Roshni Sab Kay Liye - Topic: ALLAH se Muhabbat - 22 July 2024 - ARY Qtv

  • 3 months ago
Roshni Sab Kay Liye

Topic: ALLAH se Muhabbat || اللہ سے محبت

Host: Muhammad Raees Ahmed

Guest: Mufti Ahsan Naveed Niazi, Mufti Muhammad Asif

#RoshniSabKayLiye #islamicinformation #ARYQtv

A Live Program Carrying the Tag Line of Ary Qtv as Its Title and Covering a Vast Range of Topics Related to Islam with Support of Quran and Sunnah, The Core Purpose of Program Is to Gather Our Mainstream and Renowned Ulemas, Mufties and Scholars Under One Title, On One Time Slot, Making It Simple and Convenient for Our Viewers to Get Interacted with Ary Qtv Through This Platform.

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Allah Subhanahu Wa Ta'ala ki naam-e-paak se aghaaz jo bada mehirbaan, nihayat rehm
00:14firmanewala hai, aur karodon durood-o-salaam hamaare aur aapki aqa Hazrat Ahmed-e-Mujtaba
00:20Muhammad Mustafa Sallallahu alaihi wa sallam par ki aapki khidmat-e-aqdas mein hadaya-e-durood
00:25peshkarna, ahle iman ke liye duniya aur akhirat mein qamiabi, bhalai, falah, najat aur bulandi
00:33darjat ka zariya hai, Allahumma salli ala sayyidina wa maulana Muhammadin ala aali sayyidina wa
00:40maulana Muhammadin wa barik wa sallim.
00:43Nazim-e-Muhtarab assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu, main hun aapka mezbaan Muhammad
00:46Raees Ahmed, aur aap jaante hain ki Peer, Mangal aur Budh ko roshni sab ke liye pesh
00:52kiya jata hai, yeh aisa mutawatir aur musalsal ek salsala hai, jo Alhamdulillah saal haas saal
00:58se jari usari hai, bahut mutanaveh mauzuwaat ke saath, aur aisa mauzuwaat ki jisme islah-e-ahwal
01:04maujood ho, aisa mauzuwaat ki jisse humare ilm-e-hizaafa ho, chuka ulama hazarat waqqi
01:11mutaalay ki roshni me guftagu firmate hain, toh zahir hai jab ulama hazarat ki guftagu
01:15hum sunte hain, toh bahut son tak humare saath peghaam pahunj jata hai, aur puri duniya
01:20me rehne wale, RYQ TV dekhne wale, nazareen jo hai, wo is baat ki paziraayi karte hua
01:24nazar aate hain, nazareen aaj ek universal truth jisse kahte hain, us par baat hogi,
01:30yaani ki muhabbat, aur muhabbat bhi Allah ki muhabbat, us khaliq-e-kaainat ki muhabbat
01:37ki jisne hume peyda kiya hai, yeh insaan ki jabillat me shamil hai, uske sarisht me shamil
01:42hai, yeh samjh lijiye ki manufacturing uske ek cheez rakhi gayi hai, usme muhabbat ka
01:49unsar maujood hai, achha agar wo kisi aur se muhabbat na bhi karta ho insaan, toh kamaz
01:54kam apne aap se muhabbat zarur karta hai, aur agar kisi se ho jaye, muhabbat, toh phir
02:00wo aisi muhabbat hoti hai, ke janaab uska taabe bhi ho jata hai, uska muti bhi ho jata
02:06hai, uska farma bardaar bhi ho jata hai, usse darne bhi lagta hai, aur uske keh pe amal
02:12karne ke liye khushi mehsoos karta hai, toh jahaan tak Allah-e-Rabbu-l-Izzat se muhabbat
02:17ki baat hai, toh isme koi aam muhabbat karne ke liye haqaam nahi aaya maan liye, ashaddu
02:22hubbal lillah, yani ki shadeed muhabbat, ek toh muhabbat hai ki muhabbat kar lo, lekin
02:27shadeed muhabbat jaha a jati hai, toh usse mehsoos hi hota hai, ke bohot zyada taaqeed
02:32ki gayi hai, imaan walon ko, ki Allah se shadeed muhabbat karo, yeh muhabbat, ek aam
02:37insaan kya karega, jo ke anbiya alem-us-salaam ne Allah-e-Rabbi-karim se ki, phir nabi-e-akhir-uz-zama
02:43hazrat Ahmed-e-Mujtaba, Muhammad-e-Mustafa, sallallahu alayhi wa alif-sallam ne, Allah
02:48se muhabbat ka ek aisa paigam chhoda, sahaba-e-kiram r.a.a. ne bhi usko apnaaya, aaj sarnama-e-kalaam
02:57mein thudsi baat zyada, isliye hoga ki muhabbat hai, aur muhabbat ek, mai yeh samajhtao,
03:02aisa mauzoo hai, Allah se muhabbat, ki jis par Quran-e-Karim me bhi bohot si hikamaat
03:07mil jate hain, nabi-e-karim alayhi salat-us-salaam ki irshadat me bhi, sahaba-e-kiram r.a.a.
03:13ne, Allah se muhabbat ka ek aisa paigam chhoda, sahaba-e-karim alayhi salat-us-salaam ki irshadat
03:19me bhi, sahaba-e-karim alayhi salat-us-salaam ki irshadat me bhi, sahaba-e-karim alayhi
03:24salat-us-salaam ki irshadat me bhi, sahaba-e-karim alayhi salat-us-salaam ki irshadat me bhi,
03:29sahaba-e-karim alayhi salat-us-salaam ki irshadat me bhi, sahaba-e-karim alayhi salat-us-salaam
03:34ki irshadat me bhi, sahaba-e-karim alayhi salat-us-salaam ki irshadat me bhi, sahaba-e-karim alayhi salat-us-salaam
03:40ki irshadat me bhi, sahaba-e-karim alayhi salat-us-salaam ki irshadat me bhi, sahaba-e-karim alayhi salat-us-salaam
03:45ki irshadat me bhi, sahaba-e-karim alayhi salat-us-salaam ki irshadat me bhi, sahaba-e-karim alayhi salat-us-salaam
03:51ke bagher muhabbat-e-ilahi ka daawa, chuke har daawa jo hai wo daleel maangta hai,
03:57aur bagher-e-daleel koi bhi daawa jo hota hai, wo bahut hi kamzor samjha jaata hai, kya firmaayega?
