Deen e Fitrat - Shaykh Mufti Tauqeer - 13th August 2023 - ARY Qtv

  • last year
Deen e Fitrat | Speaker: Shaykh Mufti Tauqeer

Subscribe Here : https://bit.ly/3dh3Yj1

#DeeneFitrat #ShaykhMuftiTauqeer #ARYQtv

Official Facebook: https://www.facebook.com/ARYQTV/
Official Website: https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live : http://live.aryqtv.tv/
Programs Schedule: https://aryqtv.tv/schedule/
Islamic Information: https://bit.ly/2MfIF4P
Android App: https://bit.ly/33wgto4
Ios App: https://apple.co/2v3zoXW
To Watch More Click Here: http://aryqtv.tv
Transcript
00:00 As-salamu alaykum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
00:07 Alhamdulillah wa kafa wa salamu ala ibadihi allatheena astafa amma ba'd.
00:14 Wa'udhu billahi minash shaitanir rajim.
00:17 Bismillahir rahmanir rahim.
00:19 Ma yalfidhu min qawlin illa ladayhi raqeebun a'teed.
00:23 Subhana rabbika rabbal 'izzati 'amma yasifoon.
00:26 Wa salamun 'ala al-mursaleena wa alhamdulillahi rabbil 'alameen.
00:29 Allahumma salli 'ala sayyidina wa nabiyyina Muhammad wa 'ala aali sayyidina wa habibina Muhammad wa barik wa salim.
00:36 Insaan ke saare a'maal wa insaan ke saare alfaaz record ho raha hain.
00:44 Ek ek cheez likhi ja rahi hain. Ek naama a'maal ban raha hain.
00:48 Behasiyat-e-musulman hum sab log is cheez ko jaanate hain, samajhte hain.
00:52 Yeh mara eemaan hain.
00:53 Ki do farishtay hain.
00:55 Jinn ko Quran kandar kiraam-an-khatibeen kaha gaya hain.
00:58 Bahut muazzaz farishtay hain. Likhne wale hain.
01:01 Wa humare saare a'maal, saare alfaaz ko likh rahe hain.
01:04 Allah ta'ala ne yeh bhi firmaaya,
01:06 ke ma yalfidhu min qawlin illa ladayhi raqeebun aateed.
01:10 Ke koi labz zabaan se nahi nikalta, mooh se nahi nikalta.
01:12 Magar ki ek farishta hain, jo usko likhne ke liye tayyar hain.
01:17 Humare maashira ke andar bahut saari buraiyan sirf isliye janam leti hain.
01:23 Kyon ke insaan ki zabaan meethi nahi hain.
01:25 Yeh zabaan Allah ta'ala ne bahut powerful tool banayi hain.
01:29 Bahut taqetwar cheez hain.
01:31 Iss se ya khair phelti hain, ya sharp phelta hain.
01:34 Ya mohabbatein bhitti hain, ya nafratein phelti hain.
01:37 Iss zabaan ka istimaal karna, theek tariqat se istimaal karna bahut zaruri hain.
01:42 Insha'Allah gar zabaan meethi ho jayegi, zabaan theek ho jayegi,
01:46 toh mohashira ki bahut saari kharaabiyan, bahut saari problems, bahut saari issues,
01:50 mahi bhi theek ho jayenge.
01:52 Kuch logon ki aadat hoti hain,
01:55 ke woh by default unki zabaan hi aisi ho jayate hain,
01:58 ke baad baad pe buray alfas ka istimaal karte hain, gaaliyan dete hain.
02:03 Ek shaks hota hain, zahiri taur bhi dekhne mein, bahut achi shakal surat ka insaan hain.
02:11 Lekin jib woh baad karna shuru karta hain,
02:14 toh aise buray alfas ka istimaal karta hain,
02:17 ke uski toh zahiri shaksiyat hain, jo itni khubsurat shaksiyat Allah taala ne banaayi hain,
02:22 itni jazib-e-nazar hain.
02:23 Ekdham se, aapne note kiya hoga,
02:25 ki personality ekdham se change ho jati hain.
02:28 Wo bilkul ek different personality lagne lag jaati hain.
02:31 Kya farak tha?
02:32 Sirf farak tha uske alfas ka chunah ho.
02:35 Log gaaliyan dete hain, baad baad pe gaali dete hain,
02:40 baad baad pe laanat karte hain kahi tafa.
02:44 Kabhi humne socha hain, ke laanat hoti kya hain?
02:47 Laanat asal mein hoti hain,
02:49 ke aap kisi ko bad dua de rahe hain,
02:52 ke Allah taala ki usko apni rahmat se mahrum kar de.
