• 3 days ago
default

Category

🗞
News
Transcript
00:00election.
00:01Tum toh government ban gayi thi, Nehru ji Prime Minister se, ek sheer se kya farg badta
00:07tha, Bhandara ka chunau aaya baba sahib ki ishya hui, main Rajya Sabha ka toh sadashya
00:13hu, lekin main Lok Sabha hi jaana chahata hu, aise hi inki ishya hui, toh woh Bhandara
00:20mein chunau ladne ke liye aaya.
00:22Phir kuch logon ne samjha hai Nehru ji, ki ab toh chunau mat lado inke saamne, yeh
00:28aajmi hai, samjhaan banaya hai, drafting committee ke chairman rahe hai, ino ne jitna
00:35samjhaan banane mein mainat ki hai, utni kisi ne nahi ki hai, yeh sab kaha, lekin Nehru
00:41ji nahi maane, phir baba sahib ke saamne chunau ke liye candidate khada kar diya.
00:48Ab yaha samrtan jo karte hai, wo datto panth theekdi karte hai baba sahib ka, wo kaun
00:56hai datto panth theekdi?
00:58Wo samay ke RSS ke karikarta hai, prachara ki, wo keh rahe hai yeh anyai ho raha hai,
01:05main baba sahib ko jeeta hunga, aisa pran lekar ke woh Bhandara jaate hai, chunau prasan
01:11kiye committee banate hai, aur jansang toh usme hoti hai, wo samrtan deti hai baba sahib
01:17ka, toh jansang aur BJP toh baba sahib ka samrtan karti hai, lagataar karti aayi hai
01:23aur Congress baba sahib ka apmaan karti aayi hai, aur 53 mein bhi baba sahib ko chunau
01:30harwa diya, isliye baba sahib ka apmaan kisne kiya?
01:34Congress mein, phir aajayi hai, 1956, jis Delhi ke makaan mein, baba sahib rehte the
01:46us makaan ka address hai, 26 Alipur Road, 6 December ko, 1956 ko, parinjewan unka ho
01:59jata hai, antim saans wahan lete hai, Bombay mein, jo abhi chetti bhoomi kehlati hai, wahan
02:077 December 1956 ko unka sanskaar ho jata hai, wo jagah aisa hi padhi, kisi ne dhyan
02:14gaya, jab Shiv Sena aur BJP ki government aayi, tab wahan dhyan gaya, ki ye baba sahib

Recommended