Seerat Un Nabi (SAWW) - The Life of Holy Prophet Muhammad SAWW - 26 July 2024 - ARY Qtv

  • 3 months ago
Seerat Un Nabi (S.A.W.W)

Host: Dr. Mehmood Ghaznavi

Islamic Scholar: Shujauddin Sheikh

#DrMehmoodGhaznavi #ShujauddinSheikh #SeeratUnNabiPBUH #ARYQtv

The words of Allah Ta'ala, the standard of his character and personality is far above that of any other creation. He possessed the best and noblest qualities of the perfect man and was like a jewel illuminating the dark environment with his radiant personality, ideal example and glorious message. Now based on these facts which we wholly and solely believe we are presenting this program for our Muslim as well as non-Muslim viewers to enlighten their lives with the light of the Seerah of Prophet Hazrat Muhammad PBUH.

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Bismillahir Rahmanir Raheem. Alhamdulillahi Rabbil Alameen. Wasalaatu wasalaamu ala khatibun
00:08nabiyyin. Nazirin muhtarim, wasalaamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
00:13Programme Seeratun Nabi sallallahu alaihi wa alaihi wa sallam ke saath aapka mezbaan
00:17Dr. Mahmood Ghaznavi aur ham sab ke pasandida mazhabi scholar Janab Shujauddin Shaikh
00:21hadhir khidmat hain. Yeh programme ARYQ TV ke studios se har jumay aur haftay ki
00:28raat 9 wajah aapki khidmat mein pesh kiya jaata hai. Guftugu ka ek silsila hai Seeratun
00:33Nabi sallallahu alaihi wa sallam ke hawale se. Aur hamara mauzoo seerat, quran ka jo
00:39title hai, Bismillahir Rahmanir Raheem laqad kaana lakum fee Rasool Allahi waswatun
00:44hasana. Quran e Hakeem ki ayah mubarakah, hamare programme ka title hai. Rasool Allah
00:49ki seerat-e-tayyaba jo hai, wo hamari zindagiyun ke tamam shobajat ke liye namuna hai, chahe
00:55wo minor hoon ya major hoon. Chhote mote maamlaat hoon ya bade maamlaat hoon. Nabi
01:01kareem sallallahu alaihi wa sallam ke hawale se jo guftugu ho rahi thi, seerat ke tanaazur
01:05mein ham apni society ka, apne maahol ka jaayza lete hain, us par guftugu karte hain. To
01:09agar aapko yaad ho ki pichla programme, jo kyunki piche Muharram aa gaye the, to doda
01:14sa waqfa aa gaye, darmiyan mein shayad wo recall na ho raha ho aapko. To ek chhota sa
01:21recap mein aapko dene ki koshish karta hoon, mujhe bhi kuch itna to yaad nahi hain. Pichla
01:26programme yeh ho raha tha ki hamne yeh tayhi ki hai tha ki sahab, mawashree mein sudhaar
01:30ki ek gunjaish yeh hai, ke mawashree ka jo apar tapta hai, jisko hum aaj kal hamare
01:35hai, istana mein Ashrafia kaha jaata hai. Ashrafia mein se kuch log, yaani jo hamare
01:39sarbrahan hain, jo hamare ulul amr hain, unke zimmedaari banti hai, ke wo deen ko qaim
01:47karne ki istiqamat-e-deen ki koshishin jo hain wo karein. Aur yeh baat hoi thi, ke
01:53zimmedaari to banti hai sarbraha-e-mumliqat ki, wo juma-e-ka khutba dein. Baaral, isi
01:59itna ki kuch guftabu hoi thi, Shuja sahab ki taraf chalte hain, recap lene ki, phir
02:03hum apni guftabu ka aaghaaz kate hain. Assalamu alaikum.
02:05Wa alaikumussalam wa rahmatullahi wa barakatuhu. Kaise mizaaj hain aap?
02:08Alhamdulillah. Aapka mizaaj kaisa hai?
02:10Alhamdulillah, Allah ka shukre, aur nazirin ko to khair pata hi hoga, jo Karachi
02:15wale hain, hum to jo Karachi studio mein hain, jo mulk se bahar ke log hain, unki ittala
02:20ke liye ard hai, ki Karachi mein aur Pakistan mein iss waqt bahut shadeed mausam hain.
02:26Ji, aur bas Allah ta'ala ka yeh fadal hai ki baaz ilaqoon mein shadeed baarish ka maamla
02:31kuch-kuch hua hain. Albatra, Doctor sahab, kar aap ghor karein, to iss sab poora global
02:35jo weather hain na, yaani America ki...
02:37Sunna, America mein bhi bahut garmi ho rahi hain.
02:39Chand dino pehle, fifty-five se upar degree jo hai, wo darjar aa rat raha hain.
02:43Allah hu akbar.
02:44Europe ke kayi mamalik mein, kuch dino pehle ki baat hai, ke forty-three plus, jo hai,
02:48wo temperature raha hain. To, ab bharat sabhi log iss cheez se gudar rahi hain, apni jagah
02:52ek mauzoo hain.
02:53Lekin yeh, mujhe maaf ke jaye, wo baat se baat nikalti hai, ki duniya bhar mein hi
02:58jo kuch ho raha hai, yeh asal mein fitrat ke nizam se cheed-chaad ka nateeja hai.
03:04Do pailu hain, yaani ek to gunahon ki kasrat bhi, iski ek wajah hain, jiske nateeja mein
03:10masayib hain.
03:11Aur doosri wajh, isko aapne ishaat firmai hain, ki fitrat se doori ka maamla, yaani
03:15darakhton ko ugane ke mukabne mein, darakhton ko kaatne ka maamla bahut zyada badh chuka
03:19hain.
03:20Issi tariqi, bas nuclear technology aur iss tarah ki visualization ke maamla, uska nateeja
03:25yeh nikla hai, ki global warming jo hai, wo badh gayi hain.
