Shamail o Khasais e Rasool SAWW | Episode 10 | Rabi ul Awwal 2023 | 27 Sep 2023 | ARY Qtv

  • last year
Shamail o Khasais e Rasool SAWW - Rabi ul Awwal 2023

Speaker: Peer Irfan Elahi Qadri

#ShamailoKhasaiseRasoolSAWW #rabiulawwal #ARYQtv

Subscribe Here: https://bit.ly/3dh3Yj1

Official Facebook: https://www.facebook.com/ARYQTV/
Official Website: https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live: http://live.aryqtv.tv/
Programs Schedule: https://aryqtv.tv/schedule/
Islamic Information: https://bit.ly/2MfIF4P
Android App: https: //bit.ly/33wgto4
Ios App: https: https://apple.co/2v3zoXW
Transcript
00:00 Quran-e-Hakeem, Sirat-ul-Nabi (SAW)
00:04 Ahadith-e-Mubarka, Fiqh-e-Wasayil-e-Bayan
00:07 and many more, God willing, with the best Ulema.
00:11 Alhamdulillahi Rabbil 'Alamin, wa laa qribatulil mutaqeen
00:23 wa salatu wa salamu 'ala Rasoolihin Nabiyul Kareem
00:28 Amma baad, fa a'oozu billahi minash shaitaanir rajim
00:32 Bismillahir Rahmanir Raheem
00:35 Subhanallazi asra bi 'abdihi laylam minal masjidil harami ilal masjidil aqsa
00:42 Sadaqallah Mawlana al-Azeem
00:45 Muazzaz wa muhtasham nazareen-e-kiraam
00:50 AYQ TV ke nazareen, AYQ TV ke platform se aapka khadim
00:58 Program khasais-o-shamail-e-Rasool-e-Akram sabsalam ke saath aapki khidmat mein haazir hai
01:05 Mahirabbi Noor Sharif ki pur Noor sa'aton ke andar
01:08 Hum wo khasais, wo shamail, wo huzoor ki zaate-e-sataudah sifat ke kamalaat
01:14 wo rifaat-e-mustafa, izzat-e-mustafa, azmat-e-mustafa ka zikr-e-jameel jari hai
01:21 aur usmein har roz hum ek mauzuz ke saath guftagu karte hain
01:25 aur aaj ka mauzoo hai, Miraaj-e-Nabi sa'asalam
01:28 Yeh huzoor ke khasais mein se ke aisa mojza hai aur aisa yeh muqaam hai, aisi rifaat hai
01:38 Miraaj ki shab kya kya jalwa na ayaan hoga
01:49 jab arsh-e-bareem unka ik zam-zam-a-khaan hoga
01:55 jis raat ki rifaat par Quran ho khud shahid
02:00 us raat ki azmat ka kab hum se biyaan hoga
02:05 jab taaj saja hoga nabiyon ki imamat ka
02:10 us shaan-e-Muhammad par qurbaan jahan hoga
02:15 Waqe-e-Miraaj mere Sarkar-e-Dua alam sahab salam ki hayat-e-mubarakah ka
02:20 wo karamat badama safr-e-mubarak hai
02:23 jis mein Rab-e-Karim ne apne Habib par apne altaaf-e-karimana
02:28 aur inayat-e-khusrwana ki intiha kar di
02:32 agar chahiye azeem waqia khud aapki zaat ki tarah barzakh-e-akbar hai
02:39 jis ke mu'arif-o-haqaaiq aur basair-o-lataaif ka
02:43 kamaa haq-o-hu fahm-o-idraag karne se
02:46 aql-e-insani hamesha aajzo dar-manda rahi
02:50 lekin husool-e-barqat-o-saadat ke liye chand pehloon-o-peh roshni daalte hain
02:56 kyunke yeh miraj fakat ruhani nahi jismani miraj tha
