Kurulus Osman Urdu Season 5 Episode 210

  • 2 days ago
Kurulus Osman Urdu Season 5 Episode 210
Transcript
00:00Assalamu alaikum.
00:02Walikum Assalam Sardar.
00:04Jinnab, Khuda ka shukr hai, khariyat se hai?
00:08Theek hoon main, theek hoon main.
00:10Apne Rab ka shukr ada karta hoon.
00:12Jisne hame himmat se nawaza, wohi fata se bhi nawazaega hamein.
00:15Inshallah.
00:16Inshallah Sardar.
00:18Ab hum kya karenge Sardar?
00:21Kya hum ghar wapas zayenge?
00:23Ab hum kya karenge Sardar?
00:25Kya hum ghar wapas zayenge?
00:27Ab hum kya karenge Sardar?
00:29Kya hum ghar wapas zayenge?
00:31Rukho, abhi nahi jayenge.
00:35Hamare, jahaan bhi kadam padenge, har uss jagah ko hasal karo.
00:39Inshallah Sardar.
00:41Mere Sardar, aapne Khuda ko Al-Tutan ka naam aise nahi diya.
00:48Aise hi hai, aise hi hai.
00:50Abhi hum ghar ki taraf nahi lot raha hai.
00:53Qustuntin hamare peeche aayega.
00:57Hame shikar samajh kar taqoob karega wo.
01:00Aur usse, hum bataayenge asal shikari kaun hai yahaan.
01:06Uska sar utaare baghar, wapas nahi jayenge hum log.
01:11Jo aapka hukum.
01:13Ab, khaana badoshon aur yorkon ka hum khud hi khayal rakhenge.
01:18Koi na koi hal nikalenge.
01:20Kuch toh aisa karenge, ke Bursa aur Iznik, Turukon ka vatan hoga.
01:26Inshallah.
01:28Chalo, aajao phir.
01:30Solgur Agha ne, ab tak kabile ke khaime laga liye hongi.
01:34Unke baas jayenge.
01:36Janab, Holofira ki wajah se aapne apni jaan ko khatre mein dala.
01:41Allah kush rakhe.
01:42Oh, Holofira meri beti ki tarah hi hai.
01:45Uska hausla, uska dil hamari Jangju bhenon jaisa hai.
01:48Usne hamari khadar khud ko khatre mein dala.
01:50Yehi wajah hai, ki aayinda agar uske liye hume kuch karna padha toh hum direct nahi karenge.
01:55Aisa hi hai, Janab.
01:58Ab aisa hai, ki usne hamare jaal mein fasne ki wajah se,
02:01kustun teen ka itmat toh hasal kar liya hoga.
02:04Toh isliye, Togai Holofira se malumat hasal karega.
02:08Aajao, sipahiyon.
02:10Ab hume chalna chahiye.
02:11Aajao.
02:18Main jaane ke liye tayaar hun, Shehzade.
02:20Lekin, jaana kaha hai?
02:21Mujhe bataya nahi aapne.
02:23Tum Bursa jaoge, Kani Umas.
02:28Is khad mein likha hai, ki Holofira Usman ki jasoos hai.
02:32Tum yeh khad kustun teen tak pacha hoge.
02:37Toh Bursa jaana hai.
02:43Wo Holofira ko maar daalenge, Shehzade.
02:45Kahin hum fas na jaye.
02:47Wo humare baare mein jaan hi nahi paayenge.
02:49Wo kaise?
02:50Yeh khad Khatun ke naam par likha hai.
02:52Ab wo Khatun Holofira se bahut nafrat kar diye.
02:57Elchim Khatun?
03:00Haan, Elchim.
03:06Is khad mein usi ka naam likha hai.
03:08Aur sabko yeh hi lagega.
03:10Kustun teen bhi yeh hi sochega,
03:12ki yeh khad Elchim nahi likha hai.
03:14Koi bhi humein zimmedaan nahi thairaayega.
03:17Mujhe Usman aur uske khandaan par zarb lagaani hai.
03:22Jao.
03:24Jitni jaldi ho sakhe, peghaam pachao.
03:26Aur apni pehchaan ko zahir mat karna.
03:30Jo hukum aapka, Shehzade.
03:31Befikar raha hai.
03:45Haan!
03:49Yeh! Yeh!
04:14Yeh!
04:24Assalam-o-Alaikum.
04:25Wa-alaikum-assalam, Usman Sardar.
