अयोध्या, यूपी: रामनगरी अयोध्या में भगवान श्री रामलला के प्राण प्रतिष्ठा समारोह की वर्षगांठ का महोत्सव मनाया जा रहा है। इस मौके पर अयोध्या पहुंचे बीजेपी के सांसद और राष्ट्रीय प्रवक्ता सुधांशु त्रिवेदी ने कहा कि श्री रामलला विराजमान की प्राण प्रतिष्ठा के एक वर्ष पूर्ण हुए हैं और ये 500 वर्षों के बाद अवसर आया था। हम लोग जब छोटे थे और उसके बाद जब बीजेपी में आए तो लोग ये कहते थे कि रामलला हम आएंगे, मंदिर वहीं बनाएंगे, तारीख नहीं बताएंगे वो तारीख का रहस्य नहीं समझ पा रहे हैं। भगवान राम इस बात का इंतजार कर रहे थे कि जब वो प्राण प्रतिष्ठित होंगे तब जिले का नाम फैजाबाद नहीं अयोध्या होगा, जब वो प्राण प्रतिष्ठित होंगे तब महाकुंभ इस बार प्रयागराज में हो रहा है इलाहाबाद में नहीं हो रहा है। वो इस बात की प्रतीक्षा कर रहे थे कि इस देश में ये कर्मयोगी प्रधानमंत्री और उत्तर प्रदेश में योगी मुख्यमंत्री आएगा, और उसके उपरांत ये देश उस स्थित में पहुंचेगा।
#sudhanshutrivedi #ramlala #ramnagari #ayodhya #bjp #prayagraj #mahakumbh #pranpratishtha
#sudhanshutrivedi #ramlala #ramnagari #ayodhya #bjp #prayagraj #mahakumbh #pranpratishtha
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Shri Ram Dalla Biraj Maan ki Prana Pratishtha ke ek varsh poorn hua hai.
00:04Aur yeh 500 varshon ke baad jo yeh avasar aaya tha,
00:08hum log jab chhote the aur uske baad jab Bhajpa me aaye,
00:13toh log yeh kehte the bhai, wo log kah rahe hain Ram Dalla hum aayenge mandir wahin banayenge,
00:17taarikh nahi batayenge, wo taarikh ka rahas nahi samjh baa rahe hain.
00:21Taarikh ka rahas yeh tha, ki Bhagwan Ram is baat ka intzar kar rahe the,
00:25ki jab wo Prana Pratishthit honge,
00:27toh jile ka naam Faizabad nahi Ayodhya hoga.
00:30Jab wo Prana Pratishthit honge,
00:32toh maha kumbh isbaar Prayag Raj me ho raha hai,
00:34Allahabad me nahi ho raha hai.
00:36Aur wo isbaad ki pratiksha kar rahe the,
00:38ki is desh me ek karm yogi Pradhan Mantri aayega,
00:42aur is Uttar Pradesh me yogi Mukhi Mantri aayega.
00:45Aur uske upraant,
00:47yeh desh usse siti me pohchega,
00:49ki Bhagwan Ram sirf apne hi mandir me,
00:54aawas me nahi pohchege,
00:554 crore gareebon ko aawas dene ke baad,
00:5811 crore se nal se jal pohchane ke baad,
01:02crore log ke ghar me shauchaale pohchane ke baad,
01:05Bharat ko paanchvi badi archanvasta banane ke baad aaye.
01:08Arthaat, vishwa me itna bada parivartan hone ke baad hona tha.
01:12Toh aaj isliye mujhe prasannata hoti hai,
01:14ki jo hum log uss samay geet gaate the,
01:17April 1987 ki rally hui thi,
01:19Ayodhya me mai aaya tha, balak ke roop me.
01:21Toh aap sabne dhyan hoga na,
01:23saugandh Ram ki khaate hain,
01:25mandir wahi banayenge.
01:26Toh hum aaj ki siti ke liye kah sakte hain,
01:29ki jan jan ke mann me Ram rame,
01:31aur pran pran me Sita hai.
01:33Har hriday ki dhadkan Ramayan,
01:35bagh bagh par bani punita hai.
01:38Yadhi Ram nahi hain swaason me,
01:40toh pranon ka ghatrita hai.
01:42Isliye,
01:43Narnahar Chiripur Shottam ka,
01:45hum mandir bhav banayenge,
01:47saugandh Ram ki khaate hain,
01:49mandir wahi banayenge.
01:50Aur aaj dekhe,
01:51aaj prabhu krapa se,
01:52wo saugandh poon hui hai,
01:53aur sampoon Bharat ke liye,
01:55kya kalyan lekar aage uthi hai,
01:57aur itna hi nahi,
01:58sampoon vishwa kalyan karne ke liye aage uthi hai.
02:01Aaj,
02:02International Monetary Fund ki chief,
02:03Krishna ji aur Jeeva kehti hai,
02:04ki next year,
02:05Bharat duniya me sabse aada growth me,
02:07contribute karne wala desh,
02:0815% growth ke saath,
02:09word ka growth engine banne wala hai.
02:11Isliye,
02:12jo prashna uthate the,
02:13unhe Ram ki leela ko samjhna nahi hain.
