• last year
Allah k dost ka waqia

Category

📚
Learning
Transcript
00:00Hazrat-e-Mia Sher-e-Muhammad Sharaqpuri ala-e-Rahma Fajr-ki-Namaz-ke-baad yeh tootiyan-e-jista-hoti
00:07toh woh chhota-sa baramda-tha toh baramde-ke-upar bet-ke wazaif-karte-the aur phir Sharaq-ki-Namaz-tak
00:13wahan bet-te aur phir tashreef-le-jate. Garmi-ki-shiddat-thi toh Hazrat faraiz-ki-adaigi-ke-baad
00:20wahan chale-gaye toh nawaziyon-e-aapas-se-mashwara-ki-ya ke yaar Hazrat-ko-arz-karein ke baarish-ke-liye
00:27doaa-ki-jaaye. Toh Hazrat jaa-ke wahan apne wazaif-mein lag-gaye. Toh unhone kaha chalo
00:32hum masjid-ke-sehin-mein khade-ho-jaate Hazrat tawaj-o-karein-ge toh arz-karein-ge. Toh
00:37jitne nawaziy-the woh saare sehin-mein khade-ho-gaye aur baramde-ke-upar Mian sahab wazaif-mein
00:42lag-gaye. Jab aapki nazar padti na logon-ki jaanim toh jitne bhi nawaziy-the saare haathon-se
00:48ishar-e-kar-ke kaite yaani doaa-karo. Zubaan-se na bolte haathon-ko aise helaate aur yeh
00:55kahte ke udhar asmaan-ki-taraf ishara-kar-ke kahte doaa-karo. Mian sahab phir wazaif-mein
01:01lag-jaate. Phir jab Mian sahab-ki aankh uthti na toh yeh saare haath uthaate aur asmaan-ki-taraf
01:08haath utha kahte Mian sahab phir wazaif-mein lag-jaate. Jab do-teen martaba aisa hua na
01:15toh Mian sahab-ki hasi nikal-gaye aur aise asmaan-ki-taraf dekhe kaha chalo hon paa-de.
01:22Kehte hain bas yeh baat kehne ki der thi ke cham-cham-mi barasne laga. Toh jab koi Huzoor
01:28ka ho jaata hai toh Rab usko apna mahaboob bana leta hai. Toh Huzoor ki muhabbat Khuda
01:34ki mahaboobiyat ka zariya hai. Isliye hame Huzoor ka pyaar apni roohon mein mojazan karna
01:41hai. Huzoor ki muhabbat apni roohon mein utaazni hai. Aur muhabbat apne tamaam tal taqazon
01:48ke saath jab rooh-pazeer hogi toh phir hamara andaaz-e-zindagi bhi sabar jaayega, hamari
01:54aakhirat bhi sabar jaayegi. Muhabbat ke min jumla taqazon mein seh sabse bada taqaza mahaboob
02:01ki ataat hai. Ki banda jisse pyaar karta hai uski baat maanta hai. Yeh hai daawa-e-muhabbat
02:08ka suboot uski dalil. Aur Huzoor ke sahaba ki zindagiyan dekhiye ki unhone Huzoor alaih
02:15salaat-o-salaam ke saath kaise pyaar kiya. Huzoor ki muhabbat mein apni aadaton ko badal
02:22diya. Haala ki aadatin nahi badali jaati. Do sake bhai hon, rishta kitna goora hai,
02:28aur ek ghar mein parvarsh paayi hai, ek god mein pale hai, ek baap ke gharwara-e-tarbiyat
02:34mein rahe hai. Lekan tabaye mein ikhtalaf yeh ek fitri baat hoti hai. Hamare paas log
02:39aade hai. Do sake bhai hoti hai, ek ki tabiyyat idhar ko jaari hoti hai, doosre ka mizaaj
02:45idhar ko jaara hota hai. Ek sakht naram mizaaj hota hai, aur doosre ki aankhon se angaare
02:51phoot rahe hota hai. Ek maaf kar dene wala hota hai, ek sakht ghoseela hota hai. Ek
02:56ki tabiyyat ke andar talkhi ki changariyan hoti hai, aur ek ki tabiyyat ke andar narmi
03:01ke phool hoti hai. Aapne bhi dekha hoga. To yeh aisa hota hai. Ab isita khaane peene
03:06ki cheezon mein, tabaye ka ikhtalaf yeh fitri baat hai. Ek ko ek cheez pasand hoti