03:28Aur uske baare mein humi sochna chahiye, jitna fitrat ke qareeb hongi yeh maamlaat
03:32humare sudhaar ka ba'az banenge.
03:34Darak lagane ko to, Allah ke nabiye mukarram sallallahu alaihi wa sallam mein sadaqa bhi
03:38qaraar diya hai.
03:39Hatta ki firmaaye ki agar, qiyamat aa rahi hai, bil farth, misaal ke taurpa, wo to
03:43aani hai.
03:44Ki qiyamat aaya chahti hai, tumhari haath mein koi tehni hain, to usko bhi zameen mein
03:48laga do, yahan tak humein zikr milta hai.
03:50Kehne ka matlab hai ki,
03:51Darakhton ke ahmiyat.
03:52Darakhton ke ugane ki ahmiyat, darakhton ke hifadat ki ahmiyat, iski yeh taraf tawajud
03:56dene ki bharat zaroorat hai.
03:58Ab aatein humare pishle do teen programs ke tassalsul mein jahan tak baat ponchi thi,
04:02jissa ki aapne ishaat firmaaye, ki pishle programs mein baat kar rahe the, humare ahle
04:06iqtidar ki zimmedaariyon ke taalluk se.
04:08Jahan awam ki zimmedaari hai, wo ahle iqtidar ki bhi zimmedaari se.
04:12Ahle iqtidar ki awam se kuch zyada zimmedaari hai.
04:14Zyada zimmedaari.
04:15Unhe Allah ne iqtiyar diya hai, unke baare mein Quran mein kaha hai, unke iqtiyar denge
04:18to yeh kya kya karenge.
04:19Jee.
04:20Wohi aayat pishle programs record ki gayi thi.
04:22Suratul haj ki aayat humare iktaadis mein hai.
04:24Allazeena imakannau fil ardi, aqamus salata, wa aatavus zakata, wa amaru bil ma'roof,
04:29wa nahau alil munkar.
04:31Jine hum iqtiyar ata karenge, wo namaz qaim karenge, zakat ada karenge, neki ka hukum
04:36denge, badis se rokenge.
04:37Wo yeh baat tafseeran bayan ki gayi thi, ki jin ko iqtiyar ata ho, unka namaz ada karna
04:42wo mera aur aapka namaz ada karna farq hai.
04:44Mohot farq hai.
04:45Aap aur main jahaan mauka milega, bajamat namaz ada karne ki koshish karenge.
04:49Leki jo hukumara ho aur unke umal-e-kaar, jin ko aapne kaha, unka namaz ada karna yeh
04:53nahi hai.
04:54Wo toh hai, namaz ka itimam bhi karwayenge.
04:56Namaz ki imamat bhi karenge, bil khusus jume aur eid ki, jaise ki aapne tawajjo dilayi
05:00hai.
05:01Phir zakat ada karne ka matlab kya hai?
05:03Main aur aap sahib-e-nisaab wo toh zakat denge.
05:05Leki hukumarano ka zakat ada karne ka matlab kya hai?
05:08Zakat ki wasoori ka intidam hoga.
05:10Uski taraseel, mustahakeen tak pohchaye jaana, iska itimam kiya jaayega.
05:14Yeh poora process hai jo Allah ta'ala hukumarano ke liye.
05:17Aur yeh zakat ke wasoori ka maamla itna hassas, patakalami ki maan hai, itna hassas hai,
05:22ke Hazrat Abu Bakr Siddiq radiyallahu ta'ala anhu ne, is maamle pe jang kar li thi waqaida
05:27logon se.
05:28Ki jin baaz logon ne, Syedna Abu Bakr Siddiq radiyallahu ta'ala anhu ke daur me,
05:32zakat dene se, government ko zakat dene se, inkar kiya.
05:35To firmaaye ki agar Rasoolullah a.s. ke daur me, oot ki ek rassi bhi zakat me dete the,
05:40aur ab nahi denge, to mai jang karunga, aur agar koi mere saath na jaayega.
05:44Yeh kyun kaha? Aur bhi fitne uthe the.
05:46Nabuwat ke jhoote davedar khare ho gaye.
05:48Lekin firmaaye, agar koi nahi jaayega, mai akela jaakar inke khilaf qaitaal karunga.
05:52To yeh iskadar aham maamla.
05:54Acha zakat ki saath add karne, Pakistan zarri mulk hai,
05:57to faslo par ushir bhi ada karne.
06:00Yeh humarein ham mushkil hota hai.
06:02Mushkil kya, iski tawajuhi nahi hai?
06:04Ushir ka logon pata bhi nahi hai.
06:06Mujhe badi maazarat ke saath, logon ko ushir ka pata hi nahi hai,
06:09ushir bhi koi cheez hoti hai.
06:11Aur hum aur aap jaante hain ke cash hain, yeh cash equivalents hain.
06:14Deceivals waghaira. In par saal mein zakat ek martaba hai.
06:17Lekin agar ek kheet mein fasal do martaba aa rahi,
06:20Ushir bhi do martaba dena hota hai.
06:22Taufeesur ji, khazane mein kitna paisa jaayega?
06:24Aur jaise zakat Islam ka pillar hai, bilkul ushir iske saath joda hua hai.
06:28Aur ab jo log isme dandi mar rahein, wo Allah ka khauf karein.
06:31Jaise namaz ka hukum Rab ne diya, ushir ka hukum bhi Rab ne diya,
06:34zakat ka hukum Rab ne diya, ushir ka hukum bhi Rab ne diya hai.
06:37Iski tafsirat ahadith-e-mubaraka mein hume milti hain.
06:40To baad kya chal rahi thi jo hukumaraan hain,
06:42unki zimadariye surah-e-hajj ayat-an-bar iktaalis,
06:45neeki ka hukum denge, badi se roke,
06:47balke namaz ka nizam qaim karenge,
06:49zakat ada karenge, zakat ka pura nizam hoga,
06:51neeki ka hukum denge aur badi se rokenge.