02:57 Ye laanat hoti hain.
02:58 Ke insaan bad dua de,
03:00 ke koi shaks Allah taala ki rahmat se mahrum ho jaye.
03:04 Aap aap socha hain,
03:05 ke hum log toh zinda hi Allah ki rahmat ki upar hain.
03:08 Hamara jo salaam hain,
03:10 Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
03:13 Tum pe Allah ki tarf se salaamati naazil ho,
03:15 Allah ki rahmat-e naazil ho,
03:16 Allah ki tarf se barakat-e naazil ho.
03:18 Hum toh rahmat ki duaayin karte hain.
03:20 Aap koi kisi ko bad dua de de,
03:22 ke tum se Allah ki rahmat door ho jaye.
03:25 Hum dekhte Allah ki rahmat ki wajah se hain,
03:27 bolte Allah ki rahmat ki wajah se hain.
03:29 Hamara damaag Allah ki rahmat ki wajah se kaam karte hain.
03:32 Kisi se Allah ki rahmat ut chaye,
03:34 toh banda tabah-o-barbaat ho sakta hain,
03:36 duniya mein bhi, aakhirat mein bhi.
03:38 Toh hum kisi ko bad dua de,
03:41 ke usse Allah ki rahmat ut chaye.
03:43 Hum uski tabahi-o-barbaati ki dua kar rahe hain,
03:46 balke aisa bhi dekhne mein aaya hain.
03:48 Kabhi kabhi waal-dein apni aulat ke liye bad duaayin karte hain.
03:51 Unko par laanat bhesht hain.
03:53 Ek maa, agar apne bachche ko laanat kare,
03:58 toh aap sochiye ke maa khud se
04:00 apne bachche ki tabahi-o-barbaati ka saawan peyda kar rahi hain.
04:04 Ek momin, meethi zwaan wala hota hain.
04:08 Ek momin, achche alfas ka chunao karne wala hota hain.
04:12 Nabi Karim alaihi salatu was salam ne ek hadith-e-mubarkam mein firmaaya,
04:15 maa kaan al-fruhshu fee shayin illa sha'nahu
04:18 wa maa kaan al-hayaa'u fee shayin illa za'nahu.
04:21 Ke jab bhi buray alfas, bad kalami,
04:25 kisi bhi cheez ke andar shamil ho jaati hain,
04:28 ya koi bhi behyai ka kaam, behooda kaam,
04:32 kisi bhi cheez ke andar shamil ho jaati hain,
04:34 usko aibdaar wanaa dita hain.
04:36 Aur jab hayaa kisi cheez ke andar shamil ho jaati hain,
04:38 to usko khubsurat banaa diti hain.
04:40 Nabi Karim alaihi salatu was salam hume sikha rahe hain,
04:43 deen sikha rahe hain,
04:44 ke achche alfas ka chunao kiya jaaye,
04:47 achche amal kiya jaaye.
04:49 Wo, agar ye nahi hoga,
04:52 to wo cheez badsurat ban jaayegi, aibdaar ban jaayegi.
04:55 Nabi Karim alaihi salatu was salam kabhi bhi laanat nahi karte the.
04:59 Hume pata hai, ke wo rahmat-ul-lil-aalameen the.
05:01 Sare jahanon ke liye rahmat.
05:04 Nabi Karim alaihi salatu was salam pe zulm ke pahaar toote hain.
05:07 Makkah Mukarramah ki zindagi dekh liye chahiye,
05:09 Madina Munawarah ki zindagi dekh liye chahiye.
05:11 Kitni takleeb pohnchaye gayi.
05:13 Unki apni zaat ko, apne logon ko,
05:16 apne rishtedaaron ko,
05:18 uski tafseel mein Inshallah ta'ala kabhi Allah ta'ala mauka deyenge to chahenge.
05:22 Lekin,
05:24 jab mauka mila,
05:26 badla nene ka,
05:28 ta'if ke andar,
05:30 Allah ta'ala ne farishton ko bheja,
05:32 ke aap baddua kar deyenge liye.
05:35 Wahan bhi Nabi Karim alaihi salatu was salam mein baddua nahi ki,
05:38 Uhud mein baddua nahi ki,
05:40 jab Dandane Mubarak shaheed ho gaye,
05:42 pata Makkah ke mauka pe jab intikam le sakte the,
05:47 baddua nahi ki,
05:49 sab ko maaf kar diya.
05:50 Yeh sunnat hai.
05:52 Hum Nabi Karim alaihi salatu was salam ke ummat hi hain.
