• last year
Daura e Tarjuma e Quran - Host: Shuja Uddin Sheikh

1st Time In Electronic Media's History Complete Translation & Tafseer Of Quran Kareem.

#ShujaUddinSheikh #DauraeTarjumaeQuran #ARYQtv

Subscribe Here: https://bit.ly/3dh3Yj1

Official Facebook: https://www.facebook.com/ARYQTV/
Official Website: https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live: http://live.aryqtv.tv/
Programs Schedule: https://aryqtv.tv/schedule/
Islamic Information: https://bit.ly/2MfIF4P
Android App: https://bit.ly/33wgto4
Transcript
00:00 Bismillahir Rahmanir Rahim. Allahumma salli ala Muhammadin wa ala aali Muhammadin wa barik
00:07 ala alaikum. Asalamualaikum warahmatullahi wabarakatuhu. Nazim ul Haqqin Khashamdeir.
00:14 Asalamualaikum warahmatullahi wabarakatuhu. Nazim ul Haqqin Khashamdeir.
00:21 Asalamualaikum warahmatullahi wabarakatuhu.
00:28 Allah subhanaw taala ne tumhare liye ey musalmanu deen me wohee mu'amla muqarrar farmaya. Jiska usri hukum diya ta nooh alayhi salam ko.
00:39 Jiski wahee ayna anabiyy hamne aap ki taraf kiye sallallah salam.
00:43 Wa ma wasayna bihi Ibraheema wa Moosa wa 'Eesa.
00:45 Jiski wasiyyat hamne ki Ibraheema wa Moosa wa 'Eesa ko alayhi musalam.
00:49 An aqeemu deen. Ki deen ko qaim karo.
00:52 Wa la tatafarraqu fee.
00:53 Aur isme tafarraka na daalo.
00:55 Paanj jalilul qadar rasoolun ko jo hukum tha wo nabiya karam aalaihis salam ki ummat ko ata ho raha hai.
01:00 Pehghambaron ne ibadat ka taqada kiya logon se. Allah ki itaat ka taqada kiya.
01:04 Dawat-e-deen logon ke saamde peshki.
01:06 Pehghambaron ne Allah ki deen ko qaim karne ki jiddo johad ki.
01:08 Tabhi to huzoor ki zindagi me badar, uhud, ahzab bhi sajhe hai na.
01:12 Tabhi anbiya alaihi musalam ke saad milkar Allah walon ne jange kiye hain.
01:15 Surah al-imran ayat 146 ke mutaabi.
01:18 Ab ye taqada khatm-e-nabuwat ke baad ummat-e-muslimah ke kaandho par hai. Aqeem-ud-deen, deen ko qaim karne ki jiddo johad karo.
01:25 Qaim agar hogaya deen to qaim rakha jaye.
01:27 Qaim nahi hai to qaim karne ki jiddo johad ki jaye.
01:30 Ye anbiya alaihi musalam ka mission tha.
01:32 Nabiya karam aalaihis salam ko mission teen martaba aaya hai Quran-e-paq me.
01:35 Surah Fatah ki ayat 28 me bhi padehenge.
01:38 Li udheerahu alad deeni kulli taaki zine haqqu kul nizami zindagi par ghalif farma deyen.
01:42 Allah ki ibadat fakat infaraadi sata par matloob nahi, ishtimai sata par bhi matloob hai.
01:47 Allah farmata udkhulu fissilmi kaafa, Islam me poori ke poori daakhil ho jao.
01:51 Al-Baqara ayat 208 me.
01:53 Allah farmata mal lam yahkum mima anzal Allah fa-ulaika humul kaafiroon.
01:57 Surah Al-Maida ayat 44 me.
01:58 Jo Allah ke nazil karda kalam ke mutaabik faisil nahi karte, wohi to amalan kuffar kar rahein.
02:03 To Allah ke deen par poora poora amal karne ke liye, uske deen ka ghalba, uske deen ka nifas, uske deen ki iqamat,
02:10 yeh zimmedaari aaj Ummat-e-Muslima ke kaandho par hai.
02:13 Yeh mauzoo aindha bhi aur maqamat par Inshallah aayega.
02:16 Farmaayi aqeem ud-deena wala ta tafarraqu fee, deen ko qaim koi, isbari me tafarraqein me mubtala nahi ho jao.
02:22 Yeh bhi tafarraqa hai na, ki alag alag kar deyna.
02:24 Kuch hukum maan rahein?
02:26 Namaz adda kar di, zakat dey di, rooda rakh liya,
02:28 bay pardagi nahi chhode, sood khatam nahi kare, juwa khatam nahi hora, sharaab rukh nahi rahi,
02:32 Allah ki shariat ki ainda jo sazaayin unaafiz nahi hora, yeh bhi to tafarraqa hai, to alag alag kar deyna.
02:37 Bhi poore deen par amal karne ka taqada, uske deen ko ghalib parne ki jidduh juhur karne ka taqada humse kiya jaa raha hai.
02:43 Kabura aalal mushrikeena maa ta du'uhum ilaih.
02:46 Aap (S.A.W) jis baat ki taraf unhe bulate hain, mushrikeon par giraan guzarti hai.
02:51 Sardaraan-e-Quraish to kahte the hamara qanun chalna chahiye,
02:54 Firaun kahta tha mera deen chalna chahiye,
02:56 Allah kahta deen to mera chalega, Rasoolullah khahta Allah ka hukum chalega.
03:00 Teen martaba Quran-e-Karim mein baat aayi, Surah Yusuf ayat 40 bhi hai,
03:04 Inil hukmu illa lillah, hukum ka ihtiyar to Allah ke liye.
