Fazail e Ahle Bait - Muharram Special - 17 July 2024 - ARY Qtv

  • 3 months ago
Fazail e Ahle Bait - Muharram Special

#aryqtv #ahlebait #islam

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Alhamdulillahi Rabbil Alameen
00:02Wasalatu wasalamu alaa
00:04Ashrafil anbiyaa wal mursaleen
00:06Wa alaa alihi
00:08wa ashabihi
00:10wa ahli baytihi
00:12wa dhurriyatihi
00:14ajma'een
00:16Qaalallahu tabaraka wa ta'ala
00:18Qullaa
00:20a'laa a'laa
00:22a'laa a'laa
00:24a'laa a'laa
00:26a'laa
00:28Qullaa
00:30as'alukum alayhi
00:32ajran illa almawaddata filqurba
00:34sadaqallahu
00:36maulana al azeem
00:38Allahumma salli wa sallim wa barik
00:40ala sayyidina wa maulana muhammadin
00:42wa ala alihi
00:44wa itratihi bi adadi kulli
00:46ma'lumin lak
00:48muhasiz wa muhtaram
00:50sama'een wa nazareen
00:54aaj
00:56jis hasti ka
00:58zikr-e-khair
01:00karne ki sa'adat
01:02hasil kar rahe hain
01:04wo
01:06jigar gosha-e-batool
01:08nawasa-e-rusool
01:10sayyid-us-shuhada
01:12noor-e-nazar-e-ali-ul-murtaza
01:14abu-abdullah
01:16imam-e-hussain
01:18ibn-e-ali
01:20radhiallahu
01:22anhuma
01:24shaheed aise
01:26ki shahadat
01:28unpar naaz karti hain
01:30aur imam aise
01:32ki imamat unpar fakhr
01:34karti hain
01:36wo hasti
01:38ki jinke muskuraane se
01:40rusool-e-khuda muskuraa
01:42padein
01:44aur jinke gham zada hone se
01:46rusool-e-khuda ghamgheen ho jayein
01:50nabiya rahmat sallallahu
01:52alayhi wa alayhi wa sallam
01:54ke gharana ke khubsurat phool
01:56hazrat imam-e-hussain
01:58radhiallahu ta'ala
02:00anhu ke fazail se
02:02aaj ham
02:04apni zubano
02:06ko muattar karenge
02:08aur apni samaaton ko
02:10taaza karenge
02:12hazrat imam-e-hussain
02:14radhiallahu ta'ala anhu
02:16nabiya rahmat sallallahu
02:18alayhi wa alayhi wa sallam
02:20nabaase
02:22huzoor sallallahu sallam ki
02:24aankhon ki thandak
02:26huzoor alayhi salat wa salam
02:28ke jigar ka qaraar
02:30aaka kareem sallallahu alayhi wa alayhi
02:32musallam ki muhabbaton ki ameen
02:34aap
02:36paanch shaaban-ul-muazzam
02:38chaar hijri ko
02:40iss
02:42duniya mein
02:44tashreef firma huve
02:46nabiya rahmat sallallahu alayhi wa alayhi
02:48musallam ko jab
02:50ittila ki gayi
02:52huzoor alayhi salat wa salam
02:54foran khushi se
02:56musarrat se
02:58labrez
03:00tashreef firma huve
03:02aur shahzade ko apne haathon mein
03:04uthaya
03:06aur shahzade
03:08ne jab apni aankhen kholi
03:10to sabse pehle jis hasti
03:12ka didar naseeb hua
03:14wo imam-ul-anbiya
03:16rasool-e-khuda
03:18sallallahu alayhi wa alayhi wasallam
03:20aur sabse pehle
03:22jis
03:24cheez ka sharaf
03:26hasil hua unke
03:28peht mein jaane ka
03:30aur wo nabiya rahmat sallallahu alayhi wa alayhi
03:32wasallam ki gutti se
03:34sabse pehle faiz yaab huve
03:36huzoor sallallahu alayhi wa alayhi wasallam
03:38ka luab-e-dahan mubarak
03:40sabse pehle ziyarat
03:42sabse pehle didar nabiya kareem
03:44huzoor sallallahu alayhi wa alayhi wasallam
03:46ka aur sabse pehle khuraak
03:48nabiya rahmat sallallahu alayhi wasallam
03:50ka luab-e-dahan mubarak
03:52huzoor alayhi salat wa salam
03:54ne haton pe uthaya
03:56chooma aur
03:58apne luab-e-dahan ki gutti
04:00yata farmayi
04:02aur is shahzade ko
04:04pyaar farmaya
04:06huzoor sallallahu alayhi wa alayhi wasallam
04:08ne azaan bhi unke kaan
04:10mein khud pade
04:12unke aqeeqa bhi unka khud farmaya
04:14sahabi farmate hain
04:16huzoor alayhi salat wa salam ko itni khushi thi
04:18hazrat imam-e-hassan aur
04:20hazrat imam-e-hussain ki tashreef lane ki
04:22aapne
04:24dono shahzado ke do-do
04:26bakre
04:28unke aqeeqa ke liye
04:30aapne qurban farmaye
04:32hazrat imam-e-hussain raziallahu ta'ala anhu ka aqeeqa farmaya
04:34aur naam bhi khud hussain rakha
04:36ek riwayat me aata hai
04:38ki hazrat-e-mawla ali shar-e-khuda
04:40raziallahu ta'ala anhu se pucha
04:42ali naam kya rakha hai
04:44jab hazrat-e-imam-e-hassan ki wiladat hui
04:46us waqat huzoor ne pucha
04:48hazrat-e-imam-e-hussain ki wiladat hui
04:50to us waqat huzoor ne pucha
04:52hazrat-e-ali jo ke bahadri ka
04:54shujaat ka istiara hain
04:56unno ne
04:58apne
05:00bahadri aur shujaat ko
05:02malhuz-e-khaatar rakte hui
05:04harab naam
05:06tajweed kiya
05:08nabi-e-karim sallallahu alaihi wa aalihi wa sallam
05:10ne firmaaya nai
05:12ali maine inka naam hussain rakha hai
05:14aur ek riwayat me hi hai
05:16ki aasmanon me bhi inka naam hussain rakha gaya
