:46bahut maanta hu main Manju behen Mehta ji ka,
01:49kyunki us samay, mere paas mein koi saaz nahi tha,
01:52jo main itni ichi tere se uska kar sakoon,
01:55aur unhone mujhe aise samay mein diya,
01:57aur maine uska bharatiya karan kiya,
01:59toh uska shrey Manju behen ko jata hai.
02:02Manju behen, sab tak ki co-founder,
02:06Nandan Mehta ji ke saath mein,
02:07kande se kanda mila ke unhone kaam kiya,
02:10aur doosre bhi log isme jo sahayogi hain,
02:13Praful bhai hua, Rupa bhen hui, Bharti bhen hui,
02:16Amitya Dalal hui,
02:18yeh sab logon ne sab tak ko itna sambhal ke rakha,
02:23aur Gujarat mein Shastri Sangeet ki alak jagayi,
02:27kyunki Shastri Sangeet itna nahi chalta tha Gujarat mein,
02:31lekin main iska shrey dunga sab tak ko,
02:35ki sab tak ki dekha dekhi bahut saare organization,
02:38chahe wo Rajkot ho, chahe Baroda ho, chahe Bhavnagar ho,
02:41sab jagah banne lage,
02:44aur kuch log to sab tak mein jo kadakar aate hain unko bula lete hain,
02:49to easy rehta hain paas mein,
02:50to is tarah se ek prachar evam prasar,
02:53wo Manju bhen ne aur Nandan bhai Mehta ne mil ke jo kiya,
02:57wo advaitiya yogdaan hain.
03:00Panditji, Mohan ji, yeh jo guitar hain,
03:02aur aapne Mohan Veena banaye hain,
03:04usme antar kya hain?
03:07Mohan Veena ek aisa saaj hain jisme 20 taar hain,
03:12aur usme guitar ke 6 taar nahi hain,
03:15guitar mein jo usual guitar hota hain, usme 6 taar hota hain,
03:18lekin isme 6 taar nahi hain,
03:20isme 8 taar mukhya taar hain, 3 jisme se,
03:24aur 12 tarab ke taar bolte hain, tarab,
03:27tarab ke taar ka uddesh hain yeh hota hain,
03:30ki jab hum main string par usko bajate hain,
03:33aur agar wo sahi tune hota hain, tarab,
03:36to usko strike karne ki zaroorat nahi hoti hain,
03:38wo apne aap vibrate karne lag jata hain,
03:41wo physics ka siddhant hai,
03:43ki jab same frequency hota hain,
03:46to usko aap bina strike ke huye, wo apne aap sound dene lag jata hain,
03:50to yeh ek bahut bada benefit hota hain,
03:54jo jiska faida hum log uthate hain sahi,
03:57mera mein nahi hain, yeh to sankro saal se chalta aa raha hai,
04:00to wo maine guitar mein karik kiya,
04:02aur usme tumbha laga diya,
04:04ek tumbha laga diya,
04:06aur is tarah se 20 taar ka Mohan Veena,
04:08yeh iska naam diya hain.
04:10Pandit ji, Vishal Mohan ji,
04:12ek sabse badi aapki safal dao mein se ek gine jaaye,
04:15to Grammy award aap vijayata ho,
04:18Grammy award album ke liye mila, aur kya hai wo?
04:22Grammy award mujhe 94 mein mila tha,
04:25ek bahut ache maa ke bahut naami karakaar,
04:29guitar player, Ry Coder unka naam hai,
04:32unke saath mein maine milke ek album banaya tha,
04:36album to bana diya tha,
04:38lekin humne kabhi yeh nahi socha ki isko hum aage Grammy mein jaayenge,
04:41aur Grammy unki recording hai,
04:43aur ismein bahut saari recording hai,
04:45yeh pen drive hai,
04:46ismein bahut ache-ache karakaaron ki,
04:48sab tak archive se nikal ke yeh banaya,
04:51to yeh sab jo archive hai,
04:54wo hamare dish mein aur hone chahiye,
04:57aur iski wo hone chahiye badhotri,
05:00aur jo naye aane wale jo research karte hain,
05:03un research scholars ko,
05:05is tarah ke archive ko dekhne mein,
05:08unko study karne mein bahut madad milti hai.
