• last year
House of the Dragon Season 2 Final Episode 8 Breakdown _ Ending Explained in Hindi
Transcript
00:00Helena ne khatarnak spoiler de diya hai, Reina ko Mystery Wild Dragon dikhi gaya aur Alice
00:04Rivers ne Damon ko Game of Thrones ka season finale dikhai diya.
00:08Par wo battle dikha nahi jo battle dikhna chahiye tha.
00:10Ye season finale expected tha, par fans ko thoda aur kuch chahiye tha is episode se.
00:15Halake beshak ye acha finale nahi par acha episode zarur tha.
00:19Armies apne apne raste par hain, Dragon Riders ready hain, Triarchy ke leader se hum milte
00:23hain yaha, All Fighters ka club ban chuka hai aur Damon Rineira ka milan bahot badiya
00:28tha.
00:29Ye episode ye bade cliffhanger par end hua hai, jaha hum fans ek awesome battle to expect
00:33kar rahe the.
00:34To dosto, main hoon Aman Sinha aur aaj main breakdown karne jaa rahe hoon House of the
00:37Dragon ke season 2 ke final episode ka.
00:39Video shudh karne se phir like krna na bhole, channel ko subscribe zarur karein aur bell
00:42icon zarur dabayein.
00:43To spoilers ka dhyaan rakhte hai, chaliye shiru karte hain.
00:47Episode ka naam tha Queen Who Ever Was.
00:49Ye bahot interesting title hai, Princess Rhaenys ko kaha jaata hai Queen Who Never
00:53Was kyunki Great Council ne unki jagah Viserys ko apna raja chuna par Rhaenera hai Queen
00:58Who Ever Was.
00:59Aur yahi reason tha ki Rhaenys Rhaenera ke saath the ki jo mauka usse nahi mila, wo Rhaenera
01:04ko mile.
01:05Iss intro me ek extra part add kiya gaya, hmein dragon seeds dikhe yaha apne dragons
01:09par.
01:10Saat dragons black side se.
01:12Ye batata hai ki iss time blacks kitne powerful hain.
01:15Episode shuru hua Tyland Lannister ke dikhne se jo ki Triarchy se deal kar raha hai unke
01:20ships ke liye taaki wo log Gullit ke blockade ko todh sakein.
01:24Iske liye episode 6 me, Aemond ne hi Tyland ko bola tha aur Tyland ne apna
01:28Lannister dham yaha dikhaya.
01:30Ab Triarchy hammesha se Stepstones par ghat lagaye baithe the.
01:33Taaki wo Essos aur Westeros ke beed jo trade ships aati jaati rehti hai unhe lootte rahe.
01:38Hala ki jaha Corlys aur Daemon bohot samay tak Triarchy se ladte rahe Stepstones ko azaad
01:43karne ke liye, waha ab Tyland Gullit ka blockade todhne ke liye Stepstones dera hai Triarchy
01:49ko.
01:50Ye desperate deal Triarchy ke liye fayde ki baat hai.
01:52Kyuki Corlys unka purana dushman hai aur Stepstones unhe yaha mil hi raha hai.
01:56Fire and Blood book me, ye deal kari thi Otto Hightower ne, jisse iss episode me kahin
02:01kaid me dikhaya gaya.
02:02Iske baare me hum aage baat karenge.
02:04Hum yaha milte hain Legendary Admiral Lohar se.
02:07Ye Leeson Admiral bohot damdaar hai, jisko Tyland ne hara hi diya.
02:11Ye sab jo iss episode me Tyland ke saath hua, ye book me nahi hua tha.
02:15Nahi episode me ye sab dikhane ki zarurat thi.
02:17Par series ka ye side fun tha.
02:19Lohar Tyland ko pehle Tywin bulata hai, phir Tyrod.
02:22Ye funny hai aur kahin na kahin mujhe ye sochne par majboor kar raha hai ki zyadatar
02:26Lannisters apne naam ke aage tie kyu lagate hain.
02:29Tyland, Tyrian, Tywin.
02:30Aur jo kuch bhi uske aur Lohar ki wives ke beech hua, uske baar Triarchy ki armada Blockade
02:35ki taraf aa rahi hai.