06:54Yeh zimadariye pehle huzoor ke liye, sallallahu alaihi wa sallam.
06:56Allah ka rasool alaihi wa sallam ne imamat karke dikhayi,
06:59Allah ka rasool alaihi wa sallam ne khud zakat nahi di,
07:02isye ke kabhi itna maal jamaa nahi hua,
07:04ke jisme zakat lagoo hoti ho,
07:06magar zakat ka pura nizam, zakat ka puri wasooli,
07:08zakat ka pura system,
07:10aap alaihi wa sallam ata karke gaye,
07:12do apne puri shaan-e-shauk ke saath,
07:14khulf-e-rashideen ke daur mein nizam-e-khilafat mein nazar aata hai.
07:17Surah-e-Araf ke ayat no. 157 hai,
07:22ke nabiya alaihi wa sallam logon ko ma'roof ka hukum dete,
07:26aur badi se rokte, munkar se rokte,
07:28yeh huzoor ki zimadari thi, sallallahu alaihi wa sallam.
07:30Aaj jo musulmano ka hukmara hai,
07:32wo huzoor ki namaindagi kar raha hai.
07:34Hum to yaha tak kehte,
07:35jo mimbar-e-rasool par baita hai,
07:37wo huzoor ki namaindagi kar raha hai, sallallahu alaihi wa sallam.
07:39To jo ummat ka imam ho,
07:41ummat ka hukmara ho,
07:42ummat ka muqtadir ho, muqtadir-e-ala,
07:44yaani is maana mein,
07:46jo jiske baar hukmaraan hi manda,
07:48asal muqtadir-e-ala to Allah ki zaat hai.
07:50Lekin zameen par Allah jisko hukmat dete,
07:52wo namainda Rasool Allah a.s. ka musulmano par jisko zimadari mil gayi,
07:56ab wo niki ka hukmat detega, badi se rokega.
07:59Yeh hai hukmarano ki zimadari hai.
08:01Pishayi program mein hum yeh baat kar rahe the,
08:03awaam ke apni zimadari hai,
08:05hukmarano ki apni zimadari hai,
08:06magar hadith-e-mubarak mein aata hai,
08:08an-naasu ala deeni mulukihim,
08:11agar hukmaran seede hunge,
08:13to awaam par uske atharaat hai hu.
08:15Hukmaran agar garbar karenge,
08:16khyanat karenge,
08:17dandiyan maarenge,
08:18corruption karenge,
08:19loot maar karenge,
08:20yeh atharaat awaam par bhi aayenge.
08:22Aur hukmaran aadil karenge,
08:23aman ko qaim karne ki kushish karenge,
08:25khauf-e-Khuda unki dilon ke andar hoga,
08:27awaam ke liye nafar-hassani ka baayaz banenge,
08:29yeh hi reflection awaam-un-naas ke andar bhi aayega.
08:32To jahan awaam ko islaah-tauba ki zarurat hai,
08:35wahi hukmaran ko islaah,
08:36aur isse badkar tauba karne ki zarurat hai.
08:58Yeh bahut mashoor hadith se mubarak ke alfaaz hai,
09:00jiska zikar aapne firmaaya.
09:02Bukhari Sharif mein hadith hai.
09:03Ek waqf-e-mubarak le letein.
09:04Yeh bilko taaki hadith-e-mubarak ka beyaan baat mein aayega.
09:06Naazin, ek waqf-e-mubarak le letein,
09:08warnaad hadith-e-mubarak ka beech mein raayegi,
09:10to fir wo maaza nahi aayega.
09:11To fir waqf-e-mubarak ke baad aatein, inshaAllah.
09:12Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
09:14Welcome back, naazin.
09:15Waqf-e-mubarak ke baad program
09:16Seerat-un-Nabi sallallahu alayhi wa alayhi wa sallam mein
09:18aapka khair magdam hai.
09:20Baat yeh ho rayti ki,
09:21Ummat ka sarbara jo hai,
09:23yeh qaum ka sarbara jo hai,
09:25wo gallaban hai.
09:26Aur Shuja sahab bataya tha ki,
09:28ek hadith ka maffoom hai,
09:30jo meri zabaan se aada hua hai.
09:32Ji, Bismillah-ir-Rahman-ir-Rahim.
09:34Hadith-e-mubarak Sayyid Bukhari Sharif mein hai.
09:36Kayi marta baad zikr pehle bhi aaye,
09:38magar aaj maudhu iss taraf aagaya,
09:40to chalte hain baat ko aage badaate huve.
09:42Kullukum ra'een.
09:43Har ekto misra'ee hain.
09:45Ra'ee, Arabi mein,
09:47bakliye chalane wale ko kahte hain.
09:49English mein shepherd ko kahte hain.
09:51Charwaha, Urdu mein jisse kahte hain.
09:53To har ekto misra'ee charwaha hai.
09:55Ajeeb lafz, Allah ka Rasool alaihissalam ki
09:57fasaat aur balagat dekhiye.
09:59Fir aap firmaatein ki,
10:00to misra'ee charwaha hai,
10:01yaani ra'ee hai,
10:02aur uski ra'eeyat mein,
10:03jo luk honge,
10:04unke baare mein sawal hoga.
10:05Agar baap hai,
10:06to aulad ke baare mein sawal hoga.
10:08Agar shohar hai,
10:09to biwi ke baare mein sawal hoga.
10:11Agar aqa hai,
10:12to ghulam ke baare mein sawal hoga.
10:14Hukumaraan hai,
10:15to ra'aya ke baare mein sawal hoga.
10:17Hamari ummat ke ulama ne,
10:19is lafze charwaha par badi guftugu ki hai,
10:21aur baaz baatein badi saad hai,
10:22humein samajh mein aati hain.
10:23Ek charwaha,
10:24logon ke gharon se bakriya leta hai,
10:26soba soba,
10:27early morning,
10:28aur leke nikal padta hai.
