• 2 days ago
#barristergoharalikhan #fazalurrehman #faisalvawda #irfansiddiqui #ptiandpmlntalks #imrankhan #bilawalbhutto #headlines

Mohsin Naqvi offers Pakistan’s full support to US for cricket development

PIA to ‘recruit’ engineers, technicians on daily wages

Senate approves PECA Amendment Bill 2025

Chinese investors withdraw ‘‘harassment, extortion’ plea against police

FBR to face Rs50 billion revenue shortfall in January

Mohsin Naqvi offers Pakistan’s full support to US for cricket development

Gaza residents stream home to the north after hostage breakthrough

PM Shehbaz hails Morocco for repatriating Pakistanis survivors of Dakhla incident

SBP slashes interest rate by 100 basis points

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Category

🗞
News
Transcript
00:00Muzakirat Khatam, PTI ka Muttahida Opposition Mahaz banane commission shuru, PTI Waqf ki
00:09Maulana Fazlur Rehman se unki rehansh gah par mulaqat, Umar Ayub kehte hain Bani ki hidayat
00:14par jamhuriyat ke faroq ke liye Maulana se mulaqat ki, kaha aise halayat mein hukumat
00:19se muzakirat ka aage barna mumkin nahi hota, pehle hi bataya tha commission na bana to
00:24mazeed baat nahi hogi, Salman Akram Raja ne kaha aayeen ki baqa ke liye poore mulat ko
00:29dawat denge, JUI ke kamran murtaza bole PTI ke dost waqf-e ke baad dobara tashreef laayen
00:35hain, jo raapte ruk gaye the bahaal huye hain, PTI ne hukumat se muzakirat par Maulana ko
00:40aagah kiya, election commission se mutaalik mushawarat bhi hoi.
00:43PTI ne amli taur par aaj muzakirat khatam kar diye, PTI faisle par nazar-e-saani karti
00:56hai toh hum aayenda ka laah-e-amal par ghaur karenge, Senator Irfan Siddiqui kehte hain
01:01ki hukumati committee ab bhi qaim hain, committee qatis janwari tak PTI ke jawab ka intazaar
01:06karegi, Speaker Ayaz Sadiq ne kaha opposition ki ghair maujoodgi ki wajah se muzakirat nahi
01:11ho rahe hain, lekin mere darwaze ab bhi khule hain. Jab ki Wazir-e-Asam Ishaq Dar ka kehna
01:16tha, aaj hum qanoon-o-aayin ki roshni mein jawab dete, umeed hain opposition speaker
01:21se raapta karagi, humari taraf se yakkarpa bayaan munaasab hogi.
01:31Hamara muaqab maaze hain, commission nahin toh muzakirat kahi. Chairman PTI Barrister
01:36Gauhar kehte hain, hukumat ka rawaya sanjeeda nahi, speaker ne bar-baqt committeeon ke ijlaans
01:41munaqat karaye, unke shukar guzaar rahe hain, hamare muzakirat kahi aur nahi ho rahe, jahan
01:47bhi mulaqat ya muzakirat humke sab awaam ke samne rakhenge. Bani PTI ne bataya, Ali Ameen
01:52ki sipaarish par, parties adharat tabdeel ki, Ali Ameen Gandapur ne khud kaha tha, work
01:57load zyada hai, meend bhi poori nahi ho rahe.
02:06Koi shikayat hain, toh mere paas aayen, kahin aur jaakar chokli nahi khaayen. Wazir yala
02:11sand, wazira, ya bureaucracy se shikayat hain, toh mudse karein, hawai baatein bandh huni
02:17chahiyein, aur bataayen ke fala officer aaya tha. Chairman People's Party Bilawal Bhutto
