Sardar Latif Khosa speaks up on SC's historic verdict
Category
🗞
NewsTranscript
00:00 Sardar sahib yeh firmaaye, ab yeh jab faisla aagaya hai, toh yeh jo siyasi kabireen hain
00:07 matan Mian Muhammad Nawazish, sabak Wazir Azam aur Janab Jahangir Khan Tareen, unki
00:14 nahli ya unke jo maamlat hain, unke upar kya positive ya negative asar padega, ya unka
00:23 chapter close kar diya isne.
00:25 Usaad mein main add karta chalun, unke iske upar counter argument yeh hai, unke election
00:31 act hain uske andar tabbili kar di gayi hai, lehaza woh Tahayat 62(1)(f) ke tayad jo pabandi
00:37 thi usko 5 saal mein convert kar diya gaya hai, lehaza woh apni sazaa bhugat chuke hain,
00:41 is judgement ka uske upar koi athar nahi aayega, lehkan jisra Chaudhry sahab firmaa rahe hain,
00:47 kyunki original jis sazaa jis case mein hui hai wo shuru 184(3) ke tayath hi hua tha,
00:58 please your comment.
00:59 Dekhen Chaudhry sahab theek kah rahe hain, yeh jahan tak taaluk hai, in do ki Tahayat
01:02 hi siyasat se bandish rahegi, kyunki yeh sadiq aur ameen na hone ke naata se 62(1)(f)
01:08 mein inko kiya gaya hai aur inki nazre saani ki darqaas bhi Supreme Court se kharaj ho
01:13 kya chuki hain, so jahan tak taaluk hai yeh raasta hi in ke liye, yeh nahi muhtaram Nawaz
01:18 Sharif sahab ke liye yeh raasta khola gaya tha, Tareen sahab toh tufaili aajaate the
01:23 beech mein, lehkan bunyadi taur par unhi ke liye kiya tha, aur yeh jis subordinate legislation
01:28 jo ino ne kiya hai, ki election act mein keh diya, jahan mutaayiyan koi meaad nahi hogi
01:33 na ahli ki, wo 5 saal mutasabwar hogi, wo in retrospective nahi hai, wo prospective
01:41 hoga, jis din se kanun aaya hai, wo us par itlaag hoga, lehkan yeh passed and closed
01:47 transaction hai, isliye yeh Supreme Court ke faisle ko override nahi kar sakta, aur isliye
01:54 yeh review act 2023 laaya gaya, taake ek avenue khola jaye, review ka 30 dinon ke andar us
02:02 ki nazre saani ki nazar saani, aur uska scope bataya gaya, ki iska scope appeal ke barabar
02:08 hoga, yeh nahi article 188 ki review ka scope, wo article 185.3 ke barabar hoga, yeh mazha
02:19 ka khed baat jo yeh Supreme Court ne bada iska ayaata kiya, aur unhe ne ka bhai, aap 188
02:26 ko kaise taabe kar rahe ho, 185.3 ke, ke yeh jo hai dono independent constitutional provisions
02:33 hai, aap inko kaise annihilate karke, merge karke, ek doosre ke neeche upar kar rahe ho,
02:39 yeh kisi kanun saadi ke zariye nahi ho sakta, isme aapko aayin termim karna padegi, article
02:45 188 termim karna padega, aur article 185.3 termim karna padega, aur article 184 termim
02:52 karna padega.
02:53 Lakhi kotha saab, wo toh aap save firma rahe hain, aap bhiko baja firma rahe hain, ki jis
02:56 tarah scope hai enlarge karne ke hawale se jo aapne baat kiye hai, wo kisi hattak wo
02:59 theek hai, main bhi uspe 100% aapko ek talaap nahi kar raha.
03:03 Dekar bunyadi maqsad jo hai, wo sabiq muzia zi hazrat Mohammad Nawaz Sharif, judge Angeet
03:07 Reen nahi tha, bazaar toh mera toh yeh khyaal hai, ki yeh Supreme Court me jo Election Commission
03:11 ki review, jo hai, wo petition ki upar samaat ho rahi thi, us case ki duran hi, agar aapko
03:16 yaad ho, toh yeh, jo hai, yeh act saamne se jo hai, wo Attorney General ne pesh kiya,
03:21 jis par Chief Justice ne Barjasta kaha tha, ke very interesting, aur Justice Muneeb Akhtar
03:25 ne bhi kaha, no wonder why, there is a big smile on ECP Council face, toh wo yeh unhone
03:32 baat ki, toh wo aapko nahi lagta, ke yeh us case ko, jo 14 May ko Punjab ki intiqaabat
03:36 karane ke hawale se faisla tha, us par review wale case ko prolong karne ke liye, yeh saara
03:42 jo hai, yeh Kanun saazi act kiya, laya gaya tha, yeh wala, jo Review of Judgment Act
03:47 hai.
03:48 Aide polena bano, yeh purpose ik ho hi thi, ki Supremo nu jeda bailout karna thi, dekhen
03:58 wo jahan tak pehluk hai, wo review jab, aap dekhen zara review, information of Kanun
04:04 saab ki,
04:05 Jee Chai sahab aa rahe hain zara, Jee Chai sahab please go ahead.
04:10 Sardar Lateef Khan Khosa sahab yeh firmaye, ke aaya, ek toh yeh, ke Nawaz Sharif ka jo
04:17 biyaniya banaya jaaye, wo chauthi bar Wazir Azam banenge, toh wo, yani apna raste mein
04:23 hi dafhan ho gaya hai, ya uske koi chahasid hain, aur doosra, aaya Wazir Azam advise karke
04:29 Sadr ko, toh in dono sahibaan ki sazaayin khatam kara sakte hain, maafi dalwa sakte
04:35 hain?
04:36 Jee Chai sahab, dekhen dono cheezon ki negative hai, ek toh yeh hai, unka kissa khatam ho gaya,
04:45 that is a closed, past and closed transaction, chauthi martaba Wazir Azam banna toh door
04:50 ki baat hai, Chai sahab likh lo, ke wo Pakistan wapas bhi koi nijaye aare, isliye yeh toh
04:55 sharminda hitabi,
04:56 Lekin wo toh, dekhen chhode bhai sahab, Prime Minister sahab keh rahe hain, wo Shabashi
05:00 sahab keh rahe hain, aglai maheene wo aa rahe hain, ko 15, 16 September ki tarikh de rahe
05:04 hain, lekin please go ahead with your answer Khurram sahab.
05:08 Sir, yeh pole nahi yeh, pehle bhi ino ne kaha tha Nawaz Sharif kadam bada ho, hum tumhare
05:13 saath hain, aur jab Nawaz Sharif ko pagda peechay dekha toh, binda hi koi nahi seekha,
05:17 isliye yeh woh bhai sahab ka bhi yeh,
05:20 Acha, Khurram sahab aage badte hain, ab yeh sawal ab yeh hai meri taraf se, yeh jo aaj
05:27 ka faisla aa gaya, iske baad jo do faisla Supreme Court ke abhi tak aayini mahireen,
05:32 kaanuni mahireen yeh hi kehta hain, ke in field hain, wo jo Punjab mein election karwane
05:36 ke hawale se, ab uske oper kya aasar hain, kya court uske oper bhi judgement degi, chunki
05:42 yeh faisla aa gaya hai, lehaza wo ek jo faisla diya gaya tha, zahira amlan in kharaaf hua,
05:48 Punjab ke andar election nahi karwae gaye, kya kisi ke opar zamendari fix ki ja sakti
05:52 hai, ke yeh ek faisla tha, aur uske opar amal nahi wa Supreme Court ka.
05:56 Aur kya wo bhi sir iske add karne, kya yeh bhi past and doctrine of past and closed transaction
06:00 ki nazar ho jayega, jaise aap keh rahe hain, wo past and closed transaction ho gaya hai,
06:04 to yeh bhi past and closed transaction ki doctrine hai, uski nazar ho jayega, jo election karane
06:09 ka faisla hai.
06:10 Dekhein, election commission of Pakistan ki jo Supreme Court ne Nazir-e-Sani ko kharij
06:15 kiya hai, aur jo faisla diya hai, wo chahi Ghulam Saheb sahab, wo padne laaik hai, itna
06:22 stricture pass kiya hai election commission of Pakistan par Supreme Court ne, unhone
06:27 in ko jo hai aayin shikan karar diya hai, election commission of Pakistan ko.
06:33 Unhone kaha hai, ki aap demand nahi, aap command karte ho, article 218, 220 mein election commission
06:39 command karte hai, election commission ka tasaal na kaabile bardasht hai, unhone kaha
06:44 ki agar haqoomat taawun nahi kar rahi thi, ya khazana se paisa nahi diya jaa raha tha,
06:49 ya rangers jo hai defence nahi de rahi thi, ya Rana Sanaullah jo hai police force nahi
06:54 de rahi tha, ya returning officers jo hai law ministry nahi de rahi thi, to ye forhi
07:00 taur par in ko chahiye tha ki Supreme Court mein aate, aur ye unke khalaaf karwaai kar
07:05 waate, aur phir dekhte batate ki humne apni taraf se poora kiya hai, aapne to 8 October
07:10 ki uthaake taarikh hi de li, jab ki Supreme Court ne 14 May ki di thi, to wo faisla aap
07:15 zara dekhen, wo itna bada stricture hai election commission of Pakistan ke khalaaf, ki agar
07:20 koi shakh 209 mein inke khalaaf le jaye na, to inko to treason, high treason mein try
07:26 hona chahiye election commission of Pakistan ko, aur phir jahan tak taaluk hai, bilkul
07:30 passed and closed transaction nahi hai, yeh na sirf taarikh mein yeh faisla rakam kiya
07:34 gaya hai, balke jab bhi, jab bhi koi haqoomat aayegi, awami haqoomat, yeh to khair haqoomat
07:40 hi awami nahi thi, awami haqoomat jab bhi aayegi, iska muaqaza hokar rahega, ki kya aayeen
07:46 se khilwaad is tarah se kiya jaa sakta hai, kya awam ke haqoom ko is tarah se salab kiya