04:27Mashallah, mashallah.
04:29Kaafi haddak tum logon ne kaam mukamal kar liya.
04:32Sardar, mere qabeela mein khushan di.
04:34Bahut shukriya.
04:35Amaare saare jaanbaas, baghar aaraam ki ek kaam kar rahe hain.
04:38Unhone kaha ki wo aapke istighbaal ke liye kaam rokne.
04:41Lekin maine ijazat nahi di.
04:42Maine kaha ki pehle qabeela ki tayyari mukamal kar liya.
04:45Bahut achche.
04:46Apna farz nibhana pehli zimmedaari hai.
04:48Khush rahiye Solgur Agha, khush rahiye.
04:50Yeh!
04:51Hum basina khush khone nahi denge.
04:53Kaam se joday rahenge, toh hi tarakki karenge.
04:56Khushan di, Sardar.
04:58Bahut shukriya, shukriya.
05:01Allah aasani payda kare.
05:03Oye, mashallah.
05:04Ameen, ameen, Sardar.
05:13Aah!
05:15Sardar, aapke liye qabeela ki behtreen bheede ziba karunga.
05:20Solgur Agha, yeh aapne kya kaha?
05:22Sirf ek hi bheede ziba karenge?
05:24Ek nahi, balke das bheede ziba karunga.
05:26Solgur Agha, ruk jao zara.
05:28Kyun saya karoge bheedo ko fazul mein?
05:30Nahi, Sardar.
05:31Aap aur aapke jangju mere qabeela mein aaye hain.
05:34Das bheede toh kam hain.
05:35Main aap logon ke liye, beez bheede ziba karunga.
05:39Sardar, mujhe jazatein.
05:41Main khud inka antakhaab karunga.
05:43Kyunke mujhe bheedreen koshwale bheed ki pehchaan hain.
05:47Idhar aao.
05:48Mehman ke saamne jo rakha jaata hai, wo khaa leta hai, Jherkutai.
05:51Mera bhai kabhi kisi cheez ki kami mehsoos hone nahi deta.
05:53Aap jaante toh hain, Shahzada.
05:55Toh chalo, Solgur Agha.
05:56Ek bheed spahiyon ke liye aur ek Jherkutai ke liye.
05:59Jo aapka hukum, Sardar.
06:02Mil gaya mujhe.
06:12Allahuddin, batao mujhe.
06:15Kya mere wale theek hai?
06:17Kuch mat chhupana mujhe.
06:19Sabr rakho, Mehmat. Sabr.
06:21Bismillahirrahmanirrahim.
06:24Himmat ganein, Yaqub sahab.
06:27Aankhein kholein.
06:30Chalein.
06:37Beta, ab ye kaise hain?
06:39Saanse chal rahi hain.
06:41Ye aista aista behtar ho jayenge, Inshallah.
06:44Inshallah.
06:48Baba.
06:50Gonja.
06:52Baba.
06:56Aaraam karne ka kaha tha na toh mein.
06:58Intazaar nahi hua mujhe, nahi hua.
07:01Main baba ke paas baith jao, khud ko parishaan nahi karungi, wada karte hoon.
07:05Theek hai.
07:06Gonja.
07:08Allahuddin theek keh raha hai.
07:10Tume aaraam karna chahiye.
07:12Theek hoon main, bhai.
07:14Mujhe baba ke paas rehne de.
07:18Lekin,
07:20baba ko ab tak hosh kyun nahi aaya, Allahuddin?
07:22Tum fikar mat karo, meri beti.
07:24Ye jadibootiyon ka asar hai.
07:26Aaraam se suhna, inke jism ko taakat dega.
07:28Haan.
07:32Beti.
07:34Beti.
07:36Meri beti.
07:39Meri beti.
07:41Baba.
07:44Meri jaan.
07:46Gonja.
07:48Baba.
07:50Main yahi hoon, baba.
07:52Baba, main yaha aapke paas hoon, baba.
07:55Main yahi hoon, aapke paas.
07:57Khuda ke liye, baba. Aankhe khol liye.
07:59Gonja.
08:01Baba.
08:03Baba.
08:05Baba, main aapko bohot yaad kartiyon, baba.
08:08Maine aapko bohot yaad kiya, baba.
08:11Mujhe aapka beti kehna yaad aata hai, baba.
08:15Mujhe aapka meri gonja kehna yaad aata hai, baba.
08:21Baba.
