• last week
default

Category

🗞
News
Transcript
00:00Jai Shri Krishna, aap sab logon ko bahut-bahut pranam, humare seva ke pyaare Thakurji Shri
00:20Giridhar Lal ji ka Shashtam Janmotsav Nathadvaar mein manaya jaara hai, jiske liye hum aur
00:29aap sab log yaha ekatrit hua hai, 11-17 Janwari tak Lal ji ka utsav hoga, jisme subah katha
00:37ka kram hoga, aur shayan kaaliin samay par kuch Thakurji ke manorat honga aur manorat
00:44ko aur anandit karne ke liye bivit-bivit kalakar bhi aa rahe hain, kumbh ka samay hain,
00:52isliye adhik santon ka aagman to nahin ho para, par firbhi prayas karke sambhavta kai
00:57santon ka aur yuva santon ka aagman yaha par ho raha hai, ab aur kuch jigya saa aap logon
01:04ki ho to aap pooch le hain se, par usanroop hum bata karein.
01:08Question from the audience.
01:11Haan, sambhavta 16-17 mein unka aagman hoga, 16 tak unki katha hai Jagannath Puri mein,
01:21to yaha to 16 ki raatri ko aa jayenge, yaha 17 ko padha rahenge.
01:2517 ko utsav ka viram ho, 10 baje se 12.30 baje tak katha rahegi, aur 12.30 ke baad
01:31hum log prasthan karenge, usi beech mein hi vishram sattra mein wo aake apna thoda udbudan
01:38denge aur phir prasthan karenge.
01:40Question from the audience.
01:42Yeh badi jo parking hai, Vishwas Swaroopam statue ke bagal mein, Krishna Circle ke paas
01:50hai, waha par karikram rakha jara hai, Purush Chowki ke binkul saamne, aur jo hum logon
01:57ke laalji ke utsav ke hain, lagbhag humare to 500 hi log hai, usse adhika humne vivastha
02:03karam nahi rakha hai.
02:05Par agantuk, apne samast naath dwara gaon ke log, aur aas paas ke jo bhi kshetriye vyakti
02:12hain, sab ko humne nimantran diya hai, to lagbhag sambhavta khubh sankhya mein log aayenge
02:18katha shravan aur utsav mein anand dene ke.
02:21Question from the audience.
02:24Mukhi uddesh yeh hai ki katha to hum saal bhar karte hain, yeh utsav hum apni taraf se
02:28karte hain.
02:29Humare Thakur ji ka har varsh paath utsav hota hai, 11-17 Janwari, alag-alag sthanon
02:35par hota hai, isbaar naath dwara mein.
02:37Mukhi uddesh isme yeh hi hai ki, humari katha sabse zyada sunne wale yuva hain.
02:44Yuvaon ke chit mein Thakur ji ki nij seva ka bhaav utpann ho, aur unhe yeh pata chale
02:50ki sansaarik lokik sook jo log wo aaj ke filmi, gaane aadiyon mein lete hain, usse kahi
02:56guna zyada anand bhagwat katha aur bhagwat bharata aur bhagwat utsavon mein hota hai.
03:02To yuvaon ko kahi na kahi bhakti path par lane ke liye hi utsav ka praroop hai.

Recommended