03:02 jism-o-rooh ke saath
03:05 agar jism-o-rooh ke saath na ho
03:08 toh sawari ki kya zarurat hai
03:12 buraag pe huzoor ke jalwa ghar hone ki kya zarurat hai
03:16 aur Hazrat-e-Musa a.s. itni barq-raftaar sawari
03:22 ke jahaan buraag ki niga jaati hai wahaan uska doosra kadam hota hai
03:27 itni barq-raftaari ke saath huzoor jaa rahe hain buraag pe
03:31 aur Musa a.s. apni kabr-e-anwar mein namaz adaa farma rahe hain
03:36 aur huzoor firmaat hai maini dekha ki Musa a.s. apni kabr mein namaz pad rahe the
03:43 aur jab huzoor a.s.w.t. masjid-e-aqsa mein tashreef le jaate hain
03:49 itni barq-raftaari ke saath Muhammad-ur-Rasool-Allah ki sawari jaa rahi hai
03:54 lekin jab huzoor tashreef firma hota hai toh Musa a.s. pehli se wahaan majood hai
03:59 toh Musa a.s. bhi toh kitni barq-raftaari se gahe hain
04:03 aur agar yeh shaan Musa kaleemullah ki hai
04:06 toh Musa kaleemullah toh aaj ki raat muktadee ban rahe hain
04:11 aur Muhammad-ur-Rasool-Allah imam ban rahe hain
04:15 aur huzoor a.s.w.t. jism-ur-rooh ke saath
04:20 aap ke khasais mein yeh baat shamil hai
04:23 ki aap wahaan meraaj hua yeh ilan-e-nabuwat ka daswa saal hai
04:29 aur jis saal mein shafiq-o-gham ghusaar chacha
04:33 janab-e-hazrat-e-Abu Talib ki rehlat
04:36 aur munas-o-ghamkhaar rafiqa-e-hayat
04:39 Syed-e-Khadijat-ul-Kubrah radi-Allahu-ta'ala-anha ki wafaat-e-hasrat-e-hayat
04:46 pehder peh sadm-o-ki
04:50 kask abhi baaki thi
04:52 ki udhar taif-walo ne bhi ik naya maamla
04:57 aur un zahm-o-par namak chhidka
05:00 aur yeh saara saal bada bhoj wala tha
05:03 aur Allah-ur-Rabbul-Izzat ne apne Habib-ko
05:05 izzat-o-azmat ki wo nara naya ata farmayin
05:09 ki farsh wale tiri shaukat ka uloo kya jaane
05:13 khusrawa arsh pe udta hai fare ra teera
05:17 aur mehboob ki izzat-o-afzaai ke liye
05:20 Allah-ur-Rabbul-Izzat ne
05:22 apne paas bulane ke liye Jibraeel-ko bhija
05:26 ki Habib-ko laya jaye
05:28 ba qaul-e-wasif-al-i-wasif
05:30 ki shauk-e-deedar ki kya baat hai Allah-Allah
05:34 darmiyaan meem ka bhi parda nahi aaj ki raat
05:38 Allah-ur-Rabbul-Izzat ne apne pyaar-e-Habib-ko
05:40 jism-o-roo ke saath yeh jo meeraaj karwaya
05:43 yeh khasais-o-shamail ki
05:45 wo rif'ate hain aur wo bulandiyan hain
05:48 mere kareem ki
05:49 ki jab Huzoor-Jalwa-gar hote hain
05:51 aur tamaam anbiya-ko wahan jama kiya gaya
05:55 toh maine guzahishta segment mein yeh ek baat ki thi
05:58 ki wahan bhi toh warafana laka zikra ki
06:00 sadaayin goonj rahi thi
06:02 ki anbiya-ko jama karke
06:04 maqsood toh yeh tha
06:06 ki zikr-e-mustafa kiya jaye
06:08 shaan-e-mustafa dikhaye jaye