05:56 Allah ta'ala ne hume hukam diya hai,
05:58 ki hum Nabi Karim alaihi salatu was salam ki uswa-e-hasna pe amal karein.
06:01 Unki zindagi humare liye namuna hai.
06:05 Yeh hi to deen hai,
06:07 ki unke character ko follow kiya jaye,
06:09 unke akhlaq ko apnaya jaye.
06:12 Aap dekhiye ki Nabi Karim alaihi salatu was salam ne humesha khubsurat baat ki hai.
06:16 Nabi Karim alaihi salatu was salam ne mana forma hai,
06:18 laa ta laa 'anoo bi laanatil laa.
06:20 Allah ki laanat ke saath kisi pe laanat nahi bhejo.
06:23 Forma hai ek hadith mein, hadith-e-mubarakah mein,
06:26 laa-is-al-mu'minoo bitta-aani, wa-l-al-laa-aani, wa-l-al-fahishi, wa-l-al-badee.
06:31 Ki mu'min to baar-baar taane dene wala nahi hota,
06:35 even taane bhi nahi deta.
06:37 Humare maashrik kandar yeh bhi cheez hoti hai.
06:40 Choti-choti cheezon pe taane diye jaate hain.
06:42 Even ghar ke andar, saaz bahu ko taane deti hai,
06:46 baaki log ek dusre ko taane dete hain.
06:49 Yeh bad kismati hai.
06:51 Nabi Karim alaihi salatu was salam forma rahe hai ki,
06:54 mu'min taane dene wala nahi hota,
06:56 nahi bahut zyada laanat karne wala hota hai,
06:58 nahi bhehuda kaam karne wala hota hai,
07:01 nahi badgoi karne wala hota hai,
07:03 na uske kaamon me bhehuda pan hota hai,
07:06 na uske zawaan me bhehuda pan hota hai.
07:09 Yeh hai mu'min ki shaan.
07:11 Ek dafaa,
07:13 balka ek dafaa yeh bhi hota hai ki,
07:16 kuch log jo unwanted circumstances hote hain,
07:20 unko bhi laanat karte hain.
07:22 Kabhi andhi chal gai, kabhi baarish bahut tez ho gai,
07:25 log hawa ko laanat karne lag jaate hain,
07:29 mausam ko laanat karne lag jaate hain.
07:32 Nabi Karim alaihi salatu was salam ne forma hai ki,
07:34 dekho hawa ko laanat mat kiya karo,
07:36 fa innaha ma'moora.
07:38 Yeh to hukam di gayi hai,
07:40 Allah ke hukam se chal rahi hai,
07:42 hawa ko to apna koi ikhtiyar hi nahi hai.
07:45 Jab kabhi hawa chalti hai,
07:46 jab badal aate hain,
07:47 jab baarish hoti hai,
07:49 na badal apne ikhtiyar se aata hai,
07:50 na baarish apne ikhtiyar se hoti hai,
07:52 na hawa apne ikhtiyar se chalti hai,
07:54 na ole apne ikhtiyar se padte hain,
07:57 na zameen apne ikhtiyar se hilti hai,
07:59 jab zalzala aata hai,
08:01 is saari ki saari cho circumstances hain,
08:04 humari surroundings hain,
08:05 humara erdgird jo ho raha hai,
08:07 jo bhi phenomena ho rahe hain erdgird,
08:09 wo Allah ke hukam se hote hain.
08:11 Aur agar koi in pe laanat bheje,
08:14 Nabi Karim alaihi salatu was salam ne,
08:16 ek hadith mubaraka mein yeh bhi firmaaya ki,
08:19 innahu man laana shay'an laisa lahu bhi ahlin
08:22 raja'atil laanatu alaihi
08:25 ki agar koi kisi aisi cheez par
08:28 ya kisi aisi shaks pe laanat bheje
08:30 jo uska ahal nahi hain,
08:32 yaani misal ke taur pe
08:33 ek shaks ne doosre pe laanat bheji.
08:36 Aur wo banda sharif hai,
08:37 wo banda achha insan hai,
08:40 wo Allah ki laanat ka mustahak nahi hai.
08:43 Nabi Karim alaihi salatu was salam firmaaya hai,
08:45 ki laanat uske upar laut aati hai,
08:47 subhanAllah.
08:49 Yaani wo kisi ko baddua de raha hai
08:51 ke doosra shaks
08:53 ya jo maine misal di ke
08:55 log hawa pe,
08:56 log baarish pe laanat bhejte hain.