02:15Aur mujhe lagta hai,
02:16ek gambeer baat main kehna chahunga,
02:19swatantra Bharat me,
02:21ek aisa vichitra kanun laya gaya,
02:23work board ka ya kanun,
02:25aap sochiye,
02:26places of worship act ke liye toh,
02:2715 august 47 ki date hai,
02:29work ke liye 15 august 47 ki date kyon nahi hai?
02:33Aur aap kehte hain ki,
02:34usse pehle ke daur mein,
02:36aur aisi,
02:37isko main kehna chahunga,
02:38ye Bharat ke secular samvidhan ke upar,
02:40sabse wada aadhaar.
02:42Isliye,
02:43main usko kehna chahunga,
02:44ki jin aadhaaro ke upar daave kiye jaa rahe hain,
02:46jaise surat nagar nigam ki zameen pe,
02:48daave hain Mughal kaal ke aadhaar ko lekar,
02:50Tamil Nadu ke Trichinapalli ke mandir pe daave hain ki,
02:531565 mein Arkaat ke Nawab ne de diya tha,
02:55us jamane ki Mughal riyasaton ke samay ke pharmaan,
02:59jo ye kehte the ki unke,
03:01wo sharia ke vidhan ko maante the,
03:03jiski anusaar gair muslim prajah zimmi hai,
03:05jiska property pe haq nahi hona chahiye.
03:07Toh main poochna chaheta hu,
03:09jo hamaare tatha ghatit secular logon se,
03:11ki aap ne kya Hindustan ki zanta ko zimmi bana ke rakha tha,
03:14otherwise,
03:15us jamane ke pharmaan,
03:16toh utantra bharat ke secular samvidhan mein kaise aage hai.
03:18Isliye ye bharat ke secular samvidhan ke liye sabse badi chunauti thi.
03:21Aur hum kehna chahenge,
03:23ab dalgad bhaavna se upar utkar,
03:25sabhi dalon ko,
03:26is baare mein imaandari se vichar karna chahiye.
03:28Humme lagta hai ki,
03:29Delhi ki janta,
03:31aam aadmi party aur Kejriwal ji ke,
03:33nitratin badalte huye nai roopon ko dekh kar,
03:36ek zamane mein lagte the na,
03:37bade bhole baale hain,
03:38nai rajneedi leke aaye hain,
03:40aur ab wo bada parivartan karenge,
03:43magar ab unka jo asli suroop hai,
03:46wo ubharta hua janta ke saamne,
03:50Delhi ki janta ke saamne aata jaara hai,
03:52toh Delhi ki janta,
03:53maano unse ye keh rahi hai,
03:55ki bade masoom lagte the mere sanam,
03:57kya se kya ho gaye dekhte dekhte,
03:59jine patthar se humne banaya sanam,
04:01wo khuda ho gaye dekhte dekhte,
04:03aur unki khuda ki ab sari khudai,
04:05settle karne ka,
04:07krat sankalp,
04:08Delhi ki janta dekha liye.
04:09Mujhe lagta hai,
04:10jo Ram Mandir ke pran pratishtha mein nahi aaye,
04:13unse bada abhaga kaun ho sakta hai,
04:15unhe nivta diya gaya,
04:17are aapko agar apne ghar mein bulaya jata hai,
04:19aapko koi apne beti ki shadi mein bulata,
04:21aap jaye na jaye,
04:22alag baat aap likh ke dete hai,
04:23nahi jayenge,
04:24Congress ne likh ke diya,
04:25nahi jayenge,
04:26toh unke mann ka bhaav,
04:27bahut ispasht ho jata hai,
04:28isliye unke mann mein,
04:29na dharma aur sanskriti ke liye,
04:31koi staan nahi hai,
04:32wo keval aur keval rajneedi hai,
04:34aur isliye,
04:36wo Ram Mandir mein toh nahi aaye the,
04:38Babar ki kabar pe unki teen peediyon ne jaa ke salsa kiya hai,
04:411969 mein Jawaharlal Nehru,
04:421968 mein Indira Gandhi,
04:44aur 2005 mein Rahul Gandhi,
04:45along with Manmohan Singh,
04:46isliye,
04:48unki kya siti hui,
04:49jab Ram Mandir andhwaran shuru hua,
04:50400 seete thi,
04:52aur ab,
04:53uske baad kabhi,
04:55bahumat nahi mila hai,
04:57us party ko,
04:58kyonki,
04:59Bhagwan Ram ke liye kaha gaya hai,
05:01ki jab Tulsidas ji se poocha tha na,
05:03Meera bhai ne,
05:04ki main kya karoon,
05:05mere ghar ke log,
05:06mere parivaar ke log,
05:07aur mere raaj ke,
05:09yeh bhi bhibhasta kah rahi hai,
05:10ki Bhagwan ko chhod do,
05:12Tulsidas ji ne kya kaha tha,
05:13jaake priyanaraam bhaidehi,
05:15tajiye tahi koti bhairihi sam,
05:17yatya pi param sanhe,
05:18toh desh ki janta ne,
05:19yeh hi dekha diya hai,