06:10 rif'ate-e-mustafa dikhaye jaye
06:12 izzat-o-azmat-e-mustafa ke
06:14 izhaar kiya jaye
06:16 aur aaj yahan bhi yeh hi ho raha hai
06:18 ki tamaam anbiya tashreef farma hain
06:21 aur imam banaya ja raha hai kisko
06:25 rasalat-e-Mu'absa-sallam ki zaat-e-sataudah sifat ko
06:29 ab Adam-A.S. se lekar Isa-r.H. tak
06:33 tamaam anbiya jalwa-gar hain
06:35 lekin jab imam tab hi banaya jaata hai
06:38 jab sifat mein, qualities mein, khususiyat mein
06:42 barotri hoti hain
06:44 barahi hoti hai
06:47 aur phir iss baat ke miraj ke
06:50 izhaar-o-ikraar ko samajhne
06:53 aur samjhane ke liye
06:55 sabse pehle khalq-e-lam yazal ne kya firmaaya
06:57 subhan-al-lazi-us-raab-e-abdihi
07:00 paak hai wo zaat
07:01 yaani Allah ki paaki ka ikraar-o-izhaar jo karta hai
07:05 usko ye baat maanna padegi
07:08 uske kalb-o-room iss baat ko utarna padega
07:11 ki Allah Rabb-ul-Izzat ne apne Habib ko
07:14 raat-o-raat aur raat-o-raati nahi
07:16 laylan, raat ke kuch hisse mein
07:19 ye miraj karwaaya
07:22 aur kaifiyat aur haalat kya hai
07:25 ki buraag pe tashreef le gayi
07:28 masjid-e-Aqsa hai
07:32 anbiya ko imamat hai
07:35 anbiya ke khitabaat hai
07:37 uske baat huzoor ne izhaar-e-khiyaar firmaaya
07:40 uske baat
07:42 tamaam asmaanon ka mushahda hai
07:44 anbiya se mulaqate hai
07:46 jannat-o-dozaah ka mushahda hai
07:49 aur phir jo agli manzal hai
07:51 sidrat-ul-muntaha ke aage
07:54 fakaan-a-kaaba-ka-o-saini-a-o-adna ki jo bulandiyah hai
07:59 wo kitna waqt hai
08:02 kitni musafat hai
08:04 kitna safr hai
08:06 lekin Allah Rabb-ul-Izzat ne apne pyaar-e-Habib ko
08:09 ye izzat-o-muqaam, ye shaan-o-waqaar
08:11 ye maraate bataa firmaaye
08:15 ki ye sab kuch ho jaane ke baad
08:17 jab huzoor jalwa-gar hote hain
08:19 to laylan, raat ka kuch hisse hai
08:22 waqt ko rok diya gaya
08:25 jaan hai wo jahaan ki
08:27 jaan hai to jahaan hai
08:29 yehi to baad samajhne wali hai
08:31 ke waqt rukh gaya
08:33 kyun?
08:34 kyun ki Habib tashreef le gaye
08:36 aur ye kaainat ka waqt ruka hai
08:38 aur aaj bhi ye jo
08:40 maa kaanallahu layu azibahum waan tafeehim
08:42 ki sadaah hume nazar aati hai
08:44 wo yahi hai
08:45 ki ay Habib, azab to aana chahta hai
08:47 lekin kaise aaye?
08:48 aap inme majood ho
08:50 to nazreen e keraam
08:52 ye khasais-o-shamail ki
08:54 wo bulandiyan hai
08:55 ki Allah Rabbul Izzat ne
08:57 har nabi ke saath
08:58 kisi na kisi tariqah se kalam firmaaya
09:00 aur Musa kalimullah
09:02 ala nabiyeena alaihi salatu was salam ko
09:04 sifat ki tajalli ka nazara milta hai
09:06 to Quran kaita hai
09:08 ki Musa behoosh huve
09:10 aur yahaan kaifiyat kya hai?