03:07 To mushrikeon par yeh bhi bhaari guzarti thi baat, yukhe yeh daabat to unke nizam ko challenge karti thi.
03:12 Allahu yajitabee ilaihi mayyashaa'u, wa yahdee ilaihi mayyuneem.
03:16 Allah jis se chahta hai, apne taraf chul leta hai.
03:19 Khas Allah ka fadal, Hazrat Ameer Hamza radhiya Allah ta'ala a'ahuwa ka qabool-e-Islam ka waqiah padein.
03:24 Allahu Akbar, Allah ne chul liya.
03:26 Aur bhi waqiaat hain, yeh khususi maamla.
03:28 Wa yahdee ilaihi mayyuneem.
03:30 Allah hidayat us se deta hai jo Allah ke taraf rujoo kar rahi hai.
03:32 Yeh umumi maamla.
03:33 Salman Faras ke tha, radhiya Allah ta'ala a'ahuwa, talab wa talab sachi thi.
03:36 Allah ne hidayat ata farmadi.
03:38 Talab sachi hogi, hidayat ata hogi.
03:40 Wa maa tafarraqu illa min ba'di maa ja'ahumul ilm-u baghyam baynuhum.
03:44 Yeh humne tafarraqa na dada, magar iske baad ke jab unke paas ilm, yani waheem isse ka ilm aagaya,
03:49 aapas ki zid ke wajah se.
03:51 Yeh humne Al-Baqarah me padha, uske baad bhi padha, Ahl-e-Kitab ke giroh.
03:54 Wo zid me aagaye, aur unhone girohbandi ikhtyaar karli, aur nabi alaihissalam ki daawat ko radh ki, am'aadallah.
04:00 Walau la kalimatun sabaqat min rabbika ila ajali musammal laqudiya baynahum.
04:04 Aur agar aapke Rabb ke taraf se ik muddat mukarratak muhlat dene ka faisla na guzar chuka hota,
04:09 to unke danmial faisla kar diya jata.
04:12 Wa innal ladheena oorithul kitab, min ba'di na fee shakki minhumuree.
04:16 Aur beshak jinn logon ko, beshak jo log inke baad kitab ke waris banaye gaye,
04:20 yaqeenan wo isse taraddud me daalne waale shakme hain.
04:23 Awwal jinn logon par Allah ka kalam, yani Allah ka kalam ki zimmedaari aayi,
04:26 aur wo kitab ke waris banaye gaye, aur unhone duniya parasti ikhtyaar karke kitab ko pasir push daala,
04:32 to baad me aane wale to na khalaf hi honge na.
04:34 Ji, jinn ko zimmedaari di jaye, Ahl-e-ilm hon, sahib ikhtyaar hon,
04:38 wo duniya parasti me mubtala hokar kitab wa deen se door honge,
04:41 to baad wale unko dekhna to aur deen se door honge, astaghfirullah.
04:44 Agli aayat-e-karima mein, ek aayat mein das ahkaamat aa rahe hain,
04:48 aur bahut teemti ahkaamat, khitaab Huzoor se aur ummat ko taaleem hain.
04:52 Falizalika fada'a, pas ehrabi aap isi ke liye bulayin, Allah ke deen aur iski iqamat ki daawat.
04:57 Wastaqeem kama umirt, aur jaise aapko hukum ata kiya gaya,
05:00 aap ussi tarah qaim rahiye, istiqamat ka mudahara kijiye.
05:03 (Arabic)
05:05 Aur aap inki khwaishat ko ahmiyat na de, inki baat na maane.
05:08 (Arabic)
05:11 Aur aap firma dijiye, main iman la yahaar uss kitab par jo Allah ta'ala ne nadil firmaee.
05:15 (Arabic)
05:18 Aur mujhe hukum diya gaya, main tumhare dermiyan adal ko qaim karoon.
05:21 Allahu Akbar, adal ka nifaaz hona chahiye.
05:24 Yeh Allah ke Rasool ki inkilabi daawat ka ek nukta, adal ka nifaaz hona chahiye.
05:27 Maashree ke andar, maishat ke andar, siyasi maamlaat mein,
05:30 Allah ka hukum naafiz hoga, tab ishtimai sataabar logon ko adal mein yasar aayega.
05:34 Allahu Rabbuna wa Rabbukum, Allah hamara bhi Rabb hai, tumhara bhi Rabb hai.
05:38 Lana a'maluna wa lakum a'malukum, hamare liye hamare a'mal, tumhare liye tumhare a'mal.
05:42 La hujjata bainana wa bainakum, hamare liye tumhare dermiyan koi hujjat ka koi jhagda ka maamla to hai nahi.
05:48 Allahu yajma'u bainana, Allah ta'ala hamme jama'a firmaa dega.
05:51 Bil akhirat wa akhirat mein sabne jama'a hunai hai.
05:54 Wala jaheel maseer, aur usi Allah ta'ala ki taraf lothne ka maamla hai.
06:00 Wal ladheena yuhajjuna fil laahi min ba'di mas sujeeba lahoo hujjatuhum, daahidatun 'inda rabbihim.
06:04 Aur jo log Allah ta'ala ki baare mein jhagda karte hain, iske baad ki Allah ta'ala ki baat ko qabool kar liya gaya,
06:09 unka yeh jhagda karna Allah ta'ala ke hain, unke Rabb ke hain, lagh hai, bekaar hai.
06:14 Allah ki daawat qabool ho rahi hai na, bohos saare afraad imaan la chuke hain,
06:19 kuch hain se jhagda kar rahe hain mushrikeen e kuffaar, unka yeh jhagda karna Allah ke hain baatil hai.