10:30Saara din usko sambhalna padta hai,
10:32aur shaam ko wapis lekar usko aana hota hai,
10:34aur unke hawale karna hota hai.
10:35Aur khilane pilane ka intizam bhi karna hota hai.
10:37Ji, khilana hai,
10:38chahe wo darakton ke patte hoi,
10:39aur wo ghaas khahen,
10:41phir khilana hai,
10:42chahe wo nehar ka paani ho,
10:43johar ka paani ho,
10:44talab ka paani ho,
10:45phir khilana hai.
10:46Phir koi bakri zaya na ho jaye,
10:47agar ek bakri bhi zaya ho jaye,
10:49toh kis kadar bada bichare ka nukhsaan ho jayega.
10:51Bade kam par isko gudara karna padta hai,
10:53lekin iski duty bahut zyada sakht hua karte hai.
10:56Soba andhere mein lekar jaana hai,
10:59aur raat ko andhere ke waqt,
11:00kamo bech usko lekar aana hai,
11:02aur saara din wo baitha rahega,
11:04balke on his feet,
11:05apne kadamon par khada rahega,
11:07koi bakri nikal na jaye,
11:09phir saari bakriye uske haath mein toh nahi hua karte,
11:11koi idhar bhaag rahi,
11:12koi udhar bhaag rahi,
11:13iske peeshe bhaag na,
11:14uske peeshe bhaag na,
11:15isko pakar na,
11:16usko pakar na,
11:17isko samhal na,
11:18kisi aur ki charaagaan mein na chala jaye,
11:19kisi aur ki charaagaan mein,
11:21koi bakra chala gaye,
11:22bhed chali gaye,
11:23aur usko chat kar gaye,
11:24uski fasal ko toh,
11:25iske upar saari chatti par jayegi,
11:26saara tawaan isko par aa jayega.
11:28iskadar bhaari zimmedaariyon ka muaamla hai,
11:31yeh hai lafze charwaaha mein badi gehraai,
11:34jo Allah ke pehambar a.s.s. ne isko istimaal farmaaya,
11:38aur yeh ummat ke afraad kere bhi hai,
11:40chahe wo baap ho,
11:41chahe wo shohor ho,
11:42chahe wo aqa ho,
11:43aur phir yeh ummat ke zimmedaaroon kere bhi,
11:45chahe wo hukmara ho,
11:46toh har ek tummise raai hai,
11:48charwaaha hai,
11:49zimmedaar hai,
11:50aur uski raaiyat ke baare mein sawal hoga.
11:52ab main yaha pe rukar ek baat arz karta hu,
11:54hum baap hone ke hasiyat mein chan bachon ke baare mein
11:58jawab dahi ka ahsaas karke larat jaatein,
12:01Allah poochke ka meri aulaat ke baare mein
12:03iska aqeedah sahi kiya ke nahin,
12:05jo ke chaar paanch hi hai,
12:07chan ek hai,
12:09aamaal iske muskiye ke nahin,
12:11Allah ki bandagi ki taraf tum laaye ke nahin,
12:13shard se inko bachane ki koshish kiye ke nahin,
12:15inki jaayis zarooriyat ko poora karne ka itmam kiya ke nahin,
12:18inke nafe ki koshish kiye ke nahin,
12:20inko nukhsan se bachane ki koshish kiye ke nahin,
12:22inko neki pe laane ki koshish kiye ke nahin,
12:24inko badi se rukne ki koshish kiye ke nahin,
12:26inko nabi alaihis salaam ka ummati banane ki koshish kiye ke nahin,
12:29khuda ki qasam,
12:31ye banda soche to din mein taare nadar aa jaye,
12:33aur jin ko karoron par hukmarani mil jaye,
12:35zara wo bhi tanhai mein baith kar soche,
12:37ki bhai marna aapne bhi,
12:39main apne khutbaat-e-jumah mein,
12:41baday clear karna ilfaz mein kehta hu,
12:43mujhe bhi maut aani hai,
12:45masjid ke khateed ko bhi maut ani hai,
12:47musallay ke imam ko bhi maut ani hai,
12:50sip-e-salaar ko bhi aani hai,
12:52judges ko bhi aani hai,
12:54wazir azam ko bhi aani hai,
12:56members of the parliament ko bhi aani hai,
12:58taajiron ko bhi aani hai,
13:00siyasatdaanon ko bhi aani hai,
13:02zara tanhai mein baith kar soche,
13:04marne ko tayyaar hai,
13:06ek baap se Allah taala pooche,
13:08to wo baap laraz jaye,
13:10ye sawalat honge aulat ke baarein,
13:12ek shohar se Allah taala pooche,
13:14to banda laraz jaye,
13:16bivi ke baarein,
13:19to Allah hukmaranon se bhi poochega,
13:21kya inme hausla hai,
13:23ki jawab de sakenge,
13:25zara ye bahut bada question mark hai,
13:27jiske baarein sochna chahiye,
13:29ye tarz-e-hukmarani hai,
13:31aur zahir hai ke iska jawab,
13:33ye bada khatarnak kaam hai,
13:35log pata nahi kyun isse itna aasan samashte hai,
13:37aur iske liye jo hai wo,
13:39jaan ki baazi laga dete hai,
13:41ki hume sarbarahi mil jaye,
13:43hume hukmarani,
13:45rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ke zamane me,
13:47rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ke zamane me,
13:49aur hazaat-e-umar radh-e-Allah taala,
13:51hune governor banaakar bheja,
13:53aur jis ilaq-e-governor banaakar bheja tha,
13:55wo badi sarsabz aur shadab ilaqa tha,
13:57aur bahut paise wala ilaqa tha,
13:59wahan governor banaakar bheja,
14:01ye apne ghar se kuch samaan lekar gaye,
14:03aur wahan pooche,
14:05governor banaakar gaye,
14:07kisi ne inki shikayat kar di,
14:09hazaat-e-umar radh-e-Allah taala se,
14:11ki sahab aapke governor unne unne ye kaam kiya,
14:13aapne khat likha aur kaha,
14:15toh yaman ke ghaliban governor tha,
14:17governor sahab jihain woh paunche,
