#mustafaamir #sindhpolice #america #uspresident #narendramodi #supremecourt #newjudges #bulletin
Security forces kill 13 khwarij in five KP IBOs: ISPR
President Zardari for stronger trade, economic ties with Turkiye
Hamas says it is willing to move ahead with Gaza ceasefire
Army chief denies receiving letter from PTI founder
Pakistan, Turkiye ink 24 agreements, MoUs & protocols
Sindh to initiate crackdown against heavy vehicles: Sharjeel Memon
Turkish President Recep Tayyip Erdogan receives guard of honour at PM House
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Security forces kill 13 khwarij in five KP IBOs: ISPR
President Zardari for stronger trade, economic ties with Turkiye
Hamas says it is willing to move ahead with Gaza ceasefire
Army chief denies receiving letter from PTI founder
Pakistan, Turkiye ink 24 agreements, MoUs & protocols
Sindh to initiate crackdown against heavy vehicles: Sharjeel Memon
Turkish President Recep Tayyip Erdogan receives guard of honour at PM House
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Welcome back, Karachi say la pata nojawan mustafa ki gauri mil gai, gauri se jali hui
00:09lash bhi mili hai, mustafa ki gauri Balochistan ke shahar hub se mili hai, mazeej jaante hain
00:15apne numainde Kamil Aarif se, Kamil bataiye is baare mein kya malumat ab tak saamne aas
00:19hai, aur lash kiski hai malum hua?
00:21Zee dekhe bilkul latest update yeh aayi hai, ke Balochistan ke lake se ek jali hui gauri
00:26mili hai, aur gauri se jali hui lash mili hai, yeh waqia 11 tariqa hai, aur Karachi
00:30police ko ab yeh itlaa mili ke ek jali hui gauri mili hai, jiske upar police ka yeh
00:34kehna hai ke yeh mustafa ki zir istamaal jo gauri thi, wo usse mumaflat bakti hai,
00:39aur yeh mustafa ki gauri hai, jab ke saath hi saath yeh kaha jaa raha hai, ki joh jali
00:43hui lash hai, yeh bilkul naqabal-e-shinaaq hai, iske liye DNA karaya jaayega, fir iske
00:47baad iske shinaaq toh sagayegi, taham DNA se pehle kabla z-waqt ka yeh kehna, lekin
00:52police ki tafteesh ab yeh kehti hai, wo Karachi mein mustafa ko talaash kar rahe thei, aur
00:57Karachi mein arghman naami naujawan ko police mukabale ke duran ghariftaar kiya gaya tha,
01:01lekin ab yeh gaadi Balochistan ke alaake se jali hui halat me mili hai, jo mukamal taur
01:06ke upar jal kar khakthar ho chuki hai, jab ke jali hui lash bhi naqabal-e-shinaaq hai,
01:10jo ke Hub ke alaake Doraji me yeh waqia besh aaya, aur yeh laaj jo yeh 11 tariqa se Hub
01:16ke alaake me mustafa khane me rakhi hui hai, taham iske shinaaq nahi ho sakhi hai,
01:21zahir hai DNA ki zaroorat padegi, Kamil iske waqia ke baare mein zara tafseelan aga keejega,
01:27pasmanzar ke baare mein bataiye, mustafa kaun tha, kya masalah hua, kya hua?