02:21ka tajiron ke aisaas mein zuhrane se khitab, poocha, 15 saal se People's Party ki hukumat
02:26hai, kya mene aapko tang kiya? Main kyun chahunga ke mere ya mere hukumat ke naam par koi tajiron
02:32ko tang karein. Maazi ki tarah, aaj Karachi mein tajiron se bhatta nahi manga jaa raha.
02:37Thodi se mohabbat jo aap MQM ko dikhaate the, hume bhi dikha de. Hum doodh ke dhole nahi,
02:43lekin itne bhi bure nahi.
02:52Senate se manzoori ke baad, PIKA Act mein, Mutanaze Tarmeen ka bill, Sadr-e-Mumlaqat
02:56ko irsaal, Sadr ki tauseeq se bil Qanoon bankar naafiz-ul-amal ho jaayega. Senate mein aaj,
03:01PIKA Act mein, Mutanaze Tarmeen ka bill, Kasrat-e-Hiraay se manzoor kiya gaya tha.
03:05Opposition ne, Chairman Senate ke saamne khade hokar ehtijaj, sahafiyon ne walkout kiya.
03:11Senate mein, Opposition Leader, Shibli Paras ka kehna tha, PIKA Act mein, Mutanaze Tarmeen
03:15mulk ko peeche le jaayegi. Mutanaze Tarmeen se, siyasi intaqam mein tezi aayegi. Emil
03:20Wali Khan ne kaha, PIKA Act ke zariye bolne par pabandi lagayi ja rahi hai. Bill ki mukhalifat
03:25karte hain. Kifaqi Wazir, Ana Tanveer ka kehna tha, PIKA Act social media ko deal karega.
03:31Moashre mein sharf halaya ja raha hain, Bill se behtari aayegi. Opposition zal se humare
03:35saath hain, mehz tanqeet baray tanqeet ki ja rahi hain.
03:43PF user ki call par PIKA Act ke mutanaze tarmeen ke manzoori ke khilaf sahafi, sarapa ehtijaj,
03:49Islamabad mein sahafi D-chowk pahanch gaye. Police ki rokne ki koshish, sahafiyon ne khardar
03:56aboor karli. Karachi mein press club ke bahar sahafiyon ka ehtijaj. Lahore press club ke
04:01saamne joint action committee ka muzahira. Punjabi opposition leader Malik Ahmed Khan
04:06Bhachar ki sharkat. Faisalabad, Sukkur aur Quetta mein bhi sahafiyon ka ehtijaj. Sahafiyon
04:11ki zulm ke yazaabte hum nahi maante kinari.
04:26Sahafi chahate to parliament house bhi jaa sakte the. Ehtijaji dharne ka ailaan karenge
04:31poore mulk se log aayenge. Sadar PFUJ Afzal Butt ka kehna hai, Sadar Momlikat se darkhas
04:36the humare ehtirazat chunne. Aap ko batayenge ki kaunsi shiqein aayeen se mutasadum hai.
04:41Secretary PFUJ Ashad Ansari ne kaha, assemblyon ka gherao karenge aur adalat ka darwaza khat-khat
04:47aayenge. Secretary General Lehman Hafiz Tariq kahte hain, mutanaze PIKA Act khauf bataane
04:53ki ek saazish hai. Hukumat sahafiyon ka moshe qatl-e-aam karna chahati hai. Humare paas
04:58kalam ki takat hai, kisi surat jhukne ko tayar nahi. Lala Asad Pathan ne kaha, jaan
05:03de denge lekin azaadi-e-idhaar-e-raai par pabandi bardaash nahi karenge. Bade long
05:07march ki taraf jaayenge. Sahafi Mazhar Abbas ne kaha, kaanoon ko wapas liya jaaye. Hume
05:13ye kaanoon is act mein manzoor nahin.
05:15America kya ala sata sarmaikari wafka do roza daur-e-Pakistan. Zarai ka kehna hai ki wafki
05:27qayadat Trump khandaan ke gharibi business partner gentry beach kar rahe hain. Investment
05:31ki kai muahedon par bhi dastakhat kiye gaye. Nauris se sarmaikari, moashi aur do tarfa