14:19jab hazaat-e-umar radh-e-Allah taala unne ke paas paunche,
14:21toh unne kaat,
14:23hazaat-e-umar ne likha tha,
14:25apne samaan ke saath, maal-o-azbaab ke saath pauncho,
14:27aagey,
14:29toh hazaat-e-umar ne dekha,
14:31matti dhool mein hum pehle,
14:33tumhara maal-o-azbaab kaha hai,
14:35ki hain, huzoor ye hai mere paas maal-o-azbaab kaha hai,
14:37kya hai, wo ek danda hai,
14:39uske andar ek potli bandhi bhi,
14:41uske andar ek lota hai,
14:43aur ek do jodi phateve kapde hai,
14:45kaha ke,
14:47yeh tumhara maal-o-azbaab kaha hai,
14:49haan, yeh mera maal-o-azbaab kaha hai,
14:51toh mai huzoor yeh hi leke gaya tha,
14:53aur yeh hi leke wapas hai,
14:55uske sawai danda hai,
14:57hifazat ke liye bhi istimal karta hu,
14:59take laga ke baid bhi jata hu,
15:01aur yeh mere cheezein hai,
15:03toh hazaat-e-umar radh-e-Allah taala unne,
15:05rohne lagay aur kaha,
15:07yeh tu tum umar se bhi aagey nikal gaya hai,
15:09unne kata,
15:11yeh asasa jaat lekar aaye the,
15:13potli bandh ke ek,
15:15kya assets hai, kya properties hai,
15:17yeh hai assets humaare,
15:19ab is tanazur me bhi hadith-e-mubarak samajh liye,
15:21hum adal ki baat karte hai na,
15:23toh achi hukmarani kya hoti,
15:25zarur uska bhi tazkira ho jaye,
15:27hazaat nabi-e-mukarram
15:29sallallahu alaihi wa alihi wa sallam
15:31nishaat-e-firmah-e-bukhari sharif ki ma'ruf hadith hai,
15:33mashoor hadith hai,
15:35ki saad qism ki afraad Allah taala ke arsh ke
15:37saai me hunge qayamat ke dim,
15:39riwayat-e-alfaas-e-Allah ke saai me,
15:41muraad liye ki Allah ke arsh ke saai me,
15:43saad qism ki afraad hunge,
15:45Allah taala ke arsh ke saai me qayamat ke dim,
15:47jab koi saaiya aur nahi hoga,
15:49pehla kaun hoga,
15:51Allah ke Rasool alaihi wa sallam-e-firmah,
15:53imam-un-adil, adil karne wala hukmaran,
15:55ab yeh asaad,
15:57ki agar,
15:59jisko hukmarani mile,
16:01aur wo logon ke darmian adil karne wala ho,
16:03toh kal,
16:05list me pehla naam kiska hai,
16:07imam-un-adil, adil karne wala hukmaran,
16:09wo Allah taala ke arsh ke saai me hoga,
16:11toh agar kisi ko hukmarani mil gayi hai,
16:13ya ikhtiyar mil gaya hai,
16:15toh bhai,
16:17wo isko Allah ki amanat sanje,
16:19makhlook-e-Khuda ki nafah rasani ka baayis banaye,
16:21aur musalmanon ka hukmaran hai,
16:23toh,
16:25afraad-e-qaum ko,
16:27waqiatan musalman banane ki koshish kare,
16:29unki maaddi haajat ko bhi poora karne ke mehnet kare,
16:31unki ruhani haajat ko bhi poora karne ke mehnet kare,
16:33aur apne aap
16:35ko bhi present kare,
16:37Allah ke rasool-e-mukarram,
16:39sallallahu alayhi wa sallam,
16:41khud aapne
16:43hayat-e-tayyiba ke aakhri dino mein,
16:45ek martab apne aap ko mimbar par khada kare
16:47ke farmaya,
16:49agar maine kisi ke saath koi ziyati ki ho,
16:51toh aaye musse badla le le,
16:53mashoor waqia,
16:55toh ek sahabi khada ho gaye,
16:57koi na khada ho gaye,
16:59ek khada ho gaye, huzoor mera ek maamla,
17:01huzoor aapki chadi mujhe lag gayi thi,
17:03toh huzoor ne firma lo bhai,
17:05chadi le lo, tum maamla barabar kar lo,
17:07nahin huzoor mere bandan par kapda nahin tha,
17:09achha huzoor ne apni khameez hata di,
17:11woh daudh de vaya,
17:13mohar-e-nabuwat ko unhone chum liya,
17:15ye unki mahabbat ka maamla tha huzoor,
17:17mera kya maamla hai,
17:19main toh isse chumna chahata tha,
17:21ye toh unki mahabbat ka pehlo hua,
17:23dok sahab hummein se kaun hai,
17:25jo apne aapko apne gharwalon ke saamne bhi khada kare,
17:27mimbar toh public place hai,
17:29apne gharwalon ke saamne,
17:31hummein ye guts hai,
17:33ye courage hai,
17:35ye himmat hai,
17:37ke hum public place pe khade hokar kaisa,
17:39ke maine ziyati ke toh musse badla lena,
17:41apne gharwalon ke saamne,
17:43hummein ye guts hai,
17:45ye courage hai,
17:47ye himmat hai,
17:49ke hum public place pe khade hokar kaisa,
17:51ke maine ziyati ke toh musse badla lena,
17:53apne gharwalon ke saamne,
17:55hummein ye guts hai,
17:57ye courage hai,
17:59ke maine ziyati ke toh musse badla lena,
18:01apna itisabh nahi,
18:03khud itisabhi,
18:05self accountability nahi,
18:07khud itisabhi hai,
18:09wo hazrat umar radhi allah ka mashoor waqia hai,
18:11wo jo bachche bhooke the,
18:13aur aap raat ko ghasht kar rahe the,
18:15aur sab kuch hua,
18:17toh ek aurat ke paas gaye,
18:19pucha ki ye bachche kyun raha hai,
18:21toh unhone hazrat umar ko sunaani shuru kar di,
18:23kahlenge aisa ukmaran,
18:25main Allah ke hain jaake umar ke shikahat karungi,
18:27kahlenge umar ko agar nahi pata toh usse chahiye,
18:29ke wo ukmarani chhod de,
18:31jab usse apni makhlook ka pata hi nahi hai,
18:33apni raiya ka pata hi nahi hai,
