• last year
ARY News 1 AM Headlines 5th August 2023 |

#elections2023 #pdm #asifalizardari #chairmanpti #arynews
Transcript
00:00 Nigrah Wazir-e-Azam kaun banega?
00:04 Shahbaz Sharif ki zire Sidarat-e-Ittihadiyon ka video link chalas.
00:08 Hukmura Ittihad ne Wazir-e-Azam ko ikhtiyar de diya.
00:11 9 August ko Asamblea tehlil karne par ittifak, Nigrah Wazir-e-Azam ke liye saabik Governor,
00:16 Dr. Ishrat Ullabad aur Balochistan ke saabik Judge Shakeel Baloch ke naam bhi saamne aa
00:20 gaye.
00:21 Shahid Khakhan Abbasi ka naam bhi zire Gardish.
00:23 MKM ka Nigrah Wazir-e-Azam ke liye Governor Sindh Kamran Chisori ka naam dene par khaur.
00:28 Parooq Sattar kahte hain, Kamran Chisori ka naam sabse mauzoo hai.
00:32 Mushawrat ke baad naam tajweez karenge.
00:34 Waqt se pehle Assembly ki tehlil ka faisla People's Party Qayyadat aur Senior Rahnavaon
00:46 me istilafaat.
00:47 Zaraay ka kehna hai Senior PP Rahnavaon Assembly ki muddat poori karne ke haami aur Qayyadat
00:52 ke faisla se shadeed naala hain.
00:54 Asif Zardari se mutaadat baar raapton ki koshish nahi bhi naakam gayi.
00:58 Zaraay ka kehna hai PP Qayyadat ittihadiyon ke dabaw par Assembly tehlil ke liye razzamand
01:02 hui.
01:03 PP Zaraay ka kehna hai ittihadiyon ke dabaw par Assembly tehlil ke liye razzamand hi
01:07 afsoos naak hai.
01:08 PDM shikast ke khauf se election se faraar chahti hai.
01:22 Mushtarka Mufadha Council ka 50 swa echlas aaj dupahar 12 bache hoga.
01:27 Wazir-e-Asim ki ziris mutaadat echlas me chaaro subo ke wuzrayala sharik honge.
01:31 Echlas me saafi mardam shumari ki manzoori di jayegi.
01:34 Jiske baad digital mardam shumari ka notification jaari karke election commission ke hawaale
01:39 kiya jayega.
01:40 Election commission notification ki roshni me 4 se 6 maa me nai halka bandiya karne ka
01:45 paaband hoga.
01:46 Nai halka bandiyon ke baad aam intiqabat karne ka mumkin ho sakega.
01:59 Karachi ko paani do apna paani saath lekar jayenge.
02:02 Jamaat-e-Islami ka shara-e-faisal par Water Board head office ke bahar zahirna.
02:06 Hafiz Naeem ur Rehman ke PP Qayyadat par waar.
02:09 Bhole Karachi ke awam kuch ki aur pakke ke daakoon se jaan chhudana chahate hain.
02:13 Murad Ali Shah sahab humaari tehreek phir se shuru ho gayi.
02:16 Krup toh leko ruksat karke dam lege.
02:18 Murad Ali Shah gadabne paani na de seke.
02:21 Purae Karachi ko kaise de?
02:23 Hub dam overflow ho raha hai magar shehriyon ko paani nahi diya jaa raha.
02:26 Shehri Bijli ke bhaari bilo se parishan hain.
02:29 NEPRA ke electric aur white collar criminals ka shaitani itihaad hai.
02:33 Ke electric license for evensookh aur forensic audit kiya jaye.
02:37 Karachi ke saudagar 35 saal se khel khel rahe the.
02:41 MQM ek baar phir bik gayi.
02:42 Karachi walon ka sauda kar liya.
02:44 Tosha Khana case kaable samaat hone ka case dubara suna chahiye.