05:37taalukat ki nahi rahein khulegi.
05:39Pakistan ke liye achi aur badi khabar. Senator Faisal Wada kehte hain, TV show par bata diya
05:49tha. Trump card ki behtar aur muspat hawaye chalengi. Kaha tha, PTI ko aakhir mein unke
05:55Trump card par mayoosi hogi. Mulk ke liye Ronaldo ka kardar ada karne walon aur SIFC
06:01ko qaum sarahati hai. Jiska jo credit hai, wo usko dena padega. Kamiyabhiyon ka ye salsala
06:06jaari rahega. Faisal Wada ne FBR ke liye gaadiyon ki kharidari ka maamla senate mein utha diya.
06:11Kaha FBR ke liye badi gaadiyon ki bajaye, kam budget wali choti gaadiyon kyu nahi li
06:16ja rahein. Kaha gaya gaadiyon kharidne ka faisla cabina ka hai. 190 million pound bhi cabina
06:21ka faisla tha. 190 million pound par jail hui, ab gaadiyon par bhi jail hogi.
06:37Mulki maheshwar Darussalam ke jaanib gaamzand hai. Tamaam ishaadiye maspat hai.
06:42Policy rate mein kamee se sarmayakaaron ka aitamaat mazeeb badhne ka.
06:47Wazir-e-Khazana Mohammad Aurangzeb ki Islamabad mein media se guftagu. Kaha, zar-e-mubadlah
06:52ke zakahe baithar aur darzilat-e-zar mein izzaafa ho raha hai. Hukumat paidaar mawashi
06:57istihkaam ke agenda par gaamzand hai.
07:02Karachi ke tajiron ki aizaj mein Zohrana Wazir-e-Ala Sandh Murad Ali Shah ne kaha,
07:06aap log mazak karte hain, doose log sanjeeda leh lete hain. Aap mazak kiya karein, lekin
07:11unke saath jo bardaash kar sakein. Jo mazak bardaash nahi kar sakte hain, wo kisi aur
07:15direction mein chale jaate hain. Arif Abeeb ka kehna tha, People's Party ki maujooda
07:19qayadat masayal ka hal nikalna jaanti hai. Hum sab ko muttahid hona hoga, tajir baradari
07:24ke masayal hal kar diye to itni madad milegi, jiska Sandh hukumat tasawur nahi kar sakte
07:28hai. Karachi Chamber of Commerce ke sadh, Javed Balwani ne kaha, Karachi par tawajjo
07:33di jaye to poore mulke masale hal ho sakte hain. Main hamesha wifaat mein baat karta
07:37hoon ki aapki Karachi par tawajjo kyu nahi. Aqeel Kareem Dehdi ne kaha, Wazir-e-Ala Sandh
07:42aur Mayor Karachi humare saath hain. Karachi mein logon ko traffic aur infrastructure par
07:47kaafi shikayate hain.
07:59Naujawan par aamd aur khurshaal mustaqbil ki zamanat hain. Hum unki silahiyaton ka idraak
08:05hai. Maine hamesha naujawano ki taraqeeh aur behboot par tawajjo di. Wazir-e-Azam Shehwaz
08:10Sharif ka Islamabad ne Daulat Musfer ka Asia Youth Alliance Summit se khitaab. Kaha, Wazir-e-Azam
08:15ne Aqam-e-Youth Council Arkan se help diya, numaya kargardigi ke haamil naujawano mein
08:20award bhi takseem kiye.
08:23Balochistan Kalabdulla mein khaarijiyon ka checkpost par hamla security forces ki barbak
08:29jawabi karwaai. Hamla naakam bana diya. Wahshatgardi ke khalaab jung mein Pak-Posh ke do jawan,
08:34Batan par Nisar, Naik Tahir Khan, Lance Naik Tahir Akmal Wahaduri se ladte huye shaheed,
08:39security forces ki karwaai mein do khud khush bombaro samayat paanch khawarish maare gaye.
08:44Khaarijiyon ne dhamaka khezmawat se bhari, gadi, checkpost ki deewar se takraai. Sadar