01:31Yeh dekhe mustafa Karachi ke alaake defence ka rehaishi hai, kam umar naujawan hai,
01:36maazi mein ek defa manshiat ke case me ghariftaar hua tha, anti-narcotics force me ghariftaar kiya
01:41tha, 7 tariq ko, mustafa jo hai, 7 januari ko Karachi mein lapata hota hai, uski agwa
01:47hune ka mukadma dars karaya jaata hai, police uski talaaj shuru karte hai, aur phir mustafa
01:52ka philhaal koi pata nahi chalta, police tafteesh karte rehti hai, kuch arse baad jo hai,
01:56ab ek bhatte ki, tawaan ki call aati hai, aur message milta hai inki waalda ko,
02:00jiske baad yeh case jo hai, anti-wallet crime cell ko muntakil ho jaata hai,
02:04mustafa manshiat ke maamlaat me in tha, is wajah se woh koi routine ka number
02:08istamaal nahi karta tha, ek international number istamaal karta tha, aur apne mobile
02:12me SIM bhi nahi rakhta tha, aur yeh phir police iske tafteesh me aage barti hai,
02:16to police ko, ek defence ke alaake me, iske dost, arghman ke baare me maalumat hoti hai,
02:20ki uski waalda ne bhi isko bas shubhai zahir kiya tha, to yeh kaha jaa raha tha,
02:24ke arghman ne isko agwaa kiya hai, police search warrant leke arghman ke ghar me chhapa
02:28maarti hai, to waha par police ka mukabla ho jaata hai, arghman police ke upar firing
02:32karta hai, jiske nitije me, ek DSP aur do police health card jo hai, wo zakhni ho jaata
02:37hai, jiske baad police ko yeh shak yakeen me badal jaata hai, ki arghman hi mustafa
02:42ko agwaa karke kapal karne me mulawais hai, dekhi na to waqid hai.
02:46Accha Kamil, yeh aap jo mustafa ki dost, Armaghan ke baare me bata rahe hain, to police
02:51ka Armaghan ki hawale se kya muaqabh saamne aa raha hai?
02:54Aji dekhi, arghman ke ghar se na to mustafa ki laash milti hai, na koi aahem cheeze milti
02:59hai, dekhin arghman ke ghar se bhaari tadaat me, mehenga tareen asla milta hai, computer
03:03milta hai, aur police jo hai, arghman ko tafteesh ke liye jab leke jaati hai, to police
03:08ka demand nahi milta, aur police ke tafteesh waha ke rukh jaati hai, aur arghman jo hai
03:12jail custody ho jaata hai.
03:14Police baar baar koshish karte hai, ke usse tafteesh ki jaye, aur mustafa ke abade me
03:17malumaat ikhatti ki jaye, lekin wahin police zarahein yeh batate the, ke uske jo malazmeen
03:22hai, unhone yeh bataya tha, iptadaayi tafteesh me, ke mustafa yaha pe aaya tha, jis din
03:27agwaah la pata hua hai ghar se, to wo arghman ke saath mila tha, aur arghman ke kamre me
03:32do fire ki awazein bhi sunayi di gayi thi, aur wo laash to unhone nahi dekhi thi, dekhin
03:37us kamre me khoon tha, jisko saaf kiya gaya tha, aur wo arghman me apne kamre se khoon
03:42saaf karaya tha, aur jab police waha pe paushti hai, arghman ke paas, to ghriftaar karne
03:47ke liye, pooj ghasht ke liye, to arghman police apsaraan pe firing kar ditha hai, jis se
03:52ek DSP aur do LKR zakhni hote, chaar ghainte tak is ghar ka mahasara rahta hai, police
03:57chaar ghainte tak arghman ko ghriftaar nahi kar paati hai, aur arghman jo hai apne aap
04:01ko ek kamre me band kar leta hai, aur is duraan, waha par yeh baat saamne aayi ki kuch
04:05heavy kisam ke computer system lagaye raha the, aur arghman un system me se kuch delete
04:10kar raha tha, aur chaar ghainte tak usne police ko firing karke engage rakha, ki jab
04:14tak wo system se cheezah delete nahi ho gayi.
04:16Acha Kamil, yeh batayiye, is waqt arghman kahan hai?
04:19Dekhi, arghman jail me hai, aur police ko yeh command nahi mila hai, aur ab yeh mauma
04:27mukhtalik zawiyah ikhtiyaar karta chala jaa raha hai, arghman jail chala gaya.
04:31Acha Kamil, ek aur baat bhi, yeh bhi tala thi,
04:34ke police party ke khilaf bhi muqaddama darj hua hai is case mein?
04:37Aji, abhi darj nahi hua, lekin adalat ki taraf se hukum mila hai police ko,
04:43ke woh unke walid hain, unhone darkhaaz diye hai, ke unke bete ko ghalat ghriftaar kiya
04:49gaya hai, aur unke khilaf muqaddama darj kiya jaye, to gizli police ko adalat ki taraf
04:52se hikamat mila hai, ke oltah jo hai, woh ABCC police jisne chhapa mara tha, aur arghman
04:58ne jisne police alqaaron ke firing ki thi, unke khilaf, woh poori police party khilaf
05:02muqaddama darj kiya jaye.
