कैदी_ कहानियां_ रोमांच और रहस्य

  • 3 months ago

Please explore our channel and share our videos with others. Thank you



Category

😹
Fun
Transcript
00:00Kahaniya, Romance aur Rahasya, Kaidi, Ek bahut sundar aurat ko hathya ke aarog pe aajeevan
00:18karawas ki saza di gayi thi.
00:22Woh bahuti ugra swabhav ki hone ke karan apne aapko jail ke jeevan me shamil karne me safal nahi ho rahi thi.
00:33Usne kuch hi dinon ke baad soch liya ki woh zyadar dinon tak jail me nahi rahi.
00:38Usne jail se bhaagne ki yojana banaani shuru kar di.
00:44Jail me police walon ke alawa bahut se care taker dekhbaal karne wale bhi thi.
00:58Un logon ko alag alag kaam milai hua thi.
01:02Koi care taker safai ka kaam karta tha, toh koi bagicha mein mali ka kaam karta tha.
01:08Kyuki woh bahut bada jail tha, har din hi ek na ek kaidi ki mirti ho jati thi.
01:15Ek care taker ka kaam, mare hua kaidiyon ki laashon ko jail ke bahar ke kabristan mein dafnaana tha.
01:25Jab bhi koi kaidi mar jata tha, woh care taker ghanti bajate jata tha aur sabhi kaidiyon ko sochana de deta tha.
01:34Fir woh care taker laash ko ek taboot mein rakhta tha aur daftar mein jaakar mirti praman patra banwata tha.
01:42Wapis aakar woh taboot ke dhakkan par keele thokkar band kar dita tha.
01:47Ant mein woh care taker us taboot ko ek ghoda gadi mein lat kar, jail se bahar le jaakar kabristan mein dafnaan kar dita tha.
01:58Woh aajivan kara paas payi hui aurat, us care taker ki har gati vidhi par poori nazar rakhne lagi thi.
02:05Usne ek yojana barayi.
02:08Usne us care taker ko apna dost bana liya aur usko apni yojana mein shamil karne ki koshish karne lagi.
02:16Yojana ye thi ki agli baar, jab ek kaidi ki mirti ke baad ghanti bajegi,
02:22woh kaidi urat apni kothri se nikal kar us kamre mein chali jaayegi jahan taboot rakha hua hoga.
02:29Jab care taker mirti praman patra banane jaayega, woh urat taboot ke andar jaakar laash ke saath let jaayegi.
02:37Care taker aakar dhakkan band karega aur us taboot ko le jaakar kabristan mein gaad dega.
02:44Jab andhera hoga, woh care taker wapis kabristan mein aayega aur us aurat ko taboot mein se nikal lega
02:50aur usko sutantra kar dega.
02:53Pehle to care taker ye kaam karne ke liye tayyaar nahi hua,
02:57parantu us aurat ne apne roop ke bal par usko ek raat apni kothri mein bula liya
03:03aur us raat us care taker ke saath sharirik sambandh isthaapit kar liya.
03:10Us din ke baad toh woh care taker us aurat ka diwana hi hogaya.
03:14Phir toh woh kayi baad laat ko aakar us aurat ke saath uski kothri mein sohne laga.
03:21Aakhir woh care taker bhi usko baahar nikalne ke liye tayyaar hogaya.
03:27Kayi aftak tak koi bhi kaidi nahi mara.
03:30Doh mahinon ke baad, ek raat jab woh aurat apni kothri mein soh rahi thi,
03:36usne ghanti ki awaad suni, koi kaidi mar gaya tha.
03:41Usne jaldi se uthkar apni kothri ka tala khol liya.
03:51Us tala ki ek chaavi uske care taker premi ne pehle se hi laakar usko de di thi.
04:02Woh tala kholkar us kamne mein chali gayi, jahaan taaboot rakhe hote the.
04:07Woh chup chaap taaboot ke andar rakhi laash ke upar let gayi aur phir dhakkan ko taaboot par rak diya.
04:16Woh pratiksha karne lagi ki care taker aaye aur keele thokkar dhakkan band kare aur phir us taaboot ko kabristaan mein lega kar dafna de.
04:25Kuch dar ke baad aisa hi hua, keele thok di gayi aur taaboot band ho gaya.
04:29Us taaboot ke andar itni hawa to thi, ke woh aurat kuch ghande tak jeevit rahe sakte thi.
04:34Kuch dar ke baad us taaboot ko lega kar kabristaan mein dafna diya gaya.
04:40Kuch dar ke baad jab upar mitti daal di gayi, woh care taker ke aane ka intijaan karne lagi,
04:45tha ki woh aaye aur usko us taaboot mein se nikal le.
04:48Do ghande beed gaye, parantu woh care taker mein hi aaya.
04:53Us aurat mein utsukta vash yeh dekhne ke liye ki taaboot mein uske niche kis kaidi ki lash thi,
05:03ek maachish ki teeli jalaye.
05:07Taaboot ke andar prakaash hote hi uske hosh ur gaye.
05:15Woh do ghandon se mare hua care taker ki lash ke upar leti hui thi.
05:22Bahut bahut shukriya.

Recommended