• last year
Islamic biyan

Category

📚
Learning
Transcript
00:00Allah ka ek banda tha, wo bazaar se guzar raha tha
00:03balki uski rahmatin bahane doodti hai, zara dekhiye manzar
00:07to usne dekha ek sharabi hai, wo gandi nali pe gira hua hai
00:11aur gande paani se uska muh ganda ho raha hai
00:15insaan ke ihtaram ke naate, dil mein tars jaga
00:20aur usko wahan gandi nali se uthaya aur uska muh dhoya
00:25aur ghar ka rasta dikhaya
00:28khair, shaam hui raat padi, jab pichla pehar hua to wo bazurak
00:33jino ne din ko sharabi ka muh dhoya tha
00:36to wo masjid me tahajud padne ke liye aaye, to kya dekha
00:39ke wohi sharabi, jo dopahar ko gandi nali pe dhudh pada tha
00:43aaj us bazurak se bhi pehle musallay pe khada hoke namaz pad raha hai
00:48to badi hairat hui, ke ye to wo din wala sharabi hai
00:51aur maine aaj iska muh dhoya tha, nashay me dhudh pada tha
00:55to hairat ka izhar kiya, to hataf se awaz aayi
00:59mere bande, tu ne iska muh dhoya tha, maine iska dil dhoya tha
01:05to jab banda Allah ke huzoor tauba karta hai
01:09uske huzoor maafi maangta hai, to phir wo kitna ata karta hai
01:13aur bande ke gunahon ko maaf hi nahi karta, balke
01:17uske gunahon ko nekiyon me badal ke rak dheta hai
01:22aur ye bande par Allah ki karamnawaziyon ke baraste rang hai
01:31gunah se tauba karne wala aisa hota hai, jaise usne gunah kiya hua hi nahi
01:36hadith-e-pak me aata hai, ke khayamat ke din ek shaks apna naama-e-amaal kholega
01:41aur usse farmaya jaayega ke apne naama-e-amaal ko pado
01:46to wo naama-e-amaal padna shuru karega
01:51ab usne bade-bade jurum kiya hongi aur chote-chote gunah bhi kiya hongi
01:56ab Allah se haya karte hue, sharam karte hue
02:00jo bade gunah hain unko chodta jaayega, sarf-e-nazar karta jaayega
02:05aur chote-chote gunah padta jaayega
02:08jab wo saara naama-e-amaal pad chukega
02:11to awaaz aayegi, bande jaa main tere saare gunahon ko badal ke nekiyon me tabdeel kar diya
02:18to wo kahega, aay Allah abhi to mere bade-bade gunah rehte the jo maine abhi pade hi nahi
02:25to jab yeh baat Allah ke mahboob ne ishaad farmayi
02:28to huzoor itna muskar aaye ke sahaba ko huzoor ki daade nazar aane pe
02:33pehle wo kahega hai ke chote-chote gunah padta hai aur bade chodta jala jaata hai
02:40aur jab yeh usse pata chala
02:42ke in gunahon ko badal ke nekiyon me tabdeel kar diya jaayega
02:47to wo kahega hai abhi to bade-bade gunah mere rehte the
02:50to Allah ki yeh karam-nawaaziyon ke rang hai
02:53ke wo gunahon ko badal ke nekiyon me tabdeel kar deta hai
02:58aur banda jitna bada gunahgaar tha
03:01jab sacche dil se uske huzoor tauba karne ke liye aaz rauta hai
03:05to phir utna hi bada neko kaar ban jaata hai
03:08Syedna Umar-e-Farooq radhiya Allah-u-ta'ala anhu ka zamana tha
03:12aur aap jaante hain wo haath me duza rakte the
03:15aur galiyon me ghasht kiya karte the raat ko
03:18din ko bhi aap dekhte to ek sharaabi tha
03:21jo haath me sharaab ki botal liya aa raha tha
03:24chaanak gali ka mod kaata to aagey Hazrat-e-Umar aa raha the
03:27ekdum dar gaya aur dil hi dil me kaha
03:30Aya Allah! Hazrat-e-Umar ke kehar se bacha le
03:34saari zindagi sharaab nahin piyunga
03:36sacchi tauba kar di