05:03Ki Kamil, laash ke baare mein batayiyega, laash ki condition kya hai,
05:07kya ab DNA karwaya jaayega, yeh koi aur tariqa-e-qaar hoga, jisse yeh pata chalaya jaa sake,
05:12ki yeh laash kiski hai?
05:14Yeh dekhe, laash to naqabal-e-shinaak hai, aur zahir hai, woh jo humne tasveer diya
05:17hai, aur kitni purani hai?
05:19Aji dekhe, 7 tarah, 7 tarah ko hua hua tha, 11 tarah ko Balochistan police ke mutaabik,
05:23yeh laash aur ghaadi mili hai, aur 11 tarah se leh ke ab tak yeh jo hai naqabal-e-shinaak
05:29thi, Balochistan police isko apne taur ke upar dekh rahi thi, lekin Karachi police case
05:33waqia ke baad police ko pata chalaya, DIG, CIA, Muqaddas Haider, ab se kuch dehr baad
05:37is poore ahem waqia ke upar, ek Jamia press conference karenge, aur pehli dafah police
05:42ka koi mobility...
05:43Theek hai, Kamil Arif, update kar rahe the, aap is waqia ke baare mein, bahut shukriya.
05:46Aage barte bhi aapko bataayen ke, Trials series ke final mein Mayus Kun betting ke baad, Purameet
05:56Bowling se aakhas hua hai, young Naseem Shah ne out kar diya hai, hatmi market mein bhi
06:01Pakistan ki betting flop ho chuki, poori team 242 runs par dher hui, Qaum-e-team ke top
06:06three, 54 runs par pavilion lota, Rizwan aur Salman ne aaj phir sahara diya hai, Shahid
06:13Ashmi humaar saath maujood hai, bataayega Shahid sahab, ab betting mein tak shikar kardegi
06:17nahi dikha sakhe, aap bowling se bhi dawaabastak kar le, kar le?
06:19Bilkul bowling se aur Rizwan ki fighting ability se, unki achchi kaftani se tawakwaat rakhe
06:28hain, bada tot hai Pakistan ka 242, lekin yeh is pitch par, mushkil pitch hai betting
06:33ke liye, is pitch par winning total ho sakta hai, agar Pakistan musalsal dikte leta raha.
06:38Pakistan ki ek bimaari hai betting mein, wo dot balls khelna, aaj Pakistan ne 49
06:43aashariya 3 over mein, 170 dot balle kheli hain, yaani 28 aashariya 3 overs, dot ball
06:50murda balle se kheli, aur unmein jo 2 spinner New Zealand ke hain, Michael Bracewell aur
06:55Mitchell Santer, unki 120 gendon mein 75 gende Pakistani batters ne dot ball kheli hain, toh
07:02yeh bimaari jab tak Pakistan ki betting mein rahegi, Pakistan bada total nahi kar sakta
07:07hai, lekin iske baawjood, bowling achchi karega toh Pakistan jeet sakta hai.
07:11Acha Shahid sahab, yeh bataayega, ki agar Pakistan ki betting line ki baat ki jaye,
07:15toh koi bhi humein batter acha perform karta nazar nahi aaya, Babar se bhi humein omeede
07:19wabas na ki thi, is match ke liye bhi, lekin koi khaasi kaarkardigi nahi rahi hai, sirf
07:24Salman ne aur Rizwan ne, dubara phir se team ko aaj bhi sambhala diya, uske baad bhi koi
07:29batter jo hai, wo nahi sambhal saka, Champions Trophy me bhi yeh situation rahi ki?
07:35Dekhe hain, Champions Trophy ke liye toh zahir hai, nahi pitches banengi, lekin kal parson
07:40match mein, curator ne jab dekha ke 707 runs ban gaye, 352 pe 353 ka target chase ho gaya,
07:47toh wo thoda gabraa gaya ki yaar toh bohot zyada betting ke liye saasgaar pitch ban gayi,
07:51aaj usne aisi pitch banayi, ki jo betting ke liye itni saasgaar nahi hai, mushkil se ball
07:55bat par aaya raha hai, aap dekhein Fakhar shot khelte weh out weh, Babar shot khelte weh out
08:00weh, Saush Haqeel ki gain low rah gayi, wo bold ho gayi uske upar, toh mushkil pitch hai,
08:05Pakistan agar victor lega, toh yeh Pakistan match jeet sakta hai, lekin again,
08:09Champions Trophy mein aapko isse behtar betting karni padegi, khususan dot ball par tawajjo
08:13deni padegi, doosre pishle match mein 113 dot balls, aaj 170 dot balls, yeh bohot zyada hai.