08:50Asif Zardari aur Wazir-e-Azam ka forces ko Kalabdulla mein security post par hamla naakam
08:55banane par, khairaj-e-tehseen. Shohada ko khairaj-e-akheedat, jazba-e-hubbul-watani
09:00aur bahaduri ki taarif.
09:08Shab-e-Ismi Ayn-e-Tirmim ki bunyat ek khat hai. Ek khat ne Pakistan ke andar nizam ko
09:13tabdeel kar diya. Umeed hai Supreme Court ka full bench isko sunega, maamla Pakistan
09:19ke awam aur mulki waqah ke liye hal hoga. Islamabad High Court ke Justice Mohsin Akhtar
09:24Kiani ka takreeb se khitab, kaha, qanoon ki darus tashree aur ispar amal sahi Pakistan
09:29ko taraqe ke manazil par dekh sakte hain. Iske liye qawaneen mein tabdeeli chahe Shab-e-Ismi
09:34Ayn-e-Tirmim bhi hai, aapko apne iraadon se mayoos nahi kar sakti.
09:38Supreme Court ke Ayn-e-Bench ne Justice Mansoor Ali Shah ke 13 aur 16 January ke ahkamat wapas
09:49le liye. Additional Registrar Nazir Abbas Tauheen-e-Adalat case ka record custom duty case ka munsalik.
09:55Attorney General ne bench ko Justice Mansoor Ali Shah ki order challenge karne se aagah
09:59kiya. Ayn-e-Bench ke sarbara Justice Ameen-ud-Din ne remarks diye, jo muqaddama hamare daara
10:04ikhtyaar mein aata hai, usme kisi ki mudakhalat bardaash nahi karenge. Custom regulator duty
10:09case ki samaat ke dauraan Justice Jamal Mandukhel ne kaha, adliya ki azaadi ke fikar sirf chand
10:15ko nahi sabko hai. Jo kaam karein, dhang se karein. Kaunsi qayamat aagayi thi, ye bhi
10:21adalat hi hai. Justice Ameen-ud-Din ne kaha 13 January ko order diya ki samaat 27 January
10:26ko hogi. Phir achanak samaat agle roz ke liye kaise muqadar ho gayi. Justice Jamal Mandukhel
10:32ne kaha, teen rukni bench se ek judge alag ho gaye. Kya wo judge ye order desakte the
10:37ke ye case maqsoos bench ke saamne lage. Justice Hassan Azhar Rizvi ne kaha, kya bench dubara
10:43kaim karne ka ikhtyaar ussi judge ke paas tha. Custom duty case ki ghar mohyana muddat
10:48ke liye samaat mul karte hai.
10:55London mein sharif family ke arkaan par naamaalum afraad ke hamle ki khatre ka muqadama London
11:00mein sharing cross police station mein darjh kar liya gaya. Family Zarai ka kehna hai ki
11:04Metropolitan Police ne teen hafte qabar sharif family ko khatre se aga kiya tha. Sharif family
11:10par hamlo ki baat Birmingham se British-Pakistani Tik Tokers group ne ki thi. Police ki sharif
11:15family ke arkaan ko khawarda rehni ki hida hai. Sharif khandaan khabar ki tazdiq ke hawale
11:20se khamuch.
11:23Sanghar mein teen abtaat ke qatl ke baad laashe ratkar dharna teesr-din bhi jaari. Muqadama
11:28ab tak darjh na ho saka. Dharna khatn karane ki tamaam koshish na kaam. Shehr ke daakhi
11:33aur khaarji raaste band. Guzaksh-taashraf People's Party ki malkazi Secretary talaat
11:38Shazia Mari dharne mein pohchi. Warasa ko har munkin taabun ki yaqeen dihani kar aayi.
11:43Kaha mein aapke saath hoon. Laashe dafna deyin. Aapki marzi ke mutaabik muqadama darjh hoga.