04:03Bismillah-ir-Rahman-ir-Rahim, Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam, Muhammad-in-wa-Ala, alayhi-wa-sahab-i-barak-wa-sallam.
04:07Rais bhai, pehli baat toh muhabbat, subhanallah, muhabbat khud mawzuih aisa hai,
04:11lateef, ahla, ajmal, akmal, ahsan, alaz, alaz, sabse lazeez mawzuih Allah-tabaraka-wa-ta'ala-ki-muhabbat.
04:19Allah-ki-muhabbat ki kya baat hai, aur Allah-ki-muhabbat toh insaan ki fitrat aur jabillat me rakhi gayi hai.
04:26Jo bhi salim-ul-aql ho, salim-ul-aql hona zaruri hai, salim-ul-aql ho, wo Allah-ki-muhabbat apni fitrat me paata hai,
04:34apni jabillat me paata hai, bas yeh hai usko jila dini hoti hai, usko mahaul ke zaruri hai,
04:39surrounding ke zaruri hai usko jila milti hai, toh Allah-ki-muhabbat toh amaari fitrat ke andar hai,
04:44aur hone bhi chahiye.
04:45Toh Allah-tabaraka-wa-ta'ala-ki-muhabbat ki baat ho, muhabbat waise kisi se bhi ho,
04:49muhabbat jo hai, wo taqada karti hai itaat ka, majazi muhabbat jo hai, uska taqada bhi itaat hai,
04:55aur yeh toh haqiqi muhabbat hai, jiska humse mutalba hai, haqiqi muhabbat toh badarj hai,
05:00toh aula taqada karti hai itaat ka, daawa be-dalil masmoo nahi hota,
05:05yaani nahi suna jaata, daave par dalil zaruri hoti hai, dalil ke zaruriye daave ko mubarhan kiya jaata hai,
05:11toh muhabbat-e-Ilahi ka daawa hai, toh muhabbat-e-Ilahi ke daave ki dalil kya hogi,
05:15itaat-e-Ilahi, Allah ki, mubarhan ka maan hota hai, dalil se zahir karna, dalil se waadi karna,
05:21jiska mere jaise bohse talaba bhi dekh rahe hain na,
05:23toh mudallal jise kahte hai na, mudallal, yaani dalil ke zaruriye kalam ko pukhta karna,
05:27toh se ko kehte hai mubarhan karna, burhan ke zaruriye kalam ko pukhta karna, muaqad karna,
05:33toh Allah tawaraq wa ta'ala ki muhabbat, Allah ki itaat ke baghair kaamil nahi hai,
05:39naaqis hai, yeh daawa naaqis shumar hoga,
05:41acha daave ki toh hum waise baat kar rahe hain, daawa ho ya naa ho,
05:45koi Allah ki muhabbat ka daawa kare ya naa kare, Allah se muhabbat toh honi hi chahiye,
05:50uska mutalba hum se hai, toh Allah ki muhabbat ka taqaza yeh hai,
05:54ki humne Allah ki itaat karni hai, wo bada hi mushoor classical shayar hai,
05:59mukhtalib buzuron ki taraf iska intisab kiya jaata hai,
06:01baahazrat-e-rabia basriya rahimahullah ki taraf iska intisab karte hain,
06:04baad imam shafi rahimullah ki deewan mein bhi maujood hai,
06:07baad imam abdul mubarak ki taraf mansoob karte hain,
06:09taasil ilaha wa anta tudhiru hubbahu, haaza muhaalun fil qiasi badi'u,
06:16lau kaana hubbuka saadiqan la ataatahu, innal muhibba liman yuhibbu muti'u,
06:22ki tum Allah ki maabood ki naafarmani karte ho,
06:26aur uski muhabbat zahir karte ho,
06:28show yeh karte ho, dikhate yeh ho,
06:30ki main Allah se muhabbat karte ho,
06:31aur phir Allah ki naafarmani karte ho,
06:33yeh baad toh muhaal hai, naamumkin hai, impossible hai qias mein,
06:37aur badi ho, chooti baad hai, niraali baad hai jo tum keh rahe ho,
06:40agar tumhari muhabbat sachhi hoti,
06:42toh tum zurur uski itaat karte hai,
06:45kyunki jo muhibb hota hai,
06:47wo jisse muhabbat karte hai, uski itaat karte hai,
06:50uski firma bardaari karte hai.
06:52Aur aap dekhein Quran-e-Majeed Furqan-e-Hameed ka andar bhi yehi baat firmaayi gayi hai,
06:56yaani yeh sirf shair nahi hai,
06:57buzruwa kalam nahi hai,
06:59yeh bhi mudallal hai,
07:00iski bag par bhi Quran-e-ayat hai,
07:02kitab-o-sunnat ka noor hai,
07:04Allah tawba raqabat Allah nein Quran-e-Majeed Furqan-e-Hameed burhan-e-rashid mein rishaat firmaaya na,
07:08Qul in kuntum tuhibbun Allaha,
07:10fat tabi'uni yuhbibkumullah,
07:13mahaboob tum firmao,
07:14ki agar tum Allah se muhabbat karte ho,
07:17toh meri ittiba karo,
07:19meri firma bardaari karo,
07:20Allah tum se pyaar karega.
