• yesterday
सरकार की एडवायजरी के बाद जिला अस्पतालों में तैयारी कर ली है. इसको लेकर ईटीवी भारत की टीम अस्पताल के अधिकारियों से बात की.

Category

🗞
News
Transcript
00:00HMPV virus ko lekar deshbhar mein thodi panic avastha chal rahi hai aur is bhat hamare
00:08saath sadar aspataal ke prabhari saathi district surveillance team ke jo head hain Dr. Rajkumar
00:18Singh hamare saath hai, hum unse jaante hain ye jo HMPV virus hai, abhi philhal HMPV virus
00:25hai usse lekar deshbhar mein thodi panic hai log, kya kehengi saath hai?
00:29So, first of all dhanyawaad aapke channel ko aur aapke channel ke madhyam se hum logon
00:32se agra bhi kar sakte hain. Dekhiye aapke channel ke madhyam se ye agra karna hai ki kripya karke
00:40aap log panic ya kisi bhi tarah ke afwaah mein mat padha hai. Koi bhi afwaah agar ki
00:46China mein ye ho gaya, wahaan pe itne logon hai, aisa kuch bhi nahi hai, kahin koi se
00:50is type ka situation hi hai. Abhi hum log bahut hi ache se hain aur iska bachne ka jo
00:57bhi sansaadan chahiye, jo bhi activity chahiye, wo sara cheez hum log ko paas abhi maujood
01:02hai. Hamare haan sabhi hospital ICU se equiped hai, ICU mein ICU bed ho gaya, ventilator
01:10ho gaya, monitors ho gaya, sara equipments mein level hai. Aur rahi baat jaise ki COVID
01:16mein hum log lagata jaise parichand the ki oxygen nahi mil jaye, oxygen ke chalte parichand
01:21nahi ho jaye. Toh ab dekhe situation change ho gaya, ekdum us samay ka situation aur abhi
01:27ke situation bahut antar ho gaya. Abhi hapko maximum hospital mein PSA plant mil jayega,
01:31kahin LMO mil jayega, uske alao bhi bed, har ek bed ke astar tak aapko oxygen concentrator,
01:39oxygen cylinder, ye sare cheeze available hai. Isli logon se agra hai ki kripya karke
01:44panic mat ho. Aur ye bimari ek flu type hai, jaise ki generally jab mosan change hota hai,
01:52sardhi, khasi, bukhaat, us type pe hi hai. Abhi tarah tarah ka afwaar aur tarah tarah
01:58ka news log dekh rahe hain, ki China mein toh aisa ho gaya ho, aisa ho gaya ho. Bhai
02:02aap China mein hua, hum yaha pe lagania mein lag raha hai. Abhi hum log ke immunity jo
02:06hai. Ye jo bimari hai, hum log ke immunity ke hisab toh hum log bahut kam hi sankramit
02:12ho gaya hai. Aisa nahi ki usme bahut zyada koi bhayawa roop lene wala hai.
02:15Corona kaal mein jis time aisa situation create hua, toh kya lagta hai ki bahut
02:20bhayawa siti kahin phir se toh nahi dekhne ko milega?
02:22Dekhiye humko toh nahi lagta ki waisa hi siti utpann hogi, kyunki us time hum log
02:29pe path sansaadan uste maujood nahi the. Aaj ke date mein hum log bahut zyada rich
02:33hai, sansaadan ke matter mein. Aur COVID wali situation jo hai, ab logon ko lagataar
02:39ek hi cheez bata rahe hain, sikha rahe hain, banner, poster, har jagah laga hua hai.
02:44Ki distance maintain karke rahe na hai, mask mehankar rahe na hai, haath ko lagataar
02:49wash dhote rahe na hai, sanitizer use karne hai. Toh ye sabhi cheeze ab hum log
02:54daily routine mein aa gaya hai. Toh isliye hum log lagataar, agar ye sab cheez jo
03:00COVID ka jo protocol tha, ussi cheez ko agar hum log follow karte rahe hain,
03:04in sabhi cheez jo hum log hamisa door rahe hain.
03:07Kis tarah se lakshan praatmik taur pe dekhte hai?
03:10Dekhiye, jaise praatmik taur pe ye hai ki patient ko sardi khasi, kabhi gale mein
03:15dard ka shikhaj batayega, high head fever rahega, ye sab lakshan ho. Toh isme aapko
03:21ekdum parashan hone ka jaroot nahi hai, dardne ka jaroot nahi hai, kisi bhi tarah ka.
03:27Kuch agar malayi ki bahut zyada agar aapko lag raha hai ki nahi,
03:31ye hum ye bimali se rasit ho gaye, toh usse kuch test hai, wo test bhi aap parvaakar dekh
03:37sakte hai, ye kya condition hai.
03:39Karnataka aur Tamil Nadu me do do aur Gujarat me ek mamli dekhne ko mili hain?
03:44Haan, Karnataka ka reporting hain, lekin humare hain abhi state mein, Jharkhand state
03:48mein bhi, dekhiye kuch kuch jagah hai, jaise ki foreign country se log ka awa gaman zyada
03:54rahta hai, jaise south mein dekhiye log aate jaate rahte hai, humare hain abhi un sabhi
04:00cheezon se hum log chhute hain abhi, humara state aur hamara district abhi un sabhi cheezon
04:05se chhute hain, kabhi abhi tak koi bhi case reported nahi hain.
04:10Toh HMP bhi jo virus hai, pehle hum log corona se nipat chuke hain, toh tamam jo log hai,
04:17swast vibhaak un logon se appeal karti hai, ki isse lekar panic hone ki jaroorat nahi
04:23hai.
04:24Iske saath hi, Kendriya Swast Mantri ne bhi, pura deshwasiyon se appeal ki hai, ki jo HMP
04:30bhi virus hai, usse zyada panic hone ki jaroorat nahi hai, tamam jo log hai, jis tarah se
04:36corona kaal mein routine kaari karte rahein, apne haathon ko dhona, mask ka use karna,
04:42bheed bhaad se door rahna, ye tamam jo upay hain, wo karein, aur HMP bhi virus se, jis
04:49tarah se logon mein charcha ho rahi hain, ek dusre se panic ho rahein hain log, panic
04:54hone ki philhal jaroorat nahi hai, kyonki swast vibhaak puri tarah se alert mode mein hai.
05:00Narendra Nishant, ETV Bharat, Dhanbad.

Recommended