शरीर ही ब्रह्माण्ड Podcast: ज्ञान ही भक्ति

  • last year
शरीर ही ब्रह्माण्ड Podcast: ज्ञान ही भक्ति

Category

🗞
News
Transcript
00:00 Namaskar, aaye aaj aapko sunate hain Rajasthan Patrikar ke Pradhan Sampadak Dr. Gulab Kothari
00:07 ka "Shareer Hi Brahmand" Shrinkhla me Patrikayan me Prakashit Aaleg, jiska shirshak hai "Gyan
00:13 Hi Bhakti".
00:14 "Chatur Vidha Bhajante Mam Janaha Sukritino Arjuna, Arto Jigyasur Artharthi Gyani Chav
00:20 Bhartar Shabha, Gita 7.16"
00:22 Hey Arjun, chaar prakaar ke log mujhe bhaste hain, Arth, Jigyasur, Artharthi aur Gyani.
00:28 Inme se Arth, Jigyasur, Artharthi, teeno hi kramashah, shareer, mann, buddhi ke pujari
00:34 hain.
00:35 Swayam ko mujhe bhinna maante hain, firbhi ye uttam prani hain.
00:38 Mujhko, Ishwar ko yaad karte hain.
00:40 Jab rog ki chikitsa nahi hoti, vedna asahiya ho jati hai, tab Arth naad karta hai.
00:46 Jaise Gajendra moksha prasang me haathi karta hai, jab uska pyaar magar machh pakar leta
00:51 hai.
00:52 Praan raksha ke liye vyakul vyakti, Ishwar se praano ki bheekh maangta hai.
00:56 Draupadi ne Arth swar me Krishnu ko pukara tha, cheerharan ke samay.
01:00 Sansar sagar paar karne ke liye Bhagwat sharan me jaate hain.
01:04 Artharthi bhog sadhan ki trishna me dooba hota hai, vah bhog suvidha ke peechhe bhaagta
01:09 hai.
01:10 Sada Ishwar se kuch maangta hi rhaita hai, bhakti ye bhi pakke hote hain, Bhagwan ko samarpit
01:14 rahete hain, kintu aishwarya prapti ke liye.
01:16 Firbhi Bhagwan ke saath ekatma nahi ho sakte, sadhanon ki bahulta se samaj ke kaare bhi karte
01:22 rahete hain.
01:23 Jigyasu shodarthi ya gyan ka ichchuk hai, bha swayam ke baare me jaanna chahata hai aur
01:29 Ishwar ke baare me bhi.
01:31 Granth padhna, satsang karna, sadhana, chintan, aadi karna Jigyasu ki pehachan hai.
01:36 Yeha mool me bhakti maarg hai, gyani aatmarat hai, uski bhakti nishkaam hoti hai, antim laksh
01:42 bhagwat bhakti hi hota hai.
01:44 Krishna ne uddhav se kaha tha, tum sab kuch chod kar swajan, bandhon me sneh moho ka tyag
01:49 karke, ujme samyak roop se mann samahit karke sam drishta hokar jeeo.
01:53 Aise log bhagwat kripa se gyan prapt karke mukti ko prapt hote hain.
01:58 In chaaro bhukto me gyani shresth maana gaya hai.
02:01 Ye manasvi hote hain, Ishwar ke bhakti deha bhiman se nitya yukti rahete hain.
02:06 In ke chitt me vikshep nahi hota.
02:08 Bhagwat me likha hai, sadho hridiyam mahiyam sadhunam hridiyam dvaham, madanyate na jananti
02:15 na ham tebhyo managapti, arthaat bhaktgarh sade mere hriday mein vaas karte hain aur
02:21 main bhakton ke hriday mein vaas karta hoon.
02:23 Bhakt mere atirikto aur kuch nahi jaanta aur main bhi bhakto ko kabhi nahi bhoolta.
02:28 Doosre shabdon me gyanika atma main hoon.
02:31 Gyani bhi atma ko sarveshresth maanta hai.
02:33 Atma hi atma ke parmatma ke nikat hai.
02:36 Sakam bhakta atma ke itne nikat nahi hote, kyunki atma anya vasyon ke apeksha antartam
02:42 hai.
02:43 Ek nishth nahi hote.
02:44 Yogi Rajshyam Charan Lahiri kehte hai, man ke sthir hone ka naam nirodh hai.
02:49 Nirodh havastha hi brahm ka swaroop hai.
02:51 Jo nirodh havastha mein rehta hai, usi ka hit hota hai.
02:55 Abhyas ki dhrita se hi gyan ka pradhubhav hota hai.
02:58 Jab gyan nitya ho jata hai, tab sab brahm ho jata hai.
03:02 Yeh avastha hi nishesh roop se hitkari hoti hai.
03:05 Jaha sab kuch hai bhi aur nahi bhi.
03:08 Sab ek ho jane par swayam bhi nahi rehta hai.
03:11 Na satya rehta hai, nahi mithya.
03:13 Usi brahm se saadi srishti hoti hai.
03:15 Sabhi bhooton me vahi pran vayu roop sooksna bhaav se rehta hai.
03:19 Is vayu ke dwara hi sab ke sthool anu ka naash ho hota hai.
03:23 Atah yukta chitta yogi brahmmanu ke bhitar pravesh karke anu ho jate hai.
03:28 Na deha bhi maan rehta hai, nahi kisi vastu me chitta lagta hai.
03:32 Gita me krishnapurush prakriti ko svikar karke bhi srishti ke vishay me prakriti ko swatandra nahi maante.
03:38 Mere ajishthan ke dwara prakriti jagat ko utpanna karti hai.
03:41 Prakriti unki matri sthaniya hai aur mai pita hu.