03:11hai, doosre ko wo cheez pasand nahi hoti hai. Baazkaat maa ko masla hota hai, ki yeh
03:16cheez agar main tayyaar kirti hoon, to mera doosra beta nahi khaata. To uske liye baaz
03:21se alak se kuch cheez tayyaar karni padhti hai, jo uski demand yeh hai, aur mere is
03:25beta ki demand yeh hai. Maa-e-mizaaj samajhti hai. Ek agosh mein parvarsh paani ke baawajood,
03:31khoon ek hai, ghehwara-e-tarbiyat ek hai, dood ek hai. Lekan tabiyyaton ke andar ikhtalaf
03:39paaya jaa raha hai. Lekan sahaba ki zindagiyan dekhiye, unhone apni tabiyyatin bhi huzoor
03:45ki tabiyyat ke sanche mein daal di. Hazrat-e-Anas bin Malik ko kisi ne dekha, ke wo shorbe se
03:52kaddoo ke tukdeh nikaal nikaal ke khaarein. To kaha yeh kya kar rahe ho? Kaha main ek
03:57huzoor ko yuh karte huye dekha tha. To tabaay ka ikhtalaf, yeh ek fitri ikhtalaf hota hai,
04:04lekan sahaba ne usko bhi chhoda, aur huzoor ki muhabbat ke sanche mein daal diya. Phir
04:09is cheez ka intazaar nahi kiya, ki huzoor ka farmaan kya hai. Huzoor ki chaahat pe
04:15apne mizaaj ko badla. Allah-o-akbar. Huzoor-Alaihis-Salaatu-Wassalaam, Madinat-ul-Munawwara ki gali se
04:23guzar rahe the, ek gumbad namaa makaan ban raha tha. Aur aise makaan huzoor ko pasand
04:27nahi the. To Aakar-e-Karim-Alaihis-Salaam ne poocha yeh makaan kis ka hai? Kaha falaan
04:32saari ka hai. Huzoor guzar gaye, chehre pe thode se nagawari, aasaar hawaida huye. Kisi
04:40ne us sahabi ko bata diya, ki huzoor guzre the, tere makaan ko dekha, shayad pasand nahi
04:49aaya. Do chaar din ke baad huzoor dobara guzre, dekha ke waha malbe ka dher padha hua tha.
04:56Farmaan us sahabi ko bulao, bulaya gaya. Kaha main parson tarson guzra tha, tera makaan
05:01dekha tha. Yeh kya hua? Arz ki maine gira diya hai. Farmaan kyu? Arz ki suna tha aap
05:08ko pasand nahi. Suna tha aap ko pasand nahi. Main aur aap dekhen, hamara kya kya huzoor
05:17ko pasand nahi. Sar se lehkar paun tak, digi zindagi se lehkar siyasi zindagi tak, apne
05:25omoor-e-zaat se lehkar ke apni mawashrati zindagi tak. Hamara kya kya huzoor ko pasand
05:33nahi. Aur har wo cheez badal den, jo huzoor ko pasand nahi. Muhammad de ziyarat, Muhammad
05:40de rang vich, yeh thag baaziyan jaanein piyara Muhammad. Sallallahu alayhi wasallam. Mere
05:47sheikh-e-kaamil ka ek shir hai, aur wo shir itna wazni hai ki agar mere paas jawahar laal
05:54moti hoon, aur main ek parde mein daal doon aur ek parde mein yeh shir rak doon, to yeh
05:59shir phir bhi bhaari hoga. Yari la tu paak nabi sang, ay par poori yari, fir darood kabool
06:07hai tera, lak na loon ek baari. Sawa laak martaba darood padna, ek taraf aur ek dafa
06:15huzoor ki zaat pe darood padna, unki muhabbat ke saanche mein yu dhal kar ke jo wo kahte
06:20hain, wo mere zindagi kaamil hai, yeh usse bhaazni hai, yeh usse bhaari hai. To huzoor
06:26ki muhabbat, huzoor ke ek sahabi the, wo huzoor ko milne aaye aur aaye the behreen se. Acha,
06:34unhone huzoor isko salaam kiya, to huzoor ne rukh phir liya, naaraazgi ka izhaar kiya.