03:38aur jaldi se wo sharaab ki botal bagal me dabha le
03:41itne me Hazrat-e-Umar bhi sar pe paunch gaye
03:44aur kadak ke kaha gharj ke kaha
03:47ki yeh tere paas kya hai
03:49to thi to sharaab
03:51aap darte huye usne kaha huroo yeh sirka hai
03:54to Hazrat-e-Umar fahmaye nikaalo
03:57aap wo thar thar kaam raha hai aur bagal se
04:00wo sharaab ki botal nikaali
04:02jab nikaala to wo sharaab nahi thi sirka ban chuka tha
04:06to jo Allah sharaab ko sirke me badal dene pe qaadir hai
04:10wo gunahon ko nekiyon me badal deta hai
04:13to yeh ek soorat dikhai
04:15ke dekho yeh sharaab ko sirke me tabdeel kar diya
04:18tumhare gunah bhi nekiyon me tabdeel kar denge
04:21tum aao to sahi uski chaukhat pe
04:23tum haath to phailao
04:24Hazrat-e-Data Ganj Baksh Ali Hajveri
04:27alaih rahma Kashf-ul-Majoob ke andar likhte hai
04:30ki jo farmaya gaya ke jisne tauba ki
04:33Allah ne uski maghfarat kar di
04:36to ek buzrak ka kaun lakal kiya
04:38ke jisko Allah ne baksh na tha
04:40Allah ne usko tauba ki taufeeq deta
04:42usko bulaya hi usse hai
04:44jisne maghfarat karne thi
04:46to tauba ki taufeeq ka naseeb ho jana
04:49yeh Allah ki khaas rahmatin hain
04:51aur tauba karne wala
04:53Allah ki khaas rahmatin paata hai
04:55tauba karne wala jab uski huzoor hazir hota hai
04:58to Allah taala ispe bohot khush hota hai
05:00Allah ki mahboob alaihissalam ne
05:02baqaida ek misaal se yeh haqiqat samjhai
05:06ke tauba karne wale ke liye
05:08tauba karne wale ke liye
05:10Allah ki khushi ka aalam kya hota hai
05:12Allah kaise khush hota hai
05:14tauba karne wale par
05:16to huzoor ne ishaad farma
05:18ek banda lamba safar karke
05:20aur sehra ke andar
05:22ek lambe safar pe tha
05:24to raste ke andar
05:26usne chand lamhon ke liye
05:28sastane ke liye
05:30dupahar kaatne ke liye
05:32ek darakht ke saath
05:34apna janwar baanda
05:36aur khud so gaya
05:38uska khayal tha chand lamhon ke liye
05:40aankhon ki need nikalunga
05:42aur aage bhar jaunga
05:44isliye usne saamaan bhi
05:46sawari oont ke upar
05:48jo ladda hua saamaan tha
05:50usme khaana tha peena tha
05:52digar zoriyat ki cheezein thi
05:54to wo bhi nahi utara
05:56kujabe pari pada raha
05:58chand lamhon ke liye
06:00maine kamar sirri karni
06:02aur aage chale jaana
06:04ke oont maa saaz o saamaan
06:06ke ghaib hai
06:08to sehra mein oont ka gum jaana
06:10zindagi gum jaane ke mutaradif hai
06:12ta hadde nazar
06:14na koi abadi
06:16na koi insani wujud
06:18to phir zindagi nahi
06:20maut ke moon mein apne aap ko dakel lena hai
06:22jangal mein agar aap ke paas
06:24kuch baaki nahi bachta hai
06:26to usne dekha ki sawari ghaib hai
06:28sawari ghaib hai to
06:30uske upar jo saamaan tha wo bhi ghaib hai
06:32to wo daayin baayin bhaga dhoda
06:34is khayal se
06:36ke main
06:38wo apni sawari ko talash karlo
06:40lekan sawari nahi mil bhai
06:42to phir wo dubara aaya
06:44aur ussi jagah baith gaya
06:46ab maut ka intazaar karne laga
06:48chuke sehra mein sawari gum gai
06:50aur neelo tak
06:52insani abadi hi nahi hai
06:54to wahin
06:56pyaas se halkaan hua
06:58bechain hua
07:00wahaan drakht ke saath take laga
07:02ke maut ka muntazir ho ke
07:04baith jata hai
07:06aur yu baithe baithe uski aankh lag jati hai
