default
Category
🗞
NewsTranscript
01:00Sri Goda Rangamannaram Radha Krishna Swaroopakam Sarva Vihishta Pradambandhe Bandhiniyam Swaradevi
01:11Goda Lakshmi ji, Mannar, Bhagwan Narayana, yeh dono Lakshmi Narayana Radha Krishna ke hi Swaroop hai
01:20jo sabhi bhaktaon ki mano kamana abhishta ko poond karte hai
01:25Swaradevi jin ka devta log bhi archan bandhan karte hai
01:30Yeh Sri Rangamandir divya desh hai
01:33yahan panchrat vidhi se krishna yajur ved se poojan hota hai
01:38Is mandir ka nirmal Mathura ke Seth Lakshmi Chand Govind Ram Radha Krishna ji ne banwaya
01:48aur apne Guruji Sri Rangadesh Swamiji ko daan kar diya
01:52yahan panchrat vidhi se poojan hota hai
01:56yahan ke jo pramat utsav hai
01:59un utsavon me dhoola utsav hai, nauka utsav hai, adhyan utsav hai, dhanur math utsav hai aur brahma utsav hai
02:10Is mein chaar jayanti manai jati hai, nirsang jayanti, Ram jayanti, Krishna jayanti aur Baman jayanti
02:19Yeh jo Vaikunth utsav hai, dhanur sankranti mein shukla pakhi ekadashi ke din manta hai
02:26Is mein Bhagwan ka archan bandhan poojan hone ke baad mein
02:31Bhagwan apne nirj mandir mein se nikalte hai aur nikalne ke baad mein Vaikunth door ka unka tulsi se archan hota hai, poojan hota hai
02:40aur Bhagwan maa se nikal karke wahaar aate hai aur wahaar aane ke baad mein samast aalwaar aacharyaon ko le karke Vaikunth mein apne le jate hai
02:50Aisi imanita hai, is mein se jo bhi vyakti nikalta hai, vo Vaikunth ki usko praapti hoti hai
02:59Yeha bale bale door se, sabhi pranthon se, bhakta nari aawal vridh banta ityadik sawa karke aur iska wo karte hai
03:09Mandir ki taraf se, seeth kaal mein bhishej bhivastha ki gayi hai, wahaar pandal lagaya gaya hai
03:16Aur kram vadh sabko yeh Vaikunth mein se pravesh diya jata hai
03:24Haan, kehte hai putrda ekadashi bhi hai Vaikunth
03:26Putrda ekadashi bhi hai, jo koi bhi isme vrat rakhta hai aur us door me se nikalta hai, toh usko putr ki praapti hoti hai
03:35Kis tarah ki niyama pa palang karne
03:37Putrda isme pehle din se apna unka chhod de aur doose din pehle din hi manjan ityadik kar le
03:48Isme tambul vakyan hai, bhisheb ho gaye hai, halaar ityadik ka wo karein aur apne takhat par yaar dharti par sain karein
03:57Ek samay bhojan karein, is tarah se iska wo hai, daan punya karein, ishnaan karein, putrda ekadashi ka usko sampoon phal praapti hota hai
04:06Badi ekadashi ke unmein ek hai aaj Vaikunth ekadashi
04:08Vaikunth ekadashi bahut mahatpun ekadashi hai, is Vaikunth ekadashi mein bahut phal milta hai
04:16Jo bhi isme se nikalta hai wo seedha Vaikunth ko praapti hota hai