18:35chhod de ukmarani kyun karta hai,
18:37wapas gaye,
18:39aur apne kaandhon ke upar rashan lekar aaye,
18:41aur aane ke baad,
18:43uske ghar mein pakwaya,
18:45pakwane ke baad,
18:47uske bachchon ko khilwaya,
18:49aur ek ot mein baith gaya,
18:51aur kaha,
18:53jab tak main in bachchon ko rotawa dekh ke gaya the,
18:55usne jaungan,
18:57jab wo bachche haans le lage,
18:59toh badri mein ke paas gaya,
19:01aur kahenge,
19:03ka Allah ki bandi,
19:05tu ab toh Allah ke hain meri shikahat nahi karegi,
19:07usne kaha,
19:09nahi main nahi karungi shikahat karungi,
19:11tu likke de de,
19:13toh umar ke shikahat nahi karegi,
19:15toh parchi pe likhwa liya,
19:17ke main Allah se wo toh kaha,
19:19ka main hi umar hun,
19:21ek waqfa lene,
19:23huqmurani hain,
19:25yeh aapka tariqa-e-huqmurani hain,
19:27ke khud sarbara-e-mumlikat
19:29raaton ko ghasht kar rahe hain,
19:31jaa rahe hain,
19:33khud rashan utha ke leke jaa rahe hain,
19:35aur uske baad bhi,
19:37maafian maang rahe hain,
19:39us auras se jiske bachche bhooke hain,
19:41hum toh koshish yeh karte hain na,
19:43sab ke hisse ka hamare account mein aaja hain,
19:45sab bhooke mar jaa hain,
19:47ya hum itna kuch zakhira ka taajir chahta hain,
19:49main itna zakhira kar loon,
19:51yeh jibin khali ho jaa hain,
19:53wo kahte hain,
19:55Allah ki bandi tu yeh likke de de,
19:57ki umar ki shikayat nahi karegi Allah ke hain,
19:59aur parchi pe likhwa liya,
20:01ki main Allah ke hain shikayat nahi karungi,
20:03jab yeh zamanat mil gayi,
20:05toh kaha main hi wo umar hun,
20:07jisse tu barabhala kah rahi hain.
20:09Doctor sahab,
20:11us zamane mein koi social media nahi tha,
20:13aur camera nahi tha,
20:15aur hazrat umar ki huqmurani
20:17kitni door tak thi,
20:19us haqmurani ki door mein,
20:21sooba hua karta tha,
20:23itne bade bade,
20:25jo aaj mulk hain,
20:27sooba toh wo raqba kitna bada hoga,
20:29andaza karein,
20:31yeh jo saari baatein hum kar raha hain,
20:33yeh khairqwahi mein ho rahi hain,
20:35badqwahi mein nahi ho rahi hain,
20:37khairqwahi mein ho sakta hain,
20:39isaaz jaage,
20:41koi humari baat suno,
20:43ki baat toh sach hai,
20:45toh khairqwahi mein ho rahi hain,
20:47koi humari baat suno,
20:49koi humari baat suno,
20:51koi humari baat suno,
20:53koi humari baat suno,
20:55koi humari baat suno,
20:57koi humari baat suno,
20:59koi humari baat suno,
21:01koi humari baat suno,
21:03koi humari baat suno,
21:05koi humari baat suno,
21:07koi humari baat suno,
21:09koi humari baat suno,
21:11koi humari baat suno,
21:13koi humari baat suno,
21:15koi humari baat suno,
21:17koi humari baat suno,
21:19koi humari baat suno,
21:21koi humari baat suno,
21:23koi humari baat suno,
21:25koi humari baat suno,
21:27koi humari baat suno,
21:29koi humari baat suno,
21:31koi humari baat suno,
21:33koi humari baat suno,
21:35koi humari baat suno,
21:37koi humari baat suno,
21:39koi humari baat suno,
21:41koi humari baat suno,
21:43koi humari baat suno,
21:45koi humari baat suno,
21:47koi humari baat suno,
21:49koi humari baat suno,
21:51koi humari baat suno,
21:53koi humari baat suno,
21:55koi humari baat suno,
21:57koi humari baat suno,
21:59koi humari baat suno,
22:01koi humari baat suno,
22:03koi humari baat suno,
22:05koi humari baat suno,
22:07koi humari baat suno,
22:09koi humari baat suno,
22:11koi humari baat suno,
22:13koi humari baat suno,
22:15koi humari baat suno,
22:17koi humari baat suno,
22:19koi humari baat suno,
22:21koi humari baat suno,
22:23koi humari baat suno,
22:25koi humari baat suno,
22:27koi humari baat suno,
22:29koi humari baat suno,
22:31koi humari baat suno,
22:33koi humari baat suno,
22:35koi humari baat suno,
22:37koi humari baat suno,
22:39aaj sabse bada fasad kya hogaya,
22:41hum bhool gaye ki hume marna hai,
22:43hum bhool gaye ki qabar mein sawalat hai,
22:45hum bhool gaye ki hashar ke meydan mein sawalat hai,
22:47hum bhool gaye ki duniya aarzi hai,
22:49hum bhool gaye ki aakhirat daaimi hai,
22:51hum bhool gaye ki duniya daarul amal hai,
22:53hum bhool gaye ki aakhirat daarul jaza hai,
22:55hum bhol kar, soch kar,
22:57niyat kar ke, amal kar ke bhool gaye,
22:59Allah nahi bhoolta,
23:01Quran-e-paak mein ahsahullahu wa nasu,
23:03log bhool gaye, Allah ta'ala ne
23:06jitna yeh maud ka yaqeen hoga,
23:08Quran-e-paak har doos se tees se safay par maud,
23:10yeh aakhirat ka zikr hume milta,
23:12har doos se tees se safay par,
23:14Allah ke peghambar aalaihis salam ke waazon me
23:16afsar hi maud ka tazkira milta hai,
23:18isliye ke sabse zyada humare amal ko
23:20seeda raknewari shayin,
23:22wo maud ka yaqeen,
23:24aur iski baat ki zindagi ki tayyari ka yaqeen hai.