08:59 Ab yeh to laanat ki mustahak nahi hai,
09:01 kyunke to apni marzi se chalte hi nahi hai,
09:03 fa innaha ma'moora.
09:04 Yeh to hukam di gayi hain,
09:05 Allah ta'ala ne inko hukam diya to yeh chal rahe hain.
09:08 To kisi aisi cheez par,
09:10 kisi aisi shaks par agar koi laanat bheje,
09:12 jo ke uska ahal nahi hain,
09:14 jo ke uska mustahak nahi hain,
09:16 usko baddua de raha hai,
09:18 ke al tum Allah ki rahmat se
09:20 mahrum ho jao.
09:22 To Nabi Kareem (A.S) firma rahe hain,
09:24 agar wo ahal nahi hoga,
09:25 to yeh laanat is bande pe,
09:26 jo ke laanat de raha,
09:27 laut aayegi.
09:28 Yaani in reality,
09:29 in other words,
09:30 doosre alfaz mein,
09:31 yeh shaks apne aap ko baddua de raha hai.
09:34 Yeh shaks khud apne aap ko
09:37 Allah ta'ala ki rahmat se mahrum kar raha hai.
09:40 To bahut soch sabj ke baat karni chahiye.
09:45 Ek dafa,
09:46 ek araabi sahabi aayein,
09:51 aur Nabi Kareem (A.S) ki majlis mein baithain.
09:55 Baddu sahabi the,
09:57 dehati the.
09:58 To Nabi Kareem (A.S) ne firmaayein,
10:02 ke inna fil jannati ghurafan,
10:04 tora zuhooruha min butooniha,
10:06 wa butoonuha min zuhooriha.
10:08 Ke jannat mein aise kamre honge,
10:11 unche unche kamre,
10:12 ke unka zahir unke baatin se nazar aayega,
10:16 aur unka baatin unke zahir se nazar aayega.
10:18 In other words, see-through honge.
10:20 SubhanAllah,
10:22 sahaba ka iman ka level,
10:23 unki muhabbat Allah ke Rasool (S.A.W) ke liye amazing thi.
10:27 Us zamane mein,
10:29 jab ke log mud houses ke andar rahte the,
10:32 matti ke ghar the,
10:33 kacche ghar the,
10:34 Allah ke Rasool (S.A.W) ne firmaayein,
10:37 ke jannat mein aise ghar honge,
10:38 ke wo see-through honge,
10:39 unka zahir baatin se,
10:40 baatin zahir se nazar aayega.
10:42 Lekin sahaba,
10:43 jis tarah se muhabbat karte the,
10:45 Allah ke Rasool (S.A.W) se,
10:46 jis tarah se yaqeen tha unki baaton par,
10:49 bilkul question nahi karte the,
10:51 ye kaise ho sakta hai.
10:52 Aaj kal,
10:53 matkismati se,
10:54 humare andar ek kamzori aanchuki hai,
10:57 ke hum log question karte the,
10:59 ye kaise ho sakta hai.
11:00 Aaj kal to glass windows hain,
11:03 badee badee glass windows hoti hain,
11:07 imaarte hoti hain,
11:08 jismein poori diwaar hi shishay ki hoti hain,
11:11 jin ka zahir baatin se,
11:12 baatin zahir se nazar aata hai.
11:14 To anyway,
11:16 Nabi Karim (A.S) ne nabi firmaaya,
11:17 to ye jo Arabi sahabi the,
11:19 ye jo dehati sahabi the,
11:21 unko,
11:22 aur ye sahaba ko jannat ka shok tha,
11:24 to poocha,
11:26 ye kis ke liye hongi ya Rasool Allah?
11:28 Liman hiya ya Rasool Allah?
11:31 Sallallahu alaihi wa sallam.
11:32 To Nabi Karim (A.S) ne firmaaya,
11:34 ki uske liye hongi,
11:35 liman,
11:36 liman,
11:37 wa taawal khalama,
11:38 wa ataamul ta'ama,
11:40 wa adama al-siyama,
11:41 wa sallallahu alaihi wa sallam,
11:42 wa nasee niyama.
11:44 Ye uske liye hongi,
11:45 jo achi baatein karta hain,
11:47 jo zabaan ko achi tariqat se istimaal karta hain,
11:50 khubsurat baatein karta hain,
11:52 pyaar ki baatein karta hain,
11:53 naram baatein karta hain,
11:55 aur jo logon ko khaana khilata hain,
11:58 jo kasrat se roze rakhta hain,
12:00 aur raat ko jab log so jaate hain,
12:03 to ye Allah ke liye namaz padhta hain,
12:06 to ye Allah ke liye tahajjud ka ihtimam karta hain.
