शरीर ही ब्रह्माण्ड Podcast: दूजा न कोय

  • last year
शरीर ही ब्रह्माण्ड Podcast: दूजा न कोय

Category

🗞
News
Transcript
00:00 Namaskar, aaiye aaj aapko sunate hain Rajasthan Patrika ke Pradhan Sampadak Dr. Gulab Kothari
00:07 ka Sharil Hi Brahmand Shrinkhla Mein Patrikayan Mein Prakashit Aalek Jiska Sheeshak Hai Do
00:13 Ja Na Koe.
00:14 Srishti ke do bhaag hain, Ek Pralay Doosra Srishti.
00:17 Ek Brahma ki Raatri hain, Doosra Brahma ka Din.
00:21 Avdhi mein dono barabar hain.
00:22 Geeta ke anusaar, Brahma ka ek din, Ek Hazar Chatur Yugi Avdhi wala hain.
00:28 Raatri bhi Ek Hazar Chatur Yugi Avdhi wali hain.
00:32 Brahma ke din ke pravesh kaal mein, Sampoondh Charachar Brahma ke sooth sharir se utpann
00:38 hoote hain.
00:39 Brahma ki raatri mein, Brahma ke us avyakth sharir mein lean ho jate hain.
00:44 Sahasra Yug Paryantam Mahar Yad Brahmano Viduhu, Raatrim Yug Sahasraantam Te Aho Raatra Vidho
00:51 Janaha.
00:52 Avyakta Vyakta Yah Sarvaha Prabhavantya Raghame, Raatya Game Praliyante Tatyamahe,
00:57 Praliyante Tatrayvavyakta Sanyake Geeta 8.17.18.
00:59 Brahma ke din mein, Ek hai Sahasra Yug aur Dushra hai Char Yug.
01:07 Iska arth hai, Brahma bhi ek nahin do hain.
01:11 Aaphu tattva ek hai, Abhv anek roop hai.
01:14 Dono avinag bhut hai, Nitya sambadha hai.
01:17 In dono ki unmukta avastha Nirgun Brahma hai.
01:21 Ye hi kaaran vishesh se utbudh hokar Sagun Brahma kehlaate hain.
01:25 Nirgun Brahma, Vishvatith hone se vyapak hai, agochar hai.
01:29 Shabdatith hone se anupasya hai, sab mein anusyut, piroya hua hai.
01:35 Vishwa ki utpatti, sthiti, sanghaar, tino brahma lakshan, Brahma, Vishnu, Indra, Mahesh
01:41 roop, deva tray par nidhar hai.
01:43 Jo Brahma maya dwara utpanna hai, vah to parmeshthi samudra se peda hota hai.
01:49 Ashvatth vriksh ki swayambhu naam ki valsha, shakha banta hai.
01:53 Usi se aage mrityu loka ki srishti hoti hai.
01:57 Vishvatith Brahma bhi ekal hai, uski kaamna ekoham bahusyaam ko poori karnewali ardhangini
02:03 nahi hai.
02:04 Yaha satyalok ke swayambhu Brahma bhi ekal purush hai, inke bhi ardhangini nahi hai.
02:11 Dono ne apni apni srishti rachna ke liye istri tatva ko peda kiya aur srishti sarjana ki.
02:17 Iska arth hai ki ek brahma maya vishisht anek brahmandon ka janak hai.
02:23 Akela hai, vahi swayambhu brahma ke roop me martya bhav me aata hai.
02:28 Vah bhi akela hai, ap ko peda karta hai, jo agni som roop hai.
02:32 Isi parmeshthi aapo lok se swayambhu ka pradurbhav hota hai.
02:37 Srishti rachna hetu yaha ap tatva roop istri ko utpanna karta hai.
02:42 Isi parmeshthi ap tatva aur swayambhu ke yugal bhav se jo surya utpanna hota hai.
02:47 Ashcharya ki baat yaha surya bhi akela hai, apatni hai.
02:52 Surya Vishnu ke chaar roopon me se ek hai, jo satyanarayan ya shwet deet nivasi kehlate
02:58 hai.
02:59 Vah bhi akela hai.
03:00 Srishti ke niyamon ko pakad paana sambhav nahi.
03:03 Har sar par agni hi som ko peda karta hai.
03:07 Som me agni ko prakat karta hai, vapan kriya hoti hai aur sabhi kuch purvavat.
03:12 Yaha satyanarayan surya bhi akela kaha hai.
03:15 Iski nabhi me tino akshar pran rahte hai.
03:18 Yehi rik yajuh saam hai.
03:20 Yeh kendra ke swaroop ko banaye rakhne me sahayak hai.
03:24 Kintu srishti vistaar me to ardhangini hi chahiye.
03:27 Surya atma jagatastasthu shashthya.
03:30 Surya jagat ka pita hai.
03:32 Yaha jis roop me jagat ka pita hai, satyanarayan us roop me akela hai.
03:36 Sada khada hi rehta hai, tapta rehta hai.
03:39 Kirne, chandrama, prithvis, tulsi, ganga, aadi surya ki patniya hai.
03:45 Inme se kirno ke atirikt koi sangh nahi rehti.