08:21Acha Shahid sahib yeh batayega, Karachi ka mausam dekhe,
08:24toh is hawale se pitch ki kya situation hai, kya koi due factor hai?
08:30Due factor itna nahi hai, isliye ke pishle match mein bhi South Africa ko itna problem
08:34nahi hua, lekin pitches badi, pishle wale match mein, South Africa wale match mein,
08:38pitch badi flat thi, aaj pitch mushkil hai, isme variable bounce hai, kahin ball zyada
08:42uchal rahi hai, kahin zyada ball kam lower rah rahi hai, toh mushkil hai, pishle match
08:47mein itni due nahi thi, lekin aaj lag raha hai ki shahid second half mein, thodi due zyada hodi.
08:52Toh shaam mein jo mausam ki tabdili aati hai, Karachi ke andar, toh usse kya swing ke
08:57koi imkanat honge, samandiri hawa ke chalne ke saath saath, pitch mein bhi koi tabdili dekhti
09:01mein aayegi.
10:32ko pesho nazar nahi rakha gaya, Maharashtra ko isliye ki farahmiye khidde mein,
10:35fauji tawazan matasir karegi.
11:01Pakistan strongly condemns in unequivocal terms the recent statement by Israeli Prime Minister
11:07suggesting that the Palestinian people should establish a state in Saudi Arabia.
12:01Wazir-e-Azam ko Trump se guftugu ke liye parchiyon ka sahara lena pada, Modi parchiyan dekh-dekh
12:06kar padti rahe.
12:11Modi press conference ke dauran Gautam Adani se mutaalik sawal par ghusse mein aagaye.
12:15Aise begtigat maamlo ke liye, doh desh ke mukhiyan na milte hain, na baith hain, na baat hain.
12:25USA President and Indian Prime Minister's meeting,
12:28White House community and other individuals filed a case against the Indian oppressor.
12:34Mustafa, katil case mein police ki press conference chahiye.
12:37Ek raid kiya, jis raid ke baad ek mulzim, Argman, ghriftar hua.
12:43Is raid ke dauran firing ke tabadle mein humare ek DSP, jis raid mein humare CPLC aur police
12:50ne joint raid kiya tha.
12:53Ismein humare ek DSP Ehsan Zulfiqar aur ek humare sipahi ismein zakhmi hua.
12:57Jo Alhamdulillah, stable hain.
12:59Ek ke haath mein goli lagi aur DSP Ehsan Zulfiqar ki tang mein lagi.
13:05Uske baad Argman ke arrest hui.
13:07Kaafi expensive weapon aap log ne dekha hai.
13:10Media pe already release kar chuke hain hum.
13:13Expensive weapon mila humein.
13:14Aur sabse important clue mila ke uske paas se jo missing person Mughvi ka jo mobile phone
13:21recover hua.
13:22Uske lawa blood stains jo yeh do main bade clues hain.
13:25Uske lawa bhi cheezein humane tehveel mein liye hain.
13:27Lekin do bade jo evidence humein mile wo carpet pe blood stains te.
13:33Aur secondly, Mughvi ka mobile phone ka recover hona.
13:37Wardaat ke, uske missing hone ke ek maine baad ek badi significant kisam ki important
13:42investigation mein way forward tha.
13:47Argman ka humein unfortunately remand na hasil ho saka.
13:50Ek din ka remand mila.
13:51Aur uske baad subsequent remand humein na mil saka.
13:55Isi durand CPLC ki madad se aur ek hassas idare ki madad se humne Fafa ki hassas idare
14:03ki madad se mazeed investigation ko continue kiya.
14:06Agar remand mil jata toh ek investigation ka toh wo chapter tha.