12:09 Main dobaara repeat karta hun,
12:11 Nabi Karim alaihi salatu was salam ne formaaya hain,
12:13 ki janat ki ye khubsurat kamre,
12:15 ye khubsurat rehais ka,
12:17 ye khubsurat rehni ke jagah,
12:19 uske liye hongi,
12:21 jo khubsurat baat karta hain,
12:22 achi baat karta hain,
12:24 jo logon ko khaana khilata hain,
12:27 logon pe kharch karta hain,
12:28 kasrat se roze rakhta hain,
12:30 aur jab raat ko log so jaate hain,
12:32 to ye tahajjud ka ihtimam karta hain.
12:34 Ab dekhiye, ke khubsurat baat karna,
12:37 meethi zabaan rakhna,
12:39 logon se muhabbatin baatna,
12:41 ye Allah ke Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam ko kitna pasand hain,
12:43 Allah Ta'ala ko kitna pasand hain,
12:45 aur logon pe kharch karna,
12:47 ye bhi kitna Allah Subhanahu Wa Ta'ala ko acha lagta hain.
12:50 To please hum apni zabaan ko meethi banaye,
12:53 logon ke saath acha sulug karein,
12:57 bura ilfas ka chunaun na karein,
13:00 ek ek lafz likha jaa rahe hain,
13:02 is cheez ka khayal karein,
13:04 hum log ihsaas karein is cheez ka,
13:06 qiyamat ke din,
13:07 hamara naama-e-amaal hamare pas pesh kiya jaayega,
13:09 hamare saamne pesh kiya jaayega,
13:11 aur jaise ki Quran mein aata hain,
13:13 ki insaan jab us kitab ko padega,
13:16 us naama-e-amaal ko padega,
13:18 to hairaan ho jayega,
13:19 ki la yuqadiru saghiratan wala kabiratan illa ahsaan,
13:22 ki koi choti badi cheez nahi hogi,
13:25 magar ye kisme likhi hogi.
13:27 Har cheez ko wo paayega,
13:29 wo amaal bhi,
13:30 wo isne zindagi mein kiye,
13:31 wo baatein bhi,
13:32 jo isne zindagi mein kiye,
13:34 to ham soch samajh ke baat karein,
13:36 Allah ke liye soch samajh ke baat karein,
13:38 jis tarah Urdu mein kayete hain,
13:39 na pehle tohlo, phir bolo,
13:41 soch samajh ke bolein,
13:42 ki meri in alfaaz se,
13:44 doosre pe kya asar padega,
13:46 ye soche pehle insaan,
13:47 ki jee jo main baat karunga kisi se,
13:49 is baat ka,
13:51 is insaan ke upar asar kya padega,
13:53 ye khush hoga,
13:55 ke naraz hoga,
13:57 isko rahat ponchegi,
13:58 kisko takleef ponchegi,
14:00 is cheez ko sochna chahiye,
14:02 aur phir bolna chahiye.
14:04 Inshallah taala isse mohashara mein mohabbatin bhi phehlegi,
14:06 pyaar phehlega,
14:08 log aapme log ke dil judege,
14:10 nafratin khatam hongi,
14:12 Inshallah wa'l-aziz,
14:14 Allah taala hum sab ko apni zamaan meethi banane ki tohfeekat aaf fahmaye,
14:16 Inshallah ap apne sawalat,
14:18 email bhi kar sakte hain,
14:20 ye jo email address,
14:22 aapki screen pe nazar aa raha hain,
14:24 is pe email kar sakte hain,
14:26 @dinefitrat@arydigital.tv
14:28 Inshallah taala hum aapke sawalon ke jawab dete rahenge,
14:30 aane wale programs ke andar,
14:32 toh please ek duba pe note fahmalije,
14:34 @dinefitrat@arydigital.tv
14:36 Inshallah taala hum chodi se break lehenge,
14:38 aur break ke baad aake,
14:40 kuch aapke sawalat ke jawab bhi denge,
14:42 Salam o alaikum wa rahmatullah wa barakatuhu.