05:18toh guya nabi-e-karim sallallahu alaihi wa aalihi wa sallam
05:20tomaam
05:22is shahzade ki tashreef
05:24alana par tomaam ihtimaam
05:26aqa-e-karim sallallahu alaihi wa sallam
05:28khud farma rahe hain
05:30gutti bhi khud ata farma rahe hain
05:32aazaan bhi khud irshaad farma rahe hain
05:34bache se pyaar bhi khud farma rahe hain
05:36aur saare intizamaat khud farma rahe hain
05:38yeh mere aqa-e-karim sallallahu alaihi wa sallam
05:40ki muhabbat hai
05:42is shahzade ke saath
05:44isi tarah imam-e-hassan ke saath
05:46hazrat imam-e-hussain ke saath
05:48aur inke chote shahzade jo bohot bachpan me hi
05:50intiqal farmate hain
05:52hazrat imam-e-mohsin radhiallahu anhum ajmaeen
05:54hazrat-e-imam-e-hussain
05:56raziallahu ta'ala anhu ke fazail
05:58beshumaar hain
06:00angint hain
06:02jin ko na to
06:04tahreer me laya jaa sakta hai
06:06aur na hi
06:08unko taqreer me
06:10beyan kiya jaa sakta hai
06:12aur jo kuch ahle qalam ne
06:14zeb-e-qirtas kiya hai
06:16isha jo khutaba ne beyan kiya hai
06:18wo bohot kam hai
06:20kyunke
06:22in hastiyon ke fazail
06:24aur in hastiyon ke kamalaat
06:26Allah jaanta hai
06:28ya Rasool-e-Khuda sallallahu alaihi wa sallam jaanta hai
06:30aur wo aise fazail hain
06:32ki jin ke fazail farishte beyan karte hain
06:34aur jin ke fazail ke liye
06:36farishte ayaat lekar utarte hain
06:38hazrat-e-jibreel tashreef laate hain
06:40Allah ki taraf se wahi lekar
06:42aur in ke fazilat ko beyan kiya jaata hai
06:44hazrat-e-imam-e-hussain raziallahu ta'ala anhu
06:46ki fazilat
06:48quran-e-majeed se bhi
06:50wazi aur ayah hain
06:52ahadith-e-mubaraka ki kaseer ta'adaad hain
06:54kuch fazail aise hain
06:56ki jisme
06:58hazrat-e-imam-e-hussain raziallahu ta'ala anhu
07:00tumam ahl-e-ba'ad ke saath shamil hain
07:02ahl-e-ba'ad se mutallika
07:04aur ahl-e-ba'ad ki fazilat me
07:06jo quran ki ayaat utri hain
07:08ya ahadith-e-mubaraka huzoor ne beyan farmai
07:10unme zahir baat hain
07:12hazrat-e-imam-e-hussain shamil hain
07:14kuch khususi fazail hain
07:16toh goya hazrat-e-imam-e-hussain ke fazail ko
07:18agar hum beyan karein toh wo do taraki hain
07:20ek umumi fazail aur ek khususi fazail
07:22umumi fazail
07:24ki phir do surte hain
07:26umumi fazail me
07:28pehle toh wo fazail aatein hain
07:30jo nabi-ur-rahman sallallahu sallam ne tumam
07:32ahl-e-ba'ad ke liye beyan farmai
07:34usme hazrat-e-imam-e-hussain bhi shamil hain
07:36aur phir
07:38umumi fazail me
07:40wo fazail bhi aatein hain
07:42jisme hazrat-e-imam-e-hussain raziallahu anhu ke saath
07:44hazrat-e-imam-e-hassan
07:46raziallahu anhu bhi shamil hain
07:48aur khususi fazail wo hain
07:50jo sirf hazrat-e-imam-e-hussain
07:52raziallahu ta'ala anhu ge
07:54ayaat
07:56bukhus saari ayaat-e-mubarakah hain
07:58nabi-e-karim
08:00sallallahu alaihi wa alihi wa sallam ne
08:02apni
08:04ahl-e-ba'ad ki muhabbat ke liye
08:06jab ye ayaat-e-mubarakah
08:08utri toh sahaba-e-kuhi rishad farmaaya
08:10Allah ta'ala ne farmaaya
08:12qul laa as'alukumu alaihi
08:14ajran illal mawaddata fil qurba
08:16maabuba aap farmaa dijiye
08:18ke main tum se
08:20koi sawal nahi karta
08:22koi ajar nahi maangta
08:24koi ajar-e-risalat nahi maangta
08:26main tumhare liye kitni koshish-e-ki
08:28rah-e-hidayat par laane ke liye
08:30kitni sahi ki
08:32takalif-e-bardash ki
08:34gham sahe
08:36patthar khaye
08:38baatein suni
08:40aur logon-e-bura bala kaha
08:42sahir kaha, majnu kaha, na jaane kya kya kaha
08:44lekin main phir bhi
08:46tumhe rah-e-hidayat par laane ke liye
08:48apin tagado karta raha
08:50ajar nahi maangta, koi muawazza talab nahi karta
08:52illal mawaddata fil qurba
08:54lekin mere jo
08:56qareebi hain unse
08:58muhabbat karna
09:00unse mawaddat karna
09:02ek sahabi arz karte hai ya Rasool Allah
09:04Allah ta'ala ne is ayah mubarka mein
09:06jin qareebiyon ki muhabbat ke liye
09:08aap ko farmaaya hai
09:10ki apne
09:12ummat ko irshaad farmaa dijiye
09:14wo ahle qurbat aur ahle muhabbat
09:16kaun hain
09:18mawaddat aur muhabbat ka hamein farmaaya gaya
09:20nabi rahmat sallallahu sallam ne farmaaya
09:22wo fatima hai, wo ali hai
09:24wo hasan hai, wo husain hai
09:26unse muhabbat ka Allah tabarak wa ta'ala
09:28ne hukam irshaad farmaaya
09:30jab najran ke logon ne
09:32nabiya kareem sallallahu alayhi wa alayhi wa sallam
09:34ki baat nahi maani
09:36aur mubahla ke liye tiyaar hua
09:38to huzoor alayhi salat wa salam ko hukam hua
