Hindi Story | Moral Stories | Bedtime Stories| Kahaniya | Funny. Follow to our channel and be the first to watch our latest kahani!
#HindiStories
#HorrorStories
#HindiMoralStories
#HindiKahaniya
#Moralkahaniya
#PanchatantraTales
#LatestHindiStories
#Kahaniya
#Stories
#Kahani
#HindiKahaniya
#Story
#HorrorStories
#SuspenseStories
#MotivationalStories
#EntertainingVideos
#FunnyStories
#Animationvideos
#HindiStories
#HorrorStories
#HindiMoralStories
#HindiKahaniya
#Moralkahaniya
#PanchatantraTales
#LatestHindiStories
#Kahaniya
#Stories
#Kahani
#HindiKahaniya
#Story
#HorrorStories
#SuspenseStories
#MotivationalStories
#EntertainingVideos
#FunnyStories
#Animationvideos
Category
😹
FunTranscript
00:00SOTAN BANI BEHNE
00:05Behne sotan ban jaati hai yeh kahawat toh shayad suni thi
00:09Lekin iss kahaani mein toh sotan, jo ki ek dusre ki khoon ki pyaasi hoti hai
00:15Wo behne kaise ban gayi?
00:17Chaliye dekhiye sara
00:19Acha, suno, maine shadi kar liye
00:24Wo kya hai na, ghar mein bachhya hona bohot zaruri hai
00:28Tum ghar ke kaam mein, mere dekhpaal mein aur mere maata pita ke liye bohot achhi ho
00:33Lekin ghar ke liye kul bhi toh chahiye na
00:37Kaisi baat kar rahe hain, hum bachha god le lete
00:41Aur yeh kaun hai? Aapko ek baar toh mujhe baat karni chahiye thi na
00:46Arre kya baat karte, desh videsh ke sare doctor ko toh dikha diya
00:50Ab kya chahti hai, oman nikli jaa rahi hai mere bete ki
00:54Ek aulad toh huni chahiye na iski
00:58Rekha kya karti, baat bhi sahi thi
01:01Bahi na maa, na pita, maaike mein kaun hai, yeh kehne wala bhi koi nahi
01:06Kaha jaati, kaise jeevan chaladi
01:09Toh wo apni sautan ki saath manage karne ka soch leti hai
01:14Rekha, maine tumhare saath galat kiya na?
01:17Nahi nahi, aapne jo kiya, theek kiya
01:20Waise bhi mai kya karti, jaati bhi kaha
01:24Aapne toh mujhe sahara diya
01:26Kuch din beet jaate hain
01:28Aur Rekha ki sautan Mahima ko ek beta hota hai, beta honi ki baad
01:33Rekha didi, aap mere bete ko dekh liji
01:36Main ghar ka sara kaam kar dungi
01:38Rekha haath mein bacha leti hai, toh usse bohot acha lagta hai
01:42Uski aankhe bhar aati hai
01:45Kya hua didi, aapko acha nahi laga?
01:48Arre nahi nahi Mahima, kaun apna bacha kisi ko deta hai
01:52Tumne bohot aisaan kiya hai
01:54Main isse sambhal kar kar ka sara kaam bhi kar dungi
01:57Arre nahi nahi didi, aise bhi kya baad hai
02:00Aapki koi aulad nahi hai, maine toh bacha hi diya hai
02:04Aapne toh apna pati hi de diya
02:07Saans ko dono bahun ka yun premse rehna acha lagta hai
02:10Beta Rekha ke paas hi rehta, wo usse se zyada pyaar karta, ek raat
02:16Arre yeh munna toh roya hi ja raha hai
02:18Isse Rekha didi ko de aati hun
02:20Mahima bachche ko leke Rekha ke paas jaati hai, jahan wo jag rahi hoti hai
02:25Arre didi, itni raat ko aap jag rahi hai
02:28Kya ho gaya, sab cheek toh hai na?
02:31Mahima, mujhe na iski bina neen nahi aa rahi thi
02:34Tum isse mere paas chhod do, main sula kar de jaaungi
02:38Mahima maan jaati hai, wo munne ko Rekha ke paas chhod diti hai
02:42Lekin kamre me jaate waqt
02:44Dekh Mahima, mujhe acha lagta hai ke munne ki ek nahi do maa hai
02:49Lekin Rekha ke paas raat mein bachcha chhodna theek nahi hai
02:54Palko bachcha tujhe toh paichanega bhi nahi
02:57Kaisi baat kar rahi hai saasu maa, kyu nahi?
03:00Maine paida kiya hai, main hoon munne ki maa
03:03Saas zyada kuch nahi kehti aur wahan se chali jaati hai, agli subah
03:08Mahima, yeh liye munna, yeh toh so gaya tha
03:12Aur na jaane mujhe bhi kab neend aa gayi thi
03:14Toh main munne ko dene nahi aa payi
03:17Waise iski maalish aur nahane ka waqt ho gaya hai
03:20Tu bole toh tayyaar kar ke hi de diti hoon
03:22Haan haan didi, main bhi naashta banane jaa rahi hoon, aap isi tayyaar kar dijiye
03:27Ab kya tha, Rekha kisi na kisi bahane Mahima ke paas munne ko rehne hi nahi deti
03:32Phir jab wo thoda sa bada hua, toh ek din
03:35Mahima, tu jaa isi bahar ghumaa, main ghar ka kaam kar leti hoon
03:40Waise bahar aaj thand bahot hai, kapde ache se pehn kar jaana
03:44Kyunki main jaanti hoon na, tumko thand bahot lagti hai
03:47Main chulhe mein rooti bana leti hoon
03:50Mahima jo ki thodi seedhi thi
03:52Nahi nahi didi, aap le jaaye munne ko bahar
03:55Waise bhi, wo kehta hai ki aap uski saath bhaaga dhodhi kar leti hai
04:00Khelti waqt mujhse toh nahi hota bhai
04:03Saans Rekha ko dekh rahi thi
04:05Rekha munne ko lekar bahar jaati hai aur
04:08Munna, koi bole ki aapki mummy kaun hai, toh aap kya kohoge
04:13Aap kya kohoge?