07:23Pehli baat yeh bataayi,
07:24yaani daawa-e-muhabbat juh hai,
07:26uske liye daleel ke toh par khud Quran mein bata diya gaya,
07:29ki muhabbat wohi hai,
07:30ki jis mein ittiba-e-rasool ho,
07:33jo Sayyidina Rasool Allah-e-Isha'at-o-Salaam ki itaat ki jaye,
07:36Allah aur Allah ke Rasool ki itaat ki jayegi,
07:38toh hi woh muhabbat-e-Ilahi kailayegi,
07:40agar Allah aur Allah ke Rasool ki itaat nahi karenge,
07:43toh woh kaamil muhabbat nahi hai.
07:45Kaamil ke lafz mein baar-baar isliye kaira hun,
07:47kyunki iski bhi khud ulama-e-ummat mein bakaida classification ki hai,
07:50iski grading ki hai,
07:52ki jo muhabbat ke darajaat bataayi hain,
07:54ki muhabbat ke teen darajaat hai,
07:56muhabbat ke sabse aala daraja hai,
07:57woh yeh hai kaamil itaat,
07:59tamaam faraiz-o-wajibaat par amal karna,
08:02muharramaat se bhi bachna,
08:03makruhaat se bhi bachna,
08:04yeh jo hissa hai muhabbat ka,
08:06yeh kisi ki muhabbat hoti hai,
08:07MBI-e-Karam-e-Ali-Mu-Salaam ki,
08:10ki muhabbat hai.
08:11Pher doosri muhabbat woh hai,
08:12ke faraiz-o-wajibaat par amal karna hai,
08:14muharramaat se bachna hai,
08:15lekin mustahbaat par itna amal nahi hai,
08:18makruhaat se itna ishtinaab nahi hai,
08:20yeh muhabbat hai aam-saliheen ki,
08:22aam-neek log jo hain.
08:23Aur teesra daraja,
08:24naakis-ul-muhabba ka khud yeh bhi,
08:26iski grading ki gayi hai,
08:27ke naakis-ul-muhabba wo,
08:28ki jo gunahon se bach nahi pate,
08:30kabhi bachte hain,
08:31kabhi nahi bachte hain,
08:32lekin hain imaan-wale.
08:33Toh chunki imaan-wale hai,
08:34toh imaan-wale ki toh fitrat mein,
08:36jabillat mein Allah ki muhabbat hai,
08:38toh yeh toh nahi kaha jayega,
08:39ke muhabbat hai hi nahi siray se,
08:41hai lekin yeh naakis hai,
08:42kaamil muhabbat nahi hai.
08:44Haan, ghair Muslim hoga,
08:45jo Allah par imaan hi nahi rahe,
08:46toh wo siray se muhabbat se hi aari hai,
08:49na kaamil hai, na naakis hai.
08:50Lekin jo gunagaar Musliman hai,
08:52naakis muhabbat zuro hai,
08:53lekin mutaalba jo hai,
08:54wo kamaal-e-eemaan ka hai,
08:55wo mutaalba kamaal-e-muhabbat ka hai.
08:58wal-ladheena aamanu ashaddu hubba lillah.
09:00Imaan-wale sabse badkar Allah se pyaar karte hain,
09:03jab sabse badkar Allah se pyaar karne hain,
09:05toh sabse badkar Allah ki itaat bhi karne hain.
09:07Kya kehnein, kya kehnein.
09:08Acha jo shakhs jisse muhabbat karta hai,
09:11yeh bhi sarnama-e-kalaam mein
09:12mene jasta jasta arz kiya,
09:14toh uski narazgi se bhi bachta hai.
09:18Acha ab chuka mauzoo jo hai,
09:20muhabbat-e-ilahi hai,
09:21toh is tanazur mein
09:22muhabbat-e-ilahi ke jo daqazi hai,
09:24chuka naraz bhi nahi,
09:25raazi rakhna hai usko.
09:26Aur ek bande ke liye kitna zaruri hai,
09:28ki firmahiye.
09:28A'udhu billahi minash shaitanir rajeem,
09:30Bismillahir Rahmanir Raheem.
09:32Yeh zarur yeh ek zaabta aur qaida zarur hai,
09:36ke jisse muhabbat hoti hai,
09:37waqiatan muhabbat ho,
09:39toh uski narazgi se insaan darta hai,
09:42kyunki narazgi ki surat mein
09:44ya toh mahboob hi ko kho dega,
09:45ya kam se kam usse doori zarur ho jaye.
09:47Toh kisi bhi darje mein,
09:49muhabbat karne wala
09:51in dono mein se kisi bhi sheh ko pasand nahin karta.
09:53Lekin yeh kab hoga,
09:56jab muhabbat ghalib hogi.
09:58Aur jab ghalib nahi hogi,
09:59toh fir Satihi jisse hazrat ne
10:03teen darje uske zikr firma diye,
10:05toh fir narazgi se darega nahi,
10:08balke nafsani khaishat ko bhi pura karta wa dikhayega,
10:10lekin kahega main momin ho.
10:12Lekin yahan jo firmaaya,
10:13wal ladheena aamanu ashaddu hubbal lillah,
10:15ke wo log jo imaan wale hain,
10:18wo zyada shadeed hain Allah ta'ala se
10:20muhabbat ke ahtabar se,
10:22toh jo shadeed nahi hain,
10:23wo aisa nahi hain,
10:23ke imaan wala hi nahi hain,
10:25balke yahan kamal-e-eemaan ke baat ki jaa rahi hain,
10:28aur kamal-e-eemaan hi ka taqaza hain har musalmaan se.