09:40mahboob, unse keh dijiye
09:42faqul ta'alau nadu'u abna'ana wa abna'akum
09:44wa nisa'ana wa nisa'akum
09:46wa anfusana wa anfusakum
09:48summa nabtahil
09:50fana ja'al la'anat Allahi alal qasibin
09:52aap apne
09:54logon ko bula le
09:56apne beton ko bula le, hum bhi bula lete
09:58aap aa jaye, hum bhi aa jate
10:00apne khawateen ko bula le, hum bhi bula lete
10:02aur aap khud bhi aa jaye
10:04huzoor sallallahu alayhi wa alayhi wa sallam
10:06ke jo shahzade
10:08us waqt mubahla ke liye
10:10tashreef laate hain
10:12aur huzoor ki ma'iyyat mein aate hain
10:14hasan hain aur hadrat imam-e-hussain hain
10:16radhiallahu anhu ba
10:18isi tarah
10:20quran-e-majeed furqan-e-hameed ne
10:22inki tatheer ko biyaan farmaaya
10:24innama yureedullahu liyudhiba
10:26aankumurrijsa ahl-al-bayti
10:28wa yutaheerakum tatheera
10:30ahl-e-bayt, Allah kareem ka irada yeh hai
10:32ke hartara ke rijs
10:34aur hartara ki napakki, zahiri, baatni
10:36tum se door kar de
10:38aur Allah kareem tumhe hartara ki taharat
10:40aur pakeez gi ata farma de
10:42hadrat imam-e-hussain radhiallahu ta'ala anhu
10:44in khushqabriyon ka
10:46aur Allah ki taraf se
10:48innamaat ka
10:50haqdaar bhi hain
10:52aur in innamaat me
10:54ahl-e-bayt ke shad bade khubsurat tariqah se
10:56shamil bhi
10:58nabiya kareem sallallahu alaihi wa alihi wa sallam
11:00ki hadith mein farmaaya
11:02logo, main tumme do cheezein chod ke jaa raha hoon
11:04agar tum inko
11:06mazbooti se thaame rakhoge, to kabhi gumra
11:08nahi hoge, unmein huzoor
11:10nabiya kareem sallallahu alaihi wa alihi wa sallam
11:12mein farmaaya, ek
11:14quran hain, aur ek meri ahl-e-bayt hain
11:16inko mazbooti se thaam ke rakhna
11:18isi tarah, nabiya rahmat sallallahu alaihi wa alihi wa sallam
11:20ne farmaaya, Allah tabarak wa ta'ala se muhabbat karo
11:22kyunki Allah ta'ala ne
11:24tumhe peyda kiya
11:26Allah ta'ala ne tumhe nimtein ata kiya
11:28Allah tabarak wa ta'ala tumhari parvarsh farmaata hain
11:30aur tumhe beshbaha
11:32innamaat ata farmaata hain
11:34aur muj se muhabbat karo
11:36Allah ki muhabbat ki wajah se
11:38meri ahl-e-bayt se muhabbat karo
11:40meri muhabbat ki wajah se
11:42aur ek riwayat mein yeh bhi hain
11:44huzoor sallallahu alaihi wa sallam ne haath utha ke
11:46Allah ki baarga mein dua ki
11:48ay Allah, jo in se muhabbat kare tu
11:50unse muhabbat farmaa
11:52aur jo in se adawat rakhe tu unse door ho ja
11:54aur tu unko apni rahmat se
11:56door farmaatein
11:58hazrat abdullah ibn abbas raziallahu ta'ala
12:00anhu ek riwayat mein farmaatein
12:02nabiya rahmat sallallahu alaihi wa sallam ne farmaaya
12:04meri ahl-e-bayt ki misal
12:06kishti-e-nuh ki jaisi hai
12:08ki jis tarah kishti-e-nuh me sawaar hone wale
12:10bach gaye
12:12aur jo kishti-e-nuh me sawaar nahi hue
12:14wo gharak ho gaye
12:16aur meri ahl-e-bayt
12:18isi tarah hai
12:20jo meri ahl-e-bayt ke saath ta'aluk-e-muhabbat ustawaar karega
12:22aur jo in ka daman-e-karam
12:24thaam lega
12:26wo nijaat pa jayega
12:28aur jo in se door ho gaya
12:30aur in ki muhabbat ko apni dil me jagah na de paya
12:32farmaa wo gharak ho jayega
12:34toh yeh wo amoomi fazail
12:36jo ahl-e-bayt-e-atahar radhiyallahu anhum
12:38ke nabi rahmat sallallahu sallam ne beyan farmaay
12:40isme hazrat imam-e-hussain
12:42radhiyallahu ta'ala anhu
12:44bohot khubsoorat tariqah se shamil hai
12:46aur phir
12:48huzoor sallallahu sallam ki bohot saari wo riwayaat
12:50jisme hazrat imam-e-hassan aap ke saath shamil hai
12:52huzoor sallallahu
12:54alaihi wa alihi wa sallam
12:56hazrat-e-osama bin zaid farmaatein hai
12:58ek martaba me huzoor alaihi salat-e-usalaam ki khidmat me aaya
13:00raat ka waqt hai
13:02koi zaroorat thi meri
13:04mai aaya darwaza khat-khat aaya
13:06huzoor sallallahu sallam ne ek lihaaf oda hua tha
13:08chaadar odi hui thi huzoor tashreef laaye
13:10maine jo baat arz karni thi wo ki
13:12huzoor ne meri zaroorat ko poora farmaaya
13:14phir main dekha ki wo jo chaadar hai
13:16uske neeche koi cheez harkat kar rahi hai
13:18main arz ki ya rasoolallah yeh kya hai
13:20huzoor alaihi salat-e-usalaam ne chaadar ko
13:22jab hataya toh dekha
13:24neeche hazrat-e-imam-e-hassan hai aur
13:26hazrat-e-imam-e-hussain hai
13:28radhiallahu anhumaa
13:30huzoor sallallahu alaihi wa alihi wa sallam ne kya farmaaya
13:32farmaaya ki haazani
13:34ibnaya wa ibna binti
13:36yeh mere bete hai aur meri beti ke bete hai
13:38aur phir dua farmaaya