06:24 Hum musulmanon ke itibar se dekh liyejiye, Allah ke deen ko maana toh sab musulmanon ne hai,
06:28 kuch hain jo aage badkar amal karne se aage badkar daawat e deen, iqamat e deen ke jitdh wa juhut mein lagaye wey,
06:33 aur apna tan man dhan lagane ki koshish kar rahe hain,
06:36 ab koi gaye je 2022 se bade mushkil halaat hain, kaise deen ke liye waqt nikaalain,
06:39 toh jo nikaal rahe hain, jo Allah ke rah mein sab kush lota rahe hain, pesh kar rahe hain,
06:43 toh kya yeh unke liye hujjat nahi ban jayenge, toh aise hujjat baazi hai,
06:46 aur istara bahane banana, aur deen ke taqadau se faraar ikhtyaar karna, Allah ke makbool nahi yeh baat.
06:52 Wa alayhim ghadabu walahum adabun shadeed, yeh kuffaar ka bayan hai, ab jo baat aariyeen,
06:56 Wa alayhim ghadabu walahum adabun shadeed, aur unpar ghadab hain, aur unkar sak adab hain.
07:00 Allahul lazee anzalal kitaba bil haqqi walmeezan, Allah jisse kitab ko haqq ke saad nazil ferma,
07:06 shariat ki tarazudin, huqook aur faraiz ke tayun ke liye, aur shariat ke ahkamah sirf padne ke liye nahi,
07:13 kitabon me chhapne ke liye nahi hain, sirf kush courses kara dene ke liye nahi hain,
07:16 logon ko talib ilm bana dene ke liye fakat nahi hain, balka in ahkamah ke nifas ka bhi taqadau hai.
07:21 Wa ma yudreeka la'an las sa'ata qareem, aur ay mukhatab tumi kya malum ke shayat qareeb hi aachuki ho qayamat,
07:27 yasra'a jilubihal lazeena la yu'minuna biha, iski walog jaldi machatein jo iswar iman nahi raktein,
07:33 wal lazeena aamanu ishfiquna minha, aur jilub iman la yu'us qayamat se darte rehtein,
07:38 wa ya'alamuna anna hal haq, aur wo jaantein ki ye haq hain,
07:41 alaa innal lazeena yu'maaruna fis sa'ati lafeen, walaa limba'een,
07:45 aaga hujaun bishay jilub qayamat ke baarein me jhagda kartein, wo door ki gumraaheen me mubatalaahin.
07:50 Allahu lateefu mi'ibadi ya rizqu mayya shaah, Allah apne bando par bada meharbaan hai,
07:55 jisse chaata rizq wa ataa farmata hai, ma huwa alqawiyyul azeez, aur walla qawiyy hain ghalib hain.
08:00 Subhanallah, deen ka kaam karne mein bahut bada sawal, khaunga kaan se, peewunga kaan se,
08:04 bache kaise palenge, Allahu Akbar, aur raziq to Allah hai bhai,
08:07 Allah kahte hain apne bandon ko chaahan se chaayega rizq ataa farmaayega,
08:10 main Allah ki qasam uthaun is baat par, ye rizq ki parishani kabhi rukawat nahi bansaktein,
08:15 bande ke liye ki agar wo deen par issiqamat ka mudairah karna chahein,
08:18 jo Allah ke kaam mein lag jaayega, kya Allah ta'ala uske kaam mein nahi lag jaayega,
08:21 Allah ta'ala uske maamlaat ko samit nahi deyega, to rizq ka maamlaa Rab ke zimme, zimme karam par hai,
08:26 hamara kaam mein mehnat karna, lekit Allah ke deen ko tarjeeh awwal bana kar uske liye tanmandhan lagane ki koshish karenge,
08:32 Allah ta'ala khazane ghaif se madad farmaayega,
08:35 wa huwa alqawiyyul azeez, aur walla qawiyy hain ghalib hain,
08:38 Allahu Akbar, man kaana yureedu hartha al aakhirati, nazid lahu fee harthi,
08:42 jo shahs chahta hai aakhirat ki kheeti, uski kheeti mein idhaafa kar detein,
08:46 tum talab to karo aakhirat ki,
08:48 Allahu Akbar, wa man kaana yureedu hartha duniya, nootihi minha,
08:54 aur jo duniya ki kheeti chahta hai, ham usme se kuch de detein,
08:57 wa ma lahu fee al aakhirati min naseeb, aur aakhirat uska koi hisa nahi hai,
09:01 duniya firaun ko mili, qaaroon ko mili, tumi bhi mil jaayegi,
09:04 tum taay karo tumi aakhirat chaahiye, duniya arzi, aakhirat daaimi,
09:08 Allahu Akbar, aakhirat ki talab naho to deen ki iqamat ka kaam nahi ho sakta,
09:13 am lahum shuraaka ush sharaa'u lahum min ad-deeni, ma lam ya'adham bihi laa,
09:19 kya unke kuch shareek hai, jinnu ne ke liye aisa deen muqarar kar diya,
09:22 jiski Allah taala ne ijaadat nahi di,
09:24 walaw laa kalimatul fasri la qudia bainahum,
09:27 aur agar e qaul-e-faisal nahi hota, to unke darmiyan faisla kar diya jaata,
09:31 har faisal ka waqt Allah ke hain mu'ayyan,
09:33 wa inna al-zaalimeena lahum aadhabun aneem,
09:35 wa bishay zalimeen ke liye dardanaak aadhab hai,
09:38 wa inna al-zaalimeena mushfiqueena mimmaa qasabu wahoo wazaaq'uun bihim,
09:42 tum zalimeen ko dekhoge, ki wo apne a'maal ke wabaal se darte honge,
09:46 aur wo unpar waqih ho jaane wala hoga,
09:48 waladheena aamanu wa'aaminu ssaalihaati fee rawdaatil jamnaat,
09:51 aur jo lo imaan laayat unno neek a'maal kiye,
09:53 wo jannaton ke baaghaat me honge,
09:55 lahum ma yashaa'uun ainda Rabbihim,
09:58 wo jo chahenge, unke Rabb ke haan unne aata hoga,
10:00 thalika huwa alfadlul kabeer, yahi hai bada fadal,
10:03 thalika allathee yubashshiru Allahu ibadahun ladheena aamanu wa'aaminu ssaalihaati,
10:08 ye hai wo jiski Allah ta'ala apne un bandon ko basharat deta hai,
10:12 jo imaan laayat aur unne neek a'maal kiye,
10:14 Allah ta'ala hum sabko jannatul firdaws ata fermaayi.