14:10Lekin parallel investigation hum log karte rahe Fafa ki hassas idare ki madad se, CPLC
14:15ki madad se.
14:17Aur ismein jo second co-accused hai, jiska naam Shahvez, actual naam Shiraz hai, urf
14:23Shahvez.
14:24Shiraz Bukhari.
14:26Jo ke saath co-accused tha usko humne abhi arrest kiya.
14:31Aur usko arrest karne ke baad humein saara crime scene se leke everything to the disposal
14:38ke case kis tarah hua aur inhone kis tarah is case me Mustafa Aamir ko katal kiya.
14:47Jis jees ki humein boh sari evidence me mil gaye, shahwayat me mil gaye aur Shiraz ki
14:53taraf se acceptance police ke aage abhi tak humein mili hai jisko hum kal Inshallah
14:57remand ke liye pesh karenge.
14:59Is silse mein Shiraz ne bataya humein during investigation aur saath unke jo yehi cheez
15:07corroborate karti hai jo Aghman ke jo employees, do employees humne questioning ke liye detain
15:15kiye the unke beyaanaat ke saath ke Mustafa Aamir jissin missing hua hai 6th of 6th of
15:25January 2025 to raat ko woh Aghman ke ghar pe aaye the.
15:29Wahaan pe ek larahi chagad ke baad firing ke baad unko katal kiya gaya jo ke ab tak
15:34humein shahwayat mile hain aur jab tak ab tak ke beyaanaat ke mutaabik aur uske baad
15:40body dispose off karne ke liye inko Balochistan ke zila hub ke paas ek police station Daraji
15:48hain uske paas ghaadi samayet isko wahaan dispose off kiya gaya in logone katal karne
15:55ke baad wahaan pe dispose off karne ka tariqa in baardaat inka yeh tha ke unhone wahaan
16:01pe le jaa ke bad kismati se bade sad tariqa hai usko jala diya ghaadi samayet aur uske
16:09baad yeh phir wapas aa gaye takreeman dupayar ke waqt to yeh poora chain of events hum
16:14ne investigate kiya hai aur evidence collect kiya hai aur uske beyaanaat se cheezein confirm
16:18hui wahaan pe beyaanaat aa raste mil cctv kehlein aap ya raste mil jaan jaan rukein
16:25un sab ke beyaanaat humne sab ko calculate karke validate kiya hai is silse mein ek
16:32already hub mein dhuraj thana dhuraj ji me F.I.R 10 thi na malum jalee hui ghaadi ki
16:38aur na malum laas ki us laas ko Balochistan police ne eh edhi ke hawale kiya jisne isko
16:45subsequently baad mein ek jaga pe dafna diya laawaris laas samajh ke aur uski abhi inshaAllah
16:51hum further investigation mein body ko exhume karke DNA analysis karke cheezon ko reconfirm
16:57karenge abhi aur baaki hum inshaAllah iske garaftaar karke garaftaar to ho gaye hain
17:03aur remand mein page kiya remand ke liye kaal inshaAllah page kiya jaayega aur phir
17:06mazeed remand bhi jo armaan ka apply karenge aur hopefully mazeed inke ishafaat jisme abhi
17:14humare cheezon ko connect karna hai inka role cctv ka ke saath connect karna hai ghaadiyon
17:20ke movement yeh sari cheezein further investigation is ongoing aur further cheezein
17:24isme inshaAllah confirm hongi
17:26toh mujhe batayega yeh baardaat kis tarah hoi yeh yeh teeno ghar pe katal kiya gaya
17:31ghaadi me leke hub gaye wahaan jalaaya gaya jata hai unki bhi taafuzat hai toh mujhe
17:35batayega yeh baardaat kis tarah hoi yeh yeh teeno ghar pe katal kiya gaya jata hai wahaan
17:38firing hoi yeh yeh ghaadi leke hub me gaye wahaan jalaaya gaya
17:41yeh dekhen yeh dost hai arghman aur shiraz yeh karibi dost hai yeh class 1 se leke 7
17:50tak saath padhe hain aur yeh saath hi hote hain mustafa amir bhi inka dost hai yeh new