02:37Aage hum dekhte hain Budhi Chhipkali Vhagar aur Aemond ko Sharp Point jalate hui.
02:42Sharp Point ki allegiance seedhe seedhe Dragonstone se hai.
02:45Isliye Dragonstone par Rhaenyra ke bade dragon dekh kar Aemond ne Sharp Point ko jala diya.
02:50Ye batata hai ke Aemond ki soch zyada badi hai nahi.
02:53Doshi taraf isi choti soch ka dar hai Larys ko.
02:56Aur yaha ye bhi reveal hota hai ki Larys kyu itne time se Aegon ko physiotherapy dilwa
03:01raha tha.
03:02Kyuki jaise hi usse pichle episode me Iron Rod se information mili ki Rhaenyra ke paas
03:06aur Dragon Riders aa gaye hain, wo ussi palt samajh gaya ki ab Rhaenyra ko koi nahi rokh
03:10sakta King's Landing par attack karne se.
03:13Aur isliye wo yaha Aegon ko bol bhi raha hai ki iss se pehle Rhaenyra aaye, Aegon aur usse
03:17wahan se nikal lena chahiye.
03:19Ki manna padega ki Larys me dimaag hai aur wo accha hand saavit hota hala ki bichare Aegon
03:24ka samaan jal chuka hai aur usse iska dukh hai.
03:27Lekin Aegon ka ye sochna ki log usse Aegon the Rhaenys Delight bulaye ispe mujhe hairani
03:32hui.
03:33Books me Rhaenyra ko bachpan me small folks ke beech kaha jata tha The Rhaenys Delight
03:37aur ab Aegon keh raha hai ki usse aisa kaha jaye ye batata hai ki kahi na kahin usse jalan
03:42thi Rhaenyra se.
03:43In sari baaton me Aegon ye bhi kehta hai ki uska dragon mar chuka hai.
03:47Iss se pehle episode 5 me Kristen Cole ne bataya tha ki Sunfire marne ki kagaar par hai.
03:52Ab agar ye sach hai ki Sunfire mar gaya hai to ek important future arc reh gaya Sunfire
03:58ka.
03:59Reyna jo ki pichli baar Eyrie se nikalte hi Rhaenyra ke chote beton se alag nikal gayi
04:03thi.
04:04Wo iss episode me hume pure time dikhi Vale ke Wild Dragon ko dhondte hue jaha ek point
04:08par mujhe aisa laga ki kahin wo Winterfell to nahi chali gayi ye possible nahi hai.
04:13Halaki ye jagah mujhe same wahi jagah lagi jaha Game of Thrones ki season 1 ki shuruaat
04:17me Ned Stark ne Night's Watch se bhagne wale ko maara tha.
04:20Wapis aayen Reyna par to Reyna ko Wild Dragon episode ke end me dikhi gaya.
04:24Ye episode jitna bada cliffhanger saabit hua hai usme showrunners kam se kam Reyna ko
04:29iss dragon se bond krte hue to dikhai sakte the.
04:31Ye Wild Dragon hai Sheepstealer ab ye jo arc Reyna ka yaha dikhaya gaya hai iss ke baare
04:36me kai fans ko pehle se hi shaktha.
04:38Book me Reyna aur Sheepstealer ka koi lena dena nahi hai.
04:41Reyna poore Dance of the Dragons ke dauran Vale me hoti hai jaha ek dragon egg hatch
04:46hota hai aur Reyna bond krti hai hatchling mourning se aur mourning poore Dance of the
04:51Dragons ke dauran chota dragon hi rahta hai jis par ride nahi kiya jaa sakta.
04:55Yaani Reyna ka arc merge kr diya gaya hai Nettles se.
04:58Book me Nettles bond krti hai Sheepstealer se jiska matlab aage poora Daemon ka arc bahut
05:03change ho jayega aur mere hisaap se Reyna ko ye arc dena zyada sahi hai.
05:08Aage hmen Ulf dikha apne purane overconfident nature me.
05:11Ye problem hai najaiz rishte daro ko dragon par bithane ki.
05:15Nahi sirf Ulf Jacaerys ko apne barabar samajh raha hai balki kahi na kahi wo apne aap ko
05:20usse better bhi feel kr raha hoga.