04:14Main hoon
04:15Theek hai
04:17Theek hai badi mummy
04:19Badi mummy nahi, sirf mummy
04:22Munna park mein jaata hai, jahan bohot saari aurti hoti hai
04:26Wo sabhi apne bachon ko khilane aayi hoti hai
04:29Are kitna pyaara bachha hai, aapka kya naam hai?
04:33Kana, Kana naam hai iska
04:35Ye bolkar Rekha Kana ko aawaz deti hai
04:38Aaya maa
04:40Sabhi ko lagta hai ki Kana Rekha ka hi beta hai
04:43Rekha aap kaafi khush hoti hai
04:45Usse lagta hai ki wo aap munne ki maa ho jayegi
04:48Aap toh Rekha ko Mahima ko munne ka godh mein lena bhi acha nahi lagta tha
04:53Toh wahin Mahima ko ye baat pata bhi nahi hoti
04:56Ki Rekha ke dil mein kya chal raha hai
04:58Ek roz, padosan un logon ke ghar aati hai
05:01Are Kana ki maa, kaha hoon?
05:04Ji taiji, kaise aana hua?
05:06Are wo kal na mere bete ka janam din hai
05:09Uski party rakhi hai
05:11Toh maine sucha Kana ko bhi bol do shyaam ko aa jaye
05:14Zara uski maa ko do bula dena
05:16Mai hi toh hoon Kana ki maa, mai bhej dungi
05:19Are kaise baat kar rahi ho?
05:21Tum kaise Kana ki maa ho sakti ho?
05:23Wo toh kisi aur ko maa kahta hai
05:25Jo usse roz park mein lekar aati hai
05:27Mahima samajh jaati hai ki wo Rekha ki baat kar rahi hai
05:31Kana ki na do maa hai
05:33Rekha didi nahi usse zyada paala posa hai
05:36Toh wo unhi ke paas zyada rahta hai
05:38Wo badi mummy ko hi maa maanta hai
05:41Are wo toh theek hai lekin wo toh bolti hai ki beta unhi ka hai
05:44Dekh lo bhai, acche shyaam ko bhej dena yaad se
05:48Padosan toh chali jaati hai
05:50Lekin peeche se Mahima soch mein par jaati hai ki saas aa jaati hai
05:54Kya soch rahi hai?
05:56Yehi na, ki Rekha ne sab ko yeh kyu bataya ki wo uski maa hai, hai na?
06:02Haan maa ji, lekin chhodiye
06:04Ho sakta hai mai kuch zyada hi soch rahi ho
06:07Maini hi didi ko ijjazat di thi is baat ki
06:10Haan, lekin ijjazat ko haq banana ghalat hai
06:14Dekh Mahima, maana ghar ki zimmedaari hai
06:16Rekha par taras hai
06:18Lekin in sab ke beech yeh bhi soch ho
06:20Ke Kana bhi toh tumhara beta hai
06:23Wo na tumhare saath rahta hai, na khelta hai, na khata hai, na sota hai
06:28Phir, yeh bhi kaisi zimmedaari?
06:30Ke tum khud apne beta se door jaa rahi ho
06:33Shyaam ko Mahima sach dhaj ke tayyaar hoti hai
06:36Wo dekhti hai ke Rekha bhi poori tayyaar hokar Munne ko lekar aati hai
06:40Mahima anjaan ban kar kahti hai
06:43Didi, aaj isse kisi ne birthday party mein bulaya hai
06:47Achha kiya, aapne isse tayyaar kar diya
06:50Main isse le jaati hoon
06:52Kaha le jaagi?
06:54Wo kya hai na, aaj hum logon ka ice cream khaane ka plan tha
06:57Are didi, kya ho gaya?
06:58Mera beta hai, aaj main iske saath ghoomne jaana chahti hoon
07:01Aap basta raat ki sabki roti bana liyega, theek hai?
07:05Arre nahi nahi, main kitchen ka kaam nahi gaj sakti
07:08Main Munne ko lekar ice cream khaane jaaungi
07:10Yeh kahkar, wo Munne ka haath zor se khichti hai
07:13Jisse usse chot lag jaati hai
07:15Munna rone lagta hai, lekin Rekha ko koi asar nahi hota
07:18Wo toh bas usse lekar jaana chahti hai ki
07:21Didi, bas!
07:23Wo wala haath chod dijiye, usme chot lagi hai
07:25Didi, aap le jaayiye Munne ko
07:27Lekin please mujhe dawaai to lagane dijiye
07:30Haan haan, theek hai lagalo, lekin Munna mera hai
07:34Tabhi pati aata hai aur Munne ko le leta hai
07:37Dekho Rekha, tumhare saath jo hua uska dukh sabhi ko hai
07:41Main poori zindagi iske liye khud ko galat samjhunga
07:44Lekin Mahima ne tumhe behan ki tarah maana
07:47Badle mein tumhne na sirf Munne ko harapni ki koshish ki
07:50Balki tumhne toh usse chot bhi pauchadi
07:51Kya yahi pyaar hai? Maa ka pyaar?
07:54Rekha jab Munne ki chot dekhti hai
07:57Toh usse apni galati ka aisaas hota hai
08:21Subscribe For The Best Sinhala Songs