17:57york ke din bhi ek saath thein waha pe thodi bhot inki koi baachit hui thi aap kehlein
18:03chup kalish kehlein ya thodi bhot koi aisi ladaayi nahi thi toh iss silse ki continuity
18:08mein ab yeh baith ke waha pe uss 6 tarikh ki raat ko mustafa amir ko phone karke bulaya
18:17tha arghman ne waha baith ke inno ne thodi der baatein kiya aur phir ki kisi baat pe aapas
18:21mein ladaayi hui aur uske baad usne jo ab tak inke bayanaat jo batate hain aur jo shawahid
18:29mile hain jisse yeh cheez kaafi had tak confirm hoti hai wo yeh hai ke waha ladaayi karke
18:35isko mawabik maara kaafi seriously isko maara hain in dono ne aur uske baad ussi ki ghaadi
18:45mein rakke diggy mein daalke yeh isko leke gaye hain hub ki tarah
18:49sir koi tanazi ki wajah malum hon sukh hai abhi nahi
18:52abhi humein nahi confirm koi aisi main wajah nahi pata chal sikhi ki jissra disinformation
18:58bohot saar hi hai ki paise ki ladaayi thi yeh ladaayi thi abhi tak investigation abhi
19:01further clear ho jayega
19:02aur bangan ke bhaat se jo ghaadi mein bhi hai uske laba aur jo cheezin hain mehngi cheezin
19:10mili hain computer mili hain aur unka miskin hai kya karta gaya
19:14aur bangan ke bhaat se jo hain humein takriband mein khal mein 64 laptops recover hui
19:20ab tak ki investigation mein yeh call center run karta tha
19:24aur iske laba iska main kaam yeh tha ya crypto ka bhi kaam shayad yeh karta tha
19:29lekin yeh saari cheezin abhi verbal hain kuch data jo hain humein technical FIA se ab lenge
19:34kuch hum log forensic lab se recover karein kuch data deleted hain
19:38to yeh cheezin further clear hongi ki iski income kaha se thi, kitni thi,
19:41paisa kitna aa raha tha, kaha ja raha tha
19:43Professor sir yeh bataayi hain ka adalat ne aapko pehle remand nahi diya
19:46aur adalat ne isko jail custody kar diya ab aap kya samajhte hain ke is poori episode mein
19:50adalat kyunki aap ke akhilab police party akhilab already FIA karne ka bhi kehn chuki hain
19:55to adalat to uski sarab khadi bhi nazar aati hain aur aap ab dubara remand lene jaayenge
19:59to yeh case ko kidar dekhte hain aur doosi baat yeh hai ke is poori evidence mein yeh jo
20:03laash ko aap confirm kar rahein, ghaadi ko confirm kar rahein, kya yeh mulzim pointation kar rahein?
20:08yeh mulzim ke pointation peh, usne jo apna bataya ke hum logon ne kidar dispose off kiye
20:12phir humne local police wahan ki usse confirm kiya ke is raat ko aapko incident hua hai to
20:17unhone bataya ke humein ghaadi aur uske andar laash bilkul exactly ussi tarah humein Balochistan
20:22police se confirm kiye hain cheezon ka.
20:23accha yeh dono the ghaadi jalane mein, aag lagane mein?
20:26jeh dono the dono the
20:27yeh dono the
20:28abhi tak jo humari investigation kehte hai dono the, maybe aage jaake change ho jayein cheezein
20:32accha kumar sahab yeh sawaal aase kar rahein, ek sekand
20:35ek sekand hai ke remand hasir na karna, isko iski zahir zahir zimmedaari?
20:40kyunki high-profile case hai, iskadar DSP aur ek jawaan jo isko zakhmi hua hai, firing hua hai
20:46remand nahin milna, ismein kisko khudurwaar karan dekhe?
20:49kya aapka istighar sahab kamzor tha?
20:51aur dead body lekar ek shayad se doosre shayad muntakhli, kahin checking nahin hui?
20:56yeh kya uski bajay ho?