05:22Kyuki uske paas Jacaerys se bada dragon hone ke saath saath ye fact bhi hai ki Silver Wing
05:26ne usse khud chuna hai aur Ulf jo pehle dar dar ke hawa baazi karta tha ab khule aam bakwaas
05:32kar sakta hai.
05:33Ulf ke paas multiple reasons hain apne aap ko Rhaenyra ke heir se bhaitar samajhne ke.
05:38Jacaerys ke already teen baap hain aur do maa bhi mil chuki hai usse.
05:41Rhaenyra ne Ulf, Hugh, Bela aur Adam ko bheja hai Old Town aur Lannisport.
05:46Old Town High Towers ki seat hai aur Lannisport Major Port hai House Lannister ke under.
05:51Yaha achhi baat ye hai ki Hugh aur Bela samajh rahe hain ki inn jagaon par attack karne se
05:55beguna logon ki jaane jaayegi.
05:57Doosri taraf poora green site dara hua hai.
06:00Yeha pehle wo log confidence me the, sabse badi dragon Vhagar ke apne side hone se, wahi
06:04ab Blacks ke paas Vermithor aur baaki badi dragons hone ka matlab hai unki aasaan jeet.
06:10Jiske liye jaha ek taraf Larys Aegon ko bhagane ki soch raha hai, wahi Alicent Helena ko bhagane
06:15ki soch rahi hai.
06:16Helena mere hisaab se pichle season aur iss season ki sabse interesting character hai.
06:20Aur iss episode me uske Dreamfire ki rider hone ki baat par zor diya gaya hai.
06:25Wo pehle bhi season 1 ke episode 7 me, Dreamfire par hi Driftmark se King's Landing wapas gayi
06:29thi.
06:30Aur Aemon chahata hai ki wo Dreamfire ko phirse ride kare war me uske help karne ke liye.
06:35Dreamfire almost Vermithor ke size ki dragon hai, jiski bahut badiya story hai uski pehli
06:40rider King Jaehaerys ki behen Reyna Targaryen ke sath.
06:43To Dreamfire Greens ki taraf se game changer ho sakti hai, par Helena apni sundar dragon
06:48se galat kaam nahi karwana chahati.
06:50Yeh log Helena ko zyada screen time dete nahi hai kyuki wo jaante hain ki uski beauty
06:54audience ko distract kar degi.
06:57Helena apne bete Jaehaerys ki death ke baad apni powers ko shayad samajh gayi hai aur
07:02ab wo paheliye me nahi, seedhe seedhe baat karte hai.
07:05Usne Aemon ke Prince Regent bante hi usse pehle bhi bola tha ki yeh sab karne ka fayda
07:10hua usse aur iss episode me bhi usne clearly bol diya ki usko sab sach dikh chuka hai.
07:15Halaki Helena ne yaha kahaani thodi si spoil kar diya hai.
07:18Helena ne Aemon ko clearly bol diya ki uski mauth hogi aur wo kahan hogi yeh bhi bol diya.
07:24Jis jaga ka naam yaha liya gaya hai, us jaga shirwati episodes me kisi aur ki mauth ki bhi
07:28baat hui hai.
07:29Yaha showrunner zyada free mind ho gaye Helena ki powers ko lekar.
07:33Main aapko turant Fire and Blood book recommend karna chahunga, iska link aapko description
07:37me mil jayega, mujhe iss series ka breakdown karne ke liye issi book ne inspire kiya.
07:41Doosri taraf Harrenhal ki Helena yaani Alice Rivers, Daemon ko kuch aesa dikhati hai jisne
07:46Daemon ke saath saath hume bhi haran kar diya.
07:48Par Godswood ke vision se pehle baat karte hain iss creature ke baare me jo Daemon ko
07:53dikha.
07:54Main people ko haran hogaya ki yeh kya dikhya yaha, yeh koi hybrid creature lag raha hai
07:58jiski sirr par stag ke antlers lage hain aur iska chehra shir ka hai.
08:02Stag sigil hai Baratheons ka aur Lion sigil hai Lannisters ka.