13:40allahumma inni uhibbu humaa
13:42wa ahibba humaa
13:44aya Allah main shahzadon se muhabbat karta hu
13:46tu bhi inn se muhabbat farmaa
13:48aur farmaaya wa ahibba main yuhibbu humaa
13:50aur Allah jo inn se muhabbat kare
13:52Hassan aur Hussain se muhabbat kare
13:54muhabbat farmaa
13:56hazrat-e-anas raziallahu ta'ala anhu
13:58riwayat farmaatein hain
14:00huzoor sallallahu alaihi wa alihi wa sallam se irz ki gayi
14:02huzoor aap ahl-e-bait main se kis ki muhabbat
14:04ka biyaan farmaatein
14:06aur kis ki muhabbat ka ilan kiya gaya hai
14:08huzoor sallallahu alaihi wa sallam ne farmaaya
14:10al-hassan wal-hussain
14:12Hassan aur Hussain hai
14:14jin ki muhabbat ke baarein bataya gaya
14:16phir farmaaya Fatima hai
14:18huzoor sallallahu alaihi wa alihi wa sallam
14:20hazrat-e-sayyida Fatima ko farmaaya karte the
14:22Fatima mere bachon ko mere paas bhej do
14:24aur
14:26riwayat karne wale sahabi riwayat karte hain
14:28ki hum dekhte huzoor alaihi salatu wa salam
14:30in shahzadon ko
14:32chooma bhi karte the
14:34aur soonga bhi karte the
14:36aur farmaaya karte the ye shahzade mere
14:38phool hain mere jannati phool hain
14:40aur huzoor alaihi salatu wa salam unse
14:42khushbu liya karte the
14:44nabi rahmat sallallahu alaihi wa sallam
14:46ki khidmat mein sahabi-e-rasool
14:48hazrat-e-huzaifa hazir hote hain
14:50maa ji mujhe ijazat den
14:52kaafi din ho gaye
14:54mein huzoor ki khidmat mein hazar nahi ho saka
14:56ijazat den huzoor ki khidmat
14:58mein hazari bhi doonga
15:00aap ke liye dua-e-bakhshish bhi karwaunga
15:02aur huzoor ki ziyarat bhi karunga
15:04hazrat-e-huzaifa farmaatein
15:06ki maini nabi rahmat sallallahu alaihi wa sallam
15:08ki maaiyyat mein maghrib ki namaz ada ki
15:10maghrib ki namaz ada karne ke baad
15:12nabi-e-karim sallallahu alaihi wa sallam
15:14tashreef le gaye aur mera khyaal ye tha
15:16ki main huzoor se arz karoon
15:18ki ya rasool-Allah meri walida ke liye dua-e-bakhshish farmaadein
15:20nabi-e-rahmat sallallahu alaihi wa sallam
15:22ne khud hi dua-e-bakhshish bhi farmaadein
15:24meri taraf dekhe
15:26huzoor huzaifa ho
15:28Allah tujhe bhi bakhsheh
15:30teri maa ko bhi bakhsheh
15:32teri bhi bakhshesh ho jaaye
15:34teri walida ki bhi Allah bakhfirat farmaaye
15:36aur phir huzoor alaihi wa sallam ne
15:38jo jumla irshaad farmaaye
15:40wo in shahzadon ke ala-ausaaf
15:42aur in shahzadon ki fazeelat ka
15:44hamare saamne waze izhaar hain
15:46huzoor alaihi wa sallam ne farmaaya
15:48huzaifa ek baat suno
15:50arz ki ya rasool-Allah farmaaye
15:52farmaaya aaj ek farshta
15:54naazil hua hain aur Allah se usne
15:56ijazat maangi aur aaj se pehle kabhi bhi
15:58zameen pe nahi aaya
16:00wo mujhe salaam karne ke liye aaya
16:02aur Allah tubarek wa taala ne usko ek paigaam bhi diya
16:04ki jao mere mahboob ko ye paigaam pocha do
16:06huzoor sallallahu alaihi wa sallam ne
16:08wo paigaam ke aaj irshaad farmaaya
16:10farmaaya huzoor alaihi wa sallam
16:12wa yubashshiruni
16:14us farishta ne mujhe khush khabri di
16:16ke bi anna fatimata sayyidatu
16:18nisai ahlil jannah
16:20ki fatima ahl-e jannat ki
16:22sardar hain
16:24jannati khawateen ki sardar hain
16:26aur phir huzoor alaihi wa sallam ne farmaaya
16:28wa annal hasana wal husayna
16:30sayyida shababi ahl-il jannah
16:32aur hasan aur husayn
16:34jannati nawjumanon ke sardar hain
16:36nabiya kareem
16:38sallallahu alaihi wa alihi wa sallam ne
16:40in shahzadon ko apna phool
16:42farmaaya
16:44hazrat-e-abu muraida
16:46raziallahu ta'ala anhu
16:48riwayat farmaatein hain
16:50ki maine ek martaba dekha
16:52nabiya rahmat sallallahu wa sallam
16:54aap mimbar par jalwa farooz hain
16:56aur khutba irshaad farma rahe hain
16:58aur jaise hi
17:00hazrat-e-imam-e-hasan
17:02aur hazrat-e-imam-e-husayn
17:04raziallahu anhuma
17:06chote se bacche hain
17:08aur surakh rang ki kameezin
17:10to nabiya rahmat sallallahu wa sallam
17:12ne apna khutba tarak farma diya
17:14mimbar se neeche utre
17:16aur in dono shahzadon ko uthaake
17:18saamne bitha liya
17:20aur farmaaya Allah ne sach kaha hai
17:22innama amwalukum wa auladukum fitna
17:24ki tumhare maal, tumhari aulad aazmaish hain
17:26main khutba de raha tha
17:28mimbar par
17:30lekin in shahzadon ki muhabbat se
17:32muj se raha nahi gaya
17:34aur maine apna khutba tarak kiya
17:36main mimbar se utarke
17:38mimbar ghalib aa gayi
17:40aur maine inko uthaake