10:32Usi ki tarbiyyat har ek ke liye ki gayi hain,
10:35aur nabi-e-akram sallallahu alaihi wa sallam ne,
10:38ya Allah ta'ala ne jo bhi ahkaam bayaan firmaaye hain,
10:41usme targheeb diye hain,
10:44usme targheeb hain,
10:45hukam de diye yeh kaam karo,
10:46dekho tumi yeh yeh faidah hasil hongi,
10:48aur sabse bada faidah Allah razi ho jayega.
10:51Aur yeh is-is kaam se baj jao,
10:53tum is-is nukhsaan se mahfooz reh jaoge,
10:56aur dekho sabse badi baat yeh hain,
10:58ke Allah ta'ala ki naarazgi se mahfooz ho jaoge.
11:00Bilkul.
11:00Toh agar tum care karte ho,
11:02kehte hain na agar tume parwaah hain,
11:04Parwaah hain.
11:05Toh yeh parwaah wali baat hain,
11:06ke agar tume parwaah hain Allah ki khushi ki,
11:08toh fir tum wahi kaam karoge,
11:10jisse wo khush hota hain.
11:11Parwaah jab hogi,
11:12jab muhabbat hogi.
11:12Aur muhabbat jab ghalib hogi.
11:14Aur isi ki taraf jo hai,
11:16wo le jaya jara hai,
11:17ke aap ghor farmahiye,
11:19ke rahmat-e-dua alam sallallahu alaihi wa sallam
11:21ka muqaddas tarzi amal kya hai,
11:23ke jab aap khaana khaate hain,
11:25Allah ka zikr farmate hain.
11:26Khaana khaa chukte hain,
11:27Allah ka zikr farmate hain.
11:29Paani piyo,
11:29Allah ko yaad karo.
11:30Paani pee chuko,
11:31Allah ko yaad karo.
11:32Libaas badlo,
11:33Allah ko yaad karo.
11:34Aaina dekho,
11:35Allah ko yaad karo.
11:36Sawaari mein sawaar ho,
11:37Allah ko yaad karo.
11:38Gharz koi bhi zeeshan kaam,
11:41kullo amrin libaal,
11:42har zeeshan kaam aur jais kaam jo hai,
11:45wo Allah ka naam lekar
11:46shuru karne ki targheeb di gayi hai.
11:48To yeh kyu hai,
11:49waja kya hai,
11:50yeh koi rasm nahi hai.
11:51Balke tere aasaab par Allah ta'ala ki muhabbat
11:55ghalib aa jaani chahiye.
11:56Aur jab aasaab par Allah ta'ala ki muhabbat
11:59ghalib aa jaaye,
12:00to yuh kah jaata hai,
12:00ise to fulaan cheez ke sewa
12:02kuch sochta hi nahi hai janaab.
12:03To asal mein shariyat-e-mutahara
12:06ek momin ko
12:07is imaan ke is kamaal darjeh par
12:09pahunchana chahati hai
12:11ke uske baare mein
12:12yeh kaha jaaye
12:13ki Allah ke sewa to
12:14isko kuch sochta hi nahi hai.
12:15Badkurul laaha
12:18katheeral la'al lakum tuflihoon.
12:20Aur Allah ko kasrat se yaad karo
12:22taake tum kaamiyaab ho jaao.
12:24Fala paav.
12:25Fala, har ek ki khwahish hai,
12:27ek mera aur aap ka mayaar hai,
12:29ek khaliq-e-kainaat ka mayaar hai.
12:31Allah ta'ala ka mayaar
12:32haqiqatan kaamiyaabi ka haqiqi mayaar hai.
12:35Wo firmaata hai
12:36ke usko yaad karo
12:37to fala paa jaoge.
12:38Iska matlab yeh hai
12:39ke Allah ki yaad ka ghalaba
12:41aur Allah ki muhabbat ka ghalaba
12:43jab hoga
12:44tab uski naaraazgi ki
12:46insan ko parwa bhi hogi
12:47aur uski muhabbat ki
12:49justuju bhi hogi.
12:50Aur uske mukhtalif asbaab hota hain
12:53ke bhai yeh kai to diya
12:54Allah se muhabbat karo.
12:55Yani muhabbat karna
12:56Allah se farz hai.
12:57wal ladheena aamanu ashaddu huqbal lillah.
12:59To imaan wale to
13:00Allah se shadeed muhabbat karte hain
13:02to kaise muhabbat karenge
13:04iske liye laazim aur zaruri hai
13:05ke muhabbat ke asbaab pe ghor kiya jaata hai
13:07ke husn muhabbat ka sabab hai
13:09isi tarah ilm wala hona muhabbat ka sabab hai
13:13isi tarah qudrat wala hona muhabbat ka sabab hai
13:16isi tarah se taghayyur ko qabool na karna
13:19alatareen muhabbat ka sabab hai
13:21To Allah ta'ala ki jis kadar bhi sifat-e-kamal hain
13:24jab banda un sifat-e-kamal me ghor karta hai
13:27to usse ma'rifat-e-ilahi hasil hota hai.