03:44 Atah mool tatva purushiya prakriti nahi hai.
03:47 Par brahm hi mool tatva hai.
03:49 Akshar aur kshar dono us purushottam ki para aur apra prakriti hai.
03:53 Guna deet avastha me na purush ka purushakta rehta hai,
03:56 nahi prakriti ka prakrititva rehta hai.
03:59 Na satya hai, nahi asatya.
04:01 Na chaitanya tatva hai, na jad tatva hai.
04:03 Parantu gyani log kam svikarte hai.
04:05 Vey toh saakshi chitta kevalo nirgunascha ko maante hai.
04:09 Nirgun sagun milit bhaav me ras rehta hai.
04:12 Uttampurush krishna jo kutastha atma ke bheetar hai,
04:15 vahi sarvvyapak mehat hai.
04:17 Vahi aham hai.
04:18 Prakriti sharir hai, mehat sharir ke bheetar hai.
04:21 Shakti, jad, chetan dono me rehti hai.
04:24 Jad ko bhed kar jab shakti surit hoti hai,
04:27 tab usko chetna kehte hai.
04:28 Supt shakti jad hai.
04:30 Jad me gyan ya koi prakaash nahi rehta.
04:33 Jadatva aur paradhinta ke karan hi prakriti ko chota maante hai.
04:37 Chetna ka ansh hi pran roop hai, spandan dharma hai.
04:41 Pran ke spandan me hi jagat ka vikas kuta hai.
04:44 Pran hi jagat ka dharak hai.
04:46 Gyan shakti ichha mai hai.
04:48 Prakriti kriya mai hai.
04:49 Charo prakar se bhajan karne valo me,
04:52 ek tathya uplabd hai,
04:53 "sukhriti naha".
04:54 Iska arath hai ki jinka purva janam ka punya karma paripak ho chuka hai,
04:59 ve hi in chaar avasthaon me mera bhajan karte hai.
05:02 Anyatha, anya devataon ke bhajan me lag jayenge.
05:05 Vyapak roop se bhagwan ke bhajan ka karan aarth hi hai.
05:08 Bhajan toh kisi bhi kaarne se kiya jaye,
05:10 parinaam man ki pavitrata hi hai.
05:13 Maa shabd se sagun aur nirgun,
05:15 dono ki upasana ka grehant ho jata hai.
05:18 Kintu gyani ko bhi bhajan karne wala kahe kar,
05:20 bhakti ko gyan se bada bataya gaya hai.
05:23 Yehi bhakti ka aarth hai ki gyan praptu ho jane par bhi,
05:26 kharir rehne tak is gyan ko drid rakhne ke liye,
05:30 nirgun ka chintan karte rehna chahiye.
05:32 Vaise gyan aur bhakti me angangi bhaav hai.
05:35 Bhagwat prem se tattva gyan viksit hota hai
05:38 aur tattva gyan se bhagwat prem badta hai.
05:41 Nirgun upasana ke liye paanch roop kalpit hiye hai,
05:44 Vishnu, Shiva, Shakti, Ganesh, Surya.
05:46 Upasana ki prerna trigunatmak hai,
05:49 usi ke adusar vah devata ka chayan karta hai.
05:51 Vaha uski shraddha ko bhagwan drid bana dete hai.
05:54 Kyunki, purva sanskaaron se hi buddhi rajsi tamsik hoti hai.
05:59 Use satva nahi banate.
06:01 Tab srishti chalegi hi kaise, antar samakta ho jayega.
06:04 Sansaar me kaamnaon ka prabhaah bana rehta hai.
06:07 Gyani me kaamna prabhaah nahi rehta.
06:09 Trigun ke prabhaah me sadharan purush to sansaarik vaston ka yatharth bhi nahi jaan bata.
06:15 Atma tattva jaise vishay ka kaise pehchanega.
06:18 Raag dvesh ke anuroop hi log Ishwar ko bhi dekhte hai.
06:21 Isi aadhar bar unke jo bhin bhin ardh bante hai,
06:24 ve hi yogmaya ka prabhaah hai.
06:26 Raag dvesh ye srishti ke kaaran hai,
06:29 chhut nahi sakte.
06:31 Haan, din manushiyon ke paap karmo ka ant aagaya hai,
06:34 ve hi dridta se Ish bhajan karte hai.
06:37 Aise log hi chaaron prakaar ke bhakto me,
06:39 meri aur mooh kar pate hai.
06:41 Ve hi mujhe adhyatm, adhirev tatha adhibhoot ke saath jaante hai.
06:45 Param pad ko gyan se hi jaana jaata hai mujhe.
06:48 Na pehchane ka kaaran yogmaya hai.
06:51 Ishwar apna swa swaroop chod kar manushe roop dharan karte hai.
06:54 Yahi yogmaya hai.
06:55 Mujhe manushe sharir ne dhak liya.
06:57 Tab moodh mujhe kaise pehchanega?
06:59 Iske liye gyan maarg hi lena hota hai.
07:02 Vaise maya Ishwar ko dhak nahi sakte.
07:04 Bah jeevon ki drishti ko badal ke samaan dhak leti hai.
07:07 Krishna keh rahe hai ki,
07:09 "Main toh sab jeevon ka bhoot bhavishya vartman jaanta hu,
07:13 jeev mujhe nahi jaante."
07:14 Arthaat maya mujhe nahi dhak sakte.
07:16 "Chunki Ishwar sabka gyaata hai,
07:18 bah gyan ka vishay hi nahi ban sakta.
07:20 Tab toh jaannewala Ishwar se bada ho jayega."
07:24 (upbeat music)

Recommended