08:23Baba.
08:25Baba, uthe aankhe kholiye na.
08:27Khuda ke liye aankhe kholiye, baba.
08:30Uthiye, baba.
08:31Baba, main aapke saamne beti hoon. Mujhe apni beti kahiye.
08:35Uthe, baba.
08:37Dekhiye meri taraf.
08:39Kuch toh kahiye.
08:41Baba, uthiye na.
08:43Kahan hoon tum?
08:45Meri jaan, Gonja.
08:47Baba.
09:01Baba.
09:32Hello, Fera.
09:34Meri chacha zaat.
09:38Tumne achha kaam kiya.
09:40Tumhare bataaye raaste pe humne Usman pe hamla kiya.
09:43Magar wo humare haath se bach nikla.
09:46Yeh koi bada masala nahi hai.
09:48Orhan abhi bhi mujhe chahata hai.
09:50Wo mujhe lene ke liye Bursa zaroor wapas aayega.
09:53Hum is baar mauka nahi gawaenge.
09:55Main Orhan aur Usman ko apne haathon se maarunga.
09:59Main nahi chahata ke tum abhi Khan ka jaao.
10:02Kyunki abhi tumhari yaha zaroorat hai.
10:05Aur agar maqsad mein kaamiyaab ho gaye,
10:08toh bakhushi karungi, Kustantin.
10:17Kya Shahenjha Samandari raaste se aa rahe hain, Kamaandar?
10:22Jahaaz nikal chuke hain.
10:24Humare Fauji Yala Kua ki bandargaah par jaane ke liye teyaar hain.
10:26Hum sooba Fajr ke waqt, rawaana ho jaayenge.
10:29Tulu-e-Aftab tak hum wahaan pahunj jaayenge.
10:46Holo Fero!
10:57Sabit karo ki tum is khaandaan ki ek mauzir zohra toh apne baap ki tarah nahi.
11:03Main sabit karungi.
11:05Aur yeh mere liye aisaas ki baat hogi.
11:20Kamzar!
11:21Kamzar!
11:23Ghataar!
11:25Bilkul apne baap ki tarah.
11:28Isne mujhe aur Bazantini riyasat se ghataari ki.
11:32Dhoka diya isne mujhe.
11:36Bagayar dastakhat ka khat,
11:38humein kisne bheej hai?
11:40Ek aisi aurat,
11:42jo Orhaan aur Holo Fero ke maazi se bahot parishaan hai.
11:46Aur isse hasad karti hai.
11:47Holo Fero ne wohi suna jo usse sunna chahiye tha.
11:50Usmaan,
11:52kal hamare chaal mein phans jaayega.
11:55Andhre,
11:57Holo Fero ka peecha karegi.
11:59Jab tak Usmaan mar nahi chahata,
12:01Holo Fero bhi sindha raayegi.
12:04Usmaan ke baad,
12:06main Usmaan ke baad,
12:08main Usmaan ke baad,
12:10main Usmaan ke baad,
12:12main Usmaan ke baad,
12:14main Usmaan ke baad,
12:15main Usmaan ke baad,
12:17main Uska gala apne haaton se kaatunga.
12:34Jo maisul hum kustun tuniya bhejenge,
12:36wo tayyar hai, kamandar.
12:38Yaad rakhna,
12:40yeh Sona shahenshah ki fauj ke liye,
12:42bahot ahniyat ka haamil hai.
12:43Isse yeh Sona shahenshah ki bahar le jao,
12:45aur kisi ko khabar na ho.
12:47Jao!
13:14Mere bhaiyon,
13:16aap log mere bagar kya kar raha hai?
13:20Khushboo se toh lag raha hai
13:22ke meri bakri pak rahi hai.
13:28Yeh hai.
13:30Yeh meri hai na?
13:32Yeh bakri mere liye hai,
13:34jo maine pasand ki thi.
13:36Yeh wohi hai na?
13:38O mere pyaare bhai,
13:40tumhari bakriya toh bhediye ne nikal li.
13:43Haan.
13:48Meri bakri.
13:50Lekin Solgur Agha ne
13:52aap ke liye sabse bada bakra tayaar kiya tha.
13:54Kya kare ab?
13:58Bhediye ki aur aap ki
14:00pasand ek hi jaisi hai,
14:02Jargudai Sardar.
14:04Meri pasandita bakri ko
14:06bhediye kha gaya.