13:29Yani ma'rifat ka matlab yeh hai
13:31Al jazmu bil haqqi andaleel
13:33ke bilkul yaqeen haqqa hasil ho
13:37aur wa yaqeen haqqa usko hasil ho
13:40wa daleel se hasil ho
13:41To jazm jab hasil hota hai
13:43Allah ki ma'rifat hasil hoti hai
13:44to fir ussi ki tarah jhukaau badh jaata hai
13:46Isi liye mujahid ibn Jabr
13:48jo shagird hain, tilweez-e-rashid hain
13:51hazrat-e-Abdullah ibn-e-Abbas radiyallahu ta'ala anhu ke
13:54wo liya'abudoon ki tafseer firmaate hain
13:56ay liya'arifoon
13:58ke Allah ta'ala ne jinn-o-ins ko
14:00apni ibadat ke liye payda kiya
14:02yaani apni ma'rifat ke liye payda kiya
14:04to poosha gaya ki
14:05ya'arifoon se tafseer kiyoon ki
14:06ya'abudoon waze to tha
14:08to firmaaya ke
14:09Allah ta'ala ki ibadat hi ke liye payda kiya gaya
14:12lekin jab tak usko jaanoge nahi
14:13to ibadat kaise karo
14:14kya baat hai Mufti sahab
14:15to irfan aur ma'rifat hi
14:18tumhe mutawajye karega
14:19lihaaza
14:20Allah ki muhabbat
14:21Allah ki sifat-e-kamal me ghaur karne se
14:24usse pehchaanne se
14:25aur apni zaad par uske ehsanaat par
14:28hama waqt ghaur-o-tafakkur ke nateeje mein
14:31jab shadeed muhabbat bedaar hoti hai
14:32aur jab shadeed muhabbat bedaar hoti hai
14:34to hawaas par uski muhabbat ghalib a jaati hai
14:36jab yeh muhabbat ghalib a jaati hai
14:38to insaan ko iske sewa kuch nahi sochta
14:41ke wo yehi sochta raha hai
14:42Allah naaraaz to nahi ho jayega issin
14:44Allah iss se khush hoga main kar loon
14:46to wo iss darje mein
14:47itaat ko talab karta hai
14:49aur ahkaam ka talib banta hai
14:50aur yeh talab jo hai
14:51insaan ke baatin se
14:53issi muhabbat ke taqazi ki wajah se
14:54umar kar aati hai
14:56yaani muhib jo hai
14:57har lamha apne mehboob ki
14:59wajah ko peshe nazar rakte hu zindagi uzharta hai
15:02aur yehi anbiya aalim us salam ne kiya hai
15:04anbiya aalim us salam ek mayaar hai
15:06insaanon mein agar sabse
15:08sabse bulantareen darje par koi jamaat nazar aati hai
15:10to wo anbiya aalim us salam
15:12jaisa ke aala azarat ne farmaaya
15:14khalq se auliya
15:15auliya se rusul
15:16aur rusulon se aala hamaara nabi
15:18to iss par inshaAllah kalam karenge
15:19ek mukhtasar sa waqfa lete hain
15:21waqfe ke baad aazir honge
15:22humaara saath rahi hai
15:23jee nazareen aapka khair magdam hai
15:25aur jaisa ke mufti sahab ne irshaad farmaaya
15:27ke mohabbat jo hai
15:29wo ghalib aa jaye
15:31aur jab ghalib ho jaye mohabbat Allah ki
15:33to phir wo ek deemana war
15:35tariqah se har cheez mein
15:37Allah ki raza aur khushnudi koi banda
15:39talaash karta hua nazar aata hai
15:41isi liye kahne walon ne kaha
15:43ki duaalam se karti hai begana dil ko
15:45ajab cheez hai lazzate aashnaai
15:47yeh jab mohabbat
15:49jab aashna kar deti hai na
15:51yeh jo lazzate hasil ho jati hai
15:53usi ki raza matloob aur maqsood hoti hai
15:55ab chalte hain us jamaat ki jaanib
15:57jo role model hai tamam insaniyat
15:59ke liye
16:01anbiya alayhim us salaam ki jamaat
16:03anbiya alayhim us salaam ne jo
16:05itaat-e-ilahi aur mohabbat-e-ilahi
16:07ka unka jo ahwaal hai
16:09main chahata hu us par kuch roshni daaliye
16:11badi badi misaalein quran mein bhi maujood hain
16:13waise bhi
16:15anbiya alayhim us salaam to wo hain
16:17jo ahabbul khalq ilallah hain
16:19Allah ko makhlook mein sabse badkar
16:21hain
16:23anbiya alayhim us salaam yeh wo hastiyan hain
16:25jo allah ke mahboob bhi hain
16:27aur allah ke mohibb bhi hain
16:29jab imaan walon se mutalba hai
16:31allah ki mohabbat ka to sabse badkar
16:33imaan wale kaun hain anbiya alayhim us salaam
16:35yeh mukaddas jamaat
16:37sabse badkar allah se mohabbat karne wale bhi yehi hain
16:39aur sabse badkar allah ke
16:41mahboob bhi yehi hain
16:43yaani ki yeh allah ke habeeb hain
16:45habeeb faeel ka seega hai
16:47faeel ka seega wo faeel ke maana mein bhi istimaal hota hai
16:49yaani habeeb mohibb ke maana mein bhi istimaal hota hai
16:51habeeb mahboob ke maana mein bhi istimaal hota hai
16:53to yeh anbiya alayhim us salaam
16:55sahih maano mein
16:57habeeb hain, habeeb-e-khuda hain
16:59yaani allah ke mohibb bhi hain
17:01aur allah ke mahboob bhi hain
17:03aur inki zindagiyan aap dekhein sabki zindagiyan
17:05saari zindagi hamme jo hai
17:07wo aina daar nazar aati hai
17:09quran-e-majeed furqan-e-hameed ki us aayat ki
17:11jisme allah taala ne fermaaya tha
17:13qul inna salati wa nusuki wa mahyaaya
17:15maumawati lillahi rabbil aalameen
17:17ki mahboob firmao
17:19ki beshak meri namaz, meri qurbani
17:21meri zindagi aur meri maud
17:23sab allaha rabbul aalameen ke liye
17:25khaalis hai allaha rabbul aalameen ke liye
17:27quya unka har fil
17:29jo hai wo allah ke liye khaalis hai
17:31unki zindagi allah ke liye hai
17:33unki wafaat allah ke liye hai