08:05Yeh do houses jo ki abhi bhi Rhaenyra ke khilaf hai aur aane wale samay me Robert Baratheon
08:11hi House Targaryen ko ukhaar phakega aur iska saath dega Tywin Lannister.
08:15To yeh creature kahin na kahin Targaryens ke downfall ka hint dera hai.
08:19Daemon ab bahot badal chuka hai.
08:21Jo Daemon apne aapko main character samashta tha aur raja banna chahata tha, wo Harren
08:26Hall ke visions ke baad ab alag insaan hai.
08:28Usko Harren Hall tak ki aadat lag gayi hai aur isi badle huye Daemon ko Alys ek aakhari
08:33vision dikhaati hai.
08:34Yeh vision ta future ka, jahaan sabse pehle dikhta hai Three Eyed Raven, Brynden Rivers.
08:39Ab yeh future ki jalak hai.
08:40Brynden Rivers, House of the Dragon ke events ke kayi saalo baad saamne aayega aur uski
08:44interesting journey hogi Westeros me jahaan wo banega Three Eyed Raven.
08:49Game of Thrones me Cave Beyond the Wall me Bran ko wahi milta hai.
08:53Iske moopar Raven jaisa nishan hai, jisse iska nickname nikal kar aaya Bloodraven.
08:57Aage iss vision me dikhta hai White Walker, jinka khatra poole Game of Thrones me tha.
09:02Iske baad hme dikhta hai Viserion, jo ki maara jata hai Beyond the Wall.
09:05Jiske baad shayad yeh Jon Snow ke pair hai, jo ki Game of Thrones ke Season 8 ke Episode
09:103 me jab White Walker ki taraf attack karne ke liye badhta hai.
09:13Fir dikhta hai Daemon doobta hua Gods Eye Lake me, jiske baad hme dekhte hai Red Comet.
09:18Game of Thrones ke Season 2 ke Episode 1 me dikhne wala yeh Red Comet bahut important
09:23hai.
09:24Book me iske dikhne ke baad hi Daenerys ne mana tha ki ab uska time shuru ho gaya hai
09:28aur iske dikhne ke baad hi uske Dragons paida hote hain.
09:30Aur yaha Vision me bhi hme Daenerys ki Dragon Eggs aag me dikhte hai aur 150 saal baad Dragons
09:35ka janam bhi dikhta hai.
09:37Aur tab Daemon ko dikhti hai Rhaenyra Iron Throne par, jiske baad peeche se Helena Daemon
09:41ko batati hai ki yeh sab ek kahani hai aur Daemon ko usme ek part play karna hai.
09:46Aur yaha Daemon samajh jata hai ki usse kya karna hai.
09:49Isliye Rhaenyra ke uske saamne aate hi, wo apna asli purpose usse batata hai aur uske
09:53aage sar jhukata hai.
09:55Iss poore season ne Daemon ko jo character development diya hai, uski tarif karni to
09:59banti hai.
10:00Pervert Kristen Cole ko humne dekha Alicent ka rumal sungte hue aur Battle at Rook's Rest
10:04ka asar uske upar abhi tak hai.
10:07Wo samajh gaya hai ki Dragons ki ladai me normal sainikon ka kya hal hoga aur wo bhi
10:11apna part play kar raha hai bas jisme wo janta hai ki uske liye ant acha nahi hai.
10:16Copswood gaddar pehchanne me expert hai aur wo Sir Alfred Broom ko saaf saaf sunayi diya.
10:21Yeh bahut funny tha ki Daemon ko iss se koi fark nahi pada.
10:24Halaki jab Daemon Rhaenyra ke aage jhuka to aap dekh skte hain Sir Broom kaise bheed me
10:29gayab ho gaye.
10:30Kaldis apne legendary ship Sea Snake ka naam rkhta hai The Queen Who Never Was.
10:34Wo naam jis naam se uski wife Rhaenys ko jana jata tha plus uska najayaz beta Alan of Hull
10:39usse pooch hi leta hai ki aaj jo wo uski madad kar raha hai yeh usne pehle kyu nahi kiya.
10:44Aur Kaldis yeh madad pehle karta to Rhaenys usme aag nahi laga deti.
