default
Category
🗞
NewsTranscript
00:00you
00:30you
00:32you
00:34you
00:55you
01:04manjh par upasthit Siman Dharmendra Pradhan ji, Kendriya Siksa Mantri, Gujarat
01:14Rajya ke Lok Priya Mukhya Mantri Bhai Bhupendra Patel ji, Gujarat ke Siksa
01:24Mantri Rishikesh Bhai, Paryatan Mantri Mulu Bhai, Guru Mantri Harsha Sanghvi,
01:35Mehsana ke Shansad Haribhai Patel, Rajya Sabha ke Shansad Mayang Nayak ji,
01:44Modi ji ke Vadil Bandhu Somabhai Modi, Jilla Panchayat ki Adhyaksha Trushaben Patel,
01:56upasthit sabhi adhikari gan, aur aaj yeh puratan nagri me aaye hue Vadnagar ke vasi,
02:08aaj paas se gaon se padhare hue sabhi bhaiyo meno ko mera namaskar, pranam.
02:16Sabse pehle main Vadnagar ke sthaniya devta aur nagaro ke kul devta Hathkeswar Mahadev ko pranam karta hu.
02:37Main Adhikavi Narsi Mehta ji ki Dohitri aur Shastriya Sangeet aur Raag Sangeet dono ki
02:52Vidusi Tana Riri ko bhi pranam karkar meri baat ki suruwat karta hu.
03:00Main Vadnagar me aaya hu, aaj poori duniya kai maamlon me jinko neta swikar karkar unke pad chinnon me chal rahi hai,
03:16aise humare desh ke neta Narendra Modi ji ki yeh janmabhoomi hai,
03:24main yeh Vadnagar ki bhoomi ko kai kai baar pranam karta hu.
03:31Bhaiyo meno, aaj ka yeh karakram, kai mainon me Vadnagar ko desh aur duniya ke nakse par rakhne wala karakram.
03:46Hum sabhi jaante hain, humara Vadnagar sabse puratan sehro me se ek sehra,
03:55disne apni akshoonta aur jivantata ke karan desh ke har kaal ki sanskruti ki aur sanskaar ko prabhavit karne ka kaam kiya hu.
04:11Hazaro saal se, anthak roop se yeh Vadnagar ki yatra chalti gayi aur 2500 saal se purane to humare paas iska pramaan bhi.
04:30Abhi aapne ateet par ek film darsaya gaya, usko dekha hai.
04:39Magar bhaiyo meno, aaj main ek karakram ke maadyam se samagra desh ki janta ko batana chahata hu.
04:49Yeh puratatvik, anubhavatmak sangralai, utkhanand parisar ka aap jaroor mulakat dekhe,
04:59duniya bhar.