20:57dekhein, do cheezein, remand ki humne application jama kar aati hai police
21:00pehle ki baat kar, no no first
21:02first remand, first remand humne jama kar aaya, court ke apne reasons hai,
21:05court ne accept nahin kiya, uske apne reasons hai, usse agla forum hai,
21:09hum inshaAllah uske file karenge, remand humne mil jayega, dekhein,
21:12procedure, kuch procedures hain, may be, wo decision court ka apna hai,
21:16court ne kuch cheeze humari accept nahin ki hogi, hum next forum pe jayenge,
21:20there is always a remedy to it, dekhein, negligence nahin hai,
21:24dekhein, ismein negligence nahin hai, may be, high-profile hai sir, DSP
21:28I agree, DSP nahin, isse zyada high-profile hai ki Mustafa Aamir missing hai,
21:33dekhein, uska mobile phone recover ho raha hai, dekhein, yeh saari cheezein,
21:36karl hum inshaAllah jayenge, dead body ki recovery, jisi confirmation humne karni hai,
21:41basically, ki dead body hai ya nahin hai, dekhein,
21:43qadhalat ko bais kahenge aap, qadhalati faisle?
21:45nahin, nahin, main yeh nahin kahen sikta, dekhein, ek procedure hai,
21:47qadhalat ka, may be, humarein usmein koi limitation ho,
21:51jisne court ne usko accept nahin kiya, uski wajah se yeh hua,
21:54humarein bas next forum hai, court kahein procedures hai,
21:57hum next forum pe jaa ke, inshaAllah, abhi mil jayenge,
22:00dekhein, yeh aisi koi baat nahin hai,
22:02Mustafa ka mobile phone se ghar se mila tha,
22:04kuch mazeed DNA attachments mila hai,
22:07dekhein, humne already jo carpet stains hai,
22:10unko DNA analysis, family ke saath matching ke liye bhej diye,
22:13iski report mein, it takes about a week or so,
22:16achha, isi baat ki opportunity leh lein,
22:17ki ek mastermind hai, usne Karachi me bhi dead body ko dispose off nahin kiya,
22:21usne shanaak mitane ke liye ghaadi bhi jaladi,
22:24laaj bhi jaladi, usne saare evidences mita diye,
22:26toh mobile kaise rahe gaya usne?
22:28mobile dekhein, it's a good question,
22:32yeh question humne bhi kiya,
22:33aapka bahut accha question hai,
22:34uske agar aap kamre mein jaye na,
22:36toh uska kamre mein chaos tha,
22:39uska living style jo tha, usmein bahut kachra tha,
22:43koi organized room nahin tha,
22:44toh luckily or unluckily,
22:46aap keh liye wo wahan pe rahe gaya hoga,
22:49maybe uskak ladhai hui,
22:50yeh dispose off nahin kar saka,
22:51ya wahan padha padha rahe gaya,
22:53yaani ke isse miss ho gaya,
22:54by mistakingly miss ho gaya,
22:55miss ho gaya, probably,
22:56warna agar yeh smile na milta toh evidence na,
22:58nahin phir hum aapka...
23:00baap usaayenge hai iss break ke baad,
23:01tumhare saath rahiye,
23:06welcome back,
23:07mohabbat ka din manane ke liye,
23:09Peshawar me bhi tahaif ki dukaanon par rush padh gaya hai,
23:12shehri badhi tadaat me phool aur tahaif kharit rahe hain,
23:15dukaan daaro ne bhi phoolon aur tahaif ki qaimton mein izzafa kar diya,
23:18Peshawar se Madhia Subbul ki report dekhiye,
23:20valentine day ko,
23:21bator izhaar e mohabbat ka din manane ki rawayat,
23:24ab Pakistan me nahi nahi rahi,
23:26wife ko bahut basant hai flower,
23:28toh uske liye le rahe hain,
23:29toh iske saath kuch chocolate waghara le lenge,
23:31kuch kuch food le lenge,
23:33ke wo khush ho jayenge,
23:33kaafi jewellery ki cheeze maine le liye aur,
23:36uske baad maine baahar se kuch aur kharidari karni hain,
23:39uske liye wife ke liye,
23:4014th February kareeb aate hi,
23:42Peshawar me phoolon ki dukaanon me kharidari ka amal tez ho jata hai,
23:46phoolon ke saath saath chocolate aur digar tahai bhi pasant kiye jate hain,
24:01mohabbat ek sada bahar jazbe ka naam hain,
24:04jo har mausam me har waqt mahakti hain,
24:06isi tarah mohabbate baanti jayen,