• last year
ये छोटी सी कहानी आपको बहुत ही प्रभावित करेगी. अपने दोस्तों के साथ भी शेयर कीजियेगा.

Category

😹
Fun
Transcript
00:00Aadhi raat gujar chuki thi aur chandrama aur taare apni duty poori karke aane wali subha
00:11ki reshmi kirno ke liye rasta banane ke liye jaise utaole ho rahe the, dekin uski aahen
00:20aur hichkiya khatm hone ka naam hi nahi le rahi thi, aisa kaunsa pehli baar hua tha,
00:27rojhi choti choti baat par uska pati sharaap ke nashe mein apni mardani ki dikhane ke liye
00:34usko pidya karta tha aur phir wo raat roh roh kar hi gujar deti thi, uski saas ki nazar
00:43mein wo sab theek ho raha tha aur wo kehti thi ke mard waisa hi karte hain, koi bhi us
00:50bechari ko bachane ke liye nahi aata tha, dheene dheene wo andar ye andar jaise mar rahi
00:55thi, bas ek zinda laash mein hi badalti ja rahi thi, uska har sapna choor choor hokar
01:03mitti mein mil gaya tha, uska pati uska sapno ka rajkumar toh bilkul bhi nahi tha, wo toh
01:10jaise ek rakshas hi tha, jo har raat hi uske tan aur aatma ko zakhmi karta tha, ab toh
01:17uski sain shakti bhi samaapth hone lagi thi, kya baat hai aaj kaam tere maaike se aakar
01:26koi karega kya, itni hi ameer thi toh maa ko kehde na tha, ke koi naukar bhi tere saath
01:33bhej dete kaam karne ko, har subah hi rohne ka pakhand karne lagti hai, saas ki us jeher
01:42bujhi aawaaz ne uske dil ko cheerdiya, usne apne maathe par jame hui khun ko kapde se
01:49saaf kiya aur baahar aakar kaam karne lagi, lakin dil ka dard tab bhi uski aankhon se
01:56aansu ban kar baahar aa raha tha, shareer ka ang ang dard kar raha tha aur uske chehre
02:02ke taze zakhm raat ko uske saath hui darindgi ki gawahi de rahi tha, doopahar ko sab kaam
02:11nipta kar abhi aaraam karne ke liye palang par leti hi thi, ki darwaaje se ghar ke andar
02:17aate pati ko dekh kar, ghabra kar, phir se uthkar baith gai, us samay toh uska pati kabhi
02:24bhi ghar nahi aata tha, isliye wo hairaan thi, pati ne paani peene ke baad uske aat
02:31pe pakde hui kaagaz, jab uski tarah badhaye toh wo hairaan ho gayi, wo bol hi, ye kaise
02:37kaagaz hai, gusse se aag baboola hua hai pati ne, usko baalon se pakad kar, uske gaal
02:43par ek thappar jal kar kaha, chal ab jaldi se in kaagazon par dastakat kar, ye talaq
02:49ke kaagaz hai, talaq ka naam sunte hi wo ikdum sunna ho gayi, tabhi saath bhi aagayi aur
02:56uske zakhmon par namak chidakte hui boli, mera beta ab tujhe nahi rakna chahata hai,
03:02baanj na toh kahi ki, chup chup dastakat kar aur is ghar se chadi ja, nahi toh khaal
03:09udhar jayegi teri, banjar jameen ki bhi kuch keemat hoti hai, par tera toh ho, wo murli
03:15bhi nahi hai, kalm hi, baanj shabd sunkar usko aise laga, jaise kisi ne usko garam
03:23koilon par lita gaya tha, aur uska wajud pigal kar aag me samaane laga tha, sunti
03:30nahi hai kutiya, meri baat nahi maan rahi hai, pati ne ek aur thappad uske gaal par
03:36jag diya, aaj tu mere haato se hi marna chahati hai shayad, thappad khaakar wo ghir pari,
03:42aur uska sar charpai ke kone ki lakdi se takra gaya, aur sar fat gaya, nahi karungi, nahi
03:49karungi, main dastakat nahi karungi, jo karna hai kar lo, wo achana ki dahad uthi, kya
03:56aaj jawan bhi khul gayi hai teri, mere andar ke marn ko mat jaga, nahi toh aaj teri lash
04:03yahin par ghir jayegi, tabhi achanak wo idhar udhar dekhne lagi, usne palang ke paas pade
04:08ek dhande ko utha liya, aur toot padi, usne pehla prahar apne pati par kiya, aur phir
04:19usko dhande se taawad thor peethne lagi, saas jab apne bete ko bachane aayi, toh uski
04:26bhi achche seva hogi, uss samay parivaar ke anne log aur kuch padosi bhi andar aa gaye
04:31the, aur wo tamasha dekh rahe the, lekin usko roka kisi me bhi nahi, iss baar fark sirf
04:38itna tha ke, us din ek rakshash ko pati parmeshwar maanne wali patni ne, chandika ka roop liya
04:46tha, aur apne pati ki mardaanigi ko thanda kar rahi tha, aur apni saas ke bharam ko toor
04:53rahi tha, kuch hi der mein uska pati apne hi khoon me latpat, kone me pada, apni mardaanigi
04:59ke saath shishkiyaan bhar raha tha, aur saas haath jor jor kar bahu se maafiyan maang rahi
05:06tha, lekin wo danda haath me liya, unki taraf dekh kar muskura rahi tha, aurat ko gulam
05:12samajh rakha tha tum dono le, khabar daar aaj ke baad mujh se jawaan ladaayi tha, sharab
05:18ki aadat me dooba pati itna kamjor tha, ke wo ek aurat ka bhi saamna nahi kar sakta tha,
05:25bas apne pati hone ke kaaran paaye adhikaar ka dur prayog karke, aaj tak apni patni ko,
05:33pati ko parmeshwar baanne wali patni ko peetha raha tha, lekin ab wo khud ek napunsak jaisa
05:39ho gaya tha, agla zind se ek patni living room mein baithi television dekh rahi tha,
05:47saas kamre mein pocha laga rahi tha, aur uska ghaayal pati rasoi mein uske liye chai aur
05:52naastha bana raha tha, wo khush thi, lekin wo jaanti thi ki wo sirf kuchi dinon tak unke
05:57saath waise waibhar karne wali thi, kyunki uska pati aur saas ab masoom bakriyon se
06:03ho suke thi, jinki saayad ab jubaane bhi nahi thi, bahut bahut shukriya.

Recommended