10:48Par Alan ka arc interesting dikh raha hai aur uske bhai Adam ka bhi.
10:52Alicent Dragonstone aati hai Rhaenyra se milne.
10:55Yeh ek baar ke liye accept kar skte hain ki books likhi gayi thi historical records ki
10:59tara jaha jo cheezein maesters aur court fools ne witness kari wo cheezein likhi gayi hain.
11:04Asli me kya hua yeh kisi ko nahi pata.
11:06Lekin Alicent ka fir abhi Rhaenyra se milne ka koi sense nahi banta plus wo yaha keh rahi
11:11hai ki wo King's Landing ke darwaza khula rakhegi Rhaenyra ke liye aur bete ke badle
11:15beta dene ka yaha wada kiya jaa raha hai.
11:17Wo beta hai Aegon aur Rhaenyra apne raaje par kabza kar skte hai Aemond ke Harrenhal
11:21jane ke baad.
11:22Iska zyada badiya sense ban nahi raha.
11:24Rhaenyra ke paas zyada dragons hai.
11:26Usse kya zarurat hai Alicent ke ehsaan ki.
11:28Plus Aegon khud nikal chuka hai Essos Laris ke sath.
11:31Uske apne khud ke plans hai raja banne ke liye.
11:34Hume Otto Hightower dikhta hai kisi jeel me kaid.
11:36Aakhri baar Alicent ne Otto ko Highgarden jaane ho kaha tha Tyrells ko apni taraf karne
11:40ke liye.
11:41Lekin aesa lag raha hai ki Tyrells ne Rhaenyra ki side liye hai aur Otto ko kaid kar liya
11:46hai.
11:47Abhi saare important pieces apni apni jagah par hai.
11:49Hightower army aage badh chuki hai Aegon aur Aemond ke chhote bhai Darren aur ske dragon
11:54Tessarion ke sath.
11:552000 old Northerners jo Crigen Stark te promise kiya tha Jacaerys Velaryon ko wo Frey's
12:00ki Twin Bridge ko paark kar rahe hain.
12:02Lannisters apne Shero ke sath Harrenhal se zyada door nahi hai.
12:05Harrenhal me Daemon Riverland army ke sath ready baitha hai ladhai ke liye.
12:09Thailand aur Lohar Triarchy ke 90 warships ke sath badh rahe hain Corlys ke blockade ki
12:13taraf.
12:14Pichli season ke finale ke ending zavardas thi par iss season ke finale me wo dham nahi
12:18tha.
12:19Ye episode acha tha aur agle season me lagataar war dikhne wala hai par tab bhi iss season
12:24ki ending ek battle ke sath ki jaa sakti thi.
12:27Yaha House of the Dragon ko Game of Thrones se bohot achche se joda gaya par fayda kya
12:31Prince that was promised ya Princess that was promised ek legendary ant to nahi dikha
12:36aur isliye mujhe Fire and Blood zyada interesting lagta hai.
12:39Yaha showrunners ko jaldi baazi nahi karni hogi story ko barbad karne ke liye plus kya
12:43aapne first look dekha A Knight of the Seven Kingdoms ka.
12:46Isko lekar mai bohot excited hun.
12:47To dosto ye tha breakdown House of the Dragon ke season 2 ke final episode ka.
12:51Iska season 3 greenlit ho chuka hai aur uske aane me abhi time hai.
12:55A Song of Ice and Fire aur Fire and Blood ke writer George RR Martin ne hal philal ek
12:59statement di hai jisme unhone kaha ki saath Game of Thrones projects par kaam chal raha
13:04hai.
13:05Mai iss universe ka bohot bada fan hu aur philal House of the Dragon ke season 2 ka apna watch
13:08khatam ho chuka hai.
13:09Par phir bhi agar usse koi detail miss ho gayi ho ya aapke uskoi naya fact hai iss video
13:12se related to please aapne comment pe zarur batae.
13:14Ya aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:15aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:16aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:37aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:38aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:39aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:40aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:41aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:42aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:43aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:44aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:45aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:46aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:47aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:48aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:49aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:50aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:51aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:52aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:53aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:54aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:55aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:56aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:57aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:58aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
13:59aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne
14:00aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne aapne

Recommended