14:44 Assalam o alaikum wa rahmatullah wa barakatuhu,
14:46 welcome back,
14:48 aapke sawalon ke jawab ke saath haazir hain,
14:50 aap apne sawalat,
14:52 email bhi kar sakte hain,
14:54 @dinefitrat@arydigital.tv
14:56 ye email address aapke screen pe nazar bhi aa raha hoga,
14:58 Inshallah taala aapke sawalon ke jawab dete rahenge,
15:00 ek bahut aaham sawal jo kiya gaya hain,
15:02 wo aaj ke mauzoo se hi mutaalik hain,
15:04 hum log baat kar rahe the,
15:06 zabaan ke sahi istimaal ke baare me,
15:08 khufsoorat alfaaz ke chunaao ke baare me,
15:10 kisi ko laanat na karne ke baare me,
15:12 kisi ko baddwaai na dene ke baare me,
15:14 toh ek sawal aaya,
15:16 ke kayi dafa waleden,
15:18 wo apne bachon ke
15:20 aapne bachon ke
15:22 din, wo apne bachon ko
15:24 baddwaai de dete hain,
15:26 kabhi unko
15:28 laanat kar dete hain,
15:30 kuch naziba alfaaz ka istimaal kar lete hain,
15:32 unke baare me,
15:34 toh iske baare me,
15:36 din kya kehta hai?
15:38 dikhein, humare saamne
15:40 behtreen misaal,
15:42 humare aaka nabi kareem alaihi salatu was salam ki
15:44 misaal hai,
15:46 Allah taala ne firmaaya,
15:48 laqad kaana lakum bhi rasoolillahi uswatun hasana,
15:50 ke tumhare liye
15:52 Allah ka rasool salallahu alaihi was salam ki zaatme
15:54 behtreen namuna hai,
15:56 wo humare liye role model hai,
15:58 aur unki zindagi hi din hai,
16:00 aap nabi kareem alaihi salatu was salam ki
16:02 zindagi ko dekhiye,
16:04 ke unhone bachon ke saath
16:06 kaisa baddaw kiya,
16:08 ek baud
16:10 kubsurat misaal se na anas
16:12 radhiya Allah taala anhu ki milti hai,
16:14 jino ne nabi kareem alaihi salatu was salam ki
16:16 khidmat mein das saal guzaarein,
16:18 aur wo das saal the
16:20 chub,
16:22 wo khud das saal ke huye,
16:24 to unki waalda unko nabi kareem alaihi salatu
16:26 was salam ke paas lekar aayin,
16:28 ke aap isko inko
16:30 apni khidmat ke liye kabool kar liye,
16:32 aur nabi kareem alaihi salatu was salam ne
16:34 apni intihai shafqat me
16:36 us bachay ko kabool kiya,
16:38 ab das saal ko bacha kya khidmat karta,
16:40 lekin nabi kareem alaihi salatu was salam
16:42 har ek ke liye
16:44 welcoming the unhone ne khaa thik hai,
16:46 ab sayyidina anas radhiya allah ta'ala
16:48 anu khud firmaate hai,
16:50 kehte maine das saal nabi kareem alaihi salatu was salam ki
16:52 khidmat ki hai, us bachpane mein,
16:54 us choti umar mein,
16:56 aur nabi kareem alaihi salatu was salam ne kabhi mujhe uff
16:58 bhi nahi kaha,
17:00 uff hota hai slightest
17:02 word of
17:04 display hai,
17:06 ke insaan kisi cheez ko pasand na kare,
17:08 uska jo sabse adna darja hota hai,
17:10 yaani uske expression
17:12 mein, usko express karne
17:14 mein, jo sabse kam
17:16 darja hota hai, usko yehate hain
17:18 arabi zamaan mein uff,
17:20 jaise hum arabi karte hai,
17:22 unhone ka mujhe uff bhi nahi kaha kabhi,
17:24 nahi kabhi mujhe yeh kaha,
17:26 ke anas yeh tumne kyun kiya,
17:28 nahi kabhi yeh kaha,
17:30 anas tumne kyun nahi kiya,
17:32 ab yeh aasaan kaam nahi hai,
17:34 mujhe pata hai yeh bahut mushkil kaam hai,
17:36 agar hum practically dekhein,
17:38 to yeh bada mushkil kaam hai,
17:40 ke bachche oonch neech karte hain,
17:42 lekin, humare paas
17:44 ideal to yeh hi hai,
17:46 ek defa sain anas radhi Allah taala nu
17:48 firmaate hain, ke mujhe nabi karim alaihis
17:50 salatu wasalam ne kisi kaam ke liye bahar bhejaan,
17:52 to main jab bahar gaya to bachche khel rahe the,
17:54 main bhi unke saath khelna shuru ho gaya,
17:56 ab ab sochhein, koi baalid akar
17:58 apne bachche ko bahar khelne ke,
18:00 kisi kaam ke liye bheje, aur wo kaam karni ke
18:02 bajaye saath bachche ke saath khelna shuru karde,
18:04 to,
18:06 lagta to aise hi hai, fitri taur pe
18:08 ke gussa aayega,
18:10 to anas kahte hain, thodi de mein khel raha tha,
18:12 ekdham se kisi ne peechhi se mujhe pakad liya,
18:14 to main ne murkar dekha,
18:16 to nabi karim alaihis salatu wasalam
18:18 muskur aa rahe the, unhone mujhe pakda hua tha,
18:20 muskur aa rahe the,
18:22 ne ka anas, wo kaam kiya,
18:24 kisi ke liye bheja tha,
18:26 anas kahte hain, bachche the,
18:28 kahte hain, main ne ka, ya rasulallah abhi karta hun, abhi karta hun,
18:30 to nabi karim alaihis salatu wasalam ne karaya,
18:32 main khud hi kar leta hun,
18:34 kabhi uff bhi nahi ka,
18:36 yaha pe kaam nahi ho raha,
18:38 to waldein, kis tariqaise bachon ko deal karein,
18:42 wo nabi karim alaihis salatu wasalam ke zindagi se seekh hain,
18:44 bhi haisiyate walid,
18:46 bhi haisiyate ek nana ke,
