• 2 months ago
Discover the power of Islamic motivation and transform your life!

In this inspiring video, we delve into the core principles of Islam that fuel motivation and drive. Learn how the teachings of the Quran, the wisdom of Prophet Muhammad (peace be upon him), and the Five Pillars of Islam guide believers toward a life of purpose, discipline, and righteousness.

Category

📚
Learning
Transcript
00:00Sadh or saadi aapke saadi
00:03Aau seekhe hadith
00:06Seekhe hadith
00:08One, two, three, go!
00:11Yeah! Aaj mai aapko jeetne nahi dunga, Sharif bhai!
00:17Achha, yeh baat hai, toh phir dekhen!
00:21Aarey, aarey, yeh binni kahan se aagayi?
00:29Aarey, aarey, hattu, hattu!
00:32Aaay, lag gayi!
00:35Haan, bach gayi!
00:38Aarey, aarey, hatte papar bhai, mai gir jaunga!
00:47Yeh, mai jeet gaya!
00:49Yeh, mai jeet gaya!
00:54Bade khush ho rahein aap, agar beech mein billi nahi aati, toh mai aapko kabhi jeetne nahi deta!
01:00Lekin mai toh jeet gaya na!
01:03Achha, yeh baat hai, kya aap zig-zag racing kar sakte hai?
01:07Zig-zag? Yeh kaunsi race hai?
01:10Aarey bhai, hum gali mein kuch bade stones rakhenge!
01:13Stones ke beech mein faasla rakhenge,
01:15jo pehle unke darmiyan se guzar jayega, wo winner hoga!
01:19Bas, itni si baat hai!
01:21Itna aasaan nahi hai, jitna aap samajh rahein hai, Shariq bhai!
01:25Yeh toh mere baay haath ka khel hai!
01:32Dekhen, ab hum in pattharon ke beech se skating karte hua aayenge,
01:36aur patthar se takraana bhi nahi hai, samjhe!
01:39Kisne istaraan beech gali mein pattha rakh diya hai?
01:42Kya hua aapko? Kyun chilla rahi hai?
01:44Aapke rakhe hua patthro ki wajah se main gir gaya!
01:48Toh aankhe khol kar chal lena bhai!
01:53Assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuhu!
01:56Waalaikumussalam warahmatullahi wabarakatuhu!
01:59Babar bhai, Shariq bhai, yeh toh bahut buri baat hai!
02:02Ek toh aapne kuch bade stones rakhenge,
02:04jo pehle unke darmiyan se guzar jayega, wo winner hoga!
02:07Shariq bhai, yeh toh bahut buri baat hai!
02:08Ek toh aapne beech gali mein pattha rakh diya hai,
02:11par se unka mazaak uda rahe hain, sorry karein se!
02:14Sorry, sorry, humein muaaf kar de, humari wajah se aap gir gaye!
02:19Its okay!
02:22Kya aap jaante hain, raste se takleef denewali cheez hataana bhi sawaab ka kaam hai,
02:27chalein, ab in pattharo ko hataein!
02:31Ab theek hai Saad bhai, aur haan, humein iska ajar bhi milega na?
02:35Ji ji, zarur, aur aap logon ke saath saath mujhe bhi iska ajar milega!
02:39Saad bhai, toh aapko uska sawaab kyu milega?
02:42Allah paag ke aakhri nabi, sallallahu alaihi wa alihi wa sallam ne ishaat farmaya,
02:47jisne kisi neki ki taraf rehnumaay ki, toh uske liye neki karne wale ki misal ajar hai!
02:53Subhanallah!
02:55Saad bhai, yeh toh aap logon ke saath saath,
02:58Subhanallah!
02:59Saad bhai, yeh toh aapne bahut hi pyari hadees-e-paag batai, humein bhi yaad karadein!
03:04Mere saath saath dohraiye, jisne kisi neki ki taraf rehnumaay ki,
03:09jisne kisi neki ki taraf rehnumaay ki,
03:12toh uske liye neki karne wale ki misal ajar hai!
03:15toh uske liye neki karne wale ki misal ajar hai!
03:19Lekin Saad bhai, agar hum gali mein nahin khele, toh phir kahan khelein?
03:23Chalein aaye, main batata hun!
03:25Wow! Yahaan khelenge hum?
03:27Jeehaan! Aur yahaan khelne se kisi ko takleef bhi nahi hogi!
03:31Hmm! Are waah! Yahaan hum zig-zag racing bhi kar sakte hain!
03:35Jeehaan! Aur main bhi aapke saath race lagaunga!
03:39One, two, three, go!
03:42Yeah!

Recommended