06:42To wo samje, ke shayad huzoor ne aise hi rukh phira hai, to jidar huzoor ne rukh phira hai
06:47wo udar jaa ke salaam karte hain. To huzoor ne fir rukh phir liya. Samajh gaye ki huzoor
06:52naaraaz hain. Ab unhone samajh yeh nahi aa rahi thi ke naaraazgi ka sabab kya hai. Wo
06:58sahabi rasool se poochne lage, ki huzoor mujh se naaraaz naaraaz lagti hain, aapme se
07:05koi bata sakta hai ki huzoor kyu naaraaz hain. Allah o Akbar. Aaj to koi bada baap ho,
07:11murshid ho, ustaad ho, naaraaz ho jaye aur shagird ko naaraazgi ki wajah maloom na ho
07:18to wo, ulta naaraaz aage se ho jata hai, ki maine juram kyun kiya hai ki ustaad ka mizaaj
07:23bigad gaya hai. Allah o Akbar. Lekin aza dekhiye rang dekhiye muhabbat ke, wo sahaba
07:29se poochta phirta hai ki huzoor mujh se naaraaz hain, mujhe bataiye ki kya sabab hua. To unhone
07:35kaha ki yeh tere haath mein jo sone ki angooti hai, iss se huzoor naaraaz hain. Kyuki huzoor
07:41isko mana kar chuke hain. Ummat ke liye, sona chandi huzoor ne ummat ke mardon ke liye
07:47mana firma diya hai. Sirf saare chaar maashay se kuch kam ki angooti chandi ki aur wo bhi
07:54adad mein ek ho, shariyat ne jaayaz rakhi hai. Agar do do maashay ki do hongi to phir bhi
07:59jaayaz nahin. Aurat ko jaayaz hain, das angootiyon pehne, sone ki pehne, chandi ki pehne, yeh
08:04uska zewar hai. Mard ko zewar ki zaroorat nahin hai. Zeenat ki zaroorat nahin hai.
08:09Liyaza mard ke liye, ek angooti rakhi gayi hai, wo bhi isliye ki agar wo kahin mushkal
08:14mein ho, to usko bech karke do waqt ka khaana leh sakay. Baaki uske liye, angooti saare
08:21chaar maashay se kam ka chandi, ya sona ek maashay hi kyun na ho, uske liye jaayaz nahin
08:27hai. To usne sone ki angooti pehne rakhi thi. Lekin usse hurmat ka pata nahin tha.