10:17 Qul laa as'alukum 'alaihi ajuran illal mawaddatal qurba,
10:21 aynabish sallallahu alaihi wa sallam,
10:22 firma dijiye main tumse quraabat ki muhabbat ke siwa iswar koi ajar nahi maangta,
10:27 ajar to Allah ta'ala ki zimmi karam par hai,
10:29 haan, khaandaan walo ko huzoor firmaarein,
10:31 banu Hashim ke logon ko firmaarein, jinn ko daawat huzoor ne peshki,
10:34 tum to mere apne ho, tum to mere apne khaandaan ke ho,
10:36 tum to rukawat na bano, rishidadi ko kuch lihaat karo,
10:39 mukhalifat na karo, haq ko qabool karo,
10:41 wamai yaqtarif hasanatan nazid lahu feehaan husna,
10:44 aur jo koi shafs neeki kamaayega,
10:47 hum uske liye usme khubi ko badha denge, pehtar badla denge,
10:50 innallaha ghafoonu shakoor,
10:52 beshak Allah, bohot bashnewala, qadardani firmaanewala hai,
10:55 am yaqoorun aftara'a lallahi kadheema,
10:57 kya yeh bushikeen kehtein ki innoonee Allah ta'ala bat jhood ghar liya, ma'adallah,
11:01 fa'i'n sha'een la'u yaqtima'a laa qalbiq,
11:03 pas agar Allah chahein to wa aapke dil par mahur laga deta,
11:06 lekin aisa nahin, Allah ta'ala apne fadat se aapko nabuwat ataaf fermaayin,
11:09 wa yamhul laahu albaatina wa yuhiqqul haqqa bi kalimatihi,
11:13 aur Allah baatil ko mitata aur haq ko thabit karta apne kalimat se,
11:16 innahu 'aleemun bidhaati is-sudoor,
11:18 bishak Allah, seeno ke raaz usse khub waqif hai,
11:21 wahuwa allathee yaqbalu tawbatan 'ibadi, wa ya'afu 'anis sayyiati, wa ya'alamu maa taf'aloon,
11:26 aur hu Allah jo apne bando se tawba qabool fermata hai,
11:29 aur burayoon ko maaf ferma deta hai, aur jaanta hai joh kush tum karte hu,
11:33 wa yastajeebul ladheena aamanu wa aamilu salihaati, wa yazeeduhum min fadaleen,
11:37 aur Allah unki du'aeyin qabool fermaata hai, jo imaan laaya aur unnoonee neek ahmaal kiye,
11:41 aur Allah unko apne fadal se mazeed ataaf fermaata hai,
11:44 walkaafiroon alahum azaabun shadeed, aur kaafiroon ke liye shadeed azaab hai,
11:49 walau basatallahu rizqa li'ibadi labaghau fil ard,
11:52 aur agar Allah apne bando ke liye rizqo kushada karte deta,
11:55 toh hu zameen mein sarkashi karte,
11:57 kayi martaba zyada mil jana maal ka ya duniya ka,
12:00 wo sarkashi ka zariya ban jata hai,
12:02 sabko sabkuch nahi dira Allah ta'ala ne,
12:04 yeh nukhta agli surat surah zukhruf mein baat mein aayega inshaAllah,
12:07 walau basatallahu rizqa li'ibadi labaghau fil ard,
12:10 aur agar Allah apne bando ke liye rizqo kushada karte deta,
12:12 toh hu zameen mein sarkashi karte lag jate,
12:14 walaki yunaziru biqadari ma yasha,
12:17 lekin hu ek nape tul-i-amdaas se jis qadar chaata hai,
12:20 naazil fermaata hai, yaani ataaf fermaata hai,
12:23 innahu bi'ibadi khabeerun baseer beshakoo Allah,
12:25 apne bando ki zuroorat se khub waqif hai,
12:28 khabar rakhne wala, dekhne wala hai,
12:30 wahuwa allazi yunazirul ghaitha min baadi ma qanatu,
12:34 aur iske baad chad ke hu naameed ho gaye,
12:36 toh hui Allah jo baarish naazil fermaata hai,
12:38 wa yanshuru rahmata, aur hu apne rahmat ko phailata hai,
12:41 wahuwal waliyul hameed, aur hu Allah ka arsaaz hai,
12:44 laa'iqe taarif hai,
12:46 ek ruhani baarish bhi Allah de raha hai,
12:48 jo chahe aage badkar hidayat qabool kar le,
12:50 wa min aayaati khalqus samawati,
12:52 wal ardi wa maa batha fihima min daabba,
12:55 aur Allah ke nishaniyon me se hai,
12:57 aasmanon wa zameen ki takhliq ka mu'amla,
12:59 aur jo isne inke darmian chaupaye phailaye,
13:01 chaupaye aasmanon me bhi, zameen me bhi,
13:03 ab kaun kaunsi makhluqat hai,
13:05 aliens ki baat nahi kar raha,
13:07 magar kaun kaunsi makhluqat hai,
13:09 ishaara aasmanon me bhi, aur zameen me bhi,
13:11 wahuwa alaa jami'ihim idhaa yashaa'u qadeer,
13:13 aur hu Allah jab chahe unke jama' karne par qudrat rakta hai,
13:16 wa maa asaabakum mi musibatin,
13:18 fa bimaa kasabata idheekum ya'afu'an katheer,
13:21 aur tumhe jo musibat pauchni hai,