11:49Lawa haqeen kaam-ul-zaman ke khilaf muqadama hone tak dharna khatn na karne ka alaan.
11:55Wifaq-e-Urdu University ko Wifaq-e-Majboor University ka naam diya jaana chahiye. Lagta
12:01hai University tab dharust hogi jab Urdu ka naam University se hata diya jayega.
12:07Governor Singh Kamran Tisoni ka Wifaq-e-Urdu University ke Convocation se khatab kaha,
12:12Amarat Khunarat ka manthar pesh kar rahi hai, tulba ko jo asnaat ke naam par lafaf-e
12:17diye jaa rahe hain wo khaali hain. Degree print karane ke paise nahi the. Yeh University
12:22Lahore mein hoti toh har saal taqseem-e-asnaat hoti. Khalid Maqbool Siddiqui ne kaha ki
12:28Islamabad ke baghaat, ehwaad aur tankhaahin sirf-par-sirf Karachi ki deen hain. Karachi
12:33ki deen hain. Dar-ul-hukumat Pakistan ke wasaail ko istamaal karta hain lekin iske wasaail se
12:38koi taaluk nahi. Jo 100% kama kar dete hain unka 1% bajat par bhi haq nahi. Istahaan to
12:44ghar bhi nahi chalta. Mulk aur subah kaise chal sakte hain?
12:48Paanch maheene se pension se mehrum vipaati Urdu University Karachi ke retired Asatiza
12:56ka haigar jaanch. Press club se Governor House tak rally nikaali. Asatiza ne Bell of Hope
13:01bajayi. Bhutalabad ki Fahris Governor House ke amlae ki hawale ki. Asatiza ka kehna tha
13:06University in Pizamiya ki Nahili ke baayez paanch maheene se pension nahi mili. Wajahabad
13:11ke liye dar-dar ki thokare kha rahe hain.
13:18Shehra-e-Quaid mein sardi ka zood toot kya. Chief Meteorologist Sardar Sarfaraz ka kehna
13:25hain, shehra mein sardi ki nahi lahar ka koi imkaan nahi. Kam se kam darja hararat 12
13:31aur zyada se zyada 39 degree rahe ka. Karachi same-sindh bhar mein maamool se kab baarish
13:36hi hui. Shehra-e-Quaid mein ainda maah ke pehle hafte mein baarish ka koi imkaan nahi.
13:42Chairman PCB ki USA Cricket Chief Executive Officer se mulaqat bahami series karane ke
13:50program ko hatni shakal dene par ittafa. Mohsin Naqvi ne kaha, America mein cricket ke faroq
13:55ke liye PCB bharpoor taawan faraham karne ke liye tayyaar hain. America ke coaches ko
14:00Pakistan mein tarbiyat dene ki peshkash. USA Cricket CEO ko Champions Trophy matches dekhne
14:05ke liye Pakistan aane ki daawat bhi di.
14:12America ki jaanib se Pakistan ki imdaat bandh karne ki tazdeek karte kai. Imdaat bandh
14:19hone se kai mansoobe rukh gaye. America hukam ka kehna hai, faisla R.C. Nawaziyat ka hai.
14:25Tamaam programon ka asar-e-no-jaisa liya jayega. Trump intizamiye ne guzarsh to hafte, tamaam
14:30ghar-mulki program R.C. taur par muatal kar diye the. America mehak mein Khawaja ke darjamaan
14:36Tommy Bruce kehte hain ki Sadr Trump baaze keh chuke, America ab aankhen bandh karke
14:41paisa zaya nahi karega.
14:44Masnoi zahanat ki duniya mein ek aur chat bot aagaya. Chini company ki app DeepSeek ne
14:50duniya bhar mein dhoom macha di. Ek hafte mein America mein Chini app sabse zyada download
14:55ki gayi. America aur Europe ki tech companies ne sar pakar liye. Shares neeche aagaye. Chini