17:35unki ibadat allah ke liye hai
17:37unki qurbani allah ke liye hai
17:39unka khalq ke saath
17:41jo taaluk hai wo bhi allah ke liye hai
17:43khaalik ke saath
17:45jo taaluk hai subhanallah wo hai hi sahi
17:47jo khalq ke saath unka taaluk hai
17:49wo bhi lillah hai
17:51allah hi ki khaatir hai
17:53khalq ko khaalik se jodne ke liye hai
17:55ye makhlook ko khaalik se
17:57jodne wali hastiyan hai
17:59to inni ki saari zindagi huma hi nazar aati hai
18:01jiski biography uthayen
18:03aur biography na bhi uthayen khud
18:05quran, quran-e-muqaddas
18:07jo qati-u-suboot hai
18:09kitab kiske suboot mein koi shak shuba nahi
18:11baaki cheezon mein israeliyat
18:13mein phir joh keelo kaal hai
18:15kalam hai, taskiron mein
18:17quran ke andar koi keelo kaal nahi hai
18:19quran joh hai ye
18:21ye joh aisa evidence hai
18:23aisa proof hai ke jismein koi doubt nahi
18:25la raiba fee
18:27ye khud quran ne khud ilan firma hai
18:29ismein koi shak ki gunjaisi nahi hai
18:31to khud quran ne jis tarah
18:33anbiya-e-karam alim-us-salam ko
18:35ahwal ko elaborate kiya hai
18:37chahe wo sayyiduna adam
18:39chahe sayyiduna isa
18:41chahe sayyiduna nooh
18:43chahe sayyiduna moosa
18:45chahe sayyiduna isa
18:47chahe sayyiduna yuub
18:49chahe sayyiduna yaqub
18:51chahe sayyiduna yusuf
18:53chahe sayyiduna moosa
18:55chahe sayyiduna ismail
18:57chahe sayyiduna rasool
18:59jiska bhi aap tazkira dekhenge
19:01quran ke andar to aapko nadar aayega
19:03wo sabse badkar
19:05Allah se muhabbat karte the
19:07laqabat aala ki khatir
19:09badi se badi qurbani dene ke liye
19:11tayyar rehte the riza-e-Ilahi
19:13ke liye sacrifices
19:15unki qurbaniya hain jo unne takleefin
19:17uthai hain jo mashakatin uthai hain
19:19wo kis ke liye uthai hain
19:21wo Allah ke liye uthai hain
19:23Allah ko razi karne ke liye
19:25apne mahboob ko razi karne ke liye
19:27mahboob-e-haqiqi, maksood-e-haqiqi
19:29aur ye hain kaun ye Allah ke mahboobin
19:31bhi hain, muhibbin bhi hain
19:33aur mahboobin bhi hain aur ino ne
19:35la ilaha illa Allah
19:37la ilaha illa Allah
19:39la ilaha illa Allah
19:41la maabooda illa Allah
19:43la maabooda illa Allah
19:45la maabooda illa Allah
19:47la maabooda illa Allah
19:49la maabooda illa Allah
19:51la maabooda illa Allah
19:53la maabooda illa Allah
19:55la maabooda illa Allah
19:57la maabooda illa Allah
19:59la maabooda illa Allah
20:01la maabooda illa Allah
20:03la maabooda illa Allah
20:05la maabooda illa Allah
20:33...
20:35...
20:37...
20:39...
20:41...
20:43...
20:45...
20:47...
20:49...
20:51...
20:53...
20:55...
20:57...
20:59...
21:01...
21:03...
21:05...
21:07...
21:09...
21:11...
21:13...
21:15...
21:17...
21:19...
21:21...
21:23...
21:25...
21:27...
21:29...
21:31...
21:33...
21:35...
21:37...
21:39...
21:41...
21:43...
21:45...
21:47...
21:49...
21:51...
21:53...
21:55...
21:57...
21:59...
22:01...
22:03...
22:05...
22:07...
22:09...
22:11...
22:13...
22:15...
22:17...
22:19...
22:21...
22:23...
22:25...
22:27...
22:29...
22:31...
22:33...
22:35...
22:37...
22:39...
22:41...
22:43...
22:45...
22:47...
22:49...
22:51...
22:53...
22:55...
22:57...
22:59...
23:01...
23:03...
23:05...
23:07...
23:09...
23:11...
23:13...
23:15...
23:17...
23:19...
23:21...
23:23...
23:25...
23:27...
23:29...
23:31...
23:33...
23:35...
23:37...
23:39...
23:41...
23:43...
23:45...
23:47...
23:49...
23:51...
23:53...
23:55...
23:57...
23:59...
24:01...
24:03...
24:05...
24:07...
24:09...
24:11...
24:13...
24:15...
24:17...
24:19...
24:21...
24:23...
24:25...
24:27...
24:29...
24:31...
24:33...
24:35...
24:37...
24:39...
24:41...
24:43...
24:45The ones who keep on offering prayers, they are capable of imitating the Ummah.
24:50They feed the people in the love of Allah.
24:55In the same way, look at Hazrat Hajra, when he was leaving Hazrat Hajra and going to Ibrahim,
25:02he asked where he was going, he didn't give an answer.
25:05Then he asked, is it the command of Allah?
25:07He said, yes.
25:09He said, I am sure that Allah will not waste us.
25:13He is leaving his wife and son, Hazrat Ibrahim,
25:20but the progeny of the unfortunate will not be able to do anything.
25:24I am sure that Allah will not waste us.
25:27In the valley of Abu Giha, where there are no resources,
25:30but Allah is absolutely capable,
25:31in this degree, he is absolutely certain.
25:33Now, on the occasion of Jihad,
25:36look at the companions, when it came to spending money,
25:39they spent a lot of money.
25:41Look at the case of Hazrat Usman and other companions.
25:44There are countless examples of this.
25:45In the same way, he had to leave the city,
25:47he left the city, he had to leave his relatives,
25:50he left them,
25:51to the extent that the most precious thing is the life of a person.