13:23 toh uske wajah se tumhare haato ne kamai ki hai,
13:25 aur bohut se guna Allah ta'ala maa'af ferma deta hai,
13:28 aur masaa'i mushkilat, parishaniyan,
13:30 wo logon ke guna'on ki wajah se aati hain,
13:32 log kahete hazan wazifa bataiye,
13:34 wazifa bataiye, sabse bada wazifa ye bhi hai,
13:37 ki guna'on ko chhuda jaaye, taqwa ikhyaar kiya jaaye,
13:40 ye wazifa surah talaq me aayega, 28 waare me,
13:42 ye wazifa se padne wala nahi,
13:44 karne wala hai guna'on se bachna,
13:46 musibat aati guna'on ki wajah se,
13:48 Allah bohut se baat maa'af kar deta hai,
13:50 har baat par pakde toh koi jaandar bhi baaki na chhode,
13:52 pehle hum pad aaye hain,
13:54 aur tum zameen mein Allah taala ko aajiz karne wale nahi,
13:57 faraat uski hukum ko tum lok nahi sakte, tal nahi sakte,
14:00 wa maa lakum min doonillahi me waliyum wala naseer,
14:03 aur Allah ke sewa tumare lila na koi kaarsaz hai,
14:05 na koi madadgaar,
14:06 wa min aayaatihil jawari fil bahri kal a'alam,
14:08 aur Allah taala ki nishaniyon me se samandar mein pahado jaise jahaaz hain,
14:13 jab ye jahaaz khade hote toh lakta hai pahad hai samandar ke beech wo beech,
14:16 in yashay uski nirriha,
14:18 faya dallal na rawaakida ala dahrein,
14:21 agar wo Allah chahe toh hawa ko thaira de,
14:24 toh wo jahaaz uski sata par khade reh jayein,
14:26 inna fee thalika la aayaatilikul sabbaarin shakoor,
14:29 be shak ismi nishaniya hain,
14:31 har sabar karne wale,
14:32 aur shukr ada karne wale ke liye,
14:34 au yu'u biquhumna bimaa kasabu wa ya'afu 'an katheer,
14:37 ya Allah unhe unke aamaal ke sabab hala kar daale,
14:40 ya bohosu ko chahe toh Allah mu'af farma de,
14:42 Allah jo chahe soh karta hai,
14:44 wa ya'alamallal ladheena yujaadiluna fee aayaatina,
14:46 aur jaan lein wo log jo humari aayaat mein jhagda kartein,
14:49 maa lahum min mahees, unke liye koi jaay-e-panaah nahi hai,
14:53 agli aayaat mein badi pyaari sifat hai,
14:55 kuch hum pehle bhi padhaayein hain,
14:56 albatta is surat ka markaz hi mauzoo kya,
14:58 iqaumat-e-deen, ghalb-e-deen ki jiddu juhud,
15:00 Allah ke deen ko ghalib karne ke jiddu juhud,
15:02 aise jiddu juhud karne wale ki sifat kya hai,
15:05 wo ab aage bayan ki jaye rahi hain,
15:07 fama ooteetum min shay'in,
15:09 famata'ool hayat-e-duniya,
15:15 duniya ki muhabbat ke saath deen ka kaam nahi ho sakta,
15:17 wa maa inda Allahi khayru abqaalil ladheena aamanu,
15:20 aur jo Allah ta'ala ke paas hai,
15:22 wo baitar aur humeesh rehne wala hai,
15:24 uski fikar karoge to mehnet karna aasaan ho jayega,
15:26 wa 'ala rabbihim ye tawakkaloon,
15:28 aur wo apne Rabbal bharosa kartehim,
15:33 main tarjama dubara kartein taaki lafz koi reh na jaye,
15:36 khayru abqaalil ladheena aamanu,
15:38 wo Allah ta'ala ke paas hai,
15:40 wo baitar aur humeesh rehne wala hai,
15:42 un logon ke liye jo imaan lai,
15:44 wa 'ala rabbihim ye tawakkaloon,
15:46 aur wo apne Rabbal bharosa kartehim,
15:48 main isliye khayaal lagta hu,
15:50 Allah ta'ala mazeed tawafiq hataa farmaye,
15:52 baaz logon ko intazaar hai ki hamare do Quran-e-paak mukambal hongi,
15:54 pata hai na aapko,
15:56 insha'Allah ta'ala ek Quran-e-paak arabi wala,
15:58 ek Quran-e-paak ka tarjama,
16:00 aur mazeed tashreeb hi,
16:02 ko shish kartein koi lafz reh na jaye,
16:04 wo imaan walo ki sharaf wa sifat,
16:06 wa 'ala rabbihim ye tawakkaloon,
16:08 aur wo apne Rabbal bharosa kartehim,
16:10 wal ladheena itaniboona kabairal itmi wal fawahisha,
16:12 aur jo log bachtein bade bade gunaahon se,
16:14 aur behyai ki baato se,
16:16 chote gunaahon se bachein,
16:18 magar zyada hassasiyat bade gunaahon ke bare mein,
16:20 aur agar batil ka nidam hona,
16:22 to is sabse bada munkar hai,
16:24 jahan sood bhi challa hai, behyai bhi challa hai,
16:26 juwa bhi challa hai, sharab bhi challa hai,
16:28 aur na jane kya kuch challa hai,
16:30 iske bachna aur iske khatme ki jiddo johat karna,
