• last year

Category

ЁЯШ╣
Fun
Transcript
00:00Bahut different hai kyunki kahaani aagey barti rehti hai.
00:07Toh in kirdaaro ke saath inki life mein kya kya events hain, situations hain, wo inke
00:12twists and turns banata hain.
00:15Toh bahut hi bhaithareen writing hui hai, ismein Ali Fazal, Vijay Verma, Rasika, Pankaj
00:22ji toh kher.
00:23Toh bahut hi maza aata hai aise bhaithareen actors ke saath kaam karne mein, kyunki
00:27phir aapka kaam aur bhaithar ho jata hai.
00:30Toh ismein bahut saara masala hai, bahut saara dukh hai, dard hai, gussa hai aur
00:36pyaar hai.
00:37Dialogues honge, emotions honge isbaar jo bahut different hai.
00:40Golu bhi aur main bhi maine kabhi hi aaj tak koi aisa kirdaar nahin kiya hai, jisne
00:46is raste pe, is raste ko chuna hai aur is raste pe chala hai.
00:50Toh wo alag hi duniya create hui hai, Mirzapur ki duniya mein choti choti duniya
00:57main create hui hai aur bhaukaal machega aur audience humare liye bahut important
01:02hai.
01:03Kyunki itna, itna pyaar, izzat, respect, patience, mere khyaal se toh na kisi film ko mili hai
01:12aur na kisi show ko mil gaya hai.
01:14Toh humare liye, hum sab ke liye humare audience bahut, bahut, bahut, bahut important
01:18hai.

Recommended