02:57 Islamabad High Court ne Session Adalat ka paisla kaladam karar de diya.
03:01 Chairman PTI ke haq ke difa ki bahali ki darkhas par ayenda hafte ke liye notice jari.
03:05 Case doosri adalat muntakil karne ki darkhas mustarak.
03:08 Tehreeri faisle me likha judge Humayun Dilawar ka facebook account mustarad nahi hai.
03:13 FIA ko muamale ki enquiry ka hukum.
03:15 Islamabad High Court ne ek hi judge ka doosra faisla kaladam karar diya hai.
03:20 Session court pe Tosha Khana case kaable samaat Pune par bukla aaj dalail denge.
03:34 190 million pound scandal chairman PTI ki aaj nai bravalpindi me talabi.
03:38 Islamabad police ne bhi 5 muqadmat me chairman PTI ko aaj talab kar liya.
03:43 Chairman PTI ki behno ka 9 mai waqia sila taluki ka izhar.
03:47 Aleema aur Azma Khan ne 4 muqadmat ki tafteesh me JIT ko bayan record kara diya.
03:52 Chief Justice Peshawar High Court ki steepe ki dhamki.
04:02 Anti-corruption hukam ne hatiyar daal diye.
04:05 PTI rehnuma Rangez ko pesh karke reha kar diya.
04:08 Chief Justice Peshawar High Court anti-corruption hukam par baras pade.
04:12 Kaha Rangez Ahmed ko aaj pesh na kiya jaata to istifa de dita.
04:15 Kisi ko insaaf nahi desakta to mujhe is kursi par baithne ka haq nahi.
04:19 Hukum diya Asad Qaisar aur Rangez Ahmed ko KP me kisi muqadmat me gareftar nahi kiya jaayega.
04:25 Shehriyar Afridi rehai milte hi dubara gareftar.
04:27 Insidade dashastgardi adalat se rehai ka parwana le kar nikhle.
04:31 Pinji police gareftar karne aagayi.
04:33 Darwaze par dhakam pel bhi Shehriyar Afridi ke kapde phat gaye.
04:36 Jisim par rigar bhi aagayi.
04:38 Nikalne ka koi rasta na paakar PTI rehnuma ne gareftari de di.
04:42 Police ne Adiala jail muntakil kar diya.
04:44 Tahini Election Commission case Chairman PTI par 22 August ko fard-e-jurma aayad hogi.
05:00 Election Commission ne 2 August ki samad ka tehrili hukum namachari kar diya.
05:04 PTI ke vakil Shaib Shaheen kehte hain Chairman PTI par tahal jurm sabit nahi hua.
05:09 Wazir-e-Azam ne National Aerospace Science and Technology Park ka iftitak kar diya.
05:19 Wazir-e-Azam Shahbaz Sharif ki bator mehman-e-khususi takreeb me shirkat,
05:23 Musalla Abbas ke sarbrahan, wifa ki bujra aur aala civil aur military hukam bhi sharik hua.
05:28 Wazir-e-Azam ne kaha, NASTP kaumi aur strategic ahimiyat ke mansooba ke taur par
05:33 mulke liye kasir-u-jahiti fawaidh hasal karega.
05:35 Paak Fizaaya ke sarbraha ki antah kaawish ho se yeh mansooba record muddat me mukammal kiya gaya hai.
05:42 Shahda-e-Police ko khiraji aqeedat, Bahria Auditorium, Karachi me takreeb,
05:54 Shahda ke al-e-khaana, Wazir-e-Ala-Sin, IG aur DG Renders ki shirkat.
05:58 Murad Ali Shah ne kaha, Army, Rangers aur Police ki shahadat se Karachi me aam kaim hua.
06:03 KPO hamli ke mauzewan ko chand ghante me jahandun wasil karna kaamiyaabi hai.
06:07 Peshawar me yaum-e-shahda-e-Police ki takreeb,
06:10 Khyber Pakhtunkhwa Police ki qurbani ko shahndar khiraji aqeedat pehshi kiya gaya.
06:14 Mehman-e-Khususi, Corps Commander Peshawar ne,
06:17 yaadgar-e-shahda-e-parphool rakhi aur fatiha padi.
06:20 Mulke digar shahrao me bhi Police ke shahda ko khiraji aqeedat pehshi kiya gaya.
06:24 [Music]
06:34 Priyasti Idar-e-Deshartgarh anasir ke khilaf karwai karein.
06:37 Mukhtalif pakht me kiye gaye operation ke nataaj se qaum mutmain nahin.
06:41 Jinn operations par amr ka dhandora peeta gaya, inke nataaj saamne lai jayein.
06:45 Fazlur Rehman ka Khyber Pakhtunkhwa aur Balochistan ke amaidin ke Grand Jirga se khatab.
06:50 Saniya Bajor me jaanbhag afraat ke lawaikin se izhara taziyat kaha,
06:54 Jirga, Bajor waqe ko Pakistan ke khilaf saazish samjhta hai.
06:57 Afghan hukumat se rapta karke aise anasir ke khilaf karwai ka mutalaba kiya jaye.
07:02 Jirga ka 9 Mai ke waqeat ke zimmedaaron ke khilaf karwai ka bhi mutalaba.
07:06 [Music]
07:19 Chairman Senate ne Pemra ordinance bill 2023 committee ko bhef ziya.
07:23 Opposition ka ehtijaat, shor sharaba.
07:25 Wazir-e-Talaq Pariya Mauraq Zaid kehti hain, Pemra ordinance 2002 bhi unhone nahi padha.
07:30 Media houses ne Council of Complaints ko salana report deni hain,
07:34 jab tak koi cheez sabit nahi ho, khabar nahi chalaya jaa sakti.
07:37 Yeh media ka bill hai, qanun saazi hai, mazaak nahi.
07:40 Mushtaq sahab ne yeh bill padha bhi nahi hoga.
07:43 Hamare daur me kisi sahafi ke peht me goliya nahi maari gayi.
07:46 Kisi sahafi ki pasliya nahi tooti.
07:49 Kisi ka chalta program band nahi kiya gaya.
07:52 Aap koi aise khabar nahi chala sakte, jiska proof na ho.
07:55 [Music]
08:08 Gun point par qanun saazi na karein, sahafiyon ko zanjeera na daalein,
08:12 media ko hatkadiyan na lagaeyin.
08:14 Senator Mushtaq Ahmed Khan kehte hain,
08:16 Pemra termi mein bill ki senate se pass karne ki hukumti koshish naakam bana di.
08:21 Maryam Aurangzeb sub-nishas par aayin aur bill ki manzoori ki darkhas ki,
08:25 maine kaha taawad nahi kar sakta.
08:27 Bill mein workers ki bahboot ka sahara lekar censorship ko mazboot kiya gaya hai.
08:31 Pemra regulator hai, iska kaam hukumat ki boli bolna nahi.
08:35 Pemra termi mein bill, ikhtilafi awaazon ka gala ghosna hai.
08:39 Media ki azadi salb karna hai.
08:41 [Music]
08:44 Bharat ka makboosa Kashmir mein abadi ka tanasub badalne ke liye ek aur ghinona ikdaam,
08:48 Bharatiya hukumat ne ghar kashmiri hindu ko 2200 mahana ki mahmuli kis par 300 se zyada flat diye jaane ka mansooba bana liya.
08:55 Bharatiya tizamiya ne Leprent Governor Manoj Sinha ki kayadat mein 200 flats ki chaaviyan Bharatiya shahariya ke hawale kar di.
09:02 Mehbooba Mufti ka kehna hai,
09:03 wadi mein ghar kashmiri hindu ko basana,
09:05 makboosa kashmir mein hindu ki abadkari ka mansooba hai.
09:09 [Music]

Recommended