16:32 iske bare mein imaan walo ki hiss zyada bedar honi chahiye,
16:36 batil ke ikhtidar mein taqwa ki arzu,
16:40 kitna hasif hareb hai, jo kha rahein hai hum,
16:42 bade bade haram kaam challein,
16:44 aur kuch log apne infaradi nekiyon par mutmein hai,
16:46 ye kaafi nahi hai bhai,
16:48 ishnamaai mehnat karna hogi,
16:50 batil ki khilaf nafrat ka idhar karna hoga,
16:52 jiddo johat mein hissa daalna hoga,
16:54 Allah ki marzi hogi tab Allah deen ko galib kar dega,
16:56 lekin jiddo johat aalam-e-zahir mein karna humara farz hai,
17:00 toh kahan hassasiyat hai,
17:02 wal-ladheena yajitaniboona kabairal-ithmi wal-fawahisha,
17:04 aur jo log bachnein bade gunahon se,
17:06 aur bihaai ki baaton se,
17:08 wa-idha ma ghadibu hum yaghfiroon,
17:10 aur jab wo ghusse mein hote toh maaf kar detein,
17:12 infaradi sata par maafi hai,
17:14 logon ke kusur maaf kar detein,
17:16 aage zikr aayega, ishtimaai sata par nizam ki baat aayegi,
17:18 toh waha toh badla bhi hai, wo zikr aage aaraha hai,
17:20 wal-ladheena sajabu l-urabbihim,
17:22 aur wo jino ne apne rabki pukar ko qabool farmaaya,
17:24 iss surat mein ek hi pukar lagi hai,
17:26 aayet no. 13 mein,
17:28 aqeem ud-deen, deen ko qaim karnein ki jiddo johat karo,
17:30 aage phir uska zikr aaraha hai,
17:32 aur jino ne apne rabki pukar par labbaee,
17:34 kaha qabool karli wo pukar,
17:36 wa-aqaamu s-salaa, unhone namaas qaim ki,
17:38 wa-amruhum shuraa baynahum,
17:40 aur unke aapas ke maamlaat bahami mashwari se tay hotein,
17:42 Allah ke nabi alayhi salam ka zikr-e-khair aaye ta, surah al-imran, aayet no. 169 mein, huzoor ko firmaaye ki aap mashwara karein,
17:48 halak huzoor ko mashwara karne ki zuroat nahi,
17:50 ummat ke liye sunnat aapne jaari farmaadi,
17:52 aur ye ummatiyon ki sifat bayan ho rahi hai,
17:54 aapas ke maamlaat ko bahami mashwari se wo tay kartein,
17:56 wa mim maa razaqnahum yunfiqoon,
18:00 aur jo humne unhe risq mein se ataab farmaaye, us pe se kharaj kartein,
18:02 bakheel aadmi, kajus aadmi, duniya paras aadmi,
18:06 yeh khaamat ka kaam nahi kar sakta, lagatein rahi khuda mein, yeh hai jo deen ka kaam karenge, Allah hume unh logon mein shamil rakhe,
18:12 wal ladheena idha aasabahumul baghyu, hum yam tahseeroon,
18:16 aur walok ke jab unh par koi ziyati ho jati hain, toh badla letein, iski gunjaeesh hai,
18:20 wajahzaa-us sayyatin sayyatum mitluha, aur burai ka badla waisi hi burai hai,
18:26 kya matlab, ekh hai daawat e deen ka marala, burai ka jawab bhalai se do,
18:30 surah haami masajda, aayat 34 mein baat aagayi,
18:32 isa aalaihis salaam ne firmaaya daayin gaal pe koi thappad maar de, tumko bhai baayin gaal pe bhi thappad maar de, meri baat ko sun le,
18:37 daawat ke kaam mein yeh chalega, yehkin jab baatil se takraa hoga toh badla liya jaayega,
18:41 aur jab shariat naafiz hogi, mujrimon ko sazaai di jayenge,
18:45 wala kya choron ko bhi maaf karenge, qatilon ko bhi maaf karenge, daakoon ko bhi maaf karenge,
18:48 sharabiyon ko bhi zani, toh phir toh kisi ki jaan, maal, izzat, abroo maafuz na rehgi,
18:52 iqamat-e-deen ki jiddu jahud ke dauran mein, baatil se takraa hoga, toh talwaal bhi uthegi,
18:57 aur deen qaim hogaya, toh shariat ke ahkaamaat ka nifaaz bhi hoga,
19:00 sazaon ka nifaaz bhi hoga, haq talfi ka izala bhi kiya jaayega, yeh uski tarab bhi ishaara,
19:05 wajhaza-u-saiyyatin saiyyatun mitluha, aur burai ka badla baisi burai hai,
19:09 haan, fa man aafa wa asnaha fajruhu 'ala Allah,
19:12 taz jisne maaf kar diya aur islaha ka maamla kar liya, toh uska jaan Allah ta'ala ki zimme karam par hai,
19:16 innahu la yuhibbul-zalimeen, beshakan Allah, zalimon ko pasan nahi farmata,
19:20 infaradi sida par maafihi pasan deena hai,
19:22 wa la man imtasara ba'ada zulmihi, fa ulaa'ika maa 'alaihi min sabeen,
19:26 aur yakeen hai jisne badla liya apne obar zulm ke baad,
19:29 toh yeh log hai jinn par koi ilzam nahi hai, badla ki gunjaeesh di gayi,