07:08achanak uski aankh khulti hai
07:10to kya dekhta hai
07:12ke oot maa saaz o saamaan ke paas
07:14khara hai
07:16to oot ka milna zindagi mil jana tha
07:18to wo itna khush hua
07:20itna khush hua
07:22ke khushi se
07:24uski zubaan bal kha gaye
07:26wo kya kisi ne kaha na
07:28uski teri qurbat ke imkaan nazar aaye
07:30hum itna khush hua
07:32ke parashaan nazar aaye
07:34to kehna to ye tha
07:36ay Allah tu mera
07:38rabb aur main tera banda
07:40lekin wo khushiyon ke hujum me darg gaya
07:42aur kya kehta hai
07:44Allahumma anta abdi wa ana rabbuka
07:46ay Allah tu mera
07:48rabb tu mera banda aur main tera
07:50rabb
07:52to is kadar wo khushiyon me darg gaya
07:54ke usko apni zubaan pe kaabu
07:56kontrol lag raha
07:58kisi ke aane se aise hosh uday saaki ke
08:00sharaab seekh pe dali aur
08:02botal me kabab
08:04to kehta Allahumma anta abdi
08:06wa ana rabbuka
08:08tu mera banda aur main tera rabb
08:10to ye uski zubaan
08:12kaabu me na rahi aur wo bal kha gaya
08:14khushiyon ka hujum aisa hua
08:16to Allah ke mahboob ne ye misaal
08:18bayan karne ke baad ishaad kiya
08:20mujhe batao us bande ko kitni khushi hui
08:22ke zubaan pe kaabu nahi
08:24isa baad pe kontrol nahi
08:26kehna kuch hai bol kuch raha hai
08:28to sahaba ni arz ki huzoor bohot khushi hai
08:30to farmaaya jis tara ye banda
08:32oont ke milne par
08:34wapis aane pe khush hua
08:36hatta ke khushiyon ke hujum me
08:38iski zubaan bi
08:40kaabu me nahi rahi
08:42ye bata raha hai khushiyon
08:44ke wafoor ka aalam
08:46aur musarraton aur
08:48jo hai wo khushiyon ki kasrat ka
08:50aalam bata raha hai
08:52to tauba
08:54to tauba
08:56to tauba
08:58to tauba
09:00to tauba
09:02tauba
09:04tauba
09:06tauba
09:08tauba
09:10tauba
09:12tauba
09:14tauba
09:16tauba
09:18tauba
09:20tauba
09:22tauba
09:24tauba
09:26tauba
09:28tauba
09:30tauba
09:32tauba
09:34tauba
09:36tauba
09:38tauba
09:40tauba
09:42tauba
09:44tauba
09:46tauba
09:48tauba
09:50tauba
09:52tauba
09:54tauba
09:56tauba
09:58tauba
10:00tauba
10:02tauba
10:04tauba
10:06tauba
10:08tauba
10:10tauba
10:12tauba
10:14tauba
10:16tauba
10:18tauba
10:20tauba
10:22tauba
10:24tauba
10:26tauba
10:28tauba
10:30tauba
10:32tauba
10:34tauba
10:36tauba
10:38tauba
10:40tauba
10:42tauba
10:44tauba
10:46tauba
10:48tauba
10:50tauba
10:52tauba
10:54tauba
10:56tauba
10:58tauba
11:00tauba
11:02tauba
11:04tauba
11:06tauba
11:08tauba
11:10tauba
11:12tauba
11:14tauba
11:16tauba
11:18tauba
11:20tauba
11:22tauba
11:24tauba
11:26tauba
11:28tauba
11:30tauba
11:32tauba
11:34tauba
11:36tauba
11:38tauba
11:40tauba
11:42tauba
11:44tauba
11:46tauba
11:48tauba
11:50tauba
11:52tauba
11:54tauba
11:56tauba
11:58tauba
12:00tauba
12:02tauba
12:04tauba
12:06tauba
12:08tauba
12:10tauba
12:12tauba
12:14tauba
12:16tauba
12:18tauba
12:20tauba
12:22tauba
12:24tauba
12:26tauba
12:28tauba
12:30tauba
12:32tauba
12:34tauba
12:36tauba
12:38tauba
12:40tauba
12:42tauba
12:44tauba
12:46tauba
12:48tauba
12:50tauba
12:52tauba
12:54tauba
12:56tauba
12:58tauba
13:00tauba
13:02tauba
13:04tauba
13:06tauba
13:08tauba
13:10tauba
13:12tauba
13:14tauba
13:16tauba
13:18tauba
13:20tauba
13:22tauba
13:24tauba
13:26tauba
13:28tauba
13:30tauba
13:32tauba

Recommended