23:26aakhirat ka yaqeen,
23:28nekin museebat yeh hai ke mujh samayt,
23:30main usse koi mubarra nahi hu,
23:32humme se beshtar hazrat,
23:34humme se beshtar kya,
23:36balke kamu besh chand ko chod ke jine Allah ne taufiq diye,
23:38sab dirham-o-dinar ke banday hain,
23:40har raat din joha bas yeh hawas hai,
23:42ka paisa mere paas aaye,
23:44jine ke paas itna hai,
23:46jine khud nahi pata,
23:48ke unke kahan kahan,
23:50kitna kitna paisa hai,
23:52unne bhi yeh hawas lagiwi,
23:54ki mazeed aajaaye to achcha hai.
23:56ab yeh jo aapne kaana dirham ka banda,
23:58yeh bhi hadith-e-mubarak hai,
24:00Bukhari sharif ke alfaaz hai,
24:02Bukhari sharif abd-ud-dirham,
24:04halaak ho gaya dirham ka banda,
24:06aur dinar ka banda,
24:08shayad naam hoga abdullah,
24:10abd-ur-rahman, abd-ur-raheem, abd-ul-kareem,
24:12lekin maal, maal, maal, bas maal,
24:14halal-haram ki tameez khatam,
24:16Allah ke huqook paamaal,
24:18makhlook ke huqook maamaal,
24:20bas maal barta jaye,
24:22chahe halal se aaye, chahe haram se aaye,
24:24ziyati karke aaye, corruption karke aaye,
24:26qatl karke aaye, noot maar karke aaye,
24:28jis tarah bhi aaye,
24:30abd-ud-dinar, abd-ud-dirham,
24:32dirham ka, dinar ka,
24:34rupay paise ka banda,
24:36jisne halal haram ki tameez ko chod diya,
24:38huzoor firmaarein alaihi salam,
24:40halaak ho gaya ta'ees, abd-ud-dinar, abd-ud-dirham,
24:42halaak ho gaya dirham ka banda,
24:44dinar ka banda,
24:46yeh Allah ke rasool ki waad-e-ahadith hai,
24:48aur seerat-un-nabi ke program ka maqsad kya hai,
24:50aur kya karenge, agar hum yeh baatein nahin karenge,
24:52to aur karenge kya, bataiye na,
24:54masalah yeh hai saare ka saare,
24:56yeh nahin hoti ki jo sarko pe rok-rok ke kode lagwaara ho,
24:58wo zalim hai,
25:00ya jo zabardasti logon ko gharon se utha-utha ke leh jaara ho,
25:02wo zalim hai,
25:04zalim to wo bhi hukmaran hai,
25:06jo logon ki zindagi itni tang kar de,
25:08ki jeena dushwaar ho jaye,
25:10wo bhi zalim hukmaran hai,
25:12jo logon ke wasahil par qabza kar le,
25:14jo insaaf na kar raha ho,
25:16yeh nahin,
25:18ek giro qudrati wasahil par qabza kar le,
25:20aur ek bada giro jo hai,
25:22wo bhuka mar jaye, faqih kar raha ho,
25:24yeh bhi zulm hai maashira mein,
25:26aur yeh baat, hazrat Ali,
25:28karamullah wajhul kareem ka,
25:30ek qaul hai,
25:32kufr ke saath to maashira zinda raha sakta hai,
25:34dekin zulm ke saath maashira zinda nahi raha sakta hai,
25:36aur Allah ta'ala firmaata hai,
25:38inna Allaha laa yuhibbul zaalimeen,
25:40Allah zaalimeen ko basar nahi karta,
25:42isi tarah hadith,
25:44quran-e-paak mein teen martaba hai,
25:46wa maa lil zaalimeena min ansaar,
25:48ki zaalimeen ka koi madadgaar nahi hoga,
25:50isi tarah hadith-e-mubarak mein hai,
25:52ki zulm,
25:54qiyamat ke din,
25:56andheray aur taariqi ki shakal mein aayega,
25:58jo aaj zaalim hai,
26:00qal andheray honge,
26:02as-siraat se jab guzarna hoga,
26:04jisko pul-siraat kahte hain urdu mein,
26:06waha andheray honge,
26:08roshni ki zurot hogi,
26:10imaan aur aamal aaj saale hai,
26:12to qal roshni hogi,
26:14warna zaalim ke liye to zulm,
26:16andheray ki surat pe hoga,
26:18wo tamak koiya maarega,
26:20Allah taala sabse pehle mujhe hidayat de,
26:22uske baad hum sabko hidayat de,
26:24asal mein isi sirat-un-nabi ke hawale se guftu karne ka
26:26buniyadi maqsad hai,
26:28ki rasool-Allah salaat-us-salaam ne jo sabse aham tareen kaam,
26:30rasool-Allah ke har kaam aham tha,
26:32chukka Allah ke hukum se hora tha,
26:34jo sabse zyada aham tareen kaam ki hai,
26:36wo ki maashray se zulm ko khatam kiya hai,
26:38aur adl qaim karne ki koshish ki,
26:40maashray se zulm ko mitaya hai,
26:42aur aapki hadith-e-mubarak hai bhi,
26:44ki zaalim ki aur mazloom ki
26:46dono ki madad karo,
26:48to arz ki ki ya rasool-Allah,
26:50mazloom ki madad to samajh aati hai,
26:52zaalim ki madad karna kya hai,
26:54aap bhi fahmaye, zaalim ki madad usko zulm se rog diya jaye,
26:56ki uske saath khair khwaiye hai,