05:11Sir ek aakhari sawal,
05:12aap Gujarat se naata 45 saalo se raha hai,
05:15aapke behen bhi Gujarati ke saath,
05:17unka jeevan yatra rahi hai,
05:18sangeet yatra rahi hai,
05:20so kya Gujarat ki,
05:22kaunsi cheez aapko se zyada pasand hai?
05:24Gujarat ke jo log hote hain,
05:26vade warmth, unmein warmth hai,
05:28bahut vyabhar kushal hote hain,
05:31aur rishta agar kisi se hai toh uska rishta ko nibaate hain,
05:35aur aap baat karte hain ki mujhe kya pasand hai?
05:38Mujhe faafara pasand hai,
05:43jab sobhe sobhe urta hun toh jalebi faafara ki naashta karte hun,
05:47aur jo uske saath jo chutney aati hai hari,
05:50aur ek mera priye hai,
05:52chawda phali,
05:53chawda phali ke liye main,
05:555 kilometer door bhi jata hun,
05:58par main leke aata hun gaadi mein,
06:00mushkil se milti hai kahi jege,
06:02aur ek mujhe Gujarati daal,
06:04jisme sing dana hota hai,
06:06wo main apne ghar pe banwaata hun,
06:08toh ye cheezein mujhe bahut priye hain,
06:10sab khaana itna accha lagta hai,
06:12chai yahan ki jo hoti hai,
06:14uska koi jawab nahi hai,
06:16itni acchi chai kahin nahi milti hai,
06:18ye main kya sakta hun.
06:20Hum toh aap, bahut sir,
06:22Bharat mein log aapke ye sangeet sunte hain,
06:24wo recharge hote hain, unko prerna milte hain,
06:26aap jaise digraj kalaga, grammy award winner,
06:29kya sunke aap apne aapko,
06:33aapko accha lagta hai,
06:35ya aap bhi relax hote hain sunke?
06:37Hum sunte hain sabko sunte hain,
06:39sab tarah ka music bhi sunte hain,
06:41matlab khaali,
06:43biased nahi hai ki sirf classic karo,
06:45kyuki ye music toh sangeet jo hai,
06:47sangeet hai, usmein jo swar hai,
06:49toh swar toh brahm hai,
06:51matlab naad brahm hai ye,
06:53ki aapne shaar laga diya toh,
06:55uski jo depth hai,
06:57uski jo depth hai,
06:59wo samajhne ki koshish gaya,
07:01toh sab digrajon ko sunte hain,
07:03bhimsen ji,
07:05chasrat ji,
07:07aur rashid khan sahab,
07:09in sabko sunke bohot prerna milti hai,
07:11aur jo abhi naye aane wale hain,
07:13unko bhi sunta hu main,
07:15aisi baat nahi hai,
07:17naye mein kaun zyada promising hai?
07:19abhi toh kaushiki ka naam bahut hai,
07:21neeladri ka naam bahut chal raha hai,
07:23toh inone kaam bhi bahut accha kiya hai,
07:25aur gajab,
07:27matlab kaushiki ne,
07:29gajab taano ka jo prakaar hai,
07:31usme itni speed mein,
07:33taan gaana bahut mushkil hai,
07:35neeladri bhi,
07:37bahut kamal ka sitar bhaja rahe hain,
07:39aur unke toh fan,
07:41amitabh bachchan tak hai,
07:43toh yeh bahut badi uplab diya hai,
07:45aur aisi logon ko bhi main sunta hu,
07:47naye aane wale ko bhi sunta hu,
07:49mere jo khud ke shishye hain,
07:51unko bhi sunta hu,
07:53kahi baar mujhe kuch cheejan seekhne ko mil jaate hain,
07:57apne student se bhi seekh leta hu main,
07:59ekne ek taar,
08:01toh hai wo doosre sur mein kar diya,
08:03unko yeh toh accha lag raha hai,
08:05toh aisa bhi ho jata hai kahi baar,
08:09sangeet wo khala hai ki,
08:11jo seekhne se,
08:13aur seekhane wala bhi usse seekhta hai,
08:15wo pandit Vishwamohan Bhatt ji ne hamko bataya,
08:17cameraman Mukesh Dhodia ke saath,
08:19Parishad of ETV Bharat Ahmedabad,