Here's why PM Modi was making plans for the next 25 years in his Independence Day speech...
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Amrit Kaal ka laksh hai ek aise bharat ka nirmaan jahaan naagrikon ke jeevan mein sarkaar
00:13bevajar dakhal na de hai.
00:27Yehaan se shuru hokar agale pachiswar ki aatra, jab hum aajadi ke satabdhi manayenge, naye
00:38bharat ke shrajan ka yeh Amrit Kaal hai.
00:44Amrit Kaal ka laksh hai ek aise bharat ka nirmaan jahaan subhidaon ka star gaon aur
00:53shahar ko baantne wala na ho.
00:57Amrit Kaal ka laksh hai ek aise bharat ka nirmaan jahaan naagrikon ke jeevan mein sarkaar
01:10bevajar dakhal na de hai.
01:14Amrit Kaal ka laksh hai ek aise bharat ka nirmaan jahaan duniya ka har aadunin infrastructure
01:25ho hum kisi se bhi kam na ho.
01:31Amrit Kaal pachis vart ka hai lekin hume apne lakshon ki prapti ke liye itna lamba
01:42intijaar bhi nahi karna hai.
01:47Hum abhi se jhud jaana hai, humare paas gamane ke liye ek pal bhi nahi hai, sabka saath,
02:00sabka vikas, sabka vishwas, lekin aaj laal kile ki prachis se abaan kar raha hu, sabka
02:12saath, sabka vikas, sabka vishwas, aur ab sabka prayas humare har lakshon ki prapti
02:26ke liye bahot mahatva poorn hai.
02:30So lakh crore, so lakh crore se bhi addik ki yojana lakhon nav jawaanon ke liye rozgaar
02:45ke naye avsaar lekar ke aane wali hai, gati shakti humare desh ke liye ek aisa national
02:56infrastructure master plan hoga, jo holistic infrastructure ki niv rakhega, humari economy
03:04ko ek integrated aur holistic pathway dega.
03:10Abhi hum dekhte hain ke humare transport ke saadhanon mein koi talmel nahi hota.
03:18Gati shakti silos ko todegi, bavish ke raste se hum in sab rodo ko jitni kathilai hai unko
03:30hatayegi.
03:31Isse saamanya maan ke liye, travel time mein kami aayegi, aur humari industry ki productivity
03:41aur bhi badegi.
03:44Gati shakti humare local manufacturers ko globally competitive karne bhi bhi bahot badi
03:52madad karegi.
03:53Aur isse future economic zones ke nirmaan ki naye sambhaavnaye bhi biksit hogi.
04:02Amrut kaal ke iss dashak mein gati ki shakti Bharat ke kaya kalb ka aadhar banegi.
04:15Hum aajadi ke 100 saal hone se pehle Bharat to energy independent banayenge aur iske liye
04:34humara road map bahot spasht hai.
04:39Gas based economy hai, deshbhar mein CNG, PNG ka network ho, 20 pratishak ethanol blending
04:50ka target ho, Bharat ektaye laksh ke saath aage badh raha hai.
04:58Bharat ne electric mobility ki taraf bhi kadam badaya hai aur railway ke 100 pratishak electrification
05:09par bhi kaam tej gati se aage badh raha hai.
05:14Bharatiya railway 2030 to 2030 tak net zero carbon emitter manne ka laksh rakha hai.
05:27Mein saare prayason ke saath hi desh mission circular economy is par bhi badh dera hai.
05:42Humari vehicle scrap policy iska ek bada udharan hai.
05:48Aaj G20 mein, G20 ke jo deshon ka samoorh hai, usmein Bharat ek matra desh aisa hai,
05:57jo apne climate goals ko praaps karne ki disha mein teji se aage badh raha hai.