17:42ek martaba huzoor alaihi salatu was salam
17:44sajda ki haalat mein hain
17:46aur sajda lamba ho gaya
17:48sahaba-e-karam arz karte hain
17:50arasool Allah sallallahu wa sallam
17:52aaj ajeeb baat hai
17:54itna lamba sajda kabhi nahi farmaaya
17:56aaj itna lamba sajda farmaaya
17:58nabiya kareem sallallahu alaihi wa sallam
18:00firmaane lage
18:02mera shahzada husayn
18:04mere kando pe sawar tha
18:06mein is baat ko pasand kiya
18:08ke wo jab tak mere kando pe sawar rahe
18:10jab tak meri pusht pe sawar rahe
18:12wo baitha rahe
18:14mera sajda ko lamba karta rahun
18:16aur mujhe ye baat achi nahi lagi
18:18ke main usko neeche utaroon
18:20aur apna sajda khatam kardoon
18:22mere aaka ne apna sajda taweel
18:24hazrat imam-e-husayn r.a ke liye kiya
18:26ye wo fazail hain
18:28jo hazrat imam-e-husayn r.a ke
18:30ahl-e-bait-e-athahar aur
18:32hazrat imam-e-hasan ke saath mein
18:34zahadi taur par bahut saare fazail
18:36nabi-e-karim sallallahu alaihi wa aalihi wa sallam
18:38ne hazrat imam-e-husayn ke mutallak farmaayin
18:40aur hazrat imam-e-husayn ke
18:42apne akhlaak-o-kirdar se hme maaloob hotein
18:44main yaha ye baat bhi arz karta
18:46chalo samayeen-o-naazireen
18:48ye waze rehna chahiye
18:50ki in hastiyon ke paas
18:52sirf ye nahi tha ke wo khoon-e-rasool
18:54the aur sirf ye nahi tha
18:56ke wo ahl-e-bait-e-athahar ke
18:58afraad mein se fard the
19:00unke apne zaati
19:02akhlaak-o-kirdar aur ilm aur hilm
19:04aur taqwa aur shujaat
19:06aur bahadri aur sabr
19:08al-gharz jitne fazail ko dekhte jayein
19:10Allah karim ne unko maala maal kiya hua tha
19:12sirf khaan-wada-e-nabuwat ka fard hona
19:14unki fazeelat nahi thi
19:16ye fazeelat apni jagah par
19:18isme koi shak nahi
19:20lekin iske saath saath
19:22mere aqa karim sallallahu alaihi wa sallam
19:24ki nigaah-e-nabuwat ne unki jo tarbiyat ki thi
19:26wo Quran-e-Majeed
19:28Furqan-e-Hameed ki
19:30pirti-pirti tasveer nazaraatein
19:32Quran-e-Majeed par aamil nazaraatein
19:34Nabiya karim sallallahu alaihi wa sallam ki hadith-e-mubarakah
19:36par aamil nazaraatein
19:38Huzoor-e-Hissalat-o-Salam ke farameen
19:40goya ke unki gutti mein the
19:42aur Huzoor sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam
19:44ke ilm ka
19:46wo goya ke mazhar the
19:48aap dekhiye
19:50ki aqa karim sallallahu alaihi wa sallam
19:52ka luab-e-dahan mubarak
19:54agar
19:56ek khaari kooen me aajaata hai
19:58to wo meetha ho jaata hai
20:00Nabiya karim sallallahu alaihi wa sallam
20:02ka ek muway-e-mubarak
20:04paani mein agar usko
20:06gola jaata hai to wo bimaaron ko shifa hata karda hai
20:08Nabiya karim sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam
20:10ka daste-e-mubarak
20:12agar kisi aam shaks par lag jaata hai
20:14Allah karim us par fazal farmaata hai
20:16to aap kya andaza lagaatein
20:18ke jis hasti ko pehli
20:20khuraa ki Nabiya karim sallallahu alaihi wa sallam
20:22ka luab-e-dahan mila ho
20:24Allah ne usko kitna ilm aur fazal
20:26hata farmaaya hoga
20:28wo hasti jo mere aaka kareem ki god me pali badi ho
20:30aur wo hasti jo mere aaka ke kando par
20:32sabhaar hui ho
20:34aur wo hasti ke jino-e-nabiya karim sallallahu alaihi wa sallam
20:36ki zubaan-e-mubarak
20:38choosne ka sharaf aazal ho
20:40Subhanallah
20:42Allah ne unko kya kamalaat hata farmaaya honge
20:44aur jin ki rago mein khune-e-rasool
20:46daud raha ho
20:48Allah kareem ne unko kya ilm aur fazal hata farmaaya hoga
20:50Hadrat-e-Imam-e-Hussain
20:52radhiallahu ta'ala anhu
20:54Tashreef lana se qabal hi
20:56yeh basharat-e-mil gayi
20:58Ek riwayat hai
21:00Hadrat-e-Umm-e-Fazal
21:02radhiallahu ta'ala anha
21:04Yeh nabiya karim sallallahu alaihi wa sallam ki chachi hai
21:06Hadrat-e-Abbas radhiallahu ta'ala anhu
21:08ki zauja hai
21:10Huzoor ki khidmat mein ek din parashaan haal haazir hoti hai
21:12Arz kati hain
21:14Arz kati hain
21:16Huzoor ne farmaaya
21:18Chachi kya khaab dekha hai
21:20Arz ki ya Rasoolallah
21:22Aap ke jisam ka tukda
21:24wo kata hai
21:26aur meri godh mein gir gaya hai
21:28Mere aaka karim sallallahu alaihi wa sallam
21:30ne farmaaya
21:32meri chachi aap parashaan na ho
21:34aap ne khair dekhi hai
21:36yeh khaab parashaan nahi hai
21:38yeh to khair ka khaab hai
21:40Arz ki ya Rasoolallah
21:42wo kaise hai
21:44Allah karim meri beti Fatima ko beta ata farmaayega
21:46aur wo beta aapki godh mein aayega
21:48aap uski parvarish karenge