18:48 kis tariqaise Allah ka rasul salallahu alaihi wasallam ne,
18:52 unke saath bartao kiya,
18:54 kis tariqaise Sayyidina Hassan,
18:56 Sayyidina Hussain radhi allahu ta'ala anhuma ke saath khelein,
19:00 unke saath pyaar kiya,
19:02 unko kis tarah god mein bithaya,
19:04 kis tariqaise unko pyaar karte the,
19:06 unko chum the the,
19:08 ek dafa dono ko bithaya hua tha,
19:10 shahzadon ko,
19:12 ek taraf Sayyidina Hassan,
19:14 ek taraf Sayyidina Hussain,
19:16 to unko chum rahe the,
19:18 ek dehati shahzad bathe hua the,
19:20 aur dehati thode se,
19:22 unke sakht mizaaj hote the,
19:26 to unne ne khaa ke,
19:28 ya rasulallah,
19:30 ab bachon ko chum the hain,
19:32 mere to das bachon,
19:34 Sayyidina Muhammad (PBUH) ne firmaaya,
19:36 agar kisi ke dil se Allah ta'ala rahme nikaal lein,
19:38 to main kya kar sakta hu,
19:40 to bachon ke saath rahmat,
19:42 bachon ke saath pyaar,
19:44 bachon ke saath ache tariqa ke saath,
19:46 unse baat karna,
19:48 haas taur pe,
19:50 aaj kal jis zamane mein hum reh rahe hain,
19:52 please is cheez ko bohot,
19:54 samajhne ki zarurat hai,
19:56 pishle vakto mein,
19:58 waaldein,
20:00 apne bachon ke saath,
20:02 kuch zyada sakti bhi kar lete the,
20:04 unko daan tipit bhi kar lete the,
20:06 aaj kal jis daur ke hinder,
20:08 hum reh rahe hain,
20:10 uz daur ke andar,
20:12 bohot zaruri hai,
20:14 ki waaldein apne bachon ke saath,
20:16 intihai shafqat aur narmi ka muzaahraa karein,
20:18 sunnat bhi hai,
20:20 lekin, main environment ke itibar se baat kar rahe hoon,
20:22 kyunke main mahal ko dekh rahoon,
20:24 main dekhta hu,
20:26 ke aaj kal ke bachey,
20:28 social media influenced bachey hain,
20:30 kis tariqah se unke paas har cheez ki access hai,
20:32 kis tariqah se unke damaagon ke andar confusions,
20:34 shaitaan ne bitha diye hain,
20:36 social media ke through,
20:38 aaj kal ke bachon ko shaitaan mutnaffar karta hai,
20:40 unke damaagon me doubts create kar raha hai,
20:42 shukoo ko shubhaat daal raha hai,
20:44 wasawis daal raha hai,
20:46 aaj kal ke bachon ko agar hum aise handle nahi karenge,
20:48 to aaj kal ke bachey,
20:50 Allah taala mehfooz rakhein,
20:52 lekin wo deen-e-Islam ko chodne ke liye tayar ho jate hain,
20:54 kis taarikah se unke baachay,
20:56 agar hum ke saath aise bartao kiye jayein,
20:58 jis pe shaitaan ko mauka mile,
21:00 ke wo unko door le jayein,
21:02 yeh bahut aahim baat hai,
21:04 please isko samajhne ki zarurat hai,
21:06 ek aur sawal kiya gaya,
21:08 ki kayi dafa maayein,
21:10 apne bachon ko baddwa bhi de deti hain,
21:12 to kya wo baddwa unke liye kabool ho jate hain,
21:14 dekhe umooman Allah subhana wa taala ki sunnat yeh hai,
21:16 ke waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
21:18 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
21:20 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
21:22 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
21:24 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
21:26 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
21:28 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
21:30 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
21:32 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
21:34 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
21:36 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
21:38 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
21:40 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
21:42 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
22:04 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
22:06 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
22:08 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
22:10 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
22:12 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
22:14 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
22:16 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
22:18 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
22:20 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
22:22 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
22:24 ki waaldein ki dhikr-e-mahfooz,
22:46 Agar wo baddua jo koi maa ya baap apne olaad ko de,
22:50 omooman jaise maine arz kiya ke,
22:52 wo kabool nahi hoti,
22:54 lekin agar wo kabooliyat-e-duaa ka waqt ho,
22:57 aur kabooliyat-e-duaa ke waqt me,
22:59 wo duaa manoo an aise hi,
23:01 as such,
23:03 wo Allah ki baargaah mein kabool ho gayi,
23:05 to ye maa, ye baap, ye pashtaate hain baad mein.