26:58mazloom ke baare mein to banda soch leta hai,
27:00nahi zaalim ke saath bhi khair khwaiye karo,
27:02usko zulm se rogne ki koshish karo,
27:04ye amr bil maaroof nahi,
27:06anil munkar ka fareezah kya hai,
27:08yehi to hai,
27:10ki bhai zaalim ki baaz aa jaye,
27:12mazloom ki bhi daad rasi ho jaye,
27:16to zaalim ka haath rokhna zaruri hai,
27:18zulm se murad ye,
27:20kisi cheez ko haj se hata dena,
27:22ye kisi sahi maqam se hata dena,
27:24adl jo hai,
27:26wo hai kisi cheez ko uske sahi maqam pe rakhna,
27:28wa zulm hi hai,
27:30usko uske maqam se hata dena,
27:32logon ke hukook ko cheen lena,
27:34ghasp kar lena,
27:36zulm hai,
27:38logon par zindagiyan tang kar lena,
27:40zindagiyan tang kar lena,
27:42zindagiyan tang kar lena,
27:44logon par zindagiyan tang kar dena,
27:46zulm hai,
27:48logon ko is qabil kar dena,
27:50ke wo khutkushiyon par majboor ho jaye,
27:52zulm hai,
27:54logon ko is qabil kar dena,
27:56ke wo Allah rasool ki,
27:58yaksooi ke saath Allah aur rasool ki
28:00itaat aur bandagi karne ke qabil na rahe,
28:02iss se bada zulm jo hai,
28:04wo koi aur nahi ho sakta,
28:06aur jin azbaab ki wajah se ye aadmi mazloom hua hai,
28:08un azbaab ko peyda karne wale,
28:10jihon wo hi asal mein zaalim honge,
28:12jihon wo hi pakarne honge,
28:14Allah taala hum sab ke haal par raham farmaaye,
28:16aur sachi baat hai ki hum mein se har shaz
28:18apne girebaan mein jaake,
28:20main ghar mein zul toh nahi karra,
28:22acha yeh sif hukmaranon tak ki baat nahi,
28:24yeh meri aur aap ki bhi baat hai,
28:26humare apne maamlaat nichli sata se dekhna shuru karna chahiye,
28:28iss wujood par haakeem kaun hai,
28:30main hun,
28:32mere ghar mein ikhtiyar kiska hai mera,
28:34meri dukaan par mere kaarubar mein ikhtiyar kiska hai mera,
28:36toh mere niche bhi toh log hain,
28:38toh meri bhai hoon,
28:40mere subordinates hoon,
28:42mere mulazameen hoon,
28:44and so on,
28:46zulm kisi sheh ko uske maqam se hata dena,
28:48aur adal kya kisi sheh ko uske maqam par rakhna,
28:50toh jiska jo due right banta ho,
28:52jiska jo haq banta ho,
28:54usko dena,
28:56saada alfaz mein kehle,
28:58bandon ki hukuk ko adah karna,
29:00aur Rab ka haq bhi adah karna,
29:02toh yeh yahan se shuru hoga na,
29:04humara kirdar ka position wala thodi hona chahiye,
29:07humara toh kirdar hona chahiye,
29:09nusr-o-khair-khair ke jazbe wala,
29:11baaral, buniyadi maqsad yeh nahi hai,
29:13kisi bhi tanqeet ki jaye,
29:15ya kisi ko bura bhala kiya jaye,
29:17maqsad yeh hai,
29:19ki Allah ke bandon tumhe bhi is duniya se chala jana,
29:21zara apne aap pe ghaur karo,
29:23zara halaat pe ghaur karo,
29:25ikhtiyar tumhare paas hai,
29:27sudhaar ki koshish karo,
29:29daaral, ek baat thi jo nikli aur phir,
29:31lekin yeh seerat-ul-nabi sallallahu alaihi wa sallam
29:33mein yeh baat hui,
29:35koi Rasulullah ne humein yeh sab cheezon ki taaleem dehi,
29:37aaj iske program ka aaj ka waqt to khatum hora,
29:39toh aaj ijazat le letein,
29:41aur agle program ko yeh hi se shuru karenge,
29:43toh main chahunga ke aaj ki hadith hadiyah kardein,
29:45Nabi-e-Akram sallallahu alaihi wa sallam
29:47is shahad firmaaye,
29:49tum laaziman neki ka hukum doge,
29:51aur tum laaziman badri se rokoge,
29:53agar tum yeh fareeza anjaam na do,
29:55toh andees hai ke tum par Allah ka azaab aayega,
29:57aur tum duayin mangoge,
29:59tumhari duayin qabool nahi hongi,
30:01Jam-e-Tirmidhi Sharif ki riwayat hai,
30:03Syedana Hussain radhiya Allah ta'ala anhu ne bhi,
30:05apne khutbaat mein is hadith-e-mubarak ka hawala diya hai,
30:07Siddiq-e-Akbar radhiya Allah ta'ala anhu ne bhi,
30:09apne khutbe mein is hadith-e-mubarak ka hawala diya,
30:11aur aaj humne is program mein isi par kalaam kiya,
30:13yeh fareeza nahi anjaam de rahein,
30:15toh duayin qabool nahi hongi,
30:17Allah humein yeh fareez anjaam dene ki tofeeq ataaf firmaaye.
30:19Ameen.
30:21Ya Rabbal Alameen.
30:23Wa assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuhu.

Recommended