19:32 haan, innama ssabeeru 'ala alladhina ya dhulimoon amnaasa,
19:35 wa yaabghoona fil-ardh bi ghaidil haq,
19:37 beshakan ilzam toh un logon par hai,
19:39 jo logon badzulm kartein, zameen mein nahak fasaad machaatein, daakein daaltein, maad daaltein logon,
19:44 jaydaadi harab kar jaatein, poori qaum ko bech detein,
19:47 poori qaum ka maal harab karkein, tijoriyan bhartein, duniya bhar mein jahat,
19:51 Allah huwa badzulm karne wale, inn se toh badla liya jaayega,
19:54 inn ko toh nishan-e-ibrad banaana chahiye, taah ki logon ki jaan maal izzat abroo maafooz rahein,
19:59 ulaa'ika lahum azaabun 'aleem, yeh log hai jinn ke liye dard naak azaab hai,
20:02 firmi, infradi sitaab sabar ka maamla wa maafi ka maamla,
20:07 wala man sabara wa ghafara, inn daalika la min 'azmil umoon,
20:10 wa jis se sabar kiya wa maaf kar diya, beshek yeh badi himmat ke kaamun mis se hai,
20:14 wa mayy-udhunilillahu fa maa lahum waliyyim min ba'diin,
20:18 wa jis ko Allah ta'ala gumraah karne ka faisla kar le, toh iske liye iske baad koi kaarsaz nahi,
20:22 wa tara thzaalimeen lamma raabun azaabun,
20:24 wa aap dekhenge zaalimon ko, ki jab wo azaab ko dekhenge,
20:27 yaa qooloon wo kahenge, hal ila muraddi min sabeel,
20:30 kya lotne ki koi raah hai, koi mauka milsakta hai, chans milsakta hai, koi fayda nahi,
20:34 wa tara hum yu'uradhoonu 'aliha khosh'eena min 'adhul-liyaun,
20:37 dhuroona min farfiin khafee,
20:39 wa aap dekhenge jab wo aajzi karte hue, zillat ke saad dozaq par peshkiye jaayenge,
20:44 toh wo jhuke hue, nazre chura kar dekh rahe honge,
20:47 wa qoolal ladheena aamanu innal khaasreen,
20:50 alladheena khaseeru anfusam wa ahlihim yawmal qiyama,
20:53 wa imaan wale kahenge, ki khasara paane wale toh wo hain,
20:56 jinoone khasare mein dala apne aap ko aur apne gharwalon ko qiyamat ke din,
21:00 ye baad surah zumar mein bhi aaye thi, yahan bhi aaye gai, sase bada khasara akharat ka,
21:04 alaa inna al-dhalimeena fee 'adhaabi muqeem,
21:07 aagaan ho jao ke dhalim, beshak hamishe rehne wale 'adhaab mein honge,
21:10 wa maa kaana lahum min awliyaa ayansuroona hum min doonillaa,
21:13 aur unke liye nahi hai koi kaasaaaz joonein Allah ta'ala ke siwa madad de sakayin,
21:17 wa mayy yudhulillahu fama lahum min sabeel,
21:19 aur jisko Allah ta'ala gumra karne ka faisla kar le, uske liye koi raasta nahi murat hidayat ka,
21:24 iss ajeeboodhi rabbiko min qabli ayaati yaumullaha maradda lahum min Allah,
21:28 apne Rabb ke farmaan ko qabool karo,
21:30 iss se pehle ke wo din aaye, jisko Allah ta'ala ke tarah se koi phairne wala nahi hai,
21:34 pukaar toh bohot pukaar, quran-e-paak mein iss surah mein pukaar aaye,
21:37 Allah ke din ko qaim karne ke liye khade ho jao,
21:40 aaj hum kahan kahan khade hote hain, bijli ke liye, gas ke liye, paani ke liye,
21:43 leaderon ke liye, siyasatdaanon ke liye, sab jagah khade ho raha hain,
21:47 Allah ke liye koi khada ho raha hain, Allah ke shariat ke liye koi khada ho raha hain,
21:50 main bhi ghor karoon, aap bhi ghor karein,
21:52 us din ke aane se pehle pehle, jo Allah ke jaane se koi phairne wala nahi,
21:56 Allah ke pukaar pe labbaayi kaho,
21:58 maa lakum min maljaiyyaum min idhiun wa maa lakum min nakir,
22:01 tumhare liye us din na koi pana ki baat hogi,
22:03 aur nahi inkaar karne ke koi gunjaish ka maamla hoga,
22:06 ardu fama arsalna ka 'aleem hafeezah, pas agar mumu phairne ayn nabi aalaih salam,
22:10 tumhne aap ko inpar nigibaan baraakar nahi bheja,
22:13 inna 'aleekha illal balaag, aapke zimmit-ul-peighaam pohchaane hi ki zimmidari hain,
22:17 wa inna idha adaknal insaana minna rahmatan fariha biha,
22:22 aur beshal jab hum insaan ko apne taraf se rahmat ka maza chakhaate hain,
22:25 us se khush ho jata hain,
22:27 wa intu siyum sayyatum bimaa qadamat aydihim, fa innal insaan kafoor,
22:31 aur agar unhe us ke badle koi takleep pohache,
22:34 jo unke haatun-e-kamai aage bheji,
22:36 toh beshak insaan bada hi na shukra hain.
