• 18 hours ago
Hasrat Jaipuri was a renowned poet and lyricist, remembered for hits like 'Jiya Beqarar Hai,' 'Zindagi Ek Safar Hai Suhana,' 'Jane Kahan Gaye Woh Din' from Mera Naam Joker, and 'Badan Pe Sitare Lapete Hue.' In a rare interview, he shared how the girl he loved inspired his poems and songs. In the latest Lehren podcast, Hasrat also revealed his first meeting with Raj Kapoor and that the song 'Ye Mera Prem Patra' from Sangam was based on a letter he wrote to his lover. #hasratjaipuri #rajkapoor #shailendra #lehrenpodcast

Category

People
Transcript
00:00Chaal se mastiyan barasti hain, akhniyon mein surur-e-bada hai,
00:05Bansavar kar kaha chali ho tum, kiski jaan logi, kya iraata hai?
00:09Maine kabhi khubsurat ladkiyon se, kisi husn se, ticket nahi liya.
00:16Maine yehi kaha, tumhe Allah ne itna khubsurat banaya hai,
00:19Tumhe dharti pe bulaya hai, mere dekhne ke liye, main tumse kya ticket loonga?
00:23Yeh aaj kal ke gaane hain, saint naqli naqli.
00:27Gaon ke ladki thi, wo jab mohabbat karti hai, to mit jati hai,
00:31Wo shahir ki ladki ki tarah se bewafa nahi hoti.
00:37Yeh salaam hai, un dakshakon ke liye, aur un hazrat ke liye,
00:42Ke jo mujhe dekh rahein,
00:44Ke salaam, pyaar ko, chahat ko, meharbani ko.
00:52Salaam pyaar ko, chahat ko, meharbani ko,
00:55Aur salaam zulf ko, khujbu ki kaam rani ko,
01:00Salaam gaal ke til ko, jo dil ki manzil hai,
01:04Aur salaam aap ki chadhdi hui jawani.
01:13Main shahid Jaipur ka rehne wala hu, naam mera Iqbal Hussain hai,
01:17Takhallus mera hasrat hai, taalim maine Jaipur mein paayi,
01:21Aur meri haveli ke saamne, ek badi khubsurat ladki rehti hai,
01:27Jiska naam tha Radha,
01:29Aur ishq ka madhav se, zaad paath se, koi taluk nahi.
01:34Kisi se bhi ho sakta hai, kisi se bhi kiya jaa sakta hai,
01:37To mera usse pyaar hua, taalim maine shero shairi ki,
01:41Mere nana marhoom se hasil ki,
01:44Lekin, ishq ka sabak jo hai, wo Radha ne padhaya,
01:48Ki ishq kya cheez hai, maha se main shair bana,
01:51Maha se main shair bana, aur pehla shair maine,
01:54Uske liye kaha, wo jharoke mein aksar aaya jaya karti thi,
01:58Ki tu jharoke se jo jhaake, to main itna poochu,
02:03Tu jharoke se jo jhaake, to main itna poochu,
02:07Mere mehboob, tujhe pyaar karu, ya la kar.
02:13Mere mehboob, tujhe pyaar karu, ya la kar.
02:18Main usse bichhal kar Bombay aa gaya, naukri ke liye,
02:24Is chamde ki jhopne mein jo aag lagi thi, usko bujhani ke liye,
02:29Bombay main mujhe naukri mili, bade khubsurat naukri mili,
02:32Main bus conductor raha, aur 8 baras tak bus conductor hi ki,
02:37Itni khubsurat naukri, ke mujhe duniya ki soorton ke jalwe,
02:42Usme mila karte the, ek aata tha, ek jaata tha, ek aata tha, ek jaata tha.
02:47Itna mujhe yaad hai, ki maine kabhi khubsurat ladkiyon se,
02:53Kisi husn se, ticket nahi liya.
02:56Main yehi kaha, ki tumhe Allah ne itna khubsurat banaya hai,
03:00Tumhe dharti pe bulaya hai, mere dekhne ke liye,
03:03Main tumse kya ticket loonga?
03:05Aur, wo salam karke mujhe chali jaate thi,
03:09Usse mujhe bahut inspiration mile,
03:11Bahut hi maine poems wagayra, unke khayalon mein, unki yaadon mein, kahi, bahut kahi.
03:24Aur uske baad, mujhe Raj Kapoor sahab ne apniya takh liya,
03:31Wo bhi ek karishma hai, ki kis tarah se mera charcha waha tak pauncha ho,
03:37Raj Kapoor sahab ne mujhe bulaya,
03:39Unke kaha, yeh humare music director hai,
03:41Lekin shart yeh hai, ki tumhe dhuno par gaane likhne padege.
03:44Toh maine Raj sahab se kaha ki,
03:45Theek hai Raj sahab, aap mujhe dhune sunwa diye,
03:47Yehi sunwa diye, unhone wahi dhune sunwai,
03:50Aur theka lagaya, balke Raj sahab ne khud hi theka lagaya,
03:54Wo toh, har instrument baja lete, lajawab aadmi tha,
03:59Toh mujhe bataya, main kahi,
04:01Theek hai, main kal leyaunga,
04:03Toh pehla mera gaana jo thek hua, wo tha,
04:05Jiya bekarar.