21:50aur wo Hazrat-e-Umm-ul-Fazl
21:52farmaati hain ke wo beta
21:54Hazrat-e-Imam-e-Hussain r.a
21:56agar aap is hadith-e-mubarak
21:58huma ghaur karen to hume pata chalega
22:00ke Huzoor sallallahu alaihi wa sallam
22:02ke jisam ka tukda
22:04katke Hazrat-e-Umm-ul-Fazl
22:06ki joli mein gira tha
22:08lekin beta paida hota hai
22:10Hazrat-e-Ali ke ghar
22:12beta paida hota hai Sayyida Fatima ke ghar
22:14isi wajah se Huzoor ne farmaaya hata
22:16Hussain minni
22:18wajah se hai
22:20wo isi liye tha
22:22Huzoor farmaate the ki mere jigar ka tukda
22:24Fatima radhiyallahu ta'ala
22:26Anha ko farmaate the mere jigar ka tukda
22:28aur Hazrat-e-Imam-e-Hussain ko farmaate the
22:30ke ye meri beti ka beta hai
22:32mera beta hai
22:34aur Huzoor sallallahu alaihi wa sallam
22:36ne inni shehzadon ke mutallak farmaaya tha
22:38ki meri nassal inni se aage badegi
22:40to goya Hazrat-e-Imam-e-Hussain
22:42Huzoor sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam
22:44ke nawase bhi
22:46aur iss riwayat ke mutabak
22:48Huzoor ke jigar ka tukda bhi ban
22:50aur phir yahi Umm-ul-Fazl
22:52ek martabah farmaati hain
22:54ke maini Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam
22:56ko parashaan dekha
22:58Huzoor ki aankhon mein aasu dekhe
23:00main parashaan hogi
23:02arz ki ya Rasool Allah
23:04aapki aankhon mein aasu
23:06kya hua
23:08Huzoor alaihi salat wa salam
23:10fermaate hain
23:12ki Umm-ul-Fazl
23:14ki shahadah ko
23:16meri ummat ke chand log
23:18shaheed kar denge
23:20aur unhone mujhe khoon alood
23:22mitti bhi la ke diya hain
23:24aur Huzoor ne mujhe matti dikhai bhi
23:26yaani
23:28Huzoor ki
23:30tashreef awari se pehle
23:32hazrat-e-Umm-ul-Fazl ko bisharat mili
23:34aur abhi aap nanne
23:36chote se bachche hain
23:38Nabi-e-Karim sallallahu alaihi wa sallam
23:40ko unki shahadah ki bisharat
23:42de di gayi
23:44goya yeh faisal-e-pehle ho chuke
23:46aur iss
23:48ummat ki rahbari ke liye
23:50aur iss ummat ke bachao ke liye
23:52aur iss ummat ko qaim
23:54rakhne ke liye
23:56hazrat-e-Imam-e-Hussain radhiallahu anhu
23:58ki shahadah ko qabool kiya gayi
24:00aur Nabi-e-Rahmat sallallahu alaihi wa alihi wa sallam
24:02ne bhi wo bisharat bhi
24:04lekin Huzoor alaihi salat wa salam ne
24:06Allah se yeh dua nahi ki
24:08meri bete ki zindagi ata ferma
24:10ko shahadah se mahfuz ferma
24:12balkh-e-shahadah ek inaam tha
24:14aur hazrat-e-Imam-e-Hussain ke jumla fazail me
24:16ek bahut bada fazal hai shahadah
24:18aur phir hazrat-e-Imam-e-Hussain aise shaheed
24:20nahi hai ki jo tanha gaye
24:22aur apni jaan, jaan-e-afareen
24:24ke supurdh kar di, naa
24:26balkh-e-aap ne apna poora kunba
24:28poora khanwada Allah ki rahme
24:30shaheed kara diya
24:32hazrat-e-Imam-e-Hussain
24:34radhiallahu ta'ala anhu ko
24:36jo Allah tabarak wa ta'ala ne
24:38fazail ferma-e. Unme hazrat-e-Ya'la
24:40bin Burrah firmaatein hain ki
24:42ek martaba sahaba-e-ikram
24:44huzoor sallallahu sallam ki ma'iyyat
24:46me jaa rahe hain. Aur hazrat-e-
24:48Imam-e-Hussain bachchon ke saath
24:50chote se bachche hain aur bachchon ke saath
24:52khel rahe hain. Nabiya kareem sallallahu
24:54sallam hazrat-e-Imam-e-Hussain ke peeche baage
24:56muhabbat ka izhaar
24:58karne ke liye aur
25:00apne piyaar-e-nawase ke saath
25:02shafqat karne ke liye
25:04wo hazrat-e-Imam-e-Hussain ke peeche
25:06baag rahe hain. Aur hazrat-e-Imam-e-Hussain
25:08huzoor ke aage aage. Huzoor unko
25:10peeche se pakadate hain. Wo baag jaate hain.
25:12Aakhir Nabiya Rahmat sallallahu sallam ne shahzada
25:14ko pakad rahi hain. Aur
25:16hazrat-e-Ya'la bin Murrah firmaatein maine dekha
25:18huzoor sallallahu sallam ne ek haath
25:20thodi ke neeche rakha. Ek haath
25:22sar ke upar rakha. Aur
25:24hazrat-e-Imam-e-Hussain ke labbon par
25:26aur aapke hunton par
25:28bossa diya. Aur aapke
25:30rukhsaron par bossa diya. Aur bossa
25:32diya. Huzoor sallallahu alaihi wa alihi
25:34wa sallam firmaane lage ke main
25:36Hussain se muhabbat karta hun.
25:38Hussainun minni wa ana
25:40minal Hussain. Main Hussain se hun.
25:42Aur Hussain mujh se hai.
25:44Ahabballahu man ahabba
25:46Hussaina. Allah usse muhabbat
25:48firmaaye. Jo Hussain se muhabbat karta
25:50hai. Aur Hussain mera
25:52nawasa hai. Huzoor alaihi salatu
25:54wa salam ne hazrat-e-Imam-e-Hussain
25:56ka rutba bhi bata diya.
25:58Hazrat-e-Imam-e-Hussain ki muhabbat
26:00bhi bata diya. Aur firmaaya
26:02Hussain mujh se hai.
