default
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Makar Sankranti is celebrated in Makar Rashi as a result of the change of sun sign.
00:10It is based on scientific basis.
00:14In Makar Sankranti, Bhagwan Bhaskar is worshipped.
00:19In the worship of Bhagwan Bhaskar, all the natural objects are offered as Surya Narayana.
00:28Yatha Dhaan, Dhaan se Chura banta hai.
00:31Eek, Eek se Gur bante hai.
00:33Teel aur Teel se bani vastuye.
00:35Anaaj, Dhaan se Chawal bante hai.
00:38Dalhan hota hai.
00:39Aur jitne bhi hamare lata, yukta, sabjiya, phan hote hai.
00:45Woha Bhagwan ko arpit ki jati hai.
00:48Shamaanita, do tarah ke mukhe bhojan hote hai.
00:52Ek Vaishnav aur ek Smarth.
00:55Smarth bhojan mein namak ka upyog hota hai.
00:58Jo grihast log Bhagwan Vishnu ko, Surya Narayana ko arpit karte hai.
01:02Aur jo Vaishnav hai, woha Teel aur Teel se sambandit vastuon ka daan, arpan aur hot, yaani agni hoon, agni ko samarpit karte hai.
01:12Is varsh Makar Sankranti ka yeh parv, Mangalvaar ke din ho raha hai.
01:19Samaane jan yeh vishay, shoste hain ki Mangalvaar aur Ravivaar ko Khichdi ka upyog nahi hota hai.
01:27Parantu, jab Sankranti kaal hoti hai, Shurya Upasana ka kaal hota hai,
01:33tab Shurya ko Vishnu ke roop mein jo arpit ki jati hai bhojan, Smarth bhojan,
01:40usme Khichdi ka upyog, Teel yukta kiya jata hai.
01:43Artha, Khichdi ko Teel ke saath mishrit kar Bhagwan ko arpit kiya jata hai.
01:49Is karan se, hum yeh parv, jo Sankranti hai, usme Mangalvaar ka nished nahi kar karke,
01:59Khichdi me agar Teel yukta, mishrit, Bhagwan ko bhog kar lagate hain,
02:04to usse prasad roop mein gharhan kiya jata hai.
02:08Lata yukta, jitne bhi humari sabjiyan hoti hai,
02:11woh Shurya Narayan ko arpit ki jati hai.
02:13Isme matar, chimmi aur any ve bach tuye hain, jinka upyog kiya jata hai.
02:18Isliye isme kisi bhi prakaar ka sansay nahi rakhein,
02:22ki Mangalvaar ko Khichdi ka upyog nahi karna hai.
02:26Khichdi ka upyog, Sankranti kaal mein,
02:29Teel ke saath mishrit kar Bhagwan ko arpit karne ka baar gharhan kiya jata hai.