15:01Wazir-e-Azam ne shandaar kamyaabi par aapke maalik ko sarahaan. America Sadr Trump ka
15:06kehna hai, Chini ka AI chat bot ek wake-up call hai. Main isse ek musbat asasik ki taur
15:12par dekhta hain.
15:16America mein ek hazaar ghar-kanooni tariki ne watan ko hiraasat me liya kya. Hazaaron
15:21ko unke abai watan bheja jaa raha hai. Sadr Donald Trump ka kehna hai, jun malko ne apne
15:27ghar-kanooni tariki ne watan ko wapas na liya, to unhe bhaari mawashe qaimat chukana
15:31padegi. Pehle ghar-kanooni tariki ne watan ko rokna teesri tadri thi. Ab pehla agenda
15:37hai. Trump ka 6 Janwari hamla case ki tehkikati team ke khilaf action. America media ke mutaabek
15:43Mehkma-e-Insaaf ke darjan-o-afsaraan ko naqaabil-e-ittabaar karar dekar malazmaton se paarik kar diya
15:48gaya. Trump ne Florida mein arkaan-e-Congress se khatab ne apni jeet ko siyasi zalzala kar
15:54aati diya.
15:58Sehoni fauj ja rahiyat se baaz na aayi. Naseerat camp mein gharon ko wapas jaane wale palestiniyon
16:04par firing kar di. Gadha gaadi par gharon ko wapas jaane wale khandaan par firing se
16:095 saal ke bache samay 2 afraat shaheed mutaabit zakhni ho gaye. Basti Ghaza mein bulldozer
16:15par bom barsa aaye. Ek palestini shaheed. Akwaam-e-Mutahida ka kehna hai, shumali Ghaza
16:20mein imdaad paunchane mein abhi dushwari ka saamna hai. Israeli hukumat ka kehna hai,
16:24Hamas ke paas 33 yarga maliyon mein se 25 zinda hain, 8 halak ho chuke. Bharati riyasat
16:30Haryana mein mushdal hajoon ke tashaddud se musulman naujawaan jaam bahak ho gaya, 2 zakhni
16:36Yusuf naami naujawaan truck mein gaye aur ek bachoda le jaa raha tha. Hindu indaha pasandon
16:41ne hamla kar diya. Bharati police ne 10 afraat ke khalaab qatlin ka muqadma darsh kar diya.
16:46Koi garaftaar amal mein nahi daaye toh.
16:49Serbia mein talaba kisanon ka ehtajaj Wazir-e-Azam ne istifa de diya.
16:54Serb Wazir-e-Azam ne qaum se khitab mein corruption ka ehtaraf kiya.
16:58Hazaro muzahireen-e-daar lokumat Bilgharaj mein aaham chaurahe ki 24 ghante tak naakabandi ki.
17:03Guzashta baras, November mein zere Taamir train station ki chhat girne se 15 afraat halak ho
17:09hai. Muzahireen ka kehna tha, haadse ki wajah badunwani thi. Taamir mein naaqis saamaan
17:15kiya tha, jo 15 halakaton ka sambab bana.
17:19Bangladesh mein railway malazameen ne pahiya jaam kar diya.
17:22Hartaal ke baayaz 400 se zayad train ne ruk gaye. Laakon musaafir ul gaye.
17:27Railway union ka kehna hai ki pension aur overtime ki aidaayegi ka masala hal hone tak
17:32hartaal khatn nahi ki jayegi.
17:34Wazirat-e-railway ne bataya, hartaal ki wajah se hum routes par bus service ka aagaz kar diya hai.
17:39Bangladesh mein train ke zariye yaumiya 2.5 laak afraat safar kar diya hai.
17:44Aur Gilgit ke zilla Ghizar mein sarmaayi khelo ka inaqaad Ashkoman mein ice hockey ke mukaable.
17:51Ponyal, Ashkoman aur Ahmed ke ladko aur ladkiyon ki teamon ne hissa liya.
17:55Ikhtitang par bachon ne raqs pesh karke shah-e-kheen ke dal jeeti hai.

Recommended