26:04Ab yahan par ye baat qable ghaur
26:06hai. Jo Huzoor ne firmaaya Hussain mujh
26:08se hai. Ye to baat clear hai. Aur
26:10waze hai. Huzoor sallallahu alaihi wa sallam
26:12ke nawase hai. Hazrat-e-Syedah
26:14Fatima ke jigar gosha hai.
26:16Nabiya Kareem sallallahu alaihi wa sallam ki nasal se
26:18aur aal se hai. To Hazrat-e-Imam-e-Hussain
26:20Huzoor se hue.
26:22Ye to confirm ho gaya. Lekin yahan
26:24ek baat zihin me aati hai
26:26ke Hussain to Huzoor se hue.
26:28Lekin Huzoor Hussain se kaise hue?
26:30Iski samajh nahi aati.
26:32Iski samajh uswaqat aati hai. Jab ham
26:34waqe-e-Karbala padhte hain.
26:36Jab ham waqe-e-Karbala dekhte hain.
26:38Nabiya Rahmat sallallahu alaihi wa sallam ne firmaaya
26:40Hussain mujh se hai. Aur
26:42main Hussain se hun. Goya
26:44ke ye ek izhaar tha.
26:46Ke jab deen ko
26:48khoon ki zarurat padegi. Aur
26:50mere deen ko bachane ke liye
26:52kisi ke kirdar
26:54ki zarurat padegi. Aur mere deen
26:56ko bachane ke liye kisi ki shahadat
26:58ki zarurat padegi. Toh wohi Hussain
27:00jo mera deen hai. Jo main
27:02leke aage chala. Aur jo main aage
27:04logon ko sikhaya. Us deen ko
27:06bachane ke liye. Yeh mera Hussain
27:08mera qaim maqam banke
27:10khara hoga. Aur mere deen ko
27:12taqwiyat dega. Aur apni jaan ka nazarana
27:14pesh karke mere deen ko
27:16hifazat faraham karega. Aur mere deen ko
27:18bachayega. Isi liye
27:20kaha gaya hai ke haqqa ke bana
27:22la ila hastu Hussain.
27:24La ila ko bachane
27:26ke liye Hussain
27:28ne apna kirdar ada kiya.
27:30Hazrat-e-Umm-e-Salma
27:32anha,
27:34aabi, ek riwayat me Hussain
27:36ki shahadat ki khabar deti.
27:38Balke woh toh firmaati hain
27:40ki Huzoor-e-Salaatu-Salaam ne wo matti
27:42mujhe ata firmai. Aur firmaaya
27:44ke jis din yeh matti khoon me badal jaayegi
27:46samjh le na
27:48mere is jigar paare ko
27:50shaheed kar diya gaya. Aur mere is
27:52noor-e-nazar ko qurban kar diya gaya.
27:54Hazrat-e-Umm-e-Salaam
27:56anha firmaati hain ki aisa hi hua.
27:58Aur ek raat unhone khaab dekha
28:00Nabi-e-Rahmat-Sallallahu-Wa-Sallam
28:02aap ke baal par matti hai
28:04aur aap pareshan hain.
28:06Huzoor-e-Sallallahu-Wa-Sallam
28:08se arz ki, Huzoor kya hua?
28:10Huzoor-e-Sallallahu-Wa-Sallam ne irshaad firmaaya, aaj mere laqt-e-jigar ko
28:12aaj mere noor-e-nazar ko
28:14shaheed kar diya gaya hai. Aur
28:16aaj Karbala ke
28:18ek zaar ki andar
28:20mere nawase ki laash
28:22wahan par giri hai. Aur sirf
28:24Hazrat-e-Imam-e-Hussain ki nahi
28:26balke poor-e-khaan-waad aa gayi.
28:28Hazrat-e-Anas-e-Ibn-e-Malik
28:30radhi-Allah-u-ta'ala noo.
28:32Firmaati hain ki Nabi-e-Karim
28:34Sallallahu-Alaihi-Wa-Alihi-Wa-Sallam
28:36ke is nawase ko jib shaheed
28:38kiya gaya. Aur
28:40us wakat unhone
28:42is nawase ki
28:44Hazrat-e-Imam-e-Hussain
28:46radhi-Allah-u-ta'ala
28:48anhu ki shaan mein toheen ki
28:50aapka jab sar-e-anwar qalam kiya gaya
28:52toheen ki gayi. Us wakat
28:54wahan par baithne wale ne kaha
28:56ki Nabi-e-Karim Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam
28:58ki in ke hoonton ko boosa diya
29:00karte the. Aur ye Huzoor-Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam
29:02ki shabeen. Baaz riwayaat
29:04mein ye aata hai ki Hazrat-e-Imam-e-Hassan
29:06aur Hazrat-e-Imam-e-Hussain
29:08milkar Huzoor-Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam
29:10ka saraapa bante the.
29:12Hazrat-e-Imam-e-Hassan
29:14zahiri shakal-o-shubahat mein
29:16Nabi-e-Karim Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam
29:18aur ruhani aur maanvi itabar se
29:20Hazrat-e-Imam-e-Hussain
29:22Huzoor ke mushabe the. Aur baaz kahte hain
29:24jisam ka upar wala hissa
29:26Nabi-e-Karim Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam
29:28ke mushabe Hazrat-e-Imam-e-Hassan ka tha.
29:30Aur neeche wala Hazrat-e-Imam-e-Hussain ka tha.