14:09Mere bhai,
14:11tum yeh socho ke tumhari saari bakriya
14:13woh uss pahad ki taraf bhaag gayi hai.
14:16Chali gayi meri bakri?
14:18Haan.
14:20Aap meri kya khaunga?
14:24Tumhari liye yeh bacha hai.
14:30Khao mere bhai, yeh bacha hai tumhari.
14:33Yeh toh thoda hai.
14:37Ab meri kya karunga?
14:39Mujhse bhook bardaas nahi hoti.
14:41Kahi meri mar na jau,
14:43bhediye tujhe meri bakri khaani thi kya?
14:47Yeh raat ab kaise kategi?
14:52Hum Jargudai sahab ki bakri ko
14:54kahaan rakhenge?
15:01Toh yeh tum logon ki shararat thi.
15:03Mujhe meri bakri mil gayi.
15:05Main isse sakoon se khaunga.
15:07Mujhe ab isse lekar jaana chahiye.
15:09Kahin isko naza na lag jaye.
15:11Kyun, sahi kaana maine?
15:13Waise bhi, meri bakri pe bhediye ki nazar thi.
15:20Beg bharke khaiye ka.
15:22Allah aapko salamat rakhe.
15:24Chalta hu main, bohot bhoog lagi hai mujhe.
15:28Chalo.
15:41Yeh lijiye Sardar.
15:43Shukriya, shukriya, shukriya.
16:14Hu hu hu hu.
16:20Yeh,
16:22jorukon ka nizam
16:24shuru ho gaya phir se.
16:27Mashraki qabail badh rahe hain maghrib ki taraf.
16:30Haan toh kono,
16:32kitne qabail abad ho chuke?
16:34Sab mila kar 24 qabeel hai Sardar.
16:37Jisme yeh bhi shamil hai
16:39aur sabhi apne maqamat par abad ho gaye.
16:41Jo reh gaye, safar mein honge.
16:44Chunke safar mein hai,
16:46toh unhe khadra hoga.
16:48Qustantin,
16:50is maukhe se bhi fayda zarur uthaega.
16:54Yeh hi wajah hai,
16:56ke uske liye hum hamesha tayyar rahenge.
17:00Hum pehle ki tarah,
17:02ab phir se sarhadi ilaakon mein hai
17:04aur dushman ka saamna kar rahe hai.
17:07Aur jab jab humne dushman ka saamna kiya hai,
17:10kamyaab huye hain hamesha.
17:11Inshallah, is baar bhi aisa hi hoga.
17:13Inshallah.
17:15Inshallah.
17:20Sardar,
17:22jab tak wo Qustantin zinda hai,
17:24afad humara peecha nahi chodegi.
17:26Qustantonia aur Iznik se sipahi aa rahe hain.
17:28Haan, aisa hi hoga.
17:30Aur yeh hi wajah hai ke,
17:32hum hamesha tayyar honge.
17:34Apni aankhon ko khula rakhna padega.
17:36Har dam unka peecha karenge,
17:38koi fikar mat kare.
17:40Haan, haan, haan.
17:42Haan, chalo shuru karein.
17:44Har kisi ko bhoog lagi hogi.
17:46Jair Kutai ko dekho zara,
17:48paada nahi kab se isne nahi khaaye.
17:50Kaafi bhoog lagi hogi haan.
17:52Mujhe bhoog nahi hai janaab.
17:54Chalo theek hai,
17:56main ek waqia sunata hu aap logon ko.
18:03Kya hua Jair Kutai?
18:05Kya hua Jair Kutai?
18:12Kahin iska dil hi nahi bandh ho jaye.
18:15Khaana shuru kiya jaye.
18:17Jaldi se Jair Kutai.
18:19Chalo yeh sab shuru kijiye.
18:21Chalo shuru karein, shuru karein.
18:23Bismillahirrahmanirrahim.
18:25Bismillahirrahmanirrahim.
18:53Jair Kutai,
18:55mere bhai,
18:57thoda aista khao.
18:59Varna dham khud jayega.
19:02Us aadmi se mat dilo jo apna khaana khaata hai.
19:05Balke usse dan na chahiye,
19:07jiski nazar doosar ke khaane par ho.
19:10Insaan agar nahi khaayega,
19:12toh wo kamjor hokar,
19:14beemar pad sakta hai.
19:16Aur agar beemar pad gaya,
19:18toh uska kuch nahi ho sakta.
19:22Jaldi se Jair Kutai.