default
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Manthan nahi, katha badi pyari hai, ladaai devataon aur asuron mein doi tarah ke log
00:07hain, daanav aur maanav, kuch log maanav ki tarah jeete hain, kuch log daanav ki tarah
00:13jeete hain, aaj bhi dekhne ko milta hai, lekin dono mein jab ladaai hoti hai, to amrit ki
00:23talaash mein nikalte hain, dono saagar manthan karte hain aur phir zehar nikalta hai, yehi
00:30jeevan ki yatra hai, ki jab vekti jeevan mein bhi kuch karne ko nikalta hai, to sabse pehle
00:39usse zehar ka saamana karna padta hai, dukkon aur takleefon ka saamana karna padta hai,
00:46isliye usse dukkon aur takleefon ka saamana na karna padhe, vekti bheetar utre, bheetar
01:01ki dubki lagaye, baat ban jaayegi, isliye yeh jo saagar manthan ki yatra hai, yeh kebhal
01:08saagar manthan ki nahi, yeh jeevan ki katha hai, aur yeh swayam ke manthan ki katha hai,
01:16yeh amrit manthan ki nahi, balki aatma manthan ki katha hai, dubki bheetar lagni hai, yeh
01:25bhi sach hai, sangam ki dubki saare paapon ko nasht karte hai, punyon ko pradaan karte
01:32hai, lekin sach toh yeh hai, jab bheetar ki dubki lagti hai na, toh aap paap aur punya
01:37se upar udh jate hai, phir jeevan itna shuddh ho jata hai, ki paap ho hi nahi paata, paap
01:43wali bhavana nahi aati hai man mein, isliye bheetar ki dubki lagna bhi bahut zaruri hai,
01:49kuch log hai, unko lagta hai ki yeh snan toh kuch logon ka hai, yeh kuch logon ka nahi,
01:55yeh sab logon ka hai, sangam kise nahi chahiye, shanti kise nahi chahiye, pavitrata, pavanta
02:01kise nahi chahiye, sab ko chahiye, isliye, mein toh konga yeh mauka hai, kal jab aap
02:07snan karein, ek hi praarthana karein, bhagwan sab ka bhala karein, sab ki raksha karein,
02:15vishwa mein kalyan ho aur saati saath, vishwa ke kalyan ke saath saath, humein swayam ko
02:22bhi yaad rakhna hai, ki mera jeevan kyu mila hai mujhe, mere jeevan ka uddeshi kya hai,
02:33ek toh prabhu ki praapti, lekin saath saath, jis mitti ne mujhe, pehda kiya hai, us mitti
02:39ke liye, us vatan ke liye, us vatan ko chaman banayi rakhne ke liye, us vatan mein aman
02:44kaayam karne ke liye, humein keval sangam mein nahi, apne dil ke sangam mein bhi dubki
02:51lagani hai, aur nishya karna hai, idam rashtraye swaha, idam namam, hum rashtra ko samarpit
02:58hokar, apne jeevan ko, apne kartavyon ka palang karte hui, dharm yehi hai, jo aapko apne kartavyon
03:04par aroor rakhta hai, bas itna hi karna hai, agar yeh hoga, toh dil mein bhi sangam hoga,
03:13samaj mein bhi sangam hoga, vishwa mein bhi sangam hoga, kyonki yudh ke baadal jage jage
03:21chhaye hua hai, logon ke dilon mein bhi negative narrative, unko khere hua hai, bas
03:28mein un sab ke liye bhi praarthana karta hu, jo nahi aap aarein, kuch wajah se, taaki
03:35kumbh khatam hote hote, wo log bhi aaye, dubki lagaye, aur saasat ek sankalp le, jeeenge
03:43ae vatan tere liye, kuch karenge toh tere liye, ab apne ko, apne swarthon ko, apne shikayton
03:58ko, apne shikwon ko, is sangam ki dubki ke saath hi visarjit kar dena hai, is dubki se
04:06ek nai yatra shuru karni hai, aur apne rashtra ka nirman karna hai, bas tabhi ye kumbh safal
04:13hai, kumbh koi bahar thoda nahi hai, kumbh toh bheetar hai, isliye aaye, bahar bhi kumbh
04:20ka darshan karein, aur bheetar ke kumbh ka bhi darshan karein, jo aapke jeevan ko pavitrata
04:25pradhan karega, aur rashtra ko sthirta pradhan karega, rashtra ko shanti pradhan karega, shanti
04:32bhi hogi, aur vishwa shanti bhi hogi, dhanyawaad.