23:09 Aise waqiat bhi dekhne ko milte hain,
23:12 ke waaldein ne maa ne wusse mein aakar apne bachche ko baddua di.
23:17 Aur baad mein,
23:19 wo bachcha us baddua ke nateeje mein,
23:23 lagta to aise hi hai daahiri taur pe,
23:25 baaki asal baat to Allah subhanaw taala jaante hain,
23:29 lekin zaahiri taur pe dekhne mein aise lagta hai,
23:32 ke jis tariqah se maa ne upne bachche ko baddua di thi,
23:35 waise hi uski zindagi mein kuch haalaat dekhne ko milte hain.
23:39 To aisa to nahi kahi,
23:41 ke us maa ne us waqt apne bachche ko baddua di thi,
23:43 apne wusse mein aake,
23:45 jabke kabooliyat-e-duaa ka waqt tha,
23:47 aur us waqt wo dua kabool ho gayi,
23:49 aur wo bachcha uski waala se parashaan hua zindagi ke aindar.
23:52 Agar bachcha ka koi kusoor nahi tha,
23:54 to wo har duniya mein imtehaan to aate hain.
23:58 Insaan jab sabar karta hai imtehaan pe,
24:00 to zaahiri baat hai,
24:02 ke usko ajar milta hai,
24:03 ye to zindagi ke saath laga hua hai.
24:05 Lekin ye maa, ye baap,
24:07 jisne apne bachchon ko badduaai di thi,
24:09 ab wo dekhte hain apne bachchon ko parashaani mein,
24:11 to bachchon ki parashaani kahan dekhi jaate hai?
24:13 Sabse zyada parashaan to ye waaldain khud hote hain.
24:16 Lekin wo cheez bhool jaate hain kabhi kabhi,
24:18 ke ye ho sakta hai,
24:20 ke meri ussi baddua ka nateeja hai,
24:22 jo ke maine bachchman mein apne bachche ko di thi.
24:24 Aur iski wajah kya hoti hai?
24:26 Sirf gusse mein bekaabu hona.
24:28 To waaldain ko bhi chahiye,
24:29 apna gussa kabu mein kare hain.
24:31 Nabi Karim alaihi salatu wasalam ki sunnat-e-mubarakah se seekhein,
24:35 kis tariqah se unne bachchon ko handle kiya,
24:37 kis tariqah se unne apne aulad ko ke saath unki achha suluk,
24:44 apne nawason ke saath behitreen suluk,
24:46 baaki bachchon ke saath behitreen suluk,
24:48 kis tarah se bachchon se pyaar karte the,
24:51 ye hamare liye uswa-e-hasna hai,
24:53 hamare liye role model hai,
24:55 hame chahiye ke please apne zabaan ko kabu mein karein,
24:59 gussa aaye gussa ko kabu mein karein,
25:01 InshAllah taala gusse ko kabu karne ke baarein bhi,
25:03 kisi aane wale episode ke andar baat karenge,
25:06 Allah taala hum sab ko behitreen akhlaaq wala banayein,
25:09 behitreen meethi zabaan wala banayein,
25:12 doon ke saath achha suluk karne wala banayein,
25:14 muhabbat karne wala banayein,
25:15 InshAllah taala agli episode mein aapso malakat hogi,
25:18 Dua mein yaad rakhiyein,
25:19 Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
25:22 [Music]
25:35 [BLANK_AUDIO]

Recommended