22:38 Lillahi mulku samawati wal-ard,
22:40 Allahi kili aasmaan-ul-zameen ki baadshahad,
22:42 ya khuluq-ul-maa yashaa, Allah jo chahata hai pehda farmata hai,
22:45 yahoo li-ma yashaa-ul-inaathaun, wa yahoo li-ma yashaa-ul-dhukoor,
22:49 Allah jisko chaha hai baiti-yataa farmata hai, jisko chahata hai baiti-yataa farmata hai,
22:53 au yuzabwij-uhum dhukraana-u-wa-inaatha,
22:55 ya unhe jamaa kar deta hai,
22:57 yaani beti-yataa farmata hai,
22:59 wa yahoo li-ma yashaa-ul-u-aqeema,
23:01 aur Allah jisko chahata hai baanj, yaani be-aulaad kar deta hai,
23:05 innahu 'aleemun-qadeer, bishak-u-Allah, khub ilm rakne wala, khub qudrat rakne wala hai.
23:10 Yeh hai Allah ta'ala ke absolute hone ki ek aur daleel.
23:14 Aulaad ke baare mein sab log bichare bebas hain.
23:17 Allah jo chahe pehda karein, wo ilm bhi rakta hai, qudrat bhi rakta hai,
23:20 hikmat ke mutaabik jisko chahata hai beti-yataa,
23:22 jisko chahata hai beti-yataa, jisko chahata hai dhunu,
23:24 jisko chahata hai kuch nahi deta, wo har baat ka ilm rakta hai,
23:27 wo qudrat bhi rakta hai.
23:28 Agli ayat-e-karima mein wahi ki ikhsaam ka bayaan hai, teen ikhsaam.
23:32 wa maa kaana li-bashanin ayyu kalimahu Allahu illa wahyan,
23:35 aur kisi bashar ke li mumkin nahi ki Allah ta'ala usse kalam kare,
23:38 illa wahyan, magar wahi ke zariye,
23:41 au mi waroo-i-hijabin, ya parday ke peechhe se,
23:45 au yursila rasoolan, ya Allah farshne ko bheje,
23:48 fa yuhya bi-idrihi ma yashaa,
23:50 aur phir wo Allah ke hukum se jo chahe wahi kare.
23:52 Allah ishaare se ko baat dil mein daale, yeh bhi wahi.
23:55 Allah parday ke peechhe se kalam kare,
23:57 Moosa alaihissalaam se bhi kalam hua,
23:59 ya Allah farshne ko bheje aur wahi ka nuzul ferma,
24:01 yeh umum ka maamla hai,
24:02 innahu aliyyun hakeem,
24:04 beshak Allah bohot bulan martabe wala,
24:06 bohot hikmat wala hai.
24:07 wa kadhalika uheena ilaika rooham min amreena,
24:10 aur isi tarah,
24:11 aynabis sallallahu alaihi wasallam,
24:13 hamne aap ki tarah apne hukum se,
24:14 is rooh, yani Quran ko wahi kiya hai,
24:16 roohu kalas, wahi, yani Quran ke is maqam par aaya.
24:20 maa kunta tadree maal kitaabu walal imaan,
24:22 aapke ilme na tha,
24:24 ke kitaab ki tafseelaat kya hai,
24:26 aur imaan ke tafseelaat kya hai.
24:28 haan, walakin jaalnau nooran naahdi bhi man nasha,
24:30 au min 'ibadi naah,
24:32 lekin hamne is Quran ko noor bana diya,
24:34 isse ham apne bandon mein se jisko chahte hidayat dete,
24:36 yeh saara wahi, yeh saara Quran, yeh saari wahi,
24:40 taadimaat, tafseelaat,
24:41 Allah ne, ay nabi, aap ko ata fermaayin,
24:43 sallallahu alaihi wasallam.
24:45 wa la tahdee ila siratil mustaqeem.
24:47 wa bishak ay nabi, aap hain,
24:49 jol zurur seed-e-raasikitar rahnumaai farmane walein.
24:52 Allah ne aap ko Quran ata farmaya,
24:54 aap rahnumaai karunai walein seed-e-raasikitar.
24:56 Yeh huzoor ki aazmat ka bayan, sallallahu alaihi wasallam.
24:58 siratil laahi alladhee lahoo maa fis samawati wa maa fil ard.
25:01 Us Allah subhanu wa ta'ala ka raasta,
25:03 jiske liye wo sab kuch hai,
25:04 jo aasman aur zameen mein hai.
25:06 alaa ila Allahi taseerul umoor.
25:08 Aaga ho jao, tamam kaam bil aakhir, Allah ta'ala hi ki taraf lotenge.
25:13 Naazi-e-karaam, surah shuraa ka mutaala Allah ke fadlase mukamal hua.
25:15 Aayat dua kartein Allah ta'ala ke huzoor.
25:17 Bismillahir rahmanir rahim.
25:19 Allahumma salli wa sallim ala nabiyyina Muhammad.
25:22 Rabbana taqabbal minna innaka anta assamiul 'aleem.
25:25 wa tub 'alina innaka anta tawbabur waheem.
25:27 Aya hamare Rabb, ham sabki, hamare maababki,
25:29 hamare gharwaluki, tamam musalmanuki, maghfarat farmaadein.
25:32 Aya Allah, hamare saghira kabira gunahuku maghfardein.
25:34 Allahumma innaka 'afuvun tuhibbul 'affa fa 'afwanna.
25:38 Aya la tu ma'af farmaani wa laa, ma'af farmaani ku basan farmaadein.
25:40 Aya Allah, ham sabku ma'af farmaadein.
25:42 Aya Allah, ham jahannam se azad farmaadein.
25:44 Aya Allah, ham jannatul firdawas sataf farmaadein.
25:46 Aya Allah, ham sabka rahmatin aazil farmaa.
25:48 Aya Allah, ham sabse razi ho jao.
25:50 Aya Allah, ham sabse razi ho jao.
25:52 Wa sallallahu ala nabiyyil kareem, wa ala alihi wa ashabihi ajma'een.
25:56 Ameen bi rahmatika ya ahmar wahabi.
25:58 M O N E Y O U R E

Recommended