25:54For that, he came to the battlefield, did Jihad,
25:57many were martyred and many returned as Ghazis,
26:00but he had done what a human being should do.
26:04That is, he did what a human being could do.
26:07Therefore, the Qur'an is a witness about the companions,
26:10and Allah sees their deeds and actions with a very good eye,
26:13and praises them a lot.
26:15The reason for this is that these deeds came into existence
26:18for the same reason,
26:20that there is a great love of Allah in their hearts.
26:23Subhanallah, subhanallah, what to say.
26:26Such great personalities are being mentioned,
26:28and the topic is the love of Allah, the love of Allah.
26:32We will talk more about this, a brief break.
26:34We will be back after the break, stay with us.
26:36The love of Allah,
26:38there was mention of great and great personalities,
26:43and it was mentioned because we think
26:46that we have prayed five times,
26:47read the Qur'an once,
26:48and did some good deeds,
26:50we have fulfilled the right of love of Allah.
26:53So this could be our thinking and our concern.
26:56But the examples are so great
26:59that we can not even imagine reaching them.
27:03We can not even imagine the way
27:06the pious servants of Allah
27:08sacrificed to please Allah.
27:10Be it the sacrifice of wealth,
27:12sacrifice of life,
27:13the way Islam asked for sacrifice,
27:15people offered it in the love of Allah and His Messenger.
27:18Okay, in the same category,
27:21the community of saints,
27:23how did the people of Allah
27:26do the love of Allah,
27:28and what was their style and condition,
27:30I would like to talk about that.
27:32The people of Allah are the people of Allah.
27:34Their title is Allah Wali.
27:38Now you see,
27:39what is the greatness of Allah Wali?
27:41What is the greatness of Allah Wali?
27:43And what is the connection and love of Allah with them?
27:46You can guess from this
27:47that the title was given to them.
27:49People of Allah.
27:50People of Allah,
27:51saints of Allah,
27:53people of Allah,
27:54they are people of Allah,
27:55they have a connection with Allah.
27:58And if they have a connection with the creation,
28:01they keep it for the sake of Allah.
28:03The rest,
28:04their connection with non-Allah
28:06is not asalatan,
28:08it is taban,
28:09it is khalisan li wajhillah.
28:11But here,
28:12I would like to make a point,
28:14the people of Allah,
28:16they are called non-Allah and talked about them.
28:19Yes, this is also a tragedy.
28:21This is also a tragedy.
28:22This is also a strange thing.
28:23The people of Allah,
28:24the people of Allah,
28:25the people of Allah,
28:26and those who create the love of Allah in the hearts,
28:30the people of Allah,
28:31the people who connect with Allah,
28:33the people who unite with Allah,
28:35they are called non-Allah.
28:37They try to run away.
28:39The connection of the people of Allah,
28:41the company of the people of Allah,
28:43brings them closer to Allah.
28:45So there should be love for the sake of Allah from the people of Allah.
28:47So Allah,
28:48as Allah said in the Holy Quran,
28:50This is the life of the people of Allah,
28:54we see the explanation of this.
28:56Remember the name of your Lord,
28:59This means that you do not have to say Salam to anyone.
29:04You do not have to talk to anyone.
29:06This means that you have to talk to the one you have to talk to.
29:10You do not have to talk to the one you do not have to talk to.
29:14And whatever work you have to do,
29:16it should be remembered in the heart.
29:19The heart should not be heedless of its memory.
29:22Rubakar Dil Bayar
29:24Hatkamwal Dil Yarwal
29:26This is what the people of Allah see,
29:28and this is the demand.
29:30Their whole life is subhanallah.
29:32And their prayers are also like this.
29:34You see their prayers of the people of Allah.
29:36If you pick up their history,
29:38the books that have been written by the people of Allah,
29:40the books written on Sufism,
29:42which the people of Allah have written themselves.
29:44I am not talking about the books attributed to them.
29:46I am talking about the authentic books,
29:48the books written by them.
29:50These are the authentic books of Sufism.
29:52You see them.
29:54From the beginning to the end,
29:56in the whole book,
29:58the central point is the knowledge of Allah,
30:00the love of Allah.
30:02The love of Allah, the knowledge of Allah.
30:04The love of Allah, the knowledge of Allah.
30:06There will be no other topic,
30:08and if there is, it will be related.
30:10From the beginning to the end,
30:12its main theme is all around this.
30:14Around the love of Allah and around the knowledge of Allah.
30:16Their books, their subject, their words,
30:18then their worship,
30:20their relationship with the people,
30:22that too is for the sake of Allah.
30:24This is the reason that they treat everyone
30:26without discrimination.
30:28They do not discriminate.
30:30The divisions of the people of Allah are not seen.
30:32This is why they are not seen.
30:34That they do it for the sake of Allah.
30:36When they do it for the sake of Allah,
30:38they see Allah, the Creator, not the people.
30:40In the mirror of the people,
30:42in the mirage of the people,
30:44they see the beauty of God.
30:46When they see the beauty of God,
30:48they treat everyone with kindness.
30:50They treat everyone with kindness.
30:52The Prophet of Allah said,
30:54in a hadith,
30:56that this was the prayer of
30:58Sayyiduna Dawud to the Prophet of Allah.
31:00He used to pray to Allah,
31:02O Allah, I ask you for love,
31:04and love, I love you,
31:06and love is a deed that reaches me to your love.
31:08O Allah, I ask you for your love,
31:10and I ask for the love of the one
31:12who loves you.
31:14And I ask for the love of that deed
31:16that reaches me to your love.
31:18I quoted this prayer
31:20because the Prophets of Allah
31:22expressed their love for Allah.
31:24And the people of Allah,
31:26who love Allah,
31:28the Prophet of Allah
31:30is asking for their love.
31:32He is asking for the love of Allah.
31:34He is praying.