08:31To usne kaha ki huzoor mujh se kyun naaraaz hain. To sahaba ne kaha, shayad yeh is angooti
08:37ki wajah se naaraaz hain. To usne yeh nahin kaha ki mujhe to pata hi nahin tha. Bera kya
08:42huzoor? Khair, usne angooti utaar ki huzoor ko pesh karte kaha, huzoor aap is wajah se
08:47naaraaz hain? Huzoor ne angooti pakdi aur aise phenk di. Naaraazgi ki wajah khatm ho gayi,
08:53wo baith gayi, ab baat shuru ho gayi. Allah o Akbar, jab silsala ek kalam hota raha,
08:59jab majlis barkhaas to hi, log utke gharon mein jaana lagi hai, wo bhi utha aur ulte
09:04paun se peechhe chala, to kisi ne usko kaha, wo angooti to utha lo, sone ki angooti hai,
09:09keemti hai, chalo tumhare liye pehna jaayaz nahin, tumhari bibili ke liye to jaayaz hai,
09:14to usne kya jawab diya, suniye, usne kaha, wallaahe, laa aakhuzuhu, waqatta raha hu rasool
09:20Allah, sallallahu alaihi wa sallam, Allah ki kasam, main is angooti ko kabhi bhi nahin
09:26uthaunga, jisko mere huzoor ne penk diya hai. To yeh thi unki muhabbat, yeh tha unka andaaz,
09:33to aaye main aur aap huzoor se agar muhabbat karti hain, to huzoor alaihis salaam ka tarz
09:39e zindagi, huzoor ka andaaz e muasharat ikhtyaar karein, kasrat ke saath main, behne, betiyan
09:45bhi maujood hain, wo bhi apni auladon ki tarbiyat, is nihaj se karein, ke wo huzoor ki sunnat,
09:53huzoor ki seerat, aur huzoor ki ittiba ke sanche mein dhal jayein. Zindagi ka maqsadi
10:00yeh hi hai, aaye, bade huye, jawan huye, boode huye, chale gaye, hum se pehle bhi chale
10:07gaye, hum bhi chale jaayenge, baad mein aane wale bhi chale jaayenge. Lekan haqiqi kamyabi
10:12usko naseeb hui, jiste is duniya pe aake duniya ki zindagi ke maqsad ko samjha. Hum aaye
10:18kyun the, zindagi kis liye hume di gayi thi, Akbar Al-Abadi ne kya sutri tankeed ki thi,
10:26kya bataayin ahbab, kya kaar namaya kar gaye, B.A. kiya, naukar huye, pension bili aur
10:33mar gaye. Yeh koi kaam nahi hai, humari zindagi ka koi maqsad hai, jis liye hum insaan hain,
10:41ashraful makhlukaat hain. Dekhiye gada sara sara din bojh uthata hai, Allahu Akbar,
10:48mera sahab ne gada se bhi ek muazna kiya hai, ke sara din woh bojh uthaaye aur kaam kare,
10:56aur phir maalik usko ghaza bhi na de, woh jaake roodiyon se aur bahar se jaake charke phir
11:03aake kaam maalik ka kare. Maalik usko de bhi na, aur woh bahar se khaake aaye aur kaam
11:09maalik ka kare. Toh agar banda hoke, insaan hoke, agar na kare, toh mere huzoor ne,
11:15ek lambi rabbaai hai, usme aakhar mein likhte hai, tu changa yaakub ya khota, tenu sharab
11:20na aave. Ke agar woh ek gada bhi kaam kare, apni peeth pe bojh la de, aur tu apne maalik
11:27ke liye kuchh na kare, aur sari neemte maalik ne tujhe dee hain, aur izzate hain, aur abroo
11:32ne tere naam ki hain, aur tu uska haq ki ada na kare, toh phir kis tarah tere se, toh phir
11:37ulaika kal anaam, bal hum adal. Fahmaya tu chopaya hai, balke chopayun se bhi battar hai.
11:45Toh main aur aap apne aap ko insaan saabit karein. Aaj mauka hai, se saabit ne ajay hawaas
11:51tere, se saabit ne ajay hawaas tere, kar le nekiyan raj ke tu, adaya rab rasool kyun pul
12:01baithun, aa rab rasool wal paj ke tu. Aayi maut ithe rehsan kaam tere, aayi maut ithe
12:09rehsan kaam tere, nekiyan kar le paj ke tu, ki aak san log yaakub tenu, jab turpeyon
12:19sarmon kaj ke tu. Woh waqt aayega jab taniyan baanti jaayenge, jab dono jaanab se kafan
12:25baantiya jaayega, phir parda hata hata ke dekha jaayega, phir band kar diya jaayega. Woh
12:31lamhe kitne darvnaak honge, woh ghariyan kitni darvnaak hongi. Aaj mujhe aur aak ko Allah
12:37ne mauka diya hai, toh aaj huzoor ki seerat ko apnaane ka, apni roohon me utaarane ka arzum
12:44karke.

Recommended