• last week
default
Transcript
00:00Gurujan hain, mata pita hain, kutum hain, inka aashirbaad le karke humko achche kaam
00:06karne ki hai jo gyaan, siksha miliye.
00:09Usi tarah se humare shanta samajh mein bhi, sarva partham humare pujye jo gurudev hain,
00:14acharya Shri Chandra Bhagwan ji maharaj, unko hum log apne shan mastak pe rakte hue, palki
00:20pe le jate hue, pehle unka ashnan hota hai, abhishek hota hai, aur unke apni bhavna ke
00:27anusaar unke pancha amrit, charan se jo charnodak nikalta hai, uska paan karte hai, aur us
00:33punne kaal nakshatra mein jo amrit ki boonde chalki thi, usmein hum log amrit arshnaan
00:38karke apne jeevan ko dhanne dhaan karte hai, prachin parampara humari chaliyaa rahi hai,
00:43aur usi ka nirbhana hum log karte hai, jise bhavya sobha yatra ke roop mein humare jitne
00:49mahamandeshwar gan hai, shri mahant gan hai, shanta samaj vare khushi purvak aur anusachan
00:56purvak waha pe tirveni shangam pe pohuste hain, aur waha pe ashnan karke sabhi desh ke
01:02kalyan ke liye, biswa ke kalyan ke liye, nagar ke kalyan ke liye, sabhi bhakto ke kalyan
01:09ke liye bhagwan se prathna karte hai, ardaaj karte hai, ki desh mein shukh shanti ho, shukh
01:15samridhi ho, aur bis mein ek achha bhaichare ka sandesh jaye, aap yaha pe dekhenge, ke
01:21jab yaha pe amrit arshnaan ka samay aata hai, aur amrit paan ka samay aata hai, to uttar
01:27poorav, dachchin, pachchin, sabhi aap dekhenge ki ismein kshatriya bhaasa mein sab log khandit
01:33roop se hai, jab vibhaajit hote hai, lekin yaha kumbh mele mein sab log ekatrit ho karke
01:38sab bhaav se bhaichare ka sandesh dete, ek hi bhaav ratta hai, ki humara sanatan hai,
01:44aur yahi sanatan humara bharat hai, aur yahi sanatan humara hindustan hai, to isi ki
01:50ek kalpana karte hui aapke channel ke maadyam se, mein samast bharatvars ke bhakto ko, biswa
01:57ke bhakto ko amantrit karta hoon, ki yeh pavan kumbh parva pe aap jaroor aaye, aur yaha
02:03pe is amrit arshnaan ka, amrit paan ka karke apne jeevan ko dhanne dhaan kare, evam agar
02:09nahi aasakte hai, to aap humare ANI news channel ke maadyam se aap darshan karenge, to aapko
02:16yaha ka bhi punya parapta aapko hoga, aur aapke channel ke jitne bhi adhikari gan hai, evam
02:22sadas gan hai, sabko bahut bahut summangal kaamana hai, aap humare desh ke ek proddha
02:28hai, yodha hai, jino ne hamesa gulami ki samay me bhi swatantra rah karke is desh ko azaad
02:34karaya hai, aur swatantra rah karke hi, hai jo poore biswa mein poore desh ko ek shanti
02:40ka sandesh, aur jaha kahe bhi hoti hai, wo jo hai, hume hai jo gyaan parapta hota hai.
02:47Mukhiyamahend Durgadas, Shri Panchayati Akhara Barao Dasin, Brahmansil Jamaat, Jitka Mukhiyale
02:53Prayagraj, Uttar Pradesh, Pravakta Akhil Bharti Akhara Parishad.