09:12 ki Quran kaita hai
09:14 maa zaagal basra wa maa tagha
09:16 kaifiyat ye hai
09:18 ki apne Rabb ka didaar paaya
09:20 aur farq sirf yeh raha
09:22 ki ye abid hai, wo maabood hai
09:24 wo khaliq hai, ye makhloog hai
09:26 ye saajid hai, wo masjood hai
09:28 wo malik hai, ye banda hai
09:30 wo Allah hai, ye nabi hai
09:32 wo ata firmaane wala hai
09:34 ye ata hasal karne wala hai
09:36 wo apne sifat ka rang jab
09:38 apne Habib pe chadhaata hai
09:40 to us Habib ke rang
09:42 ki us Habib ke rang
09:44 ki us Habib ke rang
09:46 to us Habib ke rang
09:48 aur us Habib ki sifat
09:50 aur us Habib ke darajat
09:52 aur us Habib ke muqamat
09:54 wo kis tarah buland
09:56 kar diya jaata hai
09:58 ki haalat wo kaifiyat me
10:02 ye firma diya jaata hai
10:04 ki jo Rasool ki itaat karta hai
10:06 wo Allah ki itaat karta hai
10:08 aur Quran e Majeed me
10:10 ghaliban saun ke kareen
10:12 muqamat par
10:14 Allah Rabbul Izzat
10:16 ne apne naam
10:18 ke saath apne Habib ke naam
10:20 ko shamil kiya
10:22 aur Rasool ki
10:24 itaat ko apni itaat karar diya
10:26 Rasool ke adab ko
10:28 apna adab karar diya
10:30 Rasool ki muhabbat ko apni muhabbat
10:32 karar diya aur
10:34 apne zikr ko Rasool ka zikr karar diya
10:36 aur Allah
10:38 Rabbul Izzat ne apne Habib
10:40 ke muqamat e rafia ko
10:42 is kadar buland kiya
10:44 ki khaliq ne firma diya
10:46 ki jo mere Rasool ka adab karta hai
10:48 wo mera hi adab hai
10:50 haalaan ki Allah se
10:52 toh pehl nahi ki jaa sakti
10:54 bayna yaada yallahi wa Rasool hi
10:56 Allah aur Allah ke Rasool se pehl na karo
10:58 ab Allah se pehl
11:00 toh kihi nahi jaa sakti
11:02 jih toh jihad se paak hai
11:04 sim toh sammaat se paak hai
11:06 jism wo jismaniyat se paak hai
11:08 aur pehl aur beyadabi
11:10 Rasool ki ki jaa rahi hai
11:12 lekin firmaaya Jalal-e-Ilahi isme
11:14 shamil hai
11:16 ki koi mere Rasool ke adab ko kamtar na samje
11:18 mere Rasool ki rifat ko kamtar na samje
11:20 mere Rasool ki azmat ko kamtar na samje
11:22 mere Rasool ki izzat ko kamtar na samje
11:24 mere Rasool ke khasais ko aam na samje
11:26 mere Rasool ke shamaail ko aam na samje
11:28 haan haan
11:30 ye har har shay jo hai
11:32 ye maine apne Habibin
11:34 wadiyat firma di hai
11:36 aur maine apne Rasool ko
11:38 wo muqaam-e-rafiya
11:40 aata firma di hai
11:42 ki meraaj bhi karwa ke bata di ya
11:44 ki koi kal ko ye na keh sakay
11:46 ki Allah ne hamare Nabi Isa ko to
11:48 asmaanon par utha liya
11:50 kya tumhare Nabi ko bhi uthaaya hai
11:52 toh kaha khasais me
11:54 shamaail me kahin bhi koi naqs na rai jaye
11:56 balke main apne Habib ko
11:58 fakaan-a-qaaba-qa-us-sain-i-au-adna ki
12:00 bulandiyon se hum qanaar karunga
12:02 jahan tak kisi ki koi
12:04 bulandi nahi hai
12:06 Allah ta'ala hum sab ko
12:08 amal ki tofeeq ataaf firmaay
12:10 kal tak ke liye
12:12 ijazat dejiye, Allah hafiz
12:14 Khatam-al-anbiya salamun alaih sayyidi

Recommended