31:36And the Prophet of Allah
31:38is quoting it.
31:40He is saying,
31:42O Allah, I ask you for your love,
31:44and love, I love you,
31:46and love is a deed that reaches me to your love.
31:48No one can say that it is a deed.
31:50It is a deed.
31:52First of all, it is a man.
31:54O Allah, I ask you for your love,
31:56and I ask for the love of that man
31:58who loves you.
32:00And I ask for the love of that deed
32:02that reaches me to your love.
32:04And then he also prayed
32:06that O Allah, make your love
32:08beloved for me.
32:10min nafsi wa ahli wa maali
32:12wa minal maa'il baarid
32:14O Allah, make your love
32:16more beloved for me than my life.
32:18Make your love more beloved
32:20for me than my family.
32:22Make your love more beloved
32:24for me than my wealth.
32:26And cold water.
32:28Cold water is so beloved
32:30and delicious.
32:32And how it is desired in the summer.
32:34This is his guess.
32:36Absolutely.
32:38In the prayer, the Prophet is saying
32:40that O Allah, make your love
32:42more beloved for me than
32:44the love of cold water.
32:46And the Prophet himself used to ask
32:48for this prayer.
32:50And the people of Allah also used to
32:52ask for this prayer.
32:54And you can see their acts.
32:56Sarkar-e-Ghusiyat, Ma'ab-Hon,
32:58Syedna Sheikh Abdul Qadir Jilani,
33:00Syedna Khwaja Ghareeb Nawaz Chishti Ajmeri
33:02Rahimullah, Huzoor Da'at Wali Hujweri Rahimullah,
33:04Imam Haider Bonifah Rahimullah,
33:06Waking up early in the morning,
33:08worshipping Allah,
33:10fasting in the day,
33:12reciting the Quran,
33:14being busy in the remembrance of Allah,
33:16and to connect the people of Allah
33:18with the Creator,
33:20being busy in Tabligh, Rushd,
33:22Hidayat.
33:24All these tell us how to love Allah.
33:26What examples you have presented.
33:28Now I would like to take this message
33:30from Mufti Muhammad Asif.
33:32In today's era, we are in a materialistic era.
33:34We are in a materialistic era.
33:36There is a lot of materialism.
33:38There is a lot of worldliness.
33:40So when the love of the world will prevail,
33:42then one pot will contain only one thing.
33:44At a time, two things cannot exist.
33:46What message would you like to give
33:48regarding the love of Allah?
33:50In reality, if a person understands
33:52that the real beneficiary is Allah,
33:54then he will understand
33:56that the things of the world
33:58that are benefiting him
34:00or saving him from any harm,
34:02Allah has given him
34:04the ability to benefit
34:06or save him from harm.
34:08So if the belief that Allah
34:10is the real beneficiary
34:12prevails,
34:14then one desires
34:16the attainment of the world.
34:18But,
34:20it is not acceptable
34:22to leave Allah in opposition.
34:24For example, the disbelievers
34:26and the hypocrites said
34:28that the hypocrites said
34:30that if they had stayed
34:32in our country,
34:34they would not have died
34:36or been killed.
34:38So Allah rejected it
34:40and said,
34:42Wa Allahu yuhiwa yumeej.
34:44What does this have to do
34:46with the death
34:48due to Jihad?
34:50Although we can see
34:52that death can be there.
34:54The example of Khalid bin Waleed
34:56is a very good example.
34:58He used to enter
35:00the hell of the enemies
35:02and attack them
35:04at the center point.
35:06And your example
35:08is of a natural death.
35:10He used to desire
35:12your martyrdom.
35:14But Allah has answered
35:16Wa Allahu yuhiwa yumeej.
35:18Wa Allahu yuma ta'amalu nabasfeer.
35:20What does it have to do
35:22with the death
35:24due to Jihad?
35:26It has nothing to do
35:28with Jihad.
35:30Allah will give you
35:32death in your homes.
35:34So if the concept of death
35:36is real,
35:38then even if you have a glass
35:40of water in your hand
35:42and you are very thirsty,
35:44you will think that
35:46Allah will take this glass
35:48and take it to my mouth.
35:50Allah will take it down
35:52from my throat.
35:54Allah will fulfill my need.
35:56Allah will quench my thirst.
35:58In such a situation,
36:00the status of these things
36:02remains secondary
36:04and the love of Allah
36:06always prevails.
36:08Thank you very much
36:10Mr. Mufti.
36:12The program was organized
36:14on a very good topic today.
36:16The way the world
36:18is moving forward,
36:20in the same way,
36:22the love of wealth
36:24and other things
36:26is prevailing.
36:28Now the question arises
36:30that what kind of people
36:32were they?
36:34We are also in love.
36:36What kind of people were they?
36:38Let me give a small example.
36:40When we are fasting,
36:42we do not lie,
36:44we do not abuse,
36:46we do not harm anyone,
36:48we do not think badly of anyone.
36:50If you see,
36:52the one who is a Mu'taqeef,
36:54he also offers his humility
36:56in the presence of Allah,
36:58offers prayers,
37:00asks for forgiveness.
37:02He tries to convince Allah
37:04in those 9 or 10 days.
37:06Somehow he gets up
37:08seeking forgiveness from Allah.
37:10So this is the case of the people of Allah
37:12apart from Ramadan Mubarak.
37:14This has been the case for 11 months.
37:16It is known from their biography
37:18that they did not talk nonsense,
37:20did not harm anyone,
37:22did not oppress anyone.
37:24They were only serving
37:26the creation.
37:28And they were serving
37:30for the pleasure of Allah.
37:32If we can change our lives
37:34by listening to this topic,
37:36then I believe that
37:38this effort of ARYQ TV
37:40will be proven again and again.
37:42With this, allow me to leave.
37:44Allah Hafiz.

Recommended