29:32Dosto
29:34Muzzaz-o-Muhtaram
29:36Samaeen-o-Nazareen
29:38Nabi-e-Karim Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam
29:40ke ye Shahzade
29:42deen ke liye
29:44aur Islam ki baqa
29:46ke liye apna sab kuch
29:48qurban kar dete aur usme
29:50kisi tara ka koi compromise nahi karte
29:52ye chand wo fazail
29:54jo maine aapki khidmat mein arz kiye
29:56Quran se aur Hadith-e-Mubarakah se jo baazin
29:58lekin agar aapki akhlaq-o-kirdar ko dekhe
30:00wa Hazrat-e-Imam-e-Hussain
30:02mukhta azam ke maalik the
30:04aap azimat
30:06par qaim rehne wale the
30:08azm-e-musammam kar liya uspa dat gaye
30:10aur phir kabhi bhi peechay nahi hate
30:12aap sabro istiqamat
30:14ka koh-e-garaan the
30:16Hazrat-e-Imam-e-Hussain
30:18razi-Allah-u-ta'ala nahu
30:20haq ka istiarah the
30:22Moosa-o-Firaun-o-Shabbir-o-Yazid
30:24in do quwwat
30:26az hayata yad padeed
30:28Iqbal ne kaha tha
30:30haq-o-baatil ka wohi maarika
30:32jo Hazrat-e-Moosa-Alaihi-Salaam
30:34aur Firaun ke darmeyan hua tha
30:36us waqat Moosa haq ka istiarah the
30:38aur Firaun baatil ka
30:40isi tarah
30:42Hazrat-e-Imam-e-Hussain razi-Allah-u-ta'ala nahu
30:44haq ka istiarah the aur Yazid baatil ka
30:46aur Yazid
30:48jihannmiyon ka qaid tha
30:50aur Imam-e-Hussain jannatiyon ke sirdaar
30:52aur qaid aur rahnumaat
30:54aur Hazrat-e-Imam-e-Hussain
30:56razi-Allah-u-ta'ala anhu ke andar
30:58ilam ki bhi kasrat rakhi thi
31:00sakhawat ki aapki
31:02aisi khasusiyat hain
31:04aisi waqiat hain ke aqal hiraan aur dang rahe jaati hai
31:06ek martaba
31:08ek shahs aapki khidmat mein hazir hota hai
31:10aur aa ke arz karta hai ke main ghareeb-o-miskeen hu
31:12mere saath kuch
31:14mua'manat farmayiye
31:16hamara wazifa bi raste mein hain
31:18Hazrat-e-Data-Ganj-Baksh Rahmatullahi-Alaihi-nih
31:20Kashf-ul-Majoob mein likha
31:22hazrat-e-Ameer-e-Muawiyah ki taraf se
31:24paanch hazaar
31:26deenaar, sohne ke sikke
31:28aapki khidmat mein pohnche
31:30aapne wo paanch thailiyan
31:32hazaar-hazaar deenaar par mushta milte hain
31:34aapne paanchon ki paanchon usko de di
31:36aur phir aajzi
31:38aur inkisari ka paikar bankar
31:40farmane lage ke bhai
31:42humne tujhe khamkha itni der bithaye rakha
31:44ye to thoda sa maal hain
31:46yaani paanch hazaar
31:48ashrafi, paanch hazaar deenaar
31:50ko firmaarein thoda sa maal hain
31:52agar pata hota ke thoda sa aana hain
31:54toh tumhe zyada zihmat na dete
31:56ye le jao aur apni zaroorat
31:58ko poora karo, yaani
32:00hazaaron ashrafiyan, laakhon deenaar
32:02aur dirham
32:04aapki baarga mein aatein
32:06aur aap ussi tarah lotha diya kartein
32:08aur roza se hain, roza iftaar
32:10karne wale hain, mangta
32:12saail darwaza pe aata hai
32:14aur aap uski zaroorat ko poora kar detein
32:16kabhi bhi na-insafi ko aapne qabool nahi kiya
32:18sabrat-e-hammul ka hamesha muzahara kiya
32:20aajzi aur inkisari
32:22ka paikar bane rahein
32:24bahadari aur shujaat
32:26aapne meydan-e-karbala
32:28sirf meydan-e-karbala mein nahi
32:30balki aapki poori ki poori zindagi
32:32shujaat aur bahadari
32:34jis tarah ki hazrat-e-maula murtaza
32:36razi allahu ta'ala anhu
32:38aap bahadari ka paikar the aur istiara the
32:40isi tarah hazrat-e-imam-e-hussain razi allahu ta'ala anhu
32:42hazrat-e-abu-bakr siddiq, umre farooq, usman-e-ghani
32:44aur hazrat-e-ali razi allahu anhum
32:46ke daur mein jihad me shirkat karte rahein
32:48jangon me shirkat karte rahein
32:50hameesha haq par date rahein
32:52aur aapne
32:54apni jaan ka nazrana pesh karke
32:56aur apne khanwada ki jaan ka nazrana pesh karke
32:58yeh hame batla diya
33:00ke ahle haq
33:02apni jaan
33:04bhi qurban kar dete hain
33:06aur phir aakhra mein yeh kahte hain
33:08ke jaan dee
33:10dee hui ussi ki thi
33:12haq to yeh hai ke haq ada na hua
33:14hazrat-e-imam-e-hussain ne
33:16sajda mein
33:18apni jaan ka nazrana pesh kiya
33:20abhi ek sajda kiya tha
33:22abhi doosra sajda baaki hai
33:24aur kal qiyamat ke din
33:26jab uthenge to hazrat-e-imam-e-hussain
33:28issi sajda mein uthenge
33:30aur batayenge apne maanane walon ko
33:32ke main apni zindagi
33:34istara guzaar ke jaata hun
33:36aur islam ki khaatar apna sab kuch qurban karke jaata hun
33:38mere maanane walon
33:40mere naam ke saath judne walon
33:42aur mere naam ke saath apne aap ko
33:44pehwast rakhne walon
33:46meri amli zindagi ko dekhna
33:48meri amli zindagi kaise hai
33:50mere fazail kya hai
33:52aur Allah taala ne mere andar kya kya khususiyat rakheen
33:54unkhususiyat ko apne andar peyda karne ki koshish karna
33:56Allah ki bandgi
33:58Rasoolullah sallallahu alaihi wa sallam ki peyravi
34:00aur sabar
34:02istiqamat, hilam, burdubari
34:04sakhawat
34:06aur yeh saari cheezein
34:08yeh saari cheezein akathi karen
34:10to hazrat-e-imam-e-hussain raziallahu ta'ala anhu ki
34:12seerat-e-kirdar banta hai
34:14Allah kareem hume unke naam lehwaon me
34:16shamil farmai
34:18aur hume unke seerat-e-kirdar se
34:20roshni hasal karne ki
34:22tofeeq ata farmai
34:24ameen
34:26wa aakhirudawaya anilhamdulillahi rabbil aalameen

Recommended