04:06Ladki kisi ke intizaar kar rahi hai,
04:08Koi shehri babu keh kar gaya hai,
04:10Ke main iss saal barsaat mein zaroor raunga,
04:12Aur wo nahi aata hai.
04:14Gaon ki ladki thi, wo jab mohabbat karti hai,
04:16Toh mit jaati hai,
04:17Wo shehri ki ladki ki tarah se bewafa nahi hoti.
04:20Aur waha pehla gaana mera yeh thek hua,
04:22Ki jiya bekarar hai, chhai bahar hai,
04:25Aaja more baalma, tera intizaar hai.
04:28Music
04:32Sir ji, aaj tak aisa kyu hota hai,
04:34Iss zamane mein bhi,
04:36Log purane gaane suna pasand karte hain?
04:38Bhai sahab yeh baat thi ki,
04:40Melody hoti thi,
04:42Ek dard hota tha,
04:43Situation ke upar hote the,
04:45Aaj kal gaane situation pe hote hi kaha hai,
04:47Ek gaana chahiye,
04:48Ya yeh ek do hero, heroine ke peete,
04:50Hamari hain kahani hoti thi,
04:52Aaj kal ke gaano mein koi kahani nahi hoti,
04:54Kyon ke wo log music director ke paas gaane rahte hain,
04:57Wo kahte hai, bhaiyya yeh rakh lo,
04:59Hamari hain aise nahi hota tha,
05:01Hamari hain sab baithte the,
05:03Story sunte the,
05:05Situations nikaalte the,
05:07Dhoone sab agar baniye bhi hai toh sunte the,
05:09Ki isko suit hogi ki nahi hogi,
05:11Wo un tamaam baaton ko madde nazar rakhte hai,
05:13Aur ek ek gaane ko ek ek mahina lag jata tha,
05:16Ek ek kaafiye bhar jati thi,
05:18Ek gaana likhne kinda,
05:20Isniye wo gaane amar hain,
05:22Purane gaane aap koi bhi le lijiye,
05:24Kisi ke bhi le lijiye,
05:27SD Burman ke le lijiye,
05:30Roshan ji ke le lijiye,
05:32Kalyan ji, Anand ji ke le lijiye,
05:34Purane gaane jitte bhi hain bhaiyya,
05:36Wo sab dil ko touch karte hain,
05:38Aaj ke gaane dil ko touch nahi karte hain,
05:40Idhar aaye, udhar gaye,
05:42Idhar aaye, udhar gaye,
05:43Bas yeh hai,
05:44Ek bhaiyya,
05:45Ek sher hai,
05:46Maini kaha hain nahi gaanu ke liye bhi,
05:48Yeh aaj kal ke gaane hain,
05:49Scent nakli nakli,
05:51Sab log kah rahe hain,
05:52Itre hina ko lao,
05:53Bhaiye itre hina ki baat karo,
05:56Isne purane gaane shaye hain,
06:03Ek aur geet tha aapka,
06:04Yeh mera prem patra padhkar sangam ka,
06:06Yeh to bhai meri mahobbat ki pehli chitthi thi,
06:09Jo Radha ke liye maine likhi thi,
06:11Sabse pehli meri chitthi yeh thi,
06:12Aaj amar gaana hain,
06:14Yeh mera prem patra padhkar,
06:16Ke tum naaraaz naho na,
06:17Ke tum meri zindagi ho,
06:19Tum meri patra ki,
06:26Ek aur geet hai,
06:27Jisse bhula nahi sakte hain hum log,
06:28Uska bol hai,
06:29Dil ke jharoke mein tujhko bithakar,
06:31Yeh ek aise situation hai,
06:33Ladka pyaar karta hai,
06:35Lekin usse shaadi nahi hotakti,
06:37Yeh meri situation kya hai,
06:39Us taraf jaata hai,
06:41Radha ki kisi se shaadi hui,
06:43Usse to hui nahi shaadi,
06:45Lekin Radha ko maine yehi kaha,
06:47Chitthi bhi likhi thi,
06:49Dil ke jharoke mein tujhko bithakar,
06:52Yaadon ko teri main dulhan banakar,
06:54Rakhunga main dil ke paas,
06:56Mat ho meri jaan udaas,
06:58Tu udaas kyon hoti hai,
06:59Tu apne ghar baar ke ho jaa,
07:00Main tujhe dil ke jharoke mein,
07:02Hamesha bithakar,
07:03Aur dulhan banadunga,
07:10Aapke zamane mein bhi,
07:11Sexy gaana likha jaata tha,
07:13Haan humare gaane mein,
07:14Bahot sexy gaane likha jaate thi,
07:15Lekin hum,
07:16Adab ke daire mein rahe ke,
07:18Likhte the gaane,
07:19Aisa naho ke,
07:20Bilkul hi wo cheap ho jaaye,
07:22Aur log kahen,
07:23Chitthi kya gaana likha hai,
07:24Ek gaana tha,
07:25Wo bhi bada sexy tha,
07:26Jisme saanson ka,
07:27Bada khusurat,
07:29Jis desh mein Ganga baithi hai,
07:31Jisme saanson ka,
07:32Jo istimaaz Raas sahab ne karaya tha,
07:34Wo maine pyaar kiya,
07:35Hai hai kya jurum kiya,
07:36Wo gaana tha,
07:37Bada sexy tha,
07:38Paani mein,
07:39Saanse pehli rafa aayen thi,
07:40Industry ke andar kabhi aaj tak,
07:42Saanse ek teylne mein,
07:43Doobne mein,
07:44Jab ladki ubharti hai,
07:45To saanse,
07:46Kaise ho jati hai,
07:47Usme ek antara tha mera,
07:49Jab jab tujhko dekhoon,
07:50Aane lagey hangraayi,
07:52Dheere dheere aakhir,
07:53Band kali muskaayi,
07:55To saanson ne kaha,
07:56Yeh toh ganda hai,
07:57Raas sahab ne kaha,
07:58Ganda hoi nahi sakta,
07:59Ladki aurat,
08:00Toh kadhi ki tarah se hoti hai,
08:02Dheere dheere phool banti hai,
08:04Raas sahab,
08:05Aap mujhe le chaliye,
08:06Maine bho samjhaya,
08:07Lekin wo maane nahi,
08:08Unka khayal,
08:09Gandigi ki tarah zyada gaya,
08:11Toh mein ke,
08:12Theek hai,
08:13Aap azid hota hai,
08:14Is gaane ko,
08:15Nahi dunga,
08:16Main kuch bhi ho jaye,
08:17Aapne picturise kar liya hai,
08:18Mujhe dikha dejiye,
08:19Parde ki upar,
08:20Lip movement ka hai,
08:21Wo mein ke,
08:22Mujhe ek tafe suna dejiye,
08:23Dikha dejiye,
08:24Toh unhone dikhaya toh,
08:25Maine mann ki kali muskaayi,
08:26Kar diya,
08:27Lip hai,
08:28Band kali muskaayi,
08:29Mann ki kali muskaayi,
08:30Toh,
08:31Bilkul fit ho gaya,
08:32Sab log khush ho gaye,
08:33Nahi toh gaane hi nikaal rahe the,
08:38Hasrat sahab,
08:39Aap chahate jaate hain,
08:40Hamare darshakon ke liye,
08:42Bhai,
08:43Main suna deta hun,
08:44Mera paigam,
08:45Mahobat hai,
08:46Jahan tak paunche,
08:47Main toh,
08:48Mahobat ka qayal hun,
08:49Seedhi se baad,
08:50Main unho,
08:51Aur dhagron ko jaante hain,
08:52Hamare desh mein,
08:53Kya ho raha hai,
08:54Kya hoga,
08:55Aur kya ho jayega,
08:56Wo mujhe nahi malu,
08:57Main,
08:58Mahobat ka shehdayi hun,
08:59Uska deewan hun,
09:00Uski nahi,
09:01Sun lijiye,
09:02Ek haseeda ko,
09:03Mehfil se jaate ho dekha,
09:04Toh,
09:05Maine kaha,
09:06Toh,
09:07Zara thayro,
09:08Toh,
09:09Sai Devi,
09:12Chaal se,
09:13Mastiyan barasti hain,
09:14Akhdiyon mein,
09:15Suroor-e-baada hai,
09:16Bandh savarkar,
09:17Kaha chali ho tum,
09:18Kiski jaan logi,
09:19Kya irada hai,
09:20Chaal se,
09:21Mastiyan barasti hain,
09:22Akhdiyon mein,
09:23Suroor-e-baada hai,
09:24Bandh savarkar,
09:25Kaha chali ho tum,
09:26Kiski jaan logi,
09:27Kya irada hai,
09:28Kiski jaan logi,
09:29Kya irada hai,
09:30Kiski jaan logi,
09:31Kiski jaan logi,
09:32Kiski jaan logi,
09:33Kiski jaan logi,
09:34Kiski jaan logi,
09:35Kiski jaan logi,
09:41Kiski jaan logi,
09:42Kiski jaan logi,
09:43Kiski jaan logi,
09:44Kiski jaan logi,
09:45Kiski jaan logi,
09:46Kiski jaan logi,
09:47Kiski jaan logi,
09:48Kiski jaan logi,
09:49Kiski jaan logi,
09:50Kiski jaan logi,
09:51Kiski jaan logi,
09:52Kiski jaan logi,
09:53Kiski jaan logi,
09:54Kiski jaan logi,
09:55Kiski jaan logi,
09:56Kiski jaan logi,
09:57Kiski jaan logi,
09:58Kiski jaan logi,
09:59Kiski jaan logi,
10:00Kiski jaan logi,
10:01Kiski jaan logi,
10:02Kiski jaan logi,

Recommended