03:48 Inne bhi surya sharir ka angn nahi hai.
03:51 Shastro me inki upadhi Radha krishni ki hai.
03:54 Yeh vishwa ke srishta hai.
03:56 Radha janani hai.
03:57 Antariksh se som grehan karti hai.
03:59 Vidyut utpanna hoti hai.
04:02 Siddhanth hai ki tatyek nirman agni roop hota hai.
04:05 Som agni me aaput ho jata hai.
04:08 Shesh agni rehta hai.
04:09 Vidyut indra ki shakti hai.
04:11 Isi karan isko varsha ka devta kehte hai.
04:14 Vidyut ke liye pehle badal utpanna kiya jata hai.
04:17 Varsha ke baad badal nasht ho jata hai.
04:20 Beej vapan ke baad yoni nasht ho jati hai.
04:23 Yeh bhi ashtadhya hai.
04:24 Khet me bhi vapan ke baad dharti ko samar dete hai.
04:28 Ek prakaar se dhak dete hai.
04:30 Anna jbhend se poorv agni ki vaishwanar ahvaan praatna ki jati hai.
04:35 Sharir ki agni ko jathar me sthapit kiya jata hai.
04:39 Tab mukh me aahuti di jati hai.
04:41 Yagya samapti par aahuti bandh,
04:43 Vaishwanar agni bandh hokar rasme parinath hone lag jati hai.
04:47 Isi tarah prani shariro me pehle agni prajbalit ki jati hai.
04:51 Vapan kriya ke baad yeh agni bandh padh jati hai.
04:55 Iski avashakta samapt ho jati hai.
04:58 Yadi prajanan ki avashakta nahi hai,
05:00 Vaha na det hai, na hi shukra ka aahvaan hai.
05:03 Isiliye toh kaha hai ek meva vrityam brahm.
05:07 Shruti kehte hai tum hi brahm.
05:10 Istri ho, tum purush ho, tum kumar ho, kumari bhi tum hi ho.
05:14 Tum na istri, na purush aur na hi na punsak ho.
05:17 Yani sabhi tum hi ho.
05:19 Tvam istri, tvam kuman asi, tvam kumar utva kumari,
05:23 Naiv istri na kuman esha, na chaiwayam na punsaka.
05:28 Yeh kuch staron aur dikhai de raha hai, sab mithya hai.
05:31 Athar yeh saare mere aavran hai.
05:34 In sab ki bhitar main hoon.
05:35 Yeh baat krishan ne geeta me kai isthanon par kahi hai.
05:39 Kya yeh ashtanay nahi ki jin ko vishwa srishta kaha,
05:42 Chahe wa brahm ho, brahma ho, surya ho, kisi ke bhi patni nahi hai.
05:47 Yeh sab srishti ke liye swayam apna yoni bhaav paida karte hai
05:51 Aur makdi ki tarah usi mein samavishta ho jate hai.
05:55 Swayam bhi saath log chaudhah bhuvan ki yatra karte hai.
05:58 Chaurasi lakh yonion ke swayam hi nan hai, swayam hi nirmatna hai.
06:03 Sampoon charachar ke akele purush hone ka yeh rahasya hai.
06:07 Srishti vigyan ka yeh chauthah ashtadya hai ki brahma apni yoni paida karte hai,
06:13 Usme pravesh karte hai, uske baad mein nasht bhi karte hai.
06:17 Aur jab phal sharir tayyaar ho jate hai, tab sharir par sawar ho kar
06:21 Matri kukshi bhi chhod deta hai.
06:24 Mano yeh dehe uske nirman ka isthan ho, jo nai sharir me gaya,
06:28 Vah kahi nahi badla.
06:30 Istrayah satinstam ume punsah ahuh, pashyatakshanvanta vijay dadandha,
06:38 Kavir yah putrah, sa imachiketa yasta vijanat,
06:43 sa pitush pitasatrigveda 1.164.16
06:48 Arthaat, jo istri roop hai, tatvagyani usko bhi purush kehte hai.
06:53 Ek hi upadhi shuniyaatma, jab bhind bhind shariron mein jata hai,
06:57 to unki istri purush sangyaak ho jati hai.
07:00 Vah ek hi hai, arthaat, tum vahi ho tatvamasi,
07:04 yaani ki God particle, se aadhunik vaghyanik dhoond rahe hai.
07:08 Chaturyugi, Satyatreta, Dwapar aur Kalyugi,
07:12 yeh chaaron yug milke ek chaturyugi hoti hai.
07:15 Aise hazaar chaturyug vyateet hone par,
07:17 Brahma ji ka ek din poora hota hai.
07:20 Abhu, aparivartaniya kaare ka mool abhu hai,
07:24 yehi ras kehnata hai.
07:26 Abhu, parivartan ke yogiya kaare ka mool abhu kehnata hai,
07:30 yehi bal hai.
07:31 Vishnu ke chaar roop, Vaikunthnath,
07:34 Samudrashai, Shwetadweep, Nivasi, Satyanarayan, Surya